Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zindagi jisne tujhe di hai mitayega wo hi ye diyaa jisne jalaya hai bujhayega wo hi aandhiyaan ghum ki chalti hain chalne bhi de jal sake jab talak shamma jalne bhi de aandhiyaan ghum ki degi khushiyon ki barkha ye kaali ghata apne hathon na apna diya tu bujha degi khushiyon ki barkha ye kaali ghata apne hathon na apna diya tu bujha sabr kar ye ghadi ghum ki talne bhi de jal sake jab talak shamma jalne bhi de aandhiyaan ghum ki dhoop mein chhanv hai chhanv mein dhoop hai har nirasha mein aasha ka ik roop hai dhoop mein chhanv hai chhanv mein dhoop hai har nirasha mein aasha ka ik roop hai dard palta hai dil mein to palne bhi de jal sake jab talak shamma jalne bhi de aandhiyaan ghum ki zindagi de rahi hai tujhe ye sadaa ooooo oooooo ooooo zindagi de rahi hai tujhe ye sadaa jane wale na jaaaa meri mehfil mein aa jane wale na jaa meri mehfil mein aa kafilaa zindagi ka ye chalne bhi de jal sake jab talak shamma jalne bhi de aandhiyaan ghum ki chalti hain chalne bhi de
aandhiyaan ghum ki yun chalin aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa samjhe the aasraa jise wo bhi bichhad ke reh gayaa samjhe the aasraa jise wo bhi bichhad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa poochho naa maajraa e ghum ujde hain is tarah se hum poochho naa maajraa e ghum ujde hain is tarah se hum ghar kaa charaag kyaa bujhaa ghar kaa charaag kyaa bujhaa ghar hi ujad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa mujh par bhi aayi thi bahaar thodi si der ko magar mujh par bhi aayi thi bahaar thodi si der ko magar hanste hi aansoo aa gaye hanste hi aansoo aa gaye rang bigad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin baag ujad ke reh gayaa aandhiyaan ghum ki yun chalin
aane laga aane laga jeene ka maza jaan gayi pehchaan gayi main mohabbat hai kya dil mein tu dil mein tu aur aankhon mein nasha jaan gayi pehchaan gayi main mohabbat hai kya aane laga aankhon wale aankhen to mila jawaan mausam kahe hardam tu dil ki dunia basa aankhon wale aankhen to mila jawaan mausam kahe hardam tu dil ki dunia basa sab kuchh ab to sab kuchh ab to hai naya naya jaan gayi pehchaan gayi main mohabbat hai kya aane laga usne jo kuchh kanon mein kaha wo dohraun to sharmaun ye raaz hai pyaar ka usne jo kuchh kanon mein kaha wo dohraun to sharmaun ye raaz hai pyaar ka jab se koi jab se koi dil mein aa gaya jaan gayi pehchaan gayi main mohabbat hai kya aane laga tirchi thi kisi ki wo nazar lagi jab se mere dil pe main khud se hoon bekhabar tirchi thi kisi ki wo nazar lagi jab se mere dil pe main khud se hoon bekhabar kal jo hoga kal jo hoga dekha jayega jaan gayi pehchaan gayi main mohabbat hai kya aane laga aaa
aane se uske aaye bahaar jaane se uske jaaye bahaar badi mastani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba iss ghata ko main to uski aankhon ka kajal kahunga iss hawa ko main to uska lehrata aanchal kahunga kaliyon ka bachpan hai phoolon ki jawaani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba beet jaate hain din kat jaati hain aankhon mein raatein hum na jaane kya kya karte rehte hain apas mein baatein main thoda deewana thodi si deewani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba aaa aa aaa aaa aaa saamne main sabke naam uska nahin le sakunga saamne main sabke naam uska nahin le sakunga wo sharam ke maare rooth jaaye to main kya karunga hooron ki malika hai pariyon ki raani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba badi mastani hai meri mehbooba
aaaa aaaa aaaa aaaa oo oo oo oo aane se uss ke aaye bahaar jaane se uss ke jaaye bahaar badi mastani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba aane se uss ke aaye bahaar jaane se uss ke jaaye bahaar badi mastani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba gungunaye aise jaise bajte hon ghunghru kahin pe aake parbaton se jaise girta ho jharna zamin pe jharnon ki mauj hai wo maujon ki rawani hai meri mehbooba mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba ban sanvar ke nikle aaye sawan ka jab jab mahina har koi ye samjhe hogi wo koi chanchal haseena poochho to kaun hai wo rut ye suhani hai meri mehbooba meri zindagani hai meri mehbooba mehbooba badi mastani hai meri mehbooba hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmhmm hmm hmm hmm hmm hmm
