Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kehna hi kya ye nain ik anjaan se jo mile chalne lage mohabbat ke jaise ye silsile armaan naye aise dil mein khile jinko kabhi main na jaanoon ab kya karein kya naam lein kaise unhe main pukaroon kehna hi kya ye nain ik anjaan se jo mile chalne lage mohabbat ke jaise ye silsile armaan naye aise dil mein khile jinko kabhi main na jaanoon wo humse hum unse kabhi na mile kaise mile dil na jaanoon ab kya karein kya naam lein kaise unhe main pukaroon kehna hi kya ye nain ik anjaan se jo mile pehli hi nazar mein kuch hum kuch tum ho jaatein hain yun gum nainon se barsein rim jhim rim jhim humpe pyaar ka sawan sharm thodi thodi humko aaye to nazrein jhuk jaayein sitam thoda thoda hum pe shokh hawaa bhi kar jaaye aisi chali aanchal ude dil mein ek toofaan uthe hum to lut gaye khade hi khade kehna hi kya ye nain ik anjaan se jo mile chalne lage mohabbat ke jaise ye silsile armaan naye aise dil mein khile jinko kabhi main na jaanoon wo humse hum unse kabhi na mile kaise mile
kehne ki baat hai ke baharon se hum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile phoolon ke aas paas hi phoolon ke aas paas hi kaanton ke ghum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile yaadon ki sar zameen pe zakhmon ki shakl mein yaadon ki sar zameen pe zakhmon ki shakl mein bichhadi huyi hayaat ke bichhadi huyi hayaat ke nakshe kadam mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile mehaki huyi seher ki tarah aaye tum magar mehaki huyi seher ki tarah aaye tum magar jalte huye khayaal ki maalind hum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile ab ke tumhare shehar mein yun zindagi milli ab ke tumhare shehar mein yun zindagi milli jaise koi musafir e jaise koi musafir e dashte adam mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile phoolon ke aas paas hi phoolon ke aas paas hi kaanton ke ghum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile kehne ki baat hai ke baharon se hum mile
kehne ki nahin baat magar ab zor se kehna hai zulm ameeron ka ab seh kar chup nahin rehna hai raam lal ye khaaye maal hoo hoo raam lal ye khaaye maal zaalim se kehna hai paanv se nange hum ye sir pe topi pehna hai raam lal daal roti raam lal daal roti naukri chaahiye jo naukri na di to mita ke rakh denge ye bangle ye caaren jala ke rakh denge chaarso bees ye chaarso bees o chaarso bees ye aathso chaalis ye aathso chaalis ye choron ka nana hai bada puraana hai looteraaaaa haan isi ne chheena hai isi ne chheena hai haq meraaaaa ye choron ka nana hai bada puraana hai looteraaaaa haan isi ne chheena hai isi ne chheena hai haq meraaaaa paap se paida ki huyi daulat iska gehna hai raam lal raam lal ho raam lal raam lal behayaa sharam kar o chhaliye kahaan hai nazar to mila jaa tu chullu bhar paani mein doobki laga jaa beimaan o beimaan o beimaan laale ki jaan laale ki jaan hum le ke hi maanege kabhi naa chhodenge maan apni hum tujhe dikha denge ke oonchi rahegi taang apni
kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye phir socha ke khaamosh rahen reh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye samjhaa naa mera ghum koi iss baat ka ghum hai phir bhi mere dil tujhko wafaaon ki kasam hai aankhon mein hon aansoo bhi magar beh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye phoolon se chaman aasmaan taaron se bhara hai umeed kaa daaman mera khaaron se bhara hai kismat ne sitam aise kiye seh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye phir socha ke khaamosh rahen reh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye
