Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari jaisi laaj rakhi arjun ki jaisi laaj rakhi arjun ki bhaarat yudh majhhari saarathi hoke rath ko haakyo saarathi hoke rath ko haakyo chakra shudarshan dhari bhakt ki tek na taari laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari jaisi laaj rakhi dropati ki jaisi laaj rakhi dropati ki khoon na deni ughari khenchat khenchat do bhuj thaaki khehchat khenchat do bhuj thaaki dushshasan pachthayi cheer barhayo muraari laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari soordas ki laaj rakho prabhu soordas ki laaj rakho prabhu ab ko hai rakhwari radhe radhe shrivar pyaaro radhe radhe shrivar pyaaro shrivrashubhan dulari sharan me aayo tumhari laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari laaj rakho girdhaari
heyyyyyyy laakad jal ke koylaa hoye jaaye laakad jal ke koylaa hoye jaaye koylaa hoye jaaye khaakh jiyaa jale to kuchh naa hoyi reeeee naa dhuwaan naa raaaakh jiyaa naa jalaiyo reeee haaye jiyaa naa jalaiyo reeee haaye jiyaa naa lagaaiyo reeee hey hey hey laakad jal ke koylaa hoye jaaye koylaa hoye jaaye hoooooo barf pighal ke paani hoyi jaaye re barf pighal ke paani hoyi jaaye re baadal ban udd jaaye peed jiya mein aisi baithi re baithi aisi baithi re baithi naa pighale naa jaaye reee nadi kinaare behte sahaare naa naa lagaiyo re naa lagaiyo re jiyaa naa lagaiyo reeee haaye jiyaa naa lagaiyo reeee jiyaa naa jalaiyo reeee hoooo laakad jal ke koylaa hoye jaaye koylaa hoye jaaye hooooo juthe vachan saari baaten hooooo juthe vachan sab saari baaten rutt barkha kaa paani daras baras sab beh jaave sab beh jaave re jeene jitni maani saawan se ye na bhujhne ki jaan naa jaliyo re naa jaliyo reee jiyaa naa jalaiyo reeee haaye jiyaa naa jalaiyo reeee jiyaa naa lagaaiyo reeee
jaag re jaag musafir jaag re jaag re laakhon chole toone badle are lakhon chole toone badle tab ye jeevan paaya hai phir bhi toone jaana na ye jeevan tera heere jaisa jeevan tera heere jaisa maati ke mol ganwana na maati ke mol ganwana na jaag re jaag musafir jaag re jaag re hoo oooooo auron ke jo kaam na aaye are auron ke jo kaam na aaye uska jeena kaisa uska jeena kaisa jag mein tera naam ho jaye karle tu kuchh aisa karle tu kuchh aisa sachchi ki raah pe chalna are sachchi ki raah pe chalna jhooth kabhi apnana na jhooth kabhi apnana na jaag re jaag musafir jaag re jaag re hoo oooooo mehnat hi hai pooja teri are mehnat hi hai pooja teri yehi karam hai tera yehi karam hai tera malik ne do haath diye to ab ye dharm hai tera ab ye dharm hai tera mehnat ki to sukhi achchi are mehnat ki to sukhi achchi paap kamayi khana na paap kamayi khana na jaag re jaag musafir jaag re jaag re laakhon chole toone badal ke lakhon chole toone badal ke tab ye jeevan paaya hai phir bhi
laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila ek magar dhoonde na mila kismat ka hai naam magar hai kaam yeh duniyaa waalon ka phoonk diya hai chaman humaare khaabon aur khayaalon ka jee karta hai khud hi ghont de apne armaanon ka gala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala sau sau sadiyon se lambi yeh ghum ki raat nahin dhalati iss andhiyaare ke aage ab aye dil ek nahin chalti hanste hi loot gayi chandani aur uthte hi chaand dhala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala maut hai behtar iss haalat se naam hai jiska majboori kaun musafir tay kar paaya dil se dil ki yeh doori kaanton hi kaanton se gujraa jo raahi iss raah chala dekh ke duniyaa ki diwaali dil mera chup chaap jala dil mera chup chaap jala laakhon tare aasman mein ek magar dhoonde na mila dekh ke
