Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBolo Na
HomeBolo Na
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


luk chhip luk chhip jaao na luk chhip luk chhip jaao na aise chhup chhup mujhe satao na aise chhup chhup mujhe satao na o mere nanhe munne pyaare pyaare raaja aao mere gale lag jaao na alle aao na luk chhip luk chhip jaao na are aao na dekho phoolon se main poochh lunga dekho phoolon se main poochh lunga saare bhanvaron se main poochh lunga har kali se pata main lagaaunga melle munne ki chhulat hai aisi pariyon ke khilonon ke jaisi saari bagiyaa ko main batlaaunga hawaaon se ghataon se bahaaron se kahoonga munne ko dhundh ke laao na alle aao na luk chhip luk chhip jaao na are aao na aajaa re meri aankhon ke taare aajaa re aajaa re meri aankhon ke taare mere pyaare o raaj dulaare tumhen kho ke na main jee paaunga mera jeena tumhare hi dum se tum jo bichhad gaye kahin hum se main tumhare bina mar jaaunga tumhare hi sahaare to guzaare din saare dekhon mujhe aise to rulaao na alle aao na luk chhip luk chhip jaao na luk chhip luk chhip jaao na aise chhup chhup mujhe
luka chhupi bahut huyi saamne aaja na kahaan kahaan dhoondha tujhe thak gayi hai ab teri maa aajaa saanjh huyi mujhe teri fikar dhundhla gayi dekh meri nazar aajaa naa aajaa saanjh huyi mujhe teri fikar dhundhla gayi dekh meri nazar aajaa naa kya bataaun maa kahaan hoon main jahaan udne ko mere khula aasmaan hai tere kisson jaisa bhola salona jahaan hai yahaan sapnon waala meri patang ho befikar udd rahi hai maa dor koi loote nahin beech se kaate naa aajaa saanjh huyi mujhe teri fikar dhundhla gayi dekh meri nazar aajaa naa teri raah take ankhiyaan jaane kaisa kaisa hoye jiya teri raah take ankhiyaan jaane kaisa kaisa hoye jiya dheere dheere aa kar utre andhera mera deep kahaan dhalke suraj kare ishara chanda tu hai kahaan mere chanda tu hai kahaan luka chhupi bahut huyi saamne aaja na kahaan kahaan dhoondha tujhe thak gayi hai ab teri maa aajaa saanjh huyi mujhe teri fikar dhundhla gayi dekh meri nazar aajaa naa aajaa saanjh huyi mujhe teri fikar dhundhla gayi
On candystripe legs spiderman comes softly through the shadow of the evening sun stealing past the windows of the blissfully dead looking for the victim shivering in bed searching out fear in the gathering gloom and suddenly! a movement in the corner of the room! and there is nothing I can do when I realise with freight that the spiderman is having me for dinner tonight quietly he laughs and shaking his head creeps closer now closer to the foot of the bed and softer than shadow and quicker than flies his arms are all around me and tongue in my eyes be still be calm be quiet now my precious boy don''t struggle like that or I will only love you more for it''s much too late to get away or turn on the light the spiderman is having you for dinner tonight and I feel like i''m being eaten by a thousand million shivering furry holes and I know that in the morning I will wake up in the shivering cold and the spiderman is always hungry
lut gaya mere sapnon ka dera hoo oo lut gaya mere sapnon ka dera kaisa insaaf maalik ye tera lut gaya mere sapnon ka dera phool khilne na paaye the dil ke ho gaye hum juda tumse mil ke phool khilne na paaye the dil ke ho gaye hum juda tumse mil ke kar liya ghum ne dil mein basera lut gaya mere sapnon ka dera hoo oo lut gaya mere sapnon ka dera khel duniya ne kaisa ye khela ho gaya aaj saathi akela khel duniya ne kaisa ye khela ho gaya aaj saathi akela aur tadapta raha pyaar mera lut gaya mere sapnon ka dera jhuk gaya pyaar kismat ke aage pad gaye kachche ulfat ke dhaage dosh tera nahin aur na mera lut gaya mere sapnon ka dera kaisa insaaf maalik ye tera lut gaya mere sapnon ka dera haaye lut gaya mere sapnon ka dera