kehta hai dil tum ho mere liye mere liye ji mere liye haan dilruba hum hain tere liye tere liye ji tere liye kehta hai dil tum ho mere liye dil jaisa saathi tumhen de diya sanam tera kaise karun shukriya dil jaisa saathi tumhen de diya sanam tera kaise karun shukriya kya kya kiya tum ne mere liye mere liye ji mere liye kehta hai dil tum ho mere liye mere liye ji mere liye kehta hai dil tum ho mere liye kaho ji tumhari tamanna hai kya nahin chahiye kuchh tumhare siwa kaho ji tumhari tamanna hai kya nahin chahiye kuchh tumhare siwa hum bhi to jeete hain tere liye tere liye ji tere liye kehta hai dil tum ho mere liye mere liye ji mere liye kehta hai dil tum ho mere liye basa do mujhe ek aisa jahan naye hon jahan ke zamin aasman basa do mujhe ek aisa jahan naye hon jahan ke zamin aasman dil ki ye duniya hai tere liye tere liye ji tere liye kehta hai dil tum ho mere liye mere liye ji mere liye kehta hai dil tum ho mere liye
kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana chashma utaaro phir dekho yaaro duniya nayee hai chehra purana kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana kehta hai joker apne pe hans kar jug ko hasaaya ban ke tamasha mele mein aaya apne pe hans kar jug ko hasaaya ban ke tamasha mele mein aaya mele mein aaya hindu na muslim poorab na pahchim hindu na muslim poorab na pahchim mazhob hai apna hasna hasaana kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana kehta hai joker dhakke pe dhakka rele pe rela hai bheed itni par dil akela dhakke pe dhakka rele pe rela hai bheed itni par dil akela par dil akela ghum jab sataaye seeti bajaana ghum jab sataaye seeti bajaana par maskare se dil na lagaana kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana chashma utaaro phir dekho yaaro duniya nayee hai chehra purana kehta hai joker
kehta hai ye safar kehti hai rehguzar kehta hai ye safar kehti hai rehguzar zamane bhar ke ghum liye umeed dil mein kam liye zamane bhar ke ghum liye umeed dil mein kam liye tum chale ho kahaan kehta hai ye safar kehti hai rehguzar zamane bhar ke ghum liye umeed dil mein kam liye zamane bhar ke ghum liye umeed dil mein kam liye tum chale ho kahaan kehta hai ye safar kehti hai rehguzar dekho jahaan jao jahaan mil jayegi wahaan har cheez ki dukaan sirf kahin milta nahin jazbaat ka nishaan halka sa bhi nishaan begane log hain anjaane log hain tamaam shehar mein kahin milega pyaar hi nahin tamaam shehar mein kahin milega pyaar hi nahin tum chale ho kahaan kehta hai yeh safar kehti hai reh guzar duniya mein tum kab se ho gum kis raah se chale aakash ke tale chalte rahe kam naa huye manzil ke fasle aise hain fasle raahon ki thokaren kehti hain kya karein khula koi bhi dar nahin kisi ke dil mein ghar nahin khula koi bhi dar nahin kisi ke dil mein ghar nahin tum chale ho
kehta tha zamaana kehta tha zamaana magar humne na maana mushkil hai bahut pyaar ki rasmon ko nibhaana rasmon ko nibhaana ek aag ka dariya hai aur doob ke jaana aur doob ke jaana humne bhi buzurgon se suna tha ye fasaana humne bhi buzurgon se suna tha ye fasaana zulfon ke hansi jaal mein zulfon ke hansi jaal mein dil ko na fasaana dil ko na fasaana ek aag ka dariya hai aur doob ke jaana aur doob ke jaana mumkin nahin takdeer ke mumkin nahin takdeer ke likhe ko mitaana kaatil hua karta hai kaatil hua karta hai nigaahon ka nishaana ab dil ko bachaana ek aag ka dariya hai aur doob ke jaana aur doob ke jaana aur doob ke jaana
