Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kya teri zulfen hain aahaa kya teri aankhen hain aahaa main jise umr bhar dhoondha kiya wahi hai tu aahaa kya teri baaten hain aahaa kya mulaqaaten hain aahaa dil jise bin mile chaaha kiya wahi hai tu aahaa kya teri zulfen hain ruki ruki dabi dabi saansen uff tauba dil mein mere chubhti huyi nazren uff tauba ruki ruki dabi dabi saansen uff tauba hooooo honth tharaaye nighaahen khud ba khud sharmaa gayin kya teri zulfen hain aahaa kya teri aankhen hain aahaa main jise umr bhar dhoondha kiya wahi hai tu aahaa kya teri baaten hain hoooo ho ho ho ho hooooo hoooo dheere dheere khulne laga raaz e dil mera tune abhi chheda hi kyun saaz e dil mera dheere dheere khulne laga raaz e dil mera haaaannn jab tu hai saath sanam phir koi baat sanam maanta hai dil kahin kya teri baaten hain aahaa kya mulaqaaten hain aahaa dil jise bin mile chaaha kiya wahi hai tu aahaa kya teri zulfen hain kya ho agar baad e sabba aanchal dhalka de aisa na ho ke teri nazar kahin shole bhadkaa de kya
kya toota hai andar andar kya toota hai andar andar aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa kya toota hai andar andar chehra kyun kumlaaya hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai tanha tanha rone waalon tanha tanha rone waalon kaun tumhen yaad aayaa hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai rang birangi iss mehfil mein rang birangi iss mehfil mein tum kyun itne chup chup ho rang birangi iss mehfil mein tum kyun itne chup chup ho bhool bhi jaao paagal logon bhool bhi jaao paagal logon kya khoya kya paaya hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai tanha tanha rone waalon tanha tanha rone waalon kaun tumhen yaad aayaa hai kya toota hai andar andar kyun chehra kumlaaya hai kya toota hai andar andar sher kahaan hain khoon hai dil ka sher kahaan hain khoon hai dil ka jo lafzon mein bikhra hai sher kahaan hain khoon hai dil ka jo lafzon mein bikhra hai dil ke zakhm dikha kar humne dil ke zakhm dikha kar humne mehfil ko garmaaya hai kya toota hai
kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon ho kehti hai betabiyaan aa mita de tanhaayi kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon ho kehti hai betabiyaan aa mita de tanhaayi kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon raat bhar meri aankhon mein khawaab ban ke tu aati hai tanha mere khayaalo ko chhed ke chali jaati hai raat bhar meri aankhon mein khawaab ban ke tu aati hai tanha mere khayaalo ko chhed ke chali jaati hai ho dhadkan dhadkan jaane hai mein hun tera saidaai kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon ho kehti hai betabiyaan aa mita de tanhaayi kya tujhe pata hai main tujhe kitna pyaar karta hoon har ghadi jaane jaana tera intezaar karta hoon hey hey hey lala lalaaaaaaa hey hey hey lala lalaaaaaaa dooba dooba main rehta hoon ajnabi
kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu jab teri taarif karun surtaal mein meet likhu kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu jab teri tareef karun surtaal mein meet likhu kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu kya tujhpe nazam likhu kalawati mein teri chhavi hai mukhda roop ka darpan tere labon ke rang mein paye maine laliye mann hawa mein udati latt ka swagat karti jai jaiwanti mehka mehka khila khila sa tera rang basanti baal kamar pe jaise pahaadi par ganghor ghatayen megh se naina sawan bhado prem ka rass barsayen teri sohni mohni surat komal kanchan kaaya jaane ghazal kisme se payi tere husn ki chhaya jisme sukhan rageshwari roohe sangeet likhu kya tujhpe nazam likhu aur kaisa geet likhu kya tujhpe nazam likhu teri dhaani chunariya lehare jaise madhur bayaar pyaar ka gulshan mehka mehka tujhse jaane bahar teri ek jhalak hai kaafi mujhko jaan se pyari chaal nashili dekh ke teri rafs kare darbaari sar se