laal chhadi maidaan khadi kya khoob ladi kya khoob ladi hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi kya khoob ladi kya khoob ladi hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi o teekhe teekhe do naina us shokh se aankh milana tha deni thi qayaamat ko daawat ik aafat se takraana tha o teekhe teekhe do naina us shokh se aankh milana tha deni thi qayaamat ko daawat ik aafat se takraana tha mat poochho hum par kya guzari bijli si giri aur dil pe padi hum dil se gaye haaye hum dil se gaye hum jaan se gaye bas aankh mili aur baat badhi laal chhadi maidaan khadi tan tan kar zaalim ne apna har teer nishaane par maara hai sukra ke ab tak jinda hoon main dil ka ghayal bechaara tan tan kar zaalim ne apna har teer nishaane par maara hai sukra ke ab tak jinda hoon main dil ka ghayal bechaara use dekh ke laal dupatte mein maine naam diya hai laal chhadi hum dil se gaye haaye hum dil se gaye
laal chudiyan chadhaaun chunri gote wali laaun chal ke nange paon aaun tere dwaar daatiye mujh daasi ka maiya mujh daasi ka bhi kar de uddhaar daatiye mujh daasi ka aaja aaja bholi maiya tujhsa aur na koi khewaiyaa kar de kar de meri naiya bhav se paar daatiye mujh daasi ka mujh daasi ka bhi kar de uddhaar daatiye mujh daasi ka laal chudiyan chadhaaun chunri gote wali laaun huyi galtiyan jo mujhse maaf kar de chola gunhagaar ka ye saaf kar de huyi galtiyan jo mujhse maaf kar de chola gunhagaar ka ye saaf kar de meri bhoolen bisra ke reham thoda bahot kha ke paas charnon ke bitha ke de de pyaar daatiye mujh daasi ka maiya mujh daasi ka bhi kar de uddhaar daatiye mujh daasi ka laal chudiyan chadhaaun chunri gote wali laaun khali mujhe dwaar se na modiyo kabhi dori vishwas ki na todiyo kabhi khali mujhe dwaar se na modiyo kabhi dori vishwas ki na todiyo kabhi aaja sher pe maa chad ke le jaa ungli pakad ke jaun dukhon se na darr ke himmat haar daatiye mujh daasi ka
Laal Ishq
laal laal gaal jaan pe hai laagu o dekh dekh dekh dil pe rahe kaabu chor chor chor bhaag pardesi babu laal laal gaal jaan pe hai laagu o dekh dekh dekh dil pe rahe kaabu chor chor chor bhaag pardesi babu chor chor chor yeh nahin hai maal udhar ke o more more more yeh tho hein dil o jigar ke peele peele peele in ke baal hai niraale neele neele neele in ke akhdiyon ke pyaale chor chor chor yeh nahin hai maal udhar ke o more more more yeh tho hein dil o jigar ke o peele peele peele in ke baal hai niraale neele neele neele in ke akhdiyon ke pyaale ajnabi pe bedhadak khuli sadak chalate hein chalate hein yeh jaadu laal laal gaal o laal laal gaal jaan pe hai laagu o dekh dekh dekh dil pe rahe kaabu o chor chor chor bhaag pardesi babu haai haai haai yeh nigaahon kaa nishana o why why why koi teer kha na jaana o maan maan maan meri jaan mera kehna in ke chaal dhaal ke khayal mein na rehna haai haai haai yeh nigaahon kaa nishana o why why why koi teer khana jaana o maan
laal laal hothwa se barse lalaiaa ho ki ras chue la jaise amwa ka mojra se ras chue la ho ki ras chue la lage wali batiyaa na bola more raja ho kareja chhuwe la tori meethi meethi boliya kareja chhuwe la ho kareja chhuwe la bhagelu ta humke bolaawela aacharwa bhagelu ta humke bolaawela aacharwa ankhiyaa chorawe lu ta hasela kajarawa oooo hasela kajarawa jiya ke janjaal bhaiel humari suratiyaa dagar rokela jaha jai taha logwa dagar rokela ho ki ras chue la jaise amwa ka mojra se ras chue la ho ki ras chue la hum ta rahani ego bholi re chirayiaa hum ta rahani ego bholi re chirayiaa chirayi ka peechhe peechhe lagal ba baheliaaa lagal ba baheliaaa chirayi ka jalwa mein fasal baheliaa gohar karela gori humke chhodawa ho gohar karela ho kareja chhuwe la tori meethi meethi boliya kareja chhuwe la ho kareja chhuwe la ghoomi ghoomi dekhta re kaahe mor chalwa ghoomi ghoomi dekhta re kaahe mor chalwa tanik chhahayi la ghamay jahi galwa ghamay jahi galwa chali chahe ghamwa
