Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSalman Khan
HomeSalman Khan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sureeli akhiyon waale suna hai teri akhiyon se behti hai neenden aur neendon mein sapne kabhi to kinaare pe utar mere sapnon se aa jaa zameen pe aur mil ja kahin pe mil ja kahinn wo ao ao ao mil ja kahin samay se pare eee samay se pare eee mil ja kahinnnn tu bhi akhiyon se kabhi meri akhiyon ki sun sureeli akhiyon waale suna hai teri akhiyon se eee jaane tu kahaan hai udti hawa pe tere pairon ke nishaan dekhe jaane tu kahaan hai udti hawa pe tere pairon ke nishaan dekhe dhundha hai zameen pe chhana hai falak pe saare aasmaan dekhe mil ja kahin samay se pare eee samay se pare eee mil ja kahinnnn tu bhi akhiyon se kabhi meri akhiyon ki sun every time i look into your eyes i see my paradise the stars are shining right up in the sky into words are desire can this be real are you the one for me you have captured my mind my heart my soul no no you are the one waiting for every time i look into your eyes i see my paradise the stars are shining right up in the sky into
ek baar se dil nahin bharta mud ke dekh mujhe dobara tan tana tan tan tan tara chalti hai kya 9 se 12 tan tana tan tan tan tara chalti hai kya 9 se 12 khadi khadi kya soch rahi hai chal ho jaayen 9 2 11 tan tana tan tan tan tara chalti hai kya 9 se 12 raat ki show ki 2 tickten hain khol ke pars dikhlaaun chipak ke baithun saath tere main taxi mein le jaaun samjh naa mujhko aisa waisa mere batuve mein hain paisa tujhe khilaaunga jee bhar ke garm samosa idli yaa dosa tu meri hai pepsi cola main tera hoon coca cola interval mein peeyenge donon baraf mein laga hua mangola jaldi kar ke chad naa jaaye tharmo meter ka ye paara ek baar se dil nahin bharta mud ke dekh mujhe dobara tan tana tan tan tan tara chalti hai kya 9 se 12 tan tana tan tan tan tara chalti hai kya 9 se 12 filmi dhun pe dekh ke tujhko seeti roz bajaaun bahot dinon se soch raha tha film main tujhe dikhaun shukarwaar ki shaam haseen hai nayi nayi ye film lagi hai garmi ki naa hogi tention theater hai wo
ghoome galiyon mein ghoome jhoome masti mein jhoome ghoome galiyon mein ghoome jhoome masti mein jhoome apun ka raaj hai kisi ka dar nahin duniya naraaz hai koi fikar nahin aaju bachu aane waale daayen baayen jaane waale saare kehte hain humein tapori tap tap tap tapori tapori tap tap tap tapori borivali kandivali dombivali chandivali kahin bhi ja humein pehchane yaaro saara bombay jaane apna naam pata borivali kandivali dombivali chandivali kahin bhi ja humein pehchane yaaro saara bombay jaane apna naam pata dil ke hain bhale bande nek hain duniya bant gayi hum to ek hain aaju bachu aane waale daayen baayen jaane waale saare kehte hain humein tapori tap tap tap tapori tapori tap tap tap tapori gore gore galon waali kaale kaale baalon waali ruk zara dil dhadkaane waali humein tadpaane waali aise na ja gore gore galon waali kaale kaale baalon waali ruk zara dil dhadkaane waali humein tadpaane waali aise na ja raste mein yahaan tu hai kyun khadi denge dil tujhe aaja
tu mere dil mein bas ja tu mere dil mein bas ja tu mere dil mein bas ja mujh ko phansa le ya phans ja tu mere dil mein bas ja mujh ko phansa le ya phans ja tu mere dil mein bas ja mujh ko phansa le ya phans ja ooo oooo saawan ki likh de kahaani pyaasi hai meri jawaani saawan ki likh de kahaani pyaasi hai meri jawaani haaye kya sochta hai baras ja mujh ko phansa le ya phans ja kya sochta hai baras ja mujh ko phansa le ya phans ja tu mere dil mein bas ja mujh ko phansa le ya phans ja tu mere dil mein bas ja mujh ko phansa le ya phans ja chikni hain chaahat ki raahen uspe ye chikni nigaahen oo chikni hain chaahat ki raahen uspe ye chikni nigaahen chikni hain chaahat ki raahen uspe ye chikni nigaahen hmm kya sochti hai fisal ja mujh ko phansa le ya phans ja kya sochti hai fisal ja mujh ko phansa le ya phans ja tu mere dil mein bas ja mujh ko phansa le ya phans ja aankhon se aankhen milengi nazron ki chhuriyaan chalengi aankhon se aankhen milengi nazron ki chhuriyaan
