Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe hashra bhi to ho chuka rukh se nahin hatti naqaab hashra bhi to ho chuka rukh se nahin hatti naqaab had bhi aakhir kuchh hai kab tak koi deewaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe raat ko ja baithte hain roz hum majnu ke paas raat ko ja baithte hain roz hum majnu ke paas pehle anban reh chuki hai ab to yaaraana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe zindagi ka lutf ho udti rahe hardam riyaaz zindagi ka lutf ho udti rahe hardam riyaaz hum hon sheeshe ki pari ho ghar parikhaana rahe mai rahe meena rahe gardish mein paimaana rahe mere saaqee tu rahe aabaad maikhaana rahe mai rahe
hoooooo mai riiii main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri oss nayan ki unke meri lagi ko bujhaaye na tan man bhigo de aake aisi ghata koi chhaaye na mohe baha le jaaye aisi lehar koi aaye na oss nayan ki unke meri lagi ko bujhaaye na padi nadiya ke kinare main pyaasi mai ri haan mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri pee ki dagar mein baithe maila huaa ri mera aanchara mukhda hai pheeka pheeka nainon mein sohe nahin kaajra koi jo dekhe maiyya preet ka vaase kahoon maazraa pee ki dagar mein baithe maila huaa ri mera aanchara latt mein padi kaisi birha ki maati mai ri haan mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri aankhon mein chalte phirte roj mile piya baanvare baiyan ki chhaiyan aa ke milte nahin kabhi saanvare dukh ye milan ka leke kaah karoon kahan jaaun re aankhon mein chalte phirte roj mile piya baanvare paa kar bhi nahin unko main paati mai ri haan mai
mai ri main mai ri mai ri main neer bharan nahin jaaun mai ri main neer bha ran nahin jaaun sab panghat mohe ghurat aise sab panghat mohe ghurat aise laaj ni main mar jaaaun mai ri main neer bharan nahin jaaun mai ri main neer bharan nahin jaaun kaajal main ek kaajal main ek maachh rahe sobhe rai kachhu kachh kachh mane ratan jaridya ratan jaridya naak ki besari kaise kahe de paaaun mai ri main neer bharan nahin jaaun mai ri main neer bharan nahin jaaun jal bhar gayin ghat jal bhar gayin ghat dharat kati pe saark gayo tan taniya charaye alo tadak gayo alo tadak gayo ghat chhin mein jal kaise bhar paaaun mai ri main neer bharan nahin jaaun sab panghat mohe ghurat aise laaj ni main mar jaaaun mai ri main neer bharan nahin jaaun mai ri main neer bharan nahin jaaaun mai ri main neer bharan nahin jaaun mai ri main neer bharan nahin neer bharan nahin neer bharan nahin jaaun
maika piya bulaave apne mandirvaa maika piya bulaave apne mandirvaa maika piya bulaave apne mandirvaa maika piya bulaave apne mandirvaa andhiyaari raat darr mohe laage andhiyaari raaaaaaat andhiyaari raat darr mohe laage maika piya bulaave apne mandirvaa pankh lag jaaye aur udd jaaun pankh lag jaaye pankh lag jaaye aur udd jaaun bairi bichhuaa baaje chhanan chhanan chhana maika piya bulaave apne mandirvaa maika piya bulaaveeeeee main kahun kaa se ke mann ghabraave main kahun kaa se ke mann ghabraave bairi kangana baaje khanan khanan khan maika piya bulaave apne mandirvaa maika piya bulaave apne mandirvaa piyaa bulaave kaaaaaaa bulaave piyaa bulaave piyaaaaa bulaave piyaa bulaave sa dha ni pa sa dha ni pa ga pa sa ni ni ni ni
maika piya bulaave apne mandirvaa maika piya bulaave apne mandirvaa maika piya bulaave apne mandirvaa mandirvaa mandirvaaaaa maika piya bulaaaaaaave aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaa laaage mohe aisa manjeera baaje jaise dha ni dha ni dha ni pa ga ga dha pa laaage mohe aisa manjeera baaje jaise mera manvaa gaaye gaaye tan nan nan nan nan nan gaaye gaaye mera manvaa tan nan nan nan nan maika piya bulaave apne mandirvaa maika piya bulaaaaaave aaaaaaaaaa chunar naa giraaye jiyaaraa sihraaye chunar naa giraaye jiyaaraa sihraaye jiyaaraa sihraaye aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa paayal mori baaje baaje chhan nan nan nan baaje baaje paayal mori chhan nan nan nan nan nan nan maika piya bulaave apne mandirvaa maika piya bulaaaaaave paayal tori baaje sapan mora jaage aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa paayal tori baaje sapan mora jaage sa sa sa ga ga ga pa pa pa dha dha ni madan gungunaaye gaaye gun gun gun gun gaaye gaaye