ooooo ooooo ooooooooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooooo ooooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo oooooooooo oooooo ooooo ooooo oooo ooooo ooooo ooooo aane waale ko aana hoga jaane waale ko jaana hoga aane waale ko aana hoga jaane waale ko jaana hoga ooooo ooooo oooooo oooooo mili hai pyaar ki manzil naye safar ke liye tumhare ho gaye hum aaj umr bhar ke liye mili hai pyaar ki manzil naye safar ke liye tumhare ho gaye hum aaj umr bhar ke liye pyaar karke nibhaana hoga pyaar karke nibhaana hoga aane waale ko aana hoga jaane waale ko jaana hoga ooooo ooooo oooooo oooooo khushi ke mauj mein hum aaj doobe jaate hain humaare haath se patwaar chhute jaate hain khushi ke mauj mein hum aaj doobe jaate hain humaare haath se patwaar chhute jaate hain ishq mein doob jaana hoga ishq mein doob jaana hoga aane waale ko aana hoga jaane waale ko jaana hoga ooooo ooooo oooooo oooooo humare pyaar ke kisse sunaaye jaayenge ye geet saare zamaane mein gaaye jaayenge humare pyaar ke kisse
hmmmm mmmm aa haa haa hey hey hey hmmmm hmmmm hmmm hmmm aane wala pal jaane wala hai aane wala pal jaane wala hai ho sake to iss mein zindagi bita do pal jo ye jaane wala hai hooo hooo aane wala pal jaane wala hai ho sake to iss mein zindagi bita do pal jo ye jaane wala hai hooo hooo ek baar yun mili masoom si kali ek baar yun mili masoom si kali hoo khilte huye kaha khush baash main chali dekha to yahin hai dhundha to nahin hai pal jo ye jaane wala hai hooo hooo aane wala pal jaane wala hai ho sake to iss mein zindagi bita do pal jo ye jaane wala hai ek baar waqt se lamha gira kahin ek baar waqt se lamha gira kahin wahaan dastaan mili lamha kahin nahin thoda sa hasaa ke thoda sa rulaa ke pal ye bhi jaane wala hai hooo hooo aane wala pal jaane wala hai ho sake to iss mein zindagi bita do pal jo ye jaane wala hai hooo hooo aane wala pal jaane wala hai aane wala pal jaane wala hai
aane wali hai aane wali hai aane wali hai aane wali hai aane wali hai milan ki ghadi aane wali hai milan ki ghadi na puchho mera haal yaaro na puchho mera haal yaaro ho ke juda main pyaar se raha kayi saal yaaro aane wali hai milan ki ghadi guzri hain kaise judayi ki ratein usko bataunga main saari batein guzri hain kaise judayi ki ratein usko bataunga main saari batein had se jyada mohabbat karunga baahon mein bharke use choom loonga rab ne sunli meri dua main deewana aisa hua badal gayi chaal yaaro aane wali hai milan ki ghadi milne ko wo bhi machalti to hogi raaton ko karwat badalti to hogi milne ko wo bhi machalti to hogi raaton ko karwat badalti to hogi seene se saadi sarakti to hogi hathon ki choodi khanakti to hogi aati hogi usko sharam behke honge uske kadam khule honge baal yaaro aane wali hai milan ki ghadi na puchho mera haal yaaro na puchho mera haal yaaro ho ke juda main pyaar se raha kayi saal yaaro
aaneya mele ambaari kande ambaari olage ninnannu kande nanne naa kande pakkadali nanne naa kande pakkadali nanne naa kande aaneya mele ambaari kande ambaari olage ninnannu kande nanne naa kande pakkadali nanne naa kande pakkadali nanne naa kande aramane naanu kande olagade ninna kande oho aramane naanu kande olagade ninna kande jotheyalli nannanne naanu kande aaha aaneya mele ambaari kande ambaari olage ninnannu kande nanne naa kande pakkadali nanne naa kande pakkadali nanne naa kande brunda vanadali neerina chilume kande bannada belakalli naliva ninna kande ninna nadu balasi nintha nanne kande ninna nadu balasi nintha nanne kande belooru gudiyalli hennina bombe kande avala andha kandu sothu mohagondu nintha ninna kande aha aaneya mele ambaari kande ambaari olage ninnannu kande nanne naa kande pakkadali nanne naa kande pakkadali nanne naa kande aramane naanu kande olagade ninna kande aramane naanu kande olagade ninna kande jotheyalli nannanne naanu kande shri ranga