ishq mein loot gaya wo khazaana hoon main ik beeta huaaa zamaana hoon mere dard pe roye khushiyaan main gumnaam ik fasaana hoon ik fasaana hoon jaan ko meri chheen liya hai dard ye kaisa dil ko diya hai jaan ko meri chheen liya hai dard ye kaisa dil ko diya hai yaa to mujhko paas bula le yaa duniyaa ko aag laga de main to naa maangun kisi darrrr se tu bulaa le bulaa le bulaa le bula le mere mehboob se tu milaa de tu bulaa le bulaa le bulaa le re rabba mere mehboob se tu milaa de jeena bas mein nahin marna bas mein nahin zindagi hai ye kaisi paheli main hoon tanhaa yahaan main tadaptaa yahaan wo tadapti wahaan par akeli jag ke bandhan tod ke aaun iss duniyaa ko chhod ke aaun main to naa maangun kisi darrrr se tu bulaa le bulaa le bulaa le bula le mere mehboob se tu milaa de tu bulaa le bulaa le bulaa le re rabba mere mehboob se tu milaa de aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa pehle dil ko banaaya pyaar uss mein basaaya phir muqaddar mein likh di judaayi
tumse milne ki tamanna hai pyaar ka eraada hai aur ek waada hai jaanam tumse milne ki tamanna hai pyaar ka eraada hai aur ek waada hai jaanam jo kabhi hum mile to zamaana dekhega apna pyaar o mere yaar o mere yaar tumse milne ki tamanna hai pyaar ka eraada hai aur ek waada hai jaanam jo kabhi hum mile to zamaana dekhega apna pyaar o mere yaar o mere yaar tumse milne ki tamanna hai pyaar ka eraada hai aur ek waada hai jaanam main shaayar nahin deewana nahin main aashiq nahin parwaana nahin main shaayar nahin deewana nahin main aashiq nahin parwaana nahin mili jab se nazar tab se jaane jigar mili jab se nazar tab se jaane jigar main ho gaya deewana main ho gaya deewana ab jaane kya hoga jaane jaana tumse milne ki tamanna hai pyaar ka eraada hai aur ek waada hai jaanam tumse milne ki tamanna hai pyaar ka eraada hai aur ek waada hai jaanam kya pata phir kahaan kab mulaaqat ho wo haseena se phir dil ki baat ho kya pata phir kahaan kab mulaaqat ho wo haseena se phir dil
wah wah ramji jodi kya banaai bhaiya aur bhabhi ko badhaai ho badhaai sab rasmon se badi hai jag mein dil se dil ki sagaai aapki kripa se ye shubh ghadi aayee jiji aur jija ko badhaai ho badhaai sab rasmon se badi hai jag mein dil se dil ki sagaai wah wah ramji wah wah ramji wah wah ramji mere bhaiya jo chup baithe hain dekho bhabhi ye kaise ainthe hain aise bade hi bhale hain aise bade hi bhale hain maana thode manchale hain par aap ke siva kahin bhi na phisle hain dekho dekho khud pe jiji itraai bhaiya aur bhabhi ko badhaai ho badhaai sab rasmon se badi hai jag mein dil se dil ki sagaai wah wah ramji arre wah wah ramji wah wah ramji suno jijaji aji aapke liye meri jiji ne bade tap hain kiye mandiron mein kiye phere mandiron mein kiye phere pooja saanjh sawere teen lok taintees devon ko ye rahi ghere jaisi maine maangi thi waisi bhabhi paai jiji aur jija ko badhaai ho badhaai sab rasmon se badi hai jag mein dil se dil ki sagaai wah wah ramji arre wah wah ramji wah
ye to sach hai ke bhagwaan hai hai magar phir bhi anjaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai hai magar phir bhi anjaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai janm daata hai jo naam jinse mila thaam kar jinki ungali hai bachapan chala o o oo oo oo oo kaandhe par baith ke jinke dekha jahaan gyaan jinse mila kya bura kya bhala kitne upkaar hai kya kahein ye bataana na aasaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai janm deti hai jo maa jise jag kahe apni santaan mein praan jiske rahe o o oo oo oo oo loriyaan honthon par sapne bunti nazar neend jo waar de hans ke har dukh sahe mamta ke roop mein hain prabhoo aap se paaya vardaan hai dharti pe roop maa baap ka uss vidhaata ki pehchaan hai ye to sach hai ke bhagwaan hai aapke khwaab hum aaj hokar jawaan uss param shakti se karte hain praarthana o o oo oo oo oo inki chhaaya rahe rehti duniyaa talak ek pal reh sake hum na
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sureeli Akhiyon Waale Veer (2009) 05:29 37217
 