ho lut gaye hum to raahon mein lut gaye hum to raahon mein manzil khoyi dil bhi khoya milke aap se lut gaye hum to raahon mein lut gaye hum to raahon mein manzil khoyi dil bhi khoya milke aap se ho aapki baahon ki kasam hum kabhi jhukte hi na the ho reshami zulfon ki kasam hum kahin rukte hi na the aandhi the hum chalna bhoole milke aap se lut gaye hum to raahon mein lut gaye hum to raahon mein manzil khoyi dil bhi khoya milke aap se ho teer kya patthar hi nahin haath mein dikhlaane ko oo ho oo ho kis ada se maara hai aap ne diwaane ko jeena mushkil marna mushkil milke aap se lut gaye hum to raahon mein lut gaye hum to raahon mein manzil khoyi dil bhi khoya milke aap se ha ae ha ae ha ho ho ho hoo ho ho ho ho ho hoo ho ho ho main kya jaanun tum itni mauj mein aa jaaoge pehle thaamoge ungli phir gale pad jaaoge tauba tauba meri tauba milke aap se fans gaye hum to raahon mein fans gaye hum to raahon mein tauba tauba meri tauba milke aap se
jee main socha kal maike chali jaun main tang ho je twanu jyada na sataun main ke maike main pakki jee sachi jaun main haye je tu maike gayio ni tere pichchhon hayo ni gaddi main fad ke tange te bahke aawaan o bindi surkhi lele ni nawin kurti lele ni rishwat ni lele tohfe taine dilawaan tainu soun meri hai na javin mainu kalleyaan chhadd ke na javin tere layi hai hazir biba luv shuv tey chicken khurana luv shuv tey chicken khurana mere bina vekhan kaise rah paoge chulha choka kaise karoge banaoge guzara na hoga jee bin kidha mere hooo ooooooo ooooo chulha chouka hoga ji je tu gayi te dhokha ji karaan sewa teri tere pair main dabawaan haaaan badhke mahiwaal se majnu farihaad se lakh wari wari sad ke main tere jaawaan tainu soun meri hai na javin mainu kalleyaan chhadd ke na javin tere layi hai hazir biba luv shuv tey chicken khurana ho bas rahan de ooo main dekh liya upar se kahna kahana hai andar se foote laddu jee bandhu ka ye kissa purana hai main auron jaisa
ya ali reham ali ya ali yaar pe qurbaan hain sabhi ya ali madad ali ya ali ye meri jaan ye zindagi ishq pe haan mitaa doon lutaa doon main apni khudi yaar pe haan lutaa doon mitaa doon main ye hasti ya ali reham ali ya ali yaar pe qurbaan hain sabhi ya ali madad ali ya ali ye meri jaan ye zindagi mujhe kuchh pal de kurbat ke fakiram teri chahat ke rahein bechain dil kab tak milein kuchh pal to rahat ke chahat pe ishq pe haan mitaa doon lutaa doon main apni khudi yaar pe haan lutaa doon mitaa doon main ye hasti ya ali reham ali ya ali yaar pe qurbaan hain sabhi ya ali madad ali ya ali ye meri jaan ye zindagi bina tere na ik pal ho na bin tere kabhi kal ho ye dil ban jaaye patthar ka na iss mein koi hulchul ho sanam pe haan ishq pe haan mitaa doon lutaa doon main apni khudi kasam se haan lutaa doon mitaa doon main ye hastii ya ali reham ali ya ali yaar pe qurbaan hain sabhi ya ali madad ali ya ali ye meri jaan ye zindagi