aaaaa kya yaad tumhen hum aayenge itni si baat bataayenge kya yaad tumhen hum aayenge jab gore badan ko chumengi chanda ki kirnen ithla kar tum apna aap chhupaogi kuchh sharma kar kuchh muska kar thandi hawa ke jhonke jab anchal ko tere lehraayenge kya yaad tumhen hum aayenge itni si baat bataayenge kya yaad tumhen hum aayenge jab solwaan saawan aayega raaton ki neend churaane ko majboor karengi sab sakhiyaan pritam ka naam bataane ko youvan ke bankepan mein tere kuchh sapne ulajh reh jaayenge kya yaad tumhen hum aayenge itni si baat bataayenge kya yaad tumhen hum aayenge
kya ye mumkin hai bolo kya ho sakta hai aisa mujhko jeevan saathi chahiye koi tumhare jaisa main hoon zameen tum aasman ho main hoon zameen tum aasman phir milan hamara kaisa ye apni nazron ka bharam hai kab mumkin hai aisa sooraj ki kirnen dharti ko pawan suman ko choome chaand ka mukhda choom choom ke masti mein moujen jhumen ye chubhan kis kaam ki sajan jo humne kiya na aisa mujhko jeevan saathi chahiye koi tumhare jaisa ho oooo chaand aur mouj gagan aur dharti ye bhi hain majboor lipte huye lagte hain phir bhi ek duje se door paa kar jis ko pa na sake hum uska pana kaisa mujhko jeevan saathi chahiye koi tumhare jaisa bina tumhare dhundh hai jeevan kuchh bhi nazar na aaye in dhundhli raahon mein na jane kaun kahaan kho jaaye jaise pawan se dhundh mile ho milan hamara aisa mujhko jeevan saathi chahiye koi tumhare jaisa
kya ye zindagi hai kaisi bebasi hai bolo kyun khade ho gumsum kya ye zindagi hai kaisi bebasi hai bolo kyun khade ho gumsum ek baame laage naa ek baame laage naa sadiyon se yun hi sir pe dukhon ka bhojha uthaaye inn parbaton peeee hum chal rahe hain bhukhe nange pyaase laao haath apne saath laao haath apne saath chal ke dekho do kadam tum kya ye zindagi hai kaisi bebasi hai bolo kyun khade ho gumsum kitni hai dooriiii hum bade peechheeee tum bade aage tumhen chhoo naa paayen tumhen chhoo bhi len to thukraaye jaaye apna mel nahin khel apna mel nahin khel baabu kahaan hum kahaan tum kya ye zindagi hai kaisi bebasi hai bolo kyun khade ho gumsum ek baame laage naa ek baame laage naa humne ye maanaaaaa hum to bure hain humne ki buraayi tum to bhale ho tumne humariiiiii ki hai kya bhalaayi samjhaoo seekhlaao samjhaoo seekhlaao gale se laga ke hume tum kya ye zindagi hai kaisi bebasi hai bolo kyun khade ho gumsum
bana ke mera muqaddar bigaadne waale jawaab de o mera ghar ujaadne waale kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi zindagi meri mitaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi aankh mein khaab tere lab pe kahaani teri aankh mein khaab tere lab pe kahaani teri mujhko tadpaati hai din raat nishaani teri kya mujhe toone rulane ko muhabbat ki thi zindagi meri mitaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi o mujhe bhoolne waale tu kahaan hai aa jaa o mujhe bhoolne waale tu kahaan hai aa jaa kya huyi mujhse khata ye to zara batlaaja ya ye keh de ke dikhane ko muhabbat ki thi zindagi meri mitaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi kya yunhi ruth ke jaane ko muhabbat ki thi
