Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSudha Malhotra
HomeSudha Malhotra
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo udaas nazrein tadap tadap kar tumhaare jalwan ko dhoondti hai jo khaab ki taraha kho gaye un haseen lamhon ko dhoondhati hai haseen lamhon ko dhoondhati hai agar na ho na gawaar tum ko to ye shikaayat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo tumhin nigaahon ki justzu ho tumhin khayaalon ka mudda ho tumhin mere waaste sanam ho tumhin mere waaste khuda ho tumhin mere waaste khuda ho meri prakhtish ki laaj rakh lo meri ibaadat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo tumhaari chubhati nazar se jab tak na koi paigaam mil sakega na ruh takseen pa sakegi na dil ko aaraam mil sakega na dil ko aaraam mil sakega ghum judaai hai jaanlewa ye ik haqeekat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo meri muhabbat kabool kar lo salam e hasrat kabool kar lo
tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko mere dil ki mere jazbaat ki keemat kya hai uljhe uljhe se khayaalaat ki keemat kya hai maine kyun pyaar kiya tumne na kyun pyaar kiya in pareshaan sawaalat ki keemat kya hai tum jo ye bhi na bataao to ye haq hai tumko meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko zindagi sirf muhabbat nahin kuchh aur bhi hai zulfon rukhsaar ki jannat nahin kuchh aur bhi hai bhook aur pyaas ki maari hui iss duniyaa mein ishq hi ek haqeekat nahin kuchh aur bhi hai tum agar ankh churaao to ye haq hai tumko maine tumse hi nahin sabse muhabbat ki hai tum agar ankh churaao to ye haq hai tumko tumko duniyaa ke ghumon dard se fursat na sahi sabse ulfat sahi mujhse hi muhabbat na sahi main tumhaari hoon yahi mere liye kya kum hai tum mere hoke raho ye meri kismat na sahi aur bhi dil ko jalaao to ye haq hai tumko meri
vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram sujalaam sufalaam malayaj sheetalaam sasyashyaamalaam maataram maataram sujalaam sufalaam malayaj sheetalaam sasyashyaamalaam maataram maataram vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram shubhrajyotsna pulakit yaaminim phulla kusumita drumadal shobhinim shubhrajyotsna pulakit yaaminim phulla kusumita drumadal shobhinim suhaasinim sumadhura bhaashhinim sukhadaam varadaam maataram maataram suhaasinim sumadhura bhaashhinim sukhadaam varadaam maataram maataram vande maataram vande maataram vande maataram vande maataram sujalaam sufalaam malayaj sheetalaam sasyashyaamalaam maataram maataram sujalaam sufalaam malayaj sheetalaam sasyashyaamalaam maataram maataram vande maataram vande maataram vande maataram
nikal ke unnnnke diiiil se hum sare mehfilll mein aaaa baithe humari mushkil ye hai ke badi mushkil mein aa baithe jo milte rehte hain wo dil mein samaa jaate hain jo mil ke nahin milte wo yaad bahot yaad aate hain ye pyaar tha ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha ye pyaar tha ya kuchh aur tha na tujhe pata na mujhe pata ye pyaar tha ye pyaar tha ya kuchh aur tha na tujhe pata na mujhe pata ye nighaahon ka hi kusoor tha ye nighaahon ka hi kusoor tha na teri khata na meri khata ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha na to apna tujhko bana sake na to apna tujhko bana sake na hi door tujhse jaa sake kahin kuchh na kuchh to zaroor tha kahin kuchh na kuchh to zaroor tha na tujhe pata na mujhe pata ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha tere sukh ki sejjsaji rahe tere sukh ki sejjsaji rahe meri umr bhi tujhe jaa lage main duwaayen dene mein dene mein main duwaayen dene mein choor tha na tujhe pata na mujhe pata ye pyaar tha ya kuchh aur tha ye pyaar tha ya
yeh haath hi apni daulat hai yeh haath hi apni daulat hai yeh haath hi apni taaqat hai kuchh aur to punji paas nahin yeh haath hi apni kismat hai yeh haath hi apni daulat hai yeh haath hi apni taaqat hai kuchh aur to punji paas nahin yeh haath hi apni kismat hai hum mehnat karte aaye hain hum mehnat karte jaayenge jab tak ye haath salaamat hai kyun daan ke tukde khayenge kyun daan ke tukde khayenge yeh haath hi apni daulat hai yeh haath hi apni taaqat hai kuchh aur to punji paas nahin yeh haath hi apni kismat hai yeh haath hi apni daulat hai hum dhan waalon ke poot nahin nirdhan maa baap ke bachche hain sab aur sahaare jhoote hain yeh do hi sahaare sachche hain yeh do hi sahaare sachche hain yeh haath hi apni daulat hai yeh haath hi apni taaqat hai kuchh aur to punji paas nahin yeh haath hi apni kismat hai yeh haath hi apni daulat hai kya ghum jo humaare maat pita sona chandi na jod sake wo achchhe dil ke maalik the wo loot ka maal na jod sake wo loot ka maal na
jaansoz ki haalat ko jaansoz ki haalat ko jaansoz hi samjhega main shamma se kehta hoon mehfil se nahin kehta kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana sehar tak sabka hai anjaam jal kar khaakh ho jaana bane mehfil mein koi shamma yaa parwaana ho jaaye kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq aaaaa aaaaaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaa hoooooo re naaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa vaishte dil vaisno daar se roki naa gayi kisi khanjar kisi talwaar se roki naa gayi ishq majnu ki wo aawaaz hai jiske aage koi laila kisi deewar se roki naa gayi kyunke wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den wo hans ke agar maange to hum jaan bhi de den haan ye jaan to kya cheez hai imaan bhi de den kyunke yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq yeh ishq ishq hai ishq ishq naazon andaaz se kehte hain ke jeena hoga
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Salam E Hasrat Kabool Baabar (1960) 03:19 12281
 