laal laal hothwaa hamre naina kajraare laal laal hothwaa hamre naina kajraare lut jaale logwa saare beech bazaare lut jaale logwa saare beech bazaare gotedaar lehanga choli salma sitare gotedaar lehenga choli salma sitare lut jaale logwa saare beech bazaare lut jaale logwa saare beech bazaare haay baari umariya ka tirchhi nazariya banle diwaana sab dekh ke suratiya haay baari umariya ka tirchhi nazariya banle diwaana sab dekh ke suratiya thumka lagayeli jo patri kamriya bhool jale logwa apne ghar ki dagariya sambhre na jawaani hamri hamre sambhare sambhre na jawaani hamri hamre sambhare lut jaale logwa saare beech bazaare lut jaale logwa saare beech bazaare haay dekha ho aashiq logwa kaisan hove socha pakra d anguri to pakre le pahucha ho oo dekha ho aashiq logwa kaisan hove socha pakra d anguri to pakre le pahucha hasi hasi hothwa se bole le batiya neyare bulawa kade maare le ankhiya sanghe sanghe naache hamre hoike matwaare sanghe sanghe naache hamre hoike
Lal Tamatar
kismat ka khel hai saara phirta tha main aawara ye kya se kya ho gaya chaar din ki zindagaani har pal ek nayi kahaani kya tha main kya ban gaya kya hua jo laari chhuti jeevan ki gaadi looti khwaab hai to mujhko na jaga zindagi ik pal mein saali yun palat gayi humari jhooth hai to mujhko naa bata ho ho ooo ho hoo ooo ho oo ho oooo ho oooo kar lo jo bhi karna hai hota hai jo hona hai guzra to pal ye phir naa aayega kya bura hai kya bhala hai waqt hi shaayad khuda hai ho jaane do phir dekha jaayega kya hua jo laari chhuti jeevan ki gaadi looti khwaab hai to mujhko na jaga zindagi ik pal mein saali yun palat gayi humari jhooth hai to mujhko naa bata ooooo ho oooooo ho ooooo haa haa aa aa aa aaaa hoo
haa haa haa haa haa haa haa haa haa haa laayi khushi ki duniya hansti huyi jawaani laayi khushi ki duniya ab bas mein phool ke hain bulbul ki zindagaani laayi khushi ki duniya hansti huyi jawaani laayi khushi ki duniya apni nazar ka jaadu apni nazar ka jaadu kya puchhte ho humse dekho jo muskuraa ke ho jaaye aag paani laayi khushi ki duniya hansti huyi jawaani laayi khushi ki duniya tum neend ban ke jab se aankhon mein aankhon mein ghul gaye ho neend ban ke jab se aankhon mein ghul gaye ho sapnon mein naachti hai sapnon mein naachti hai hans hans ke zindagaani laayi khushi ki duniya hansti huyi jawaani laayi khushi ki duniya deepak ki roshni par jalte hain kyun patange jalte hain kyun patange ek aap kaa hai kissa ek hai meri kahaani laayi khushi ki duniya hansti huyi jawaani laayi khushi ki duniya
Lab E Khamosh Se
aaa aa aaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaaa lab pe aati hai duwa banke tamanna meri zindagi shamma ki surat ho khudaaya meri lab pe aati hai duwa banke tamanna meri ho mere dum se yun hi mere watan ki zeenat jis tarah phool se hoti hai chaman ki zeenat zindagi ho meri parwaan ki soorat ya rab ilm ki shamma se ho mujh ko muhabbat ya rab ho mera kaam gareebon ki himaayat karna dardmandon se jayifon se muhabbat karna mere allaah aaaa aaaa aaaa mere allaah buraayi se bachaana mujhko nek jo raah ho uss reh par chalana mujh ko mere allaah buraayi se bachaana mujhko nek jo raah ho uss reh par chalana mujh ko mere allaah buraayi se bachaana mujhko nek jo raah ho uss reh par chalana mujh ko mere allaah buraayi se bachaana mujhko
labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko hooooo oooooo main aarzoo ki tapish mein pighal rahi thi kahin main aarzoo ki tapish mein pighal rahi thi kahin tumhaare jism se ho kar nikal rahi thi kahin bade haseen theee bade haseen the jo raah mein gunaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko tumhari aankhon kee ooooooo ooooooo tumhari aankhon ke saahil se door door kahin tumhari aankhon ke saahil se door door kahin main dhoondhati thi mile khushbuon ka noor kahin wahin ruki hoon wahin ruki hoon jahaan se tumhaari raah mile tumhin se janmun to
aa once upon a time nakoka adire girl friend undedi rooo abbaa ma edaari madhya o godavai breakup ayipoyindi roo mood ye dobbi pub ki vasthe ammayi kavalannaru roo stag ku entry leedani no entry board e petaru roo yem cheyannuuu a bholo kya karu bhai i wanna party yo a bhale bhale you wana party yo a bhale bhale i wanna party yoo father we wanna beauty rooo i wanna party yo a bhale bhale you wana party yo a bhale bhale i wanna party yoo father we wanna beauty rooo lachammaaa we want lachammaa o boys ye lerante pub ki income lene ledu ro free ga drinks vasthe vachi taage valle ee girls roo ladies night ani deeniki malli pettaruu o peru roo kavalante cash istham gents night kuda pettandi roo sadda haq ethai rakh i wanna party yo a bhale bhale you wana party yo a bhale bhale i wanna party yoo father we wanna beauty rooo unnnn girlsuu girls vasthe please come ani welcome chestharu roo aa boys boys vasthe bye bye dobbey ani antaru roo girls antha great aa boys antha
haaye boli aisi ke tamatar bhi mangaaye to laage jaise mushaayaron mein baitha sun raha hoon usko ma dha ni sa ni dha ma ga are aankhein aisi ke milaaye jab nigaahein yeh nigaahein dagmagaayen kuchh samajh mein bhi na aaye dil ko par jaise mohabbat utthi seene mein ghus gayi gupti is dil ke laddoo bant gaye haan suljhi thodi jab gutthi khwaabon ki ho gayi chhutti is dil ke laddoo bant gaye haan chhata lekar nikle koi ghar se chhaye baadal na barse jaise note do hazaar ke lekar koi chhutte ko tarse saagar mein pyaasa hai dil par kar kya sakta hai dil is dil ke laddoo bant gaye chhota zara sa hai dil kaisa ruaansa hai dil is dil ke laddoo bant gaye haaye aisi taisi aisi huyi ke emotion ka juice nikla jhaalar laga ke ghar sajaaya par connection loose nikla haan free mein ho gaye fadde jeevan ka happy brithday is dil ke laddoo bant gaye haaye raahon mein aise gaddhe tooten hain dil ke adde is dil ke laddoo bant gaye boli aisi ke tamatar bhi mangaaye to laage jaise
Laddu Motichur Ka
ladi aankh se aankh ladi aankh se aankh mohabbat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi ladi aankh se aankh mohabbat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi baabu ji ke gore gaal haaye haaye dekho ho gaye laal baabu ji ke gore gaal haaye haaye dekho ho gaye laal jal gayi haandi gali naa daal baithe reh gaye baanke laal jal gayi haandi gali naa daal baithe reh gaye baanke laal laga tamaacha zor se laga tamaacha zor se ji achhi daawat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi aaahaaa ladi aankh se aankh mohabbat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi haaye hajaamat ho gayi aisa chhuta ek pataakha bade zor ka hua dhamaka aisa chhuta ek pataakha bade zor ka hua dhamaka kehne waale sach keh gaye pyaar hai bada ladaaka kehne waale sach keh gaye pyaar hai bada ladaaka bade badon ki pyaar ke haathon bade badon ki pyaar ke haathon aji maramat ho gayi pada gaal pe haath hajaamat ho gayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Laaj Rakho Girdhaari Chitra Singh 06:00 32011
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Devotional
Lyricist
Sooradas
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 06:00   Song Number : 32011   