kya zamaana tha ke hum roz mila karte the kya zamaana tha ke hum roz mila karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana jahaan tanhaaiyaan sar phodh ke so jaati hain jahaan tanhaaiyaan sar phodh ke so jaati hain inn makaanon mein ajab log raha karte the inn makaanon mein ajab log raha karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana dekh kar jo humen chupchaap guzar jaata hai dekh kar jo humen chupchaap guzar jaata hai kabhi iss shaqs ko hum pyaar kiya karte the kabhi iss shaqs ko hum pyaar kiya karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana itefaaqaate zamaana bhi ajab hai naasir itefaaqaate zamaana bhi ajab hai naasir aaj wo dekh rahen hain jo suna karte the aaj wo dekh rahen hain jo suna karte the raat bhar chaand ke humraah phiraa karte the kya zamaana tha ke hum roz mila karte the kya zamaanaaaaaaaaaa
lala lala lala la lala la la lala lala lala lala la lala la la lala kyaa dil ne kahaa hmmm hmmm hmm hmm hmm kyaa dil ne kahaa kya tumne suna palken jhuki hain saansen ruki hain koi humen pukaare anjaani raahen thaame hain baahen hum hi nahin humare o yaara kyaa dil ne kahaa kya tumne suna kyaa dil ne kahaa kya tumne suna milte bichhadte yun chalte chalte hum ho gaye tumhare kaisa asar hai hum bekhabar hain badle hain ye sitaare o yaara kyaa dil ne kahaa kya tumne suna kyaa dil ne kahaa kya tumne suna hmmmm tanha tanha jeete the haaa khud se baaten karte the haaa tumsa koi mil jaayega haaa dil pe likhte rehte the haa tanha tanha jeete the haaa khud se baaten karte the haaa tumsa koi mil jaayega haaa dil pe likhte rehte the dil pe ye likhte rehte the nazren churana laage suhaana baali umar hai jaana o yaara kyaa dil ne kahaa kya tumne suna jo dil ne kaha haan maine suna oooooooo main to bhanwra hoon sorry haaa kaliyon ki karta chori haaa baandhe kyun preet ki dori
kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai ho dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai ho dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai pehle main samjha kuchh aur vaje in baaton ki lekin ab jaana kahan neend gayi meri raaton ki jaagti rehti hoon main bhi chaand nikalta nahin oh o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai kaise bhuloongi tu yaad hamesha aayega tere jaane se jeena mushkil ho jaayega ab kuchh bhi ho dil pe koi zor to chalta nahin o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai jaise phoolon ke mausam mein ye dil khilte hain premi aise hi kyaa patjhad mein bhi milte hain rut badle duniya badle pyaar badalta nahin ho o dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin kyaa yehi pyaar hai haan yehi pyaar hai dil tere bin kahin lagta nahin waqt guzarta nahin mm hmm hmm hmm
kyon na hum tum chalein tedhe medhe se raston pe nange paanv re chal bhatak le na baawre kyon na hum tum phire jaake almast pehchani rahon ke pare chal bhatak le na baawre inn timtimati nigaahon mein inn chamchamati adaaon mein luke huye chhupe huye hai kya khayal baawre kyon na hum tum chale zindagi ke nashe mein hi dhut sarphire chal bhatak le na baawre kyon na hum tum talashein bageechon mein phursat bhari chhanv mein chal bhatak le na baawre inn gungunati fizaaon mein inn sarsarati hawaaon mein tukar tukar yun dekhe kya kya tera haal baawre na lafz kharch karna tum na lafz kharch hum karenge nazar ke kankadon se khamoshiyon ki khidkiyan yun todenge mila ke mast baat phir karenge na harf kharch karna tum na harf kharch hum karenge nazar ki syahi se likhenge tujhe hazar chitthiyaan khamoshi jhidkiyaan tere pate pe bhej denge sunn khankhanati hai zindagi le humein bulati hai zindagi jo karna hai wo aaj kar na isko taal baawre ye aha ha kyon na hum tum chalein