jab chala hai to mere saqiya yun jaam chale jab chala hai to mere saqiya yun jaam chale din chale raat chale subha chale shaam chale kaarobaar e maikhana to band hai saqi tu nighahon se pila de to mera kaam chale ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke main tujhse faramosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke main tujhse faramosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin main teri mast nigaahi ka bharam rakh lungaa main teri mast nigaahi ka bharam rakh lungaa hosh aaye bhi to keh dunga mujhe hosh nahin hosh aaye bhi to keh dunga mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke main tujhse faramosh nahin ye alag baat hai saqi ki mujhe hosh nahin yaad itna hai ke pahucha dar e maikhaane tak yaad itna hai ke pahucha dar e maikhaane tak yaad itna hai ke pahucha dar e maikhaane tak kya kahun aage ki aage ka mujhe hosh nahin kya kahun aage ki aage ka mujhe hosh nahin hosh itna haiii ke
ye laal rang kab mujhe chhodega ye laal rang kab mujhe chhodega ye laal rang kab mujhe chhodega mera ghum kab talak mera dil todega ye laal rang kab mujhe chhodega kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu ye to pyaala sharaab ka ban gaya ye lahoo ye laal rang kab mujhe chhodega peene ki kasam daal di peeunga kis tarah haan peene ki kasam daal di peeunga kis tarah ye na socha toone yaar main jeeunga kis tarah ye laal rang kab mujhe chhodega hmmm chala jaaun kahin chhod ke main tera ye shaher haan chala jaaun kahin chhod ke main tera ye shaher na to yahan amrit mile peene ko na zaher ye laal rang kab mujhe chhodega mera ghum kab talak ho mera dil todega ye laal rang kab mujhe chhodega
hoooo hoooooo oooo oooo ooooo hoooo oooooo ooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooo oooo ooooo banno ki saheliiii resham ki dori chhup chhup ke sharmaaye dekhe chori chori banno ki saheliiii resham ki dori chhup chhup ke sharmaaye dekhe chori chori ye maane yaa naa maane main to iss pe mar gaya ye ladki haaye allah haaye haaye re allah ye ladki haaye allah haaye haaye re allah baabul ki galiyaan naa chhad ke jaana paagal deewana iss ko samjhana baabul ki galiyaan naa chhad ke jaana paagal deewana iss ko samjhana dekho ji dekho ye to mere peechhe pad gaya ye ladka haaye allah ye ladka haaye allah lab kahen naa kahen bolti hain nazar pyaar nahin chhuptaaa yaar chhupaane se haaaaa aaaaaaaa aaaaaa roop ghoonghat mein ho to suhaana lage baat nahin banti yaar bataane se ye dil ki baaten dil hi jaane yaa jaane khuda ye ladki haaye allah haaye haaye re allah ye ladka haaye allah sajnaaaaaa maangne se kabhi haath milta nahin jodiyaan banti hain pehle se sabki hooooo ooooo ooooo le
ye ladka haaye allah kaisa hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana humne to itna dekha humne to itna seekha dil ka sauda hota hai sauda zindagi kaa humne to itna dekha humne to itna seekha dil ka sauda hota hai sauda zindagi kaa milte hi kaise koi hota hai deewana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere dil beqaraar hota hai hote hote hote pyaar hota hai hoooo ye ladka haaye allah kaisa hai deewana ho sakta hai dekho naa samjho mitti ko sona pal bhar ka hasna ho jaaye jeevan bhar kaa rona ho sakta hai dekho naa samjho mitti ko sona pal bhar ka hasna ho jaaye jeevan bhar kaa rona dekho jaldi mein kabhi dil ko naa lagana kitna mushqil hai tauba isko samjhaana ke dheere dheere
hey parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa pa pap pap parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa parap parap pa pa pa pap papaaaaa main akela raat ka mela tu kahaan se aayi aise mein tu bhool ke rasta mujh se aa takraayi ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai aisi naazuk hai ye galti se ise koi chhoo le to ye toot jaaye hey aisi naazuk hai ye galti se ise koi chhoo le to ye toot jaaye chaabi se ye chale chaabi se ye ruke chaabi se ye hanse rooth jaaye hai kaanch ki ye gudiyaa kaagaz ki ye pudiyaa kisi shaitaan ki naani lagti hai parap parap pa pa ye ladki zara si dewaani lagti hai mujhe to ye gudiyaa japaani lagti hai hum akele raat ke mele tu kahaan se aaya aise mein tu bhool ke rasta humse aa takraaya are re re re re ye ladka zara sa deewana lagta hai gaadi ka koi modal purana lagta hai ye ladka zara sa deewana lagta hai gaadi ka koi