aani muthu vaangi vanthaen aavani veethiyilae alli vaithu paarthirunthaen azhagu kaikalilae aani muthu vaangi vanthaen aavani veethiyilae alli vaithu paarthirunthaen azhagu kaikalilae noolai edukavum maalai thodukavum neramillaiyadiyo noolai edukavum maalai thodukavum neramillaiyadiyo adiyo aani muthu vaangi vanthaen aavani veethiyilae alli vaithu paarthirunthaen azhagu kaikalilae enni vaithaen yaezhettu muthukkal kaanavillai yaeritu naan athai paarkavillai maarbilum naan alli soodavillai enni vaithaen yaezhettu muthukkal kaanavillai yaeritu naan athai paarkavillai maarbilum naan alli soodavillai antha kannathil ennadi muthu vannam entha kalla thanathinil vanthathadi vaangi koduthathum thaangi pidithathum muthukkal pol vanthu minnuthadi oru muthu iru muthu mummuthu naal muthu hamma mmaaaa pennuku ethanai muthamadi pennukku ethanai muthamadi aani muthu vaangi vanthaen aavani veethiyilae alli vaithu paarthirunthaen azhagu kaikalilae ah ah ah ah ah ho ho ho ho ho ah
aankh hai bhari bhari aur tum muskuraane ki baat karte ho aankh hai bhari bhari aur tum muskuraane ki baat karte ho zindagi khafa khafa aur tum dil lagaane ki baat karte ho aankh hai bhari bhari aur tum muskuraane ki baat karte ho mere haalaat aise hai ke main kuchh kar nahin sakta mere haalaat aise hai ke main kuchh kar nahin sakta tadapta hai ye dil lekin ye aahen bhar nahin sakta zakhm hai hara hara aur tum chot khane ki baat karte ho zindagi khafa khafa aur tum dil lagaane ki baat karte ho aankh hai bhari bhari aur tum muskuraane ki baat karte ho zamaane mein bhala kaise muhabbat log karte hain zamaane mein bhala kaise muhabbat log karte hain wafaa ke naam ki ab to shikaayat log karte hain aag hai bhujhi bhujhi aur tum lau jalaane ki baat karte ho zindagi khafa khafa aur tum dil lagaane ki baat karte ho aankh hai bhari bhari aur tum muskuraane ki baat karte ho kabhi jo khwaab dekha to mili parchhaaiyaan mujhko kabhi jo khwaab dekha to mili parchhaaiyaan mujhko
aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain saamne aap hua karte hain aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain aap jaisa hi mujhe lagta hai lagta hai aap jaisa hi mujhe lagta hai khwaab mein jis se mila karte hain khwaab mein jis se mila karte hain aankh jab band jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya tu agar chhod ke jaata hai to kya haadse roz hua karte hain haadse roz hua karte hain aankh jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain naam unn ka na koi unn ka pata unn ka pata naam unn ka na koi unn ka pata log jo dil mein raha karte hain log jo dil mein raha karte hain aankh jab band jab band kiya karte hain aankh jab band kiya karte hain hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum ne raahi ka chalan seekha hai hum akele hi chala karte
aaaa aaaaa aaaa aaaa aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan tum abhi the yahaan tum abhi the yahaan aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan abhi sanson ki khushbu hawaon mein hai abhi kadmon ki aahat fizaaon mein hai abhi sanson ki khushbu hawaaon mein hai abhi kadmon ki aahat fizaaon mein hai abhi shakhon mein hai ungliyon ke nishan tum abhi the yahaan tum abhi the yahaan aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan tum juda ho ke bhi meri raahon mein ho garm ashkon mein ho sard aahon mein ho tum juda ho ke bhi meri raahon mein ho garm ashkon mein ho sard aahon mein ho chandni mein jhalakti hai parchhaiyaan tum abhi the yahaan tum abhi the yahaan aankh khulte hi tum chhup gaye ho kahaan
aap ke gumsum rehne se har shai pe udaasi chhayi hai ye bahaar aapke honthon se hansi maangne aayi hai aankh mili aankh mili nazren milane ke liye nazar to milao aankh mili nazren milane ke liye nazar to milao jawaani mili dil ko lagaane ke liye dil to lagao zindagani hai naam khushi ka khushiyaan manao aankh mili nazren milane ke liye nazar to milao taaron ko pata tootenge phir bhi chamakte rehte hain phir bhi chamakte rehte hain phoolon ko pata murjhayenge phir bhi wo hanste rehte hain phir bhi wo hanste rehte hain honth mile hasne ko hanso hanso naa haan honth mile hasne ko duniyaa mili basne ko dil mein kisi ko basaao muskuraao aankh mili nazren milane ke liye nazar to milao dil ki nazron se dekho dildaar nazar aayega dildaar nazar aayega jab band karogi palken har parda uth jaayega har parda uth jaayega bhed ye nazar ka hai bhed ye nazar ka hai parda ye darr ka hai darr ka parda hatao muskuraao are aankh mili nazren milane ke liye nazar to milao jawaani mili