kyun aise dekha kyun aise dekha aap ne deewane ho gaye hum deewane ho gaye aare aap ki chahat ke hum parwane ho gaye hum parwane ho gaye deewane parwane deewane parwane deewane parwane parwane deewane na jane kya ho gaye kyun aise dekha aap ne deewane ho gaye hum deewane ho gaye aare aap ki chahat ke hum parwane ho gaye hum parwane ho gaye ho aap ka jadu aisa chala baat karein kya dil ki bhala dil se gaye hum jaan se gaye dekhe aap ke rang naye aare ada ada mein wafa chhupi hai wafa ke dhang naye wafa ke dhang naye kyun aise dekha kyun aise dekha aap ne deewane ho gaye hum deewane ho gaye aare aap ki chahat ke hum parwane ho gaye hum parwane ho gaye hoo do deewane khoob mile jaise do mehboob mile husn tera aur ishq mera dono jahan mein aur hai kya duniya ke ab saare nazaare nazar se utar gaye haan nazar se utar gaye kyun aise dekha kyun aise dekha aap ne deewane ho gaye hum deewane ho gaye aare aap ki chahat ke hum parwane ho gaye hum parwane ho gaye deewane
kyun hai deewaane tu akela kahaan gaye tere hain saathi kyun hai deewaane tu akela kahaan gaye tere hain saathi jaam hai nasha hai na suraahi aankhon mein chhayi udaasi bhool ja tu wo fasaane kal ke guzre zamaane hansta hi ja haan haan hansta hi ja aansu hazaar sahi kehti hai reet yahi phir se nayi duniya basa le ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra ra la la la la la la la la la la maana ke duniya wo haseen thi pehlu mein tha koi tere aaj bhi tu chahe to deewaane daaman mein aaja tu mere bhool ja tu wo fasaane kal ke guzre zamaane hansta hi ja haan haan hansta hi ja aansu hazaar sahi kehti hai reet yahi phir se nayi duniya basa le ra ra ra ra ra ru ru ru ru ru ru ru ru ru la la la la la la la la la la apni bhi raatein kya buri hain unmein bhi jeene ki ada hai inmein bhi nagmen hain jafa ke inmein bhi shokhi hai nasha hai bhool ja tu wo fasaane kal ke guzre zamaane hansta hi ja haan haan hansta hi ja aansu hazaar sahi kehti hai reet yahi phir se nayi duniya basa
kyun humse khafa ho gaye kyun humse khafa ho gaye ae jaan e tamanna bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa ho gaye ae jaan e tamanna bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa ye raa aa aa aat barsaa aa aa aat ye raat ye barsaat ye saawan ka mahina aise mein to sholon ko bhi aata hai paseena ye raat ye barsaat ye saawan ka mahina aise mein to sholon ko bhi aata hai paseena is rut mein gareebon ki dua kyun nahin lete bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa ho gaye ae jaan e tamanna bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa dekho to zara jhank ke baahar ki faza aa aa aan haan aan mein dekho to zara jhank ke baahar ki faza mein barsaat ne ek aag laga di hai hawa mein dekho to zara jhank ke baahar ki faza mein barsaat ne ek aag laga di hai hawa mein is aag ko seene mein basa kyun nahin lete bheege huye mausam ka maza kyun nahin lete kyun humse khafa ho gaye ae jaan e tamanna bheege huye mausam
kyun jhuki jhuki hain palken kyun jhuki jhuki hain palken meri jaan ye baat kya hai kyun jhuki jhuki hain palken meri jaan ye baat kya hai mere dil main kaise keh doon mere dil main kaise keh doon mujhe pyaar ho gaya hai kyun jhuki jhuki hain palken tujhe dekhne ki khaatir tere dar pe aa gaye hain ke bahaar ki zubaan se tera naam sun chuke hain o janam janam ke saathi tujhe hum bhi jaante hain ye chaman mehak raha hai mehke to harz kya hai mere dil main kaise keh doon mujhe pyaar ho gaya hai kyun jhuki jhuki hain palken ye ghata bhi aaj hum par moti luta rahi hai humein dekh kar kali bhi sar ko hila rahi hai mere dil ki baat sun ne ye hawa bhi aa rahi hai ye gagan bhi dekhta hai dekhe to harz kya hai kyun jhuki jhuki hain palken meri jaan ye baat kya hai kyun jhuki jhuki hain palken ye sharam na humpe keeje hum bhi to hain tumhare kirnon se maang bhar dein kar do agar ishaare dil gaa raha hai nagma bas mein nahin hamaare mausam bhi jhoomta hai jhoome to harz kya