Laakad Omkara (2006) 05:31 11143
 
Poster of Omkara (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bharadwaj
Singer- 
Rekha Bharadwaj
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Kareena Kapoor
Duration : 05:31   Song Number : 11143   

Laakhon Chole Toone Badle Rangila Ratan (1976) 04:27 37967
 
Poster of Rangila Ratan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 04:27   Song Number : 37967   

Laakhon Tare Aasman Hariyali Aur Rasta (1962) 04:55 13322
 
Poster of Hariyali Aur Rasta (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:55   Song Number : 13322   

Laal Chhadi Maidaan Khadi Janwar (1965) 03:19 20816
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Raj Shri
Duration : 03:19   Song Number : 20816   

Laal Chudiyan Jai Santoshi Maa (2006) 05:42 16914
 
Poster of Jai Santoshi Maa (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Swanand Kirkire
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Garima Kapoor
Duration : 05:42   Song Number : 16914   

Laal Ishq Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013) 06:26 37391
 
Poster of Goliyon Ki Raasleela Ram Leela (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Lyricist
Siddharth Garima
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Deepika Padukone, Ranveer Singh
Raag- 
Yaman
Duration : 06:26   Song Number : 37391   

Laal Laal Gaal Mr X (1957) 03:30 15629
 
Poster of Mr X (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 03:30   Song Number : 15629   

Laal Laal Hothwa Se Laagi Nahi Chhute Ram (1963) 04:40 38970
 
Poster of Laagi Nahi Chhute Ram (1963)
 
Category
Bhojpuri
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Nasir Husain, Kumkum
Duration : 04:40   Song Number : 38970   

Laal Laal Hothwaa Humre Maha Maya (2007) 05:35 36354
 
Poster of Maha Maya (2007)
 
Category
Bhojpuri
Year- 
2007
Lyricist
Kiran Mishra
Music Director- 
Lalit Sen
Singer- 
kalpana, Chorus
Duration : 05:35   Song Number : 36354   

Laal Tamatar Nursery Rhymes (Hindi) 01:17 39566
 
Poster of Nursery Rhymes (Hindi)
 
Duration : 01:17   Song Number : 39566   

Laari Chute Ek Chalis Ki Last Local (2007) 03:56 11218
 
Poster of Ek Chalis Ki Last Local (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Xulfi
Music Director- 
Xulfi
Singer- 
Xulfi
On Screen Actors- 
Abhay Deol, Neha Dhupia
Duration : 03:56   Song Number : 11218   

Laayi Khushi Ki Duniyaa Vidya (1948) 03:17 19853
 
Poster of Vidya (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Anjum Pilibhit
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mukesh, Suraiya
On Screen Actors- 
Dev Anand, Suraiya
Duration : 03:17   Song Number : 19853   

Lab E Khamosh Se Chitra Singh 07:26 37975
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 07:26   Song Number : 37975   

Lab Pe Aati Hai Duwa Banke Tamanna Meri Siza Roy 04:27 33000
 
Poster of Siza Roy
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 04:27   Song Number : 33000   

Labon Se Choom Lo Aastha (1996) 05:50 20817
 
Poster of Aastha (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Sarang Dev
On Screen Actors- 
Rekha, Om Puri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:50   Song Number : 20817   

Lachhamma Ishq (2012) 03:47 32504
 
Poster of Ishq (2012)
 
Category
Telugu
Year- 
2012
Music Director- 
Anoop Rubens
On Screen Actors- 
Nitin, Nithya Menen
Duration : 03:47   Song Number : 32504   

Laddoo Shubh Mangal Saavdhan (2017) 03:36 40776
 
Poster of Shubh Mangal Saavdhan (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Tanishk Bagchi, Vayu
Music Director- 
Tanishk Bagchi, Vayu
Singer- 
Mika Singh
On Screen Actors- 
Ayushmann Khurrana, Bhumi Pendekar
Duration : 03:36   Song Number : 40776   

Laddu Motichoor Ka Hote Hote Pyaar Ho Gaya (1999) 05:59 38733
 
Poster of Hote Hote Pyaar Ho Gaya (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Kajol, Ayesha Julka
Duration : 05:59   Song Number : 38733   

Ladi Aankh Se Aankh (Hum Jaan Lada Denge) Pocket Maar (1956) 04:13 13962
 
Poster of Pocket Maar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Gop, Sheela Kashmeeri, Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 13962