lala lala la la ra lala lala la la ra kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara dekhe usse ye duniyaa mujhko nahin gawaara kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara dekhe usse ye duniyaa mujhko nahin gawaara nazaren jo tum uthaao har cheez muskuraye palken jo tum jhukaao taaron ko neend aaye nazaren jo tum uthaao har cheez muskuraye palken jo tum jhukaao taaron ko neend aaye duniyaa ke saath dole dhadke jo dil tumhara kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara ik baat tumse puchhun tum kaun ho hamaare dil mein sama rahe hoo hum kaun hain tumhaare ik baat tumse puchhun tum kaun ho hamaare dil mein sama rahe hoo hum kaun hain tumhaare kar do na muskura ke halka sa ik ishaara kehte hain chaand jisko tumse nahin wo pyaara saathi agar haseen ho kya baat phir safar ki manzil udhar ko aayi tumne jidhar nazar ki saathi agar haseen ho kya baat phir safar ki manzil udhar ko aayi tumne jidhar nazar ki dil jab bhi dagmagaaya tum ban gaye sahaara kehte hain chaand
ae mister bolo miss kya hai tumhara naam naam kehte hain mujhko raja aji kehte hain mujhko raja kaam main bajaata hoon dil ka baaja paidaish main paida hua jalandhar main paida hua jalandhar pata pata pata poochh ke karoge kya pata poochh ke karoge kya kabhi bahar hoon kabhi andar kehte hain mujhko raja main bajaata hoon dil ka baaja dil ka taala ho ya tijori samjhi dil ka taala ho ya tijori bin chabi ke kholun main gori tere dil ka taala bhi main kholunga phir na kehna ho gayi dil ki chori karta hoon jaadu mantar main chaalu hoon ek number pata poochh ke karoge kya pata poochh ke karoge kya kabhi bahar hoon kabhi andar kehte hain mujhko raja main bajaata hoon dil ka baaja haan ho apne pe malik ki kam nazar hai apne pe malik ki kam nazar hai subah khaya shaam ki fikar hai apne liye rone wala kaun hai na gharwali hai na koi ghar hai phir bhi hoon mastkalandar na hitlar hoon na sikandar pata poochh ke karoge kya pata poochh ke karoge kya kabhi bahar hoon kabhi andar
kehte hain pyaar kisko panchhi zara bata de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de kehte hain pyaar kisko panchhi zara bata de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de mushkil hai iss jahaan mein aazaadiyon se rehna mushkil hai iss jahaan mein aazaadiyon se rehna jo baat dil mein aaye usko zubaan se kehna jo baat dil mein aaye usko zubaan se kehna aazaad tu hai jaisa waisa humein bana de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de kehte hain pyaar kisko panchhi zara bata de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de nafrat ki waadiyon se ho door ek basera shaame jahaan suhaani rangeen ho savera nafrat ki waadiyon se ho door ek basera shaame jahaan suhaani rangeen ho savera woh kaun si hai duniya rasta zara dikha de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de kehte hain pyaar kisko panchhi zara bata de udna khuli hawa mein o bezubaan sikha de o bezubaan sikha de