maikade band karen laakh zamaane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale kaash mujh ko bhi laga le tu kabhi seene se kaash mujh ko bhi laga le tu kabhi seene se meri tasveer ko seene se lagaane waale maikade band karen laakh zamaane waale hum yakeen aap ke waade pe bhala kaise karen hum yakeen aap ke waade pe bhala kaise karen aap hargiz nahin hain waada nibhane waale maikade band karen laakh zamaane waale apne aibon pe nazar jin ki nahin hoti hai apne aibon pe nazar jin ki nahin hoti hai aaina unn ko dikhate hain zamaane waale maikade band karen laakh zamaane waale shehar mein kam nahin aankhon se peelane waale maikade band karen laakh zamaane waale
aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaaa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaa maikhane mein baithe hain aur mai ko taraste hain maikhane mein maikhane mein maikhane mein maikhane mein maikhane mein baithe hain aur mai ko taraste hain maahoul hai phoolon ka maahaul hai phoolon ka patthar se baraste hain maikhane mein baithe hain aur mai ko taraste hain deewanon ki nagari mein khush yaar bhi baste hain deewanon ki nagari mein deewanon ki nagari mein khush yaar bhi baste hain rakhte hain taalluk bhi aawaaz bhi kaste hain rakhte hain taalluk bhi aawaaz bhi kaste hain maahoul hai phoolon ka maahaul hai phoolon ka patthar se baraste hain maikhane mein baithe hain aur mai ko taraste hain tum anjuman aara ho tum anjuman aara ho tum jaano to kya jaano tum anjuman aara ho sa re ma pa dha dha dha ni pa ma pa ni ga ma re dha ni re sa ma pa dha ni re ni sa ni sa tum anjuman aara ho tum jaano to kya jaano naagon ki tarah lamhe naagon ki
maili chaadar odh ke kaise dwaar tumhare aaun maili chaadar odh ke kaise dwaar tumhare aaun hey paawan parmeshwar mere mann hi mann sharmaaun maili chaadar odh ke kaise dwaar tumhare aaun maili chaadar odh ke kaise tune mujhko jag mein bheja nirmal de kar kaaya aa kar ke sansaar mein maine isko daag lagaaya janam janam ki maili chaadar kaise daag chhudaaun maili chaadar odh ke kaise dwaar tumhare aaun maili chaadar odh ke kaise nirmal vaani paa kar tujhse naam naa tera gaaya nayan moond kar hey parmeshwar kabhi naa tujhko dhyayaa mann veena ki taaren tooti ab kya geet sunaaun maili chaadar odh ke kaise dwaar tumhare aaun maili chaadar odh ke kaise inn pairon se chal kar tere mandir kabhi naa aayaa jahaan jahaan ho pooja teri kabhi naa sheesh jhukaaya hey hari har main haar ke aaya ab kya haar chadhaaun maili chaadar odh ke kaise dwaar tumhare aaun maili chaadar odh ke kaise dwaar tumhare aaun hey paawan parmeshwar mere mann hi mann sharmaaun maili chaadar odh ke
main aankhen apni parvat ki ooor uthaunga main aankhen apni parvat ki ooor uthaunga mujhko hai pata sahayata wahin se paaunga mujhko hai pata sahayata wahin se paaunga main aankhen apni parvat ki ooor uthaunga main aankhen apni parvat ki ooor uthaunga neeche dharti oopar aasmaan banaaya parmeshwar hai wo uske gun gaaunga neeche dharti oopar aasmaan banaaya parmeshwar hai wo uske gun gaaunga main aankhen apni parvat ki ooor uthaunga main aankhen apni parvat ki ooor uthaunga fisle naa kabhi kadam raahon meinnnnn isliye naa sota din raaton mein fisle naa kabhi kadam raahon meinnnnn isliye naa sota din raaton mein israile ka hai wo rakhwaala oongegaa naa wo soyegaa israile ka jo rakhwaala oongegaa naa wo soyegaa main aankhen apni parvat ki ooor uthaunga main aankhen apni parvat ki ooor uthaunga mujhko hai pata sahayata wahin se paaunga mujhko hai pata sahayata wahin se paaunga main aankhen apni parvat ki ooor uthaunga kashton se yeshu mujhe bachayegaaa rakshak ban kar
main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main mastanaa musaafir hoon jawaan dharti ke anjaane kinaaron ka main aashiq hoon bahaaron kaa sadiyon se jag mein aata rahaa main naye rang jeevan mein laata rahaa main har ek desh mein nis naye bhesh mein main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main mastaana musaafir hoon jawaan dharti ke anjaane kinaaron ka main aashiq hoon bahaaron kaa kabhi maine hans ke deepak jalaaye kabhi ban ke baadal aansoo bahaaye mera raasta pyaar ka raasta main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main mastanaa musaafir hoon jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa main aashiq hoon bahaaron kaa chalaa gar safar ko koi besahaara to main ho liya sang liye ek taara gaata huaa dukh bhulaata huaa main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main mastaana musaafir hoon jawaan dharti ke anjaane