Poster of Veer (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Sajid, Wajid
On Screen Actors- 
Salman Khan, Zareen Khan
Duration : 05:29   Song Number : 37217   

Tan Tana Tan Tan Judwaa (1997) 06:37 18727
 
Poster of Judwaa (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Abhijeet, Poornima
On Screen Actors- 
Salman Khan, Karishma Kapoor, Rambha
Duration : 06:37   Song Number : 18727   

Tap Tap Tapori Baaghi (1990) 03:54 39483
 
Poster of Baaghi (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Salman Khan
Duration : 03:54   Song Number : 39483   

Tu Mere Dil Mein Bas Ja Judwaa (1997) 04:47 39326
 
Poster of Judwaa (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Poornima, Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Salman Khan, Karishma
Duration : 04:47   Song Number : 39326   

Tu Milaa De Saawan (The Love Season) (2006) 07:02 17572
 
Poster of Saawan (The Love Season) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Salman Khan, Saloni Aswani
Duration : 07:02   Song Number : 17572   

Tumse Milne Ki Tamanna Hai Saajan (1991) 04:59 18623
 
Poster of Saajan (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Salman Khan, Madhuri Dixit, Sanjay Dutt
Duration : 04:59   Song Number : 18623   

Wah Wah Ramji Hum Aapke Hain Koun (1994) 04:20 21404
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Salman Khan, Madhuri Dixit
Duration : 04:20   Song Number : 21404   

Ye To Sach Hai Ke Bhagwaan Hai Hum Saath Saath Hain (1999) 06:49 11885
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 06:49   Song Number : 11885   
Karaoke Songs of Salman Khan, Sad Songs of Salman Khan, Love Songs of Salman Khan, Dance Songs of Salman Khan, Hip-hop songs of Salman Khan, Best songs of Salman Khan, Super hit songs of Salman Khan, hit songs of Salman Khan, duet songs of Salman Khan, solo songs of Salman Khan, old songs of Salman Khan, famous songs of Salman Khan, Hindi Karaoke Songs of Salman Khan, Hindi Sad Songs of Salman Khan, Hindi Love Songs of Salman Khan, Hindi Dance Songs of Salman Khan, Hindi Hip-hop songs of Salman Khan, best Hindi songs of Salman Khan, super hit Hindi songs of Salman Khan, hit Hindi songs of Salman Khan, duet Hindi songs of Salman Khan, solo Hindi songs of Salman Khan, old Hindi songs of Salman Khan, famous Hindi songs of Salman Khan, Sing Along Songs of Salman Khan, Sing Along Sad Songs of Salman Khan, Sing Along Love Songs of Salman Khan, Sing Along Dance Songs of Salman Khan, Sing Along Hip-hop songs of Salman Khan, Sing Along Best songs of Salman Khan, Sing Along Super hit songs of Salman Khan, Sing Along hit songs of Salman Khan, Sing Along duet songs of Salman Khan, Sing Along solo songs of Salman Khan, Sing Along old songs of Salman Khan, Sing Along famous songs of Salman Khan