kyun laayo saiyaan paan mere honth to yunhi laal kyun laayo saiyaan paan mere honth to yunhi laal piya honth hain tere kaale le tuhi ye paan chaba le piya honth hain tere kaale kaale tuhi ye paan chaba le aur apni badha le shaan mere honth to yunhi laal kyun laayo saiyaan paan mere honth to yunhi laal kaajar bindi mhaawar mehendi kangna jhumka saree sabse achchhi sabse mehangi saiyaan preet tumhaari sabse achchhi sabse mehangi saiyaan preet tumhaari kiya tan man tere hawaale din din ye preet badha le kudrat ne kiya ehsaan mere honth to yunhi laal kyun laayo saiyaan paan mere honth to yunhi laal main to thi aazaad pari aakaash ki udne waali tere inder jaal mein fans gayi haaye main bholi bhaali tere inder jaal mein fans gayi haaye main bholi bhaali tune aise dore daale dil sambhla nahin sambhaale tu maan bhale na maan mere honth to yunhi laal kyun laayo saiyaan paan mere honth to yunhi laal jaan gayi main tere man ki kyun tu paan khilaave honthon ka ras paan ke ras
tere pehlu mein chala aaya hoon main zindagi ke ghum se ghabraaya hua kya kahun tujh bin ye mera haal hai jaise koi phool dundhlaaya hua mujhko is duniya mein kuchh bhaata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon meri har ek saans tera geet hai dil nahin ye dhadkanon ka saaz hai meri har ek saans tera geet hai dil nahin ye dhadkanon ka saaz hai maine yeh khamosh nagme sun liye do dilon ki ek hi aawaaz hai har taraf sangeet lehraata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon gar khuda bhi door se aawaaz de main na jaaun tera daaman chhod ke tujhse gar bichhdi to main mar jaaungi dekh le ulfat ke naate tod ke zindagi se kuchh mera naata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon kyun mere dil ko karaar aata nahin ek nazar jab tak na tujhko dekh loon
kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum hasraten ghaayal hain ab to zindagi khaamosh hai hasraten ghaayal hain ab to zindagi khaamosh hai jaane waale khush ho ke jaana hum pade behosh hain ruk gaya carvaan reh gaye bedam kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum chain ik pal bhi naa paaya humne tere pyaar mein chain ik pal bhi naa paaya humne tere pyaar mein hanste hanste loot gaye hum iss bhare baazaar mein ye jahaan beraham kya jeeyenge hum kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum bewafaa o sanam loot gayi zindagi kya khushi kya ghum kyun mile tum hum
kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil kahin machal naa jaaun kahin fisal naa jaaun machal naa jaaun fisal naa jaaun kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil ek main hoon aur bahaaren beshumaar ho naa jaaye aaj aanchal taar taar ek main hoon aur bahaaren beshumaar ho naa jaaye aaj aanchal taar taar dhak se ho jaata hai mera jee jo itraata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil khil gayi hoon apni soorat dekh kar lag naa jaaye mujhko meri hi nazar khil gayi hoon apni soorat dekh kar lag naa jaaye mujhko meri hi nazar ye wo rutt hai jismein apne par khud aa jaata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil zindagi betaab hai mere liye pyaar rangeen khaab hai mere liye zindagi betaab hai mere liye pyaar rangeen khaab hai mere liye sab behak jaate hain jaane kyun jo behkaata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata hai dil kyun mujhe itni khushi de di ke ghabrata
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kya Teri Zulfen Hain Hum Sab Ustad Hain (1965) 04:26 13361
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Amita
Duration : 04:26   Song Number : 13361   