main aawaara hi sahi dil mere dil jaisa dekha na hoga kabhi main aawaara hi sahi dil mere dil jaisa dekha na hoga kabhi ho ho ho main aawaara hi sahi dil mera jaane tere bahaane jhoothi teri berukhi dil mera jaane tere bahaane jhoothi teri berukhi ho dil ki sachchaayi gayi na chhupaayi hothon pe aayi hansi ho gussa hai chahat ka pehla kadam tum jaane kya jaano kya hai ye deewaangi ho ho ho main aawaara hi sahi duniya mein dekhe husn to hazaaron koi tere jaisa kahaan ho ri o hu hu hu hu hu ho ri o hu hu hu hu hu huu duniya mein dekhe husn to hazaaron koi tere jaisa kahaan o sadiyon mein aaye ek baar koi mehboob aisa yahaan o dharti pe utri hai koi pari tum jaisi pariyon pe marna hai aadat meri ho ho ho main aawaara hi sahi dil mere dil jaisa dekha na hoga kabhi ho main aawaara hi sahi pa pa pa paaaa pa pa pa paaaa ouuo pa pa pa paaaa pa pa pa paaaa para ra pam pam para ra ram pam para ra ram pam pa pa pa ho haaa
ladies and gentleman mujh pe hain sabke nain sab ke hain dil bechain ke main aaya hoon leke saaz haathon mein mehfil ki mastaani ho mastaani raaton mein main aaya hoon leke saaz haathon mein mehfil ki mastaani ho mastaani raaton mein main aaya hoon leke saaz haathon mein shokh hasinon ko main aawaz de raha hoon haan main muhabbat ko naye andaaz de raha hoon hans kar baaton baaton mein in dilkash mulaqaaton mein main aaya hoon leke saaz haathon mein chhed ke dilon ko main yeh kaam kar rahaa hoon haan naam jawaani ka main badnaam kar rahaa hoon bas kar sabki aankhon mein nagmon ki baaraton mein main aaya hoon leke saaz haathon mein geet mere sun ke naujawaan jaagte hain haan neend nahin aati kyun armaan jaagte hain thaam ke dil ko haathon mein jalte hain barsaaton mein main aaya hoon leke saaz haathon mein mehfil ki mastaani ho mastaani raaton mein main aaya hoon leke saaz haathon mein
sun le sun le main aaya tere dwaare bacha le bhagwaan main aaya tere dwaare bacha le bhagwaan haath jod kar vinti karta ye baalak naadaan main aaya tere dwaare bacha le bhagwaan main aaya tere dwaare bacha le bhagwaan sun le sun le jitne sahaare the sab haare tera ek sahaara hai deen dukhi jann ka is jag mein tu hi to rakhwaara hai jitne sahaare the sab haare tera ek sahaara hai deen dukhi jann ka is jag mein tu hi to rakhwaara hai zulm ke tufaan kaise jhele zulm ke tufaan kaise jhele ek nanhin si jaan main aaya tere dwaare bacha le bhagwaan main aaya tere dwaare bacha le bhagwaan sun le sun le
main abhi gair hoon mujh ko abhi apna na kaho haay mar jaayenge mit jaayenge aisa na kaho main abhi gair hoon dil ki dhadkan ki tarah dil mein basi rehti ho khaab ban kar meri palkon pe saji rehti ho khaab ban kar meri palkon pe saji rehti ho kya kahun tum ko agar jaan e tamanna na kahun main abhi gair hoon mujh ko abhi apna na kaho main abhi gair hoon yun na dekho ke meri saans ruki jaati hai jo nazar uthati hai sharma ke jhuki jaati hai jo nazar uthati hai sharma ke jhuki jaati hai meri nazron ko mere dil ka taqaaza na kaho haay mar jaayenge mit jaayenge aisa na kaho haay mar jaayenge raaz kyun raaz rahe iski zarurat kya hai hamse daaman na chhudaao ye qayaamat kya hai hamse daaman na chhudaao ye qayaamat kya hai ham to kehte hain hamein shauq se deewaana kaho main abhi gair hoon
main agar sitaaron se chura ke laun roshni hawaaon se chura ke laun raagini na poori ho sakegi unse magar teri kami main agar nazaaron se chura ke laun rangatein mazaaron se chura ke laun barkatein na poori ho sakegi unse magar teri kami ye duniya parayi hai bas ek apna hai tu jo sach ho mera wo savere ka sapna hai tu dekhunga tera raasta ho kuchh tujhe bas khuda na khaasta ho hoooo ho tere bina umar ke safar mein bada hi tanha hoon main raftaar jo waqt ki pakad na sake woh lamha hoon main falgun ke mahine tere bina hain pheeke jo tu nahin toh saare saawan mere sookhe main agar kitaabon se chura ke laun kaayde hisabon se chura ke laun faayde na poori ho sakegi unse magar teri kami main agar sitaron se chura ke laun roshni hawaaon se chura ke laun ragini na poori ho sakegi unse magar teri kami ye duniya parayi hai bas ek apna hai tu jo sach ho mera woh savere ka sapna hai tu dekhunga tera raasta ho kuchh tujhe bas khuda na khaasta khaasta khuda na khaasta khuda na