kehu lutera kehu chor ho jaala kehu lutera kehu chor ho jaala aavela jawaani bada shor ho jaala hai raam aavela jawaani bada shor ho jaala kehu lutera kehu chor ho jaala aavela jawaani bada shor ho jaala hai raam aavela jawaani bada shor ho jaala chali hum dagariya log maarela nazariya kaahe bhaili jawaan re chali hum dagariya log maarela nazariya kaahe bhaili jawaan re ang ang toote kasmasaala saari dehiya baate pahila udaan re kahwa lukayi ke lajaayi kaa kare haaye kahwa lukayi ke lajaayi kaa kare are kaisen sansad mein jaan pad gayeil sabke nazariya humri or ho jaala sabke nazariya humri or ho jaala aavela jawaani bada shor ho jaala hai raam aavela jawaani bada shor ho jaala roop ke anganwa saal lagal ba surhavaa mehke dehiya hamaar ho ho roop ke anganwa saal lagal ba surhavaa mehke dehiya hamaar ho laagi jaala mela khoob hoke la jhamela dekh beech bazaar ho chal chaala bhaala aa gadasa ka kare chal chaala bhaala aa gadasa ka kare eko anaar aur sau jane bimaar
kevha tari pahate kevha tari pahate ulatun ratra geli mitle chukun dole mitle chukun dole harvun ratra geli mitle mitle mitle chukun dole sangu tari kase mi vay kovale unhache? vay kovale unhache? sangu tari kase mi vay kovale unhache? vay kovale unhache? usavun shwas majha usavun shwas majha fasvun ratra geli usavun shwas majha kalale mala na kevha sutali mithi jarashi kalale mala na kevha sutali mithi jarashi kalale mala na kevha nistun ratra geli kalale kalale kalale mala na kevha urale uraat kahi awaz chandnyache urale uraat kahi awaz chandnyache akash tarakanche uchalun ratra geli akash tarakanche uchalun ratra geli akash tarakanche smarlya mala na tevha majhyach geetpankti smarlya mala na tevha majhyach geetpankti mag aol shevatachi mag aol shevatachi suchvun ratra geli kevha tari pahate ulatun ratra geli kevha tari pahate
la la la la la la laaa la la la la la laaa la la la la la laaa la la la la laaa hey la la la la la la kelade nimageega dooradalli yaaro haadu helidante ondu hennina o nonda viraha geete kelade nimageega dooradalli yaaro sampige ondooru mallige ondooru naduvalli nadiyondu haggada uyyaale tooguva haagondu setuveyu allondu ee oora cheluve aa oora cheluva nadiyanchali odaaduta eduraadaru omme kelade nimageega dooradalli yaaro cheluveya kandaaga cheluvana manadalli nooraase bandaaga cheluveya kannalli cheluvanu mane maadi shileyante nintaaga hoovaagi manasu nooraaru kanasu beragaadaru olavindali ondaadaru aaga kelade nimageega dooradalli yaaro cheluveya maavayya olavina kate keli huliyante egaraadi setuve bali bandaaga premigala kandaaga roshadali koogaadi hallannu maseda setuveya kadida aa jodiya kateyandige koneyaayitu heege kelade nimageega dooradalli yaaro la la la la la la la la la la laaa ohhhh la la la la la laaa
kallellam manikka kallaguma kalaiyellam kangal sollum kalaiyaguma sollellam thuya thamizh sollaguma suvai ellam idhazh sinthum suvaiyaguma aa ha haaaa haaaa aa ha haaaa kallellam manikka kallaguma kalaiyellam kangal sollum kalaiyaguma kanni thamizh thanthathoru thiruvaasagam kallai kani akkum unthan oru vasagam undenru solvathunthan kannallava vanna kannallava illai enru solvathunthan idai allava minnal idai allava aa ha haaaa haaaa aa ha aa ha haaa aa ha aa ha ha haaa aa ha aa ha ha haaa kallellam manikka kallaguma kalaiyellam kangal sollum kalaiyaguma aa aa aa aa aa aa aa aaa kamban kanda sithai unthan thayallava kalidhasan sagunthalai unthan seyallava ambigabathi anaiththa amaravathi manggai amaravathi senra pinbu pavalarkku niye gathi enrum niye gathi aa ha haaaa haaaa aa ha aa ha haaa aa ha aa ha ha haaa aa ha aa ha ha haaa kallellam manikka kallaguma kalaiyellam kangal sollum kalaiyaguma aaaaaaa