aankh padti hai kahin paanw kahin padta hai sabki hai tumko khabar apni khabar kuchh bhi nahin sabki hai tumko khabar apni khabar kuchh bhi nahin sama hai gul bhi hai bulbul bhi hai parwaana bhi raat ki raat ye sab kuchh hai shahar kuchh bhi nahin raat ki raat ye sab kuchh hai asur ki dhoom hai sab kahte hain yun hai yun hai itna hai ek teri thokar ka magar kuchh bhi nahin nesti ki hai mujhe kooche hasti ne talash sair karta hoon udhar ki ki jidhar kuchh bhi nahin sair karta hoon udhar ki ek aansu bhi asar jab na kare trishna faydaa rone se aye deeda e tar kuchh bhi nahin faydaa rone se aye deeda e tar kuchh bhi nahin aankh padti hai kahin
aankh se aankh mila baat banaata kyun hai aankh se aankh mila baat banaata kyun hai tu agar mujhse khafa hai to chhupaata kyun hai aankh se aankh mila baat banaata kyun hai gair lagta hai na apnon ki tarah milta hai gair lagta hai na apnon ki tarah milta hai gair lagta hai na apnon ki tarah milta hai tu zamaane ki tarah mujh ko sataata kyun hai waqt ke saath khayaalaat badal jaate hain waqt ke saath khayaalaat badal jaate hain waqt ke saath khayaalaat badal jaate hain ye haqikat hai magar mujhko sunaata kyun hai ek muddat se jahaan kaafile ghuzre hi nahin ek muddat se jahaan kaafile ghuzre hi nahin ek muddat se jahaan kaafile ghuzre hi nahin aisi raahon pe charaagon ko jalaata kyun hai tu agar mujhse khafa hai to chhupaata kyun hai aankh se aankh mila baat banaata kyun hai
aaaaaa aaaaa aankh se aankh milata hai koi dil ko khinche liye jata hai koi aankh se aankh milata hai koi dil ko khinche liye jata hai koi aankh se aankh wah yeh hairat ki bhari mehfil mein wah yeh hairat ki bhari mehfil mein mujhko tanha nazar aata hai koi aankh se aankh chahiye khud pe yakeen e ka mil chahiye khud pe chahiye khud pe yakeen e ka mil hausla kis ka badhata hai koi aankh se aankh sab karishma ke tassavur hai shakeel sab karishma ke sab karishma ke tassavur hai shakeel warna aata hai na jata hai koi aankh se aankh milata hai koi dil ko khinche liye jata hai koi aankh se aankh
aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam jisse pyaar karte hee dil ko mere qaraar aaya jisse pyaar karte hee dil ko mere qaraar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam tum hee jaan e jaana mere pyaar ka sapna dil ne mere maana dilbar tumhein apna tum hee jaan e jaana mere pyaar ka sapna dil ne mere maana dilbar tumhein apna mere yaar pe mere yaar pe hai mujhko bada hi naaz meri chaahton se tum meri chaahton se tum na karna kabhi aitraaz aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya aankhein band kar ke jo ek chehra nazar aaya wo tumhin ho ae sanam wo tumhin ho ae sanam zindagi hai tujhse mera ishq kehta hai tu meri saanson mein har waqt rehta hai
aa ha aa ha aa ha aa ha aankhein humaari hon sapne tumhare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon laakh zamaane ke mausam badlen na tum badlo na hum badlen aaa aaaa aaaa laakh zamaane ke mausam badlen na tum badlo na hum badlen na hum badlen ek doosre ke hum saath sahare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon pyaar bhara ye jaadu na toote koi humaare khwaab na loote aaa aaaa aaaa pyaar bhara ye jaadu na toote koi humaare khwaab na loote khwaab na loote sab kuchh duniya ka khwaab humaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon duniya mein jab tak chaand sitaare hon aankhein humaari hon sapne tumhare hon
aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe unka khayaal dil mein tasavvur nigaah mein unka khayaal dil mein tasavvur nigaah mein roshan wohi chiraag hai yaadon ki raah mein wo chhod kar gaye the isi mod par mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe ab to mujhe andheron se ulfat si ho gayi ab to mujhe andheron se ulfat si ho gayi aankhon ko intezaar ki aadat si ho gayi takna hai unki raah yunhi umar bhar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe phir kya hua nahin hai kuchh iski khabar mujhe aankhein khuli thi aaye the wo bhi nazar mujhe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aandhiyaan Ghum Ki Chalti Hain Kangan (1959) 04:14 36756
 