Kya Toota Hai Andar Andar Mehdi Hassan 05:37 16697
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 05:37   Song Number : 16697   

Kya Tujhe Pata Hai Abhijeet Sawant 04:52 16884
 
Poster of Abhijeet Sawant
 
Category
Indipop
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Hardip Sidhu, Prempal Hans
Singer- 
Abhijeet Sawant
On Screen Actors- 
Abhijeet Sawant
Duration : 04:52   Song Number : 16884   

Kya Tujhpe Nazam Likhu Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 06:48 32020
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 06:48   Song Number : 32020   

Kya Yaad Tumhen Hum Aayenge Mohd Rafi 03:10 19856
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1986
Music Director- 
Vinod Chatterjee
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:10   Song Number : 19856   

Kya Ye Mumkin Hai Galiyon Ka Badshah (1989) 04:06 37446
 
Poster of Galiyon Ka Badshah (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Amrita Singh
Duration : 04:06   Song Number : 37446   

Kya Ye Zindagi Hai Ye Gulistan Hamara (1972) 04:50 14425
 
Poster of Ye Gulistan Hamara (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Dev Anand
Duration : 04:50   Song Number : 14425   

Kya Yunhi Ruth Ke Door Ki Awaz (1964) 03:39 13174
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:39   Song Number : 13174   

Kya Zamaana Tha Talat Aziz 05:26 18326
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Ghazal
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 05:26   Song Number : 18326   

Kyaa Dil Ne Kahaa Kyaa Dil Ne Kahaa (2002) 04:58 16823
 
Poster of Kyaa Dil Ne Kahaa (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sanjay Chhel
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Tusshar Kapoor, Esha Deol
Duration : 04:58   Song Number : 16823   

Kyaa Yehi Pyaar Hai Rocky (1981) 06:32 18192
 
Poster of Rocky (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Tina Munim
Duration : 06:32   Song Number : 18192   

Kyon Barfi! (2012) 04:23 17073
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Neelesh Mishra
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Ranveer Kapoor
Duration : 04:23   Song Number : 17073   

Kyun Aise Dekha Aap Ne Taqdeer (1967) 04:25 18555
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:25   Song Number : 18555   

Kyun Hai Deewane Tu Bees Saal Pehle (1972) 03:36 12160
 
Poster of Bees Saal Pehle (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
Singer- 
Ranu Mukherjee
Duration : 03:36   Song Number : 12160   

Kyun Humse Khafa Ho Gaye Talat Aziz 04:26 19935
 
Poster of Talat Aziz
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Talat Aziz
Singer- 
Talat Aziz
Duration : 04:26   Song Number : 19935   

Kyun Jhuki Jhuki Hain Palken Chhaila Babu (1967) 04:57 38675
 
Poster of Chhaila Babu (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 04:57   Song Number : 38675   

Kyun Laayo Saiyaan Paan Saudagar (1973) 04:49 40865
 
Poster of Saudagar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Padma Khanna
Duration : 04:49   Song Number : 40865   

Kyun Mere Dil Ko Qaraar Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) 03:48 40229
 
Poster of Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 03:48   Song Number : 40229   

Kyun Mile Tum Hum Bedard Zamana Kya Jane (1959) 03:46 12872
 
Poster of Bedard Zamana Kya Jane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Niroopa Roy, Ashok Kumar
Duration : 03:46   Song Number : 12872   

Kyun Mujhe Itni Khushi Anupama (1966) 04:08 12064
 
Poster of Anupama (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kala, Deven, Others
Duration : 04:08   Song Number : 12064