usne bola kem chhe kem chhe kem chhe maine bola aim chhe aim chhe aim chhe neend nahin aati hai raaton mein are ye to prem chhe prem chhe prem chhe prem chhe hey usne bola kem chhe kem chhe kem chhe maine bola aim chhe aim chhe aim chhe neend nahin aati hai raaton mein are ye to prem chhe prem chhe prem chhe prem chhe ye to prem chhe prem chhe prem chhe prem chhe ye dil jalta hai aise jaise jalta ha heetar dhadkan chalti hai aise jaise chalta hai metar bas chadhta hi jaata hai jaane hai kaisa fever kitna hai tujhe bataun gar ho jo tharma metar haaye rog ye donon ka laailaaz hai lekin same chhe same chhe same chhe same chhe ye to prem chhe prem chhe prem chhe prem chhe jab tumne mujhko dekha aur dekh kar di smile mere bhi dil ne kholi phir chaahat waali file jab laga serious hone aankhon aankhon mein metter phir mere dil ne tere dil ko likha love letter haal chaal likha hai upar neeche neeche name chhe name chhe name chhe name chhe usne bola kem chhe kem chhe kem
Kempadavo Yella Kempadavo
kende de naina tere kol rehna kende de naina tere kol rehna kende de naina mere dil da dildaar tu aye gehna kende de naina tere kol rehna kende de naina tere bin chain nahi aunda tu mile chain mil jaanda o tere bin chain nahi aunda tu mile chain mil jaanda maahi ve chann ve tainu hor ki kehna kende de naina tere kol rehna kende de naina jee kare kol baithi raa baithi baithi main takkdi raa jee kare kol baithi raa o baithi baithi main takkdi raa khushiyaan lakkhaan tera mile behnaa kende de naina tere kol rehna kende de naina ajj iqraar karniyaan main tainu pyaar karniyaan ajj iqraar karniyaan o main tainu pyaar karniyaan dukhda tera tu nahin main sehna kende de naina tere kol rehna kende de naina mere dil da dildaar tu aye gehna kende de naina tere kol rehna kende de naina tere kol rehna kende de naina
keno e hridoy chonchol holo ke jeno dake bare bare keno bolo keno keno e hridoy chonchol holo ke jeno dake bare bare bolo keno keno e hridoy chonchol holo ke jeno dake bare bare keno bolo keno ami ful dekhechi ful futte kokhono dekhini ami ful dekhechi ful futte kokhono dekhini aaj mone hoy ei shihoron ei bujhi futlo amar koli keno e hridoy chonchol holo ke jeno dake bare bare keno bolo keno keno e konthe elo gaan keno bolo keno a ek modhur nesha jeno keno bolo keno ki je shur shunechi shur bhulte ekhono parini ki je shur shunechi shur bhulte ekhono parini aaj mone hoy gaan hoye mor tai bujhi futche kothar koli keno e hridoy chonchol holo ke jeno dake bare bare keno bolo keno keno e hridoy chonchol holo ke jeno dake bare bare bolo keno bolo keno
keno chokher jale bhijiye dilem na sukno dhulo jato ke janito asbe tumi go ana huter mato keno chokher jale bhijiye dilem na sukno dhulo jato paar hoye esechho moru nai je sethay chhaya toru pather dukkho dilem tomay go emon bhaggo hato keno chokher jale bhijiye dilem na sukno dhulo jato alosete bosechhilam ami apon gharer chhaye jani nai je tomay kato batha bajbe paye paye alosete bosechhilam ami apon gharer chhaye jani nai je tomay kato batha bajbe paye paye oi bedona amar buke bejechhilo gopon dukhe oi bedona amar buke bejechhilo gopon dukhe dak diyechhe marme amar go gobhir hriday khato keno chokher jale bhijiye dilem na sukno dhulo jato
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kehna Hi Kya Bombay (1995) 05:40 17903
 