Poster of Baabar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Sudha Malhotra
On Screen Actors- 
Sulochana Chatterji
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 12281   

Tum Mujhe Bhool Bhi Jao Didi (1959) 03:39 13087
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Sunil Dutt
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:39   Song Number : 13087   

Vande Matram Vande Matram Andolan (1951) 03:29 20196
 
Poster of Andolan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Pannalal Ghosh
Duration : 03:29   Song Number : 20196   

Ye Pyaar Tha Ya Kuchh Aur Tha Prem Rog (1982) 07:13 21479
 
Poster of Prem Rog (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure, Others
Raag- 
Lalit
Duration : 07:13   Song Number : 21479   

Yeh Haath Hi Apni Daulat Hai Masoom (1960) 03:57 19836
 
Poster of Masoom (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Robin Banerjee
Singer- 
Sudha Malhotra
Duration : 03:57   Song Number : 19836   

Yeh Ishq Ishq Hai Barsaat Ki Raat (1960) 07:11 12851
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 07:11   Song Number : 12851   
Karaoke Songs of sudha malhotra, Sad Songs of sudha malhotra, Love Songs of sudha malhotra, Dance Songs of sudha malhotra, Hip-hop songs of sudha malhotra, Best songs of sudha malhotra, Super hit songs of sudha malhotra, hit songs of sudha malhotra, duet songs of sudha malhotra, solo songs of sudha malhotra, old songs of sudha malhotra, famous songs of sudha malhotra, Hindi Karaoke Songs of sudha malhotra, Hindi Sad Songs of sudha malhotra, Hindi Love Songs of sudha malhotra, Hindi Dance Songs of sudha malhotra, Hindi Hip-hop songs of sudha malhotra, best Hindi songs of sudha malhotra, super hit Hindi songs of sudha malhotra, hit Hindi songs of sudha malhotra, duet Hindi songs of sudha malhotra, solo Hindi songs of sudha malhotra, old Hindi songs of sudha malhotra, famous Hindi songs of sudha malhotra, Sing Along Songs of sudha malhotra, Sing Along Sad Songs of sudha malhotra, Sing Along Love Songs of sudha malhotra, Sing Along Dance Songs of sudha malhotra, Sing Along Hip-hop songs of sudha malhotra, Sing Along Best songs of sudha malhotra, Sing Along Super hit songs of sudha malhotra, Sing Along hit songs of sudha malhotra, Sing Along duet songs of sudha malhotra, Sing Along solo songs of sudha malhotra, Sing Along old songs of sudha malhotra, Sing Along famous songs of sudha malhotra