ae zindagi ye lamha jee lene de ho o pehle se likha kuch bhi nahin roz naya kuch likhti hai tu jo bhi likha hai dil se jiya hai ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de maasoom si hansi bevaja hi kabhi honton pe khil jaati hai anjaan si khushi behti hui kabhi saahil pe mil jaati hai ye anjaana sa darr ajnabi hai magar khoobsurat hai jee lene de ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de dil hi mein rehta hai aankhon mein behta hai kaccha sa ik khaab hai lagta sawaal hai shaayad jawaab hai dil phir bhi betaab hai ye sukoon hai to hai ye junoon hai to hai khoobsurat hai jee lene de ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de hoo pehle se likha kuch bhi nahin roz naya kuch ho likhti hai tu jo bhi likha hai dil se jiya hai ye lamha filhaal jee lene de ye lamha filhaal jee lene de
ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge inn sapnon ki tasveeron se inn yaadon ki zanjiron se apne dil ko kaise hum azaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye lamhen to hain bahut haseen inn lamhon par kuchh likha nahin ye aabaad karenge yaa barbaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge ye lamhen ye pal hum barson yaad karenge ye mausam chale gaye to hum fariyaad karenge barson yaad karenge barson yaad karenge
ye lo main ye lo main ye lo main haari piya huyi teri jeet re kaahe ka jhagada baalam nayee nayee preet re ye lo main haari piya naye naye do nain milen hain naye naye do nain milen hain nayi mulaqaat hai milte hi tum rooth gaye ji ye bhi koi baat hai naye naye do nain milen hain nayi mulaqaat hai milte hi tum rooth gaye ji ye bhi koi baat hai jaao ji maaf kiya tu hi mera meet re kaahe ka jhagada baalam nayee nayee preet re ye lo main haari piya huyi tihari sang chalo ji huyi tihari sang chalo ji baiyaan meri thaam ke bandhi balam kismat ki dori sang tere naam ke huyi tihari sang chalo ji baiyaan meri thaam ke bandhi balam kismat ki dori sang tere naam ke ladte he ladte mausam jaaye nahin beet re kaahe ka jhagada baalam nayee nayee preet re ye lo main haari piya chale kidhar ko bolo babu chale kidhar ko bolo babu sapnon ko loot ke haaye ramji reh nahin jaaye dil mera toot ke chale kidhar ko bolo babu sapnon ko loot ke haaye ramji reh nahin jaaye dil mera toot ke ye
ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen ye rang roop ka chaman ye husnon ishq ka watan yahi to wo mukaam hai jahaan awadh ki shaam hai jawaan jawaan haseen haseen ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen shabaab o sher ka ye ghar ye ehle ilam ka nagar hai manzilon ke god mein yahaan har ek rehguzar ye shehar lalazaar hai jahaan dilon mein pyaar hai jidhar nazar uthayiye bahaar hi bahaar hai kali kali hai naaznin ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen yahaa ki sab rawaayaten adab ki shahkaar hai ameer ehle dil yahaan gareeb jaan nisaar hain har ek shaakh par yahaan hai bulbulon ke chah chahe gali gali mein zindagi kadam kadam pe kehkahe har ek nazaara dil nashin ye lucknow ki sar zameen ye lucknow ki sar zameen yahaan ke dost bawafaa muhabbaton se aashnaa kisi ke ho gaye agar rahe usi ke umra bhar nibhayi apni aan bhi badhayi dil ki shan bhi hai aisa meharban bhi
yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hai ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hai ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki raahein hum tum honge jahan jahan pyaar bhi hoga wahan wahan kehti hai dil ki dhadkan hum jawan tum jawan hum tum honge jahan jahan pyaar bhi hoga wahan wahan kehti hai dil ki dhadkan hum jawaan tum jawaan yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hain ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki raahein jab tak raah dikhane waali teri shokh nazar hai mere sathi mere humdum pyara pyara yeh safar hai jab tak raah dikhane waali teri shokh nazar hai mere sathi mere humdum pyara pyara yeh safar hai yeh albeli pyaar ki raahein yeh jaane pehchaane raste kal bhi the ye nikhre nikhre aaj bhi hain ye hanste hanste ha ha ha ha ha yeh albeli pyaar ki
yeh kaisa ladka hai yeh kaisi ladki hai iskaa main kyaa karoon isse main kyaa kahoon yeh ladta hai akadti hai jhagadta hai bigadti hai deewaana hai deewaani hai haai haai re haai yeh ladka haai haai re haai kartaa naadaniyaan kyun poocho to haai haai haai re haai yeh ladka haai haai re haai kartaa naadaniyaan kyun poocho to haai kabhi yeh humse ladtaa hai kabhi jhagadtaa hai koi paas iske na aana yeh ladka hai deewaana hai deewaana yeh ladka hai deewaana hai deewaana haai haai re haai yeh ladki haai haai re haai karti naadaniyaan kyun poochho to haai kabhi yeh humse ladti hai kabhi akadti hai karo door se chhedh khaani yeh ladki hai deewaani hai deewaani yeh ladki hai deewaani hai deewaani iski baaten yahi jaane koi bhi to jaane na aisi waisi kaisi hai yeh koi pehchaane na to bhaago oh yaaron kar na de shaitaani yeh ladki hai deewaani hai deewaani yeh ladka hai deewaana hai deewaana aate jaate chhedhe humko ke maane na yeh kehnaa dekho dekho paagal hai yeh haan
aye babu lelo na nariyal yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani ek rupaiya daam hai par kaam hazaaron ka sainkdon bimaariyon ki ek ye dawa ek rupaiya daam hai par kaam hazaaron ka sainkdon bimaariyon ki ek ye dawa zara ruk jao mere paas aao ya mujhe apne paas bula lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani bachchon budhon naujawaanon ke mann ko bhaaye ye garmi ko maare mann ko thandak pahunchaye bachchon budhon naujawaanon ke mann ko bhaaye ye garmi ko maare mann ko thandak pahunchaye zara ruk jao mere paas aao ya mujhe apne paas bula lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo
yela yela yela yela yela yela yelare rela rela rela rela rela rela relare kongu konchem bhadram pillo kompa munchetattunde kongukocche singaramlo sangathemaiuntunde naaku maatram yem theluse aaganantu naa vayase dookuthunte nenemchesedee maatu vesi laagese maayalo padi naa manase maata vinnani maaram chesthundeee yalla yalla yalla yalla yella yella yella yella yela yela yelare rela rela rela rela rela rela relare kallu chediri yennamlona kulli padara kurrallu gundeladire aanandamlo yenta padara yerrollu needa bottuna innallu kooda bettina andaalu daachukunte bharamgaavundeee veccha vecchani aaviritho vacchi thagile choopullo vedi kooda vedukaga vundee yalla yalla yalla yalla yalla yalla yela yela yela yela yela yela yelare rela rela rela rela rela rela relare yeppudetta vicchesinde vonti meedaki pelleede yendukitta veedekkinde yenda pagalani nee eedu kaala dosham vodilinda meena vesham kudirinda janta chere daare thelisinda paccha janda voogindo paduchu praayam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Luk Chhip Luk Chhip Jaao Na Do Anjaane (1976) 03:11 15582
 