Poster of Bombay (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Chitra Singh, Chorus
On Screen Actors- 
Manisha Koirala
Duration : 05:40   Song Number : 17903   

Kehne Ki Baat Hai Ke Baharon Se Hum Mile Pankaj Udhas 05:48 36304
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
Ghazal
Duration : 05:48   Song Number : 36304   

Kehne Ki Nahin Baat Pyar Kiye Jaa (1966) 04:59 14018
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:59   Song Number : 14018   

Kehne Ko Bahut Kuchh Tha C H Atma 03:39 31150
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Duration : 03:39   Song Number : 31150   

Kehta Hai Dil Tum Ho Mere Liye Mem Sahib (1956) 03:19 37348
 
Poster of Mem Sahib (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Shammi Kapoor
Duration : 03:19   Song Number : 37348   

Kehta Hai Joker Mera Naam Joker (1970) 03:53 20755
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:53   Song Number : 20755   

Kehta Hai Ye Safar Bada Din (1998) 05:18 36155
 
Poster of Bada Din (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Marc Robinson
Duration : 05:18   Song Number : 36155   

Kehta Tha Zamaana (Happy) Aag Ka Darya (1953) 03:07 19941
 
Poster of Aag Ka Darya (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
Vinod
Duration : 03:07   Song Number : 19941   

Kehte Hain Chaand Jisko Sanjog (1961) 03:50 32341
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Pradeep Kumar
Duration : 03:50   Song Number : 32341   

Kehte Hain Mujhko Raja Kahte Hain Mujhko Raja (1975) 03:58 37854
 
Poster of Kahte Hain Mujhko Raja (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee
Duration : 03:58   Song Number : 37854   

Kehte Hain Pyaar Kisko Baarish (1957) 03:26 40621
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:26   Song Number : 40621   

Kehu Lootera Kehu Chor Dharti Maiyya (1981) 03:38 19343
 
Poster of Dharti Maiyya (1981)
 
Category
Bhojpuri
Year- 
1981
Lyricist
Laxman Shahabadi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:38   Song Number : 19343   

Kehva Tari Pahate Shreya Ghoshal 05:09 16674
 
Poster of Shreya Ghoshal
 
Category
Marathi
Year- 
1989
Singer- 
Shreya Ghoshal
Duration : 05:09   Song Number : 16674   

Kelade Nimageega Geetha (1981) 05:19 39907
 
Poster of Geetha (1981)
 
Category
Kannada
Year- 
1981
Lyricist
Chi Udayashankar
Music Director- 
Ilaiyaraaja
On Screen Actors- 
Shankar Nag
Duration : 05:19   Song Number : 39907   

Kellellam Manikka Alayamani (1962) 03:15 14536
 
Poster of Alayamani (1962)
 
Category
Tamil
Year- 
1962
Lyricist
Kannadasan
Music Director- 
M S Viswanathan, Ramamoorthy
On Screen Actors- 
Sivaji Ganesan, Saroja Devi
Duration : 03:15   Song Number : 14536   

Kem Chhe Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000) 04:57 17883
 
Poster of Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Rinki Khanna, Govinda
Duration : 04:57   Song Number : 17883   

Kempadavo Ella Kempadoavo Ellindalo Bandavaru (1980) 02:56 38350
 
Poster of Ellindalo Bandavaru (1980)
 
Category
Kannada
Year- 
1980
Lyricist
P Lankesh
Music Director- 
Vijaya Bhaskar
On Screen Actors- 
Suresh Hebilkar, Lokesh, Vimala Naidu
Duration : 02:56   Song Number : 38350   

Kende Ne Naina Noor Jehan 03:43 11755
 
Poster of Noor Jehan
 
Category
Punjabi
Singer- 
Noor Jahan
Duration : 03:43   Song Number : 11755   

Keno Ae Hriday Chanchal Sandhya Mukherjee 03:22 19736
 
Poster of Sandhya Mukherjee
 
Lyricist
Mohini Chowdhury
Music Director- 
Hemant Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 19736   

Keno Chokher Jale Bhijiye Hemanta Mukherjee 03:06 14735
 
Poster of Hemanta Mukherjee
 
Duration : 03:06   Song Number : 14735