main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main jaisa hoon main waisa kyun hoon karna hai kya mujhko ye maine kab hai jaana lagta hai gaaunga zindagi bhar bas ye gaana hoga jaane mera ab kya koyi to bataaye mujhe gadbad hai ye sab kya koyi samjhaaye mujhe main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main aisa kyun hoon main jaisa hoon main waisa kyun hoon ab mujhko ye hai karna ab mujhe wo karna hai aakhir kyun main na jaanoon kya hai ke jo karna hai lagta hai ab jo seedha kal mujhe lagega ulta dekho na main hoon jaise bilkul ulta phulta badloonga main abhi kya maanoon toh kya maaanon main sudhroonga main kabhi kya ye bhi to na jaanoon main jaane ab mera hona kya hai lagta hai tumko kya jaane ab mera hona kya hai kya main hoon jaisa bas waisa rahoonga karna hai kya mujhko ye maine kab hai jaana
main akela apni dhun mein magan zindagi ka mazaa liye ja rahaa tha main akela apni dhun mein magan zindagi ka mazaa liye ja rahaa tha tumhara muskurana khilkhilana tumhara tunakna tumhara tilmilana tumhare kadmon ki aahat tumhari aankhon ki masti tumhare baalon ki khushboo inse mujhe kya hai haasil phir bhi ye hai meri aadat mein shaamil shaamil mere dil mein dard hai daya hai tumhare liye kuchh hai mat poochho kya hai mat poochoo kya hai mere dil mein dard hai daya hai tumhare liye kuchh hai mat poochho kya hai mat poochoo kya hai main nek dil hoon burra kya soochoon main nek dil hoon burra kya soochoon tumhari muhabbat tumhari wafaa inse mujhe kya hai haasil phir bhi ye hai meri aadat mein shaamil shaamil tum door chali gayi to kaise beetegi ye zindagani adhoori rahegi humari aur tumhari kahani tumhara sajna sanwarna jhilmil nikharna tumhara gungunana geet gaana mere sapnon ka sach ho jaana sach ho jaana meri mann pasand ban jaana inse mujhe kya hai haasil phir
Main Akela Chala Ja Raha Tha Kahin
main albeli ghumun akeli koi paheli hoon main ho oo oo main albeli ghumun akeli koi paheli hoon main pagli hawaayein mujhe jahaan bhi le jaayen in hawaon ki saheli hoon main hoon albeli ooo tu hai rangili ho ho ho hirni hoon van mein kali gulshan mein shabnam kabhi hoon main kabhi hoon shola shaam aur savere sau rang mere main bhi nahin jaanu aakhir hoon main kya tu albeli ghume akeli koi paheeeliiiii paheeeliiiii mere hisse mein aayi hain kaisi betaabiyaan mera dil ghabraata hai main chaahe jaaun jahaan hmmmm hmmm mere hisse mein aayi hain kaisi betaabiyaan mera dil ghabraata hai main chaahe jaaun jahaan meri bechaini le jaaye mujhko jaane kahaan main ek pal hoon yahaan main ek pal hoon yahaan main hoon ek pal wahaan main albeli ghumun akeli koi paheli hoon main ho oo oo main albeli ghumun akeli koi paheli hoon main pagli hawaayein mujhe jahaan bhi le jaayen in hawaon ki saheli hoon main tu hai rangili ho ho ho tu hai sajili ho ho ho hirni hoon van mein kali
main apne aap se ghabraa gaya hoon mujhe aye zindagi deewana kar de mujhe aye zindagi deewana kar de main apne aap se ghabraa gaya hoon ghabraa gaya hoon main apne aap se ghabraa gaya hoon mujhe aye zindagi deewana kar de mujhe aye zindagi deewana kar de kahaan se ye fareb e aarzoo mujhko kahaan laaya jise main poojta tha aaj tak nikla wo ik saaya khata dil ki hai main sharmaa gaya hoon main apne aap se ghabraa gaya hoon mujhe aye zindagi deewana kar de mujhe aye zindagi deewana kar de bade hi shauk se ik khwaab mein khoya hua tha main ajab masti bhari ik neend mein soya huya tha main khuli jab aankh to tharraa gaya hoon tharraa gaya hoon main apne aap se ghabraa gaya hoon mujhe aye zindagi deewana kar de mujhe aye zindagi deewana kar de deewana kar de deewana kar de
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mai Rahe Meena Rahe Jagjit Singh 06:32 13505
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Sabir Dutt
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 06:32   Song Number : 13505   