Poster of Do Anjaane (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:11   Song Number : 15582   

Luka Chhupi Rang De Basanti (2006) 06:30 16888
 
Poster of Rang De Basanti (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Prasoon Joshi
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 06:30   Song Number : 16888   

Lullaby In the Style of The Cure 04:32 10953
 
Poster of The Cure
 
Category
English
Singer- 
The Cure
Duration : 04:32   Song Number : 10953   

Lut Gaya Mere Sapnon Ka Dera Pyaar Ki Dastan (1961) 03:15 40013
 
Poster of Pyaar Ki Dastan (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sarvar
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudesh Kumar
Duration : 03:15   Song Number : 40013   

Lut Gaye Hum To Manzil Manzil (1984) 06:04 38795
 
Poster of Manzil Manzil (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Dimple Kapadia
Duration : 06:04   Song Number : 38795   

Luv Shuv Tey Chicken Khurana Luv Shuv Tey Chicken Khurana (2012) 04:25 37968
 
Poster of Luv Shuv Tey Chicken Khurana (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Shellee
Music Director- 
Amit Trivedi
Duration : 04:25   Song Number : 37968   

Ya Ali Reham Ali Gangster (A Love Story) (2006) 05:01 21415
 
Poster of Gangster (A Love Story) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Zubeen Garg
On Screen Actors- 
Shiney Ahuja
Duration : 05:01   Song Number : 21415   

Ye Alag Baat Hai Pankaj Udhas 08:33 18017
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Singer- 
Pankaj Udhas
Duration : 08:33   Song Number : 18017   

Ye Laal Rang Prem Nagar (1974) 04:10 21446
 
Poster of Prem Nagar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:10   Song Number : 21446   

Ye Ladka Haaye Allah Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001) 05:29 16747
 
Poster of Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol, Various
Duration : 05:29   Song Number : 16747   

Ye Ladka Hai Allah Hum Kisise Kum Naheen (1977) 05:42 21474
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha, Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tariq, Kajal Kiran
Duration : 05:42   Song Number : 21474   

Ye Ladki Zara Si Dewaani Love Story (1981) 05:14 13628
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:14   Song Number : 13628   

Ye Lamha Filhaal Jee Lene De Filhaal (2002) 05:30 21447
 
Poster of Filhaal (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sushmita Sen
Duration : 05:30   Song Number : 21447   

Ye Lamhen Ye Pal Lamhe (1991) 03:30 15723
 
Poster of Lamhe (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Sridevi
Duration : 03:30   Song Number : 15723   

Ye Lo Main Haari Piya Aar Paar (1954) 03:38 21448
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Shakeela
Raag- 
Kafi
Duration : 03:38   Song Number : 21448   

Ye Lucknow Ki Sar Zameen Chaudhvin Ka Chand (1960) 03:26 12972
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 03:26   Song Number : 12972   

Yeh Albeli Pyaar Ki Dharti (1970) 05:57 21430
 
Poster of Dharti (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Rajendra Kumar
Duration : 05:57   Song Number : 21430   

Yeh Ladka Hai Deewana Kuch Kuch Hota Hai (1998) 06:32 16757
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 06:32   Song Number : 16757   

Yeh Lo Re Le Lo Babu Apna Desh (1972) 04:31 14441
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaz
Duration : 04:31   Song Number : 14441   

Yela Yela Aata (2007) 04:01 10474
 
Poster of Aata (2007)
 
Category
Telugu
Year- 
2007
Lyricist
Siri Vennela
Music Director- 
Devi Sri Prasad
Singer- 
Sunitha, Smitha
On Screen Actors- 
Allu Arjun, Anuradha Mehta
Duration : 04:01   Song Number : 10474