Poster of Kangan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 04:14   Song Number : 36756   

Aandhiyan Ghum Ki Yun Chalin Zeenat (1945) 03:12 14119
 
Poster of Zeenat (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Music Director- 
Hafiz Khan
Singer- 
Noor Jehan
On Screen Actors- 
Noor Jehan
Duration : 03:12   Song Number : 14119   

Aane Laga Jeene Ka Maza Singapore (1960) 03:40 37774
 
Poster of Singapore (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra Singh
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Padmini
Duration : 03:40   Song Number : 37774   

Aane Se Uske (Sad) Jeene Ki Raah (1969) 03:50 13440
 
Poster of Jeene Ki Raah (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Sanjeev Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 13440   

Aane Se Uss ke Aaye Bahaar Jeene Ki Raah (1969) 04:12 13437
 
Poster of Jeene Ki Raah (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:12   Song Number : 13437   

Aane Waala Ko Aana Hoga Sohni Mahiwal (1958) 04:17 14265
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Bharat Bhushan
Duration : 04:17   Song Number : 14265   

Aane Wala Pal Golmaal (1979) 04:39 20055
 
Poster of Golmaal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Bindiya Goswami
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:39   Song Number : 20055   

Aane Wali Hai Milan Ki Ghadi Milan (1995) 05:14 38044
 
Poster of Milan (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Manisha Koirala
Duration : 05:14   Song Number : 38044   

Aaneya Mele Haalu Jenu (1982) 04:32 40063
 
Poster of Haalu Jenu (1982)
 
Category
Kannada
Year- 
1982
Lyricist
Chi Udayashankar
Music Director- 
G K Venkatesh
Singer- 
Rajkumar, Sulochana
On Screen Actors- 
Dr Rajkumar, Madhavi
Duration : 04:32   Song Number : 40063   

Aani Muthu Bama Vijam (1967) 03:08 14496
 
Poster of Bama Vijam (1967)
 
Category
Tamil
Year- 
1967
Lyricist
Kannadasan
Music Director- 
M S Viswanathan
Duration : 03:08   Song Number : 14496   

Aankh Hai Bhari Bhari Tum Se Achcha Kaun Hai (2002) 07:16 18705
 
Poster of Tum Se Achcha Kaun Hai (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Nakul Kapur
Duration : 07:16   Song Number : 18705   

Aankh Jab Band Kiya Karte Hain Peenaz Masani 06:23 36928
 
Poster of Peenaz Masani
 
Category
Ghazal
Singer- 
Penaz Masani
Duration : 06:23   Song Number : 36928   

Aankh Khulte Hi Tum Munimji (1955) 02:45 38199
 
Poster of Munimji (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nalini Jayvant
Duration : 02:45   Song Number : 38199   

Aankh Mili Nazren Milane Ke Liye Darinda (1977) 05:02 16217
 
Poster of Darinda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 05:02   Song Number : 16217   

Aankh Padti Hai Kahin Talat Mahmood 03:24 38325
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Tishna
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:24   Song Number : 38325   

Aankh Se Aankh Mila Chitra Singh 05:29 13927
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Saeed Rahi
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 05:29   Song Number : 13927   

Aankh Se Aankh Milata Hai Koi Lata Mangeshkar 03:45 35889
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:45   Song Number : 35889   

Aankhein Band Kar Ke Aitraaz (2004) 06:20 16874
 
Poster of Aitraaz (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Duration : 06:20   Song Number : 16874   

Aankhein Humaari Hon Sapne Mere Arman Mere Sapne (1963) 04:05 36988
 
Poster of Mere Arman Mere Sapne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Sumitra Devi, Pradeep Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 36988   

Aankhein Khuli Thi Saathi (1968) 04:32 38940
 
Poster of Saathi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:32   Song Number : 38940