Mai Ri Main Kaase Kahoon (Female) Dastak (1970) 04:53 13025
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:53   Song Number : 13025   

Mai Ri Main Neer Bharan Nahin Jaaun Lata Mangeshkar 05:16 38322
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Vasant Deo
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:16   Song Number : 38322   

Maika Piya Lalitya Munshaw 03:04 17594
 
Poster of Lalitya Munshaw
 
Category
Indipop
Singer- 
Lalitya Munshaw
Duration : 03:04   Song Number : 17594   

Maika Piya Bulaave Sur Sangam (1985) 05:50 20846
 
Poster of Sur Sangam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Vasant Dev
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jaya Prada, Sachin
Raag- 
Kalavati
Duration : 05:50   Song Number : 20846   

Maikade Band Hariharan 05:56 16867
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Duration : 05:56   Song Number : 16867   

Maikhane Mein Baithe Hain Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 03:41 38403
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 03:41   Song Number : 38403   

Maili Chaadar Odh Ke Kaise Dwaar Tumhare Aaun Hari Om Sharan 04:54 15050
 
Poster of Hari Om Sharan
 
Category
Devotional
Singer- 
Hari Om Sharan
Duration : 04:54   Song Number : 15050   

Main Aankhen Apni Parvat Ki Oor Christian Devotional 07:48 11239
 
Poster of Christian Devotional
 
Lyricist
Vijay Benedict
Music Director- 
Vijay Benedict
Singer- 
Vijay Benedict
Duration : 07:48   Song Number : 11239   

Main Aashiq Hoon Aashiq (1962) 04:48 20848
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:48   Song Number : 20848   

Main Aawaara Hi Sahi Anand Aur Anand (1984) 05:37 40071
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Sunil Anand
Duration : 05:37   Song Number : 40071   

Main Aaya Hoon Amir Garib (1974) 06:58 12655
 
Poster of Amir Garib (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:58   Song Number : 12655   

Main Aaya Tere Dware Dharkan (1972) 02:45 19824
 
Poster of Dharkan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:45   Song Number : 19824   

Main Abhi Gair Hoon Main Aur Mera Bhai (1961) 03:29 38277
 
Poster of Main Aur Mera Bhai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
Duration : 03:29   Song Number : 38277   

Main Agar Tubelight (2017) 04:39 38611
 
Poster of Tubelight (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Atif Aslam
On Screen Actors- 
Salman Khan
Duration : 04:39   Song Number : 38611   

Main Aisa Kyun Hoon Lakshya (2004) 04:35 16762
 
Poster of Lakshya (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Singer- 
Shaan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 04:35   Song Number : 16762   

Main Akela Apni Dhun Man Pasand (1980) 04:21 13674
 
Poster of Man Pasand (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim, Simple Kapadia
Duration : 04:21   Song Number : 13674   

Main Akela Chala Ja Raha Tha Kahin Ashok Khosla 06:13 17512
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Lyricist
Zafar Gorakhpuri
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 06:13   Song Number : 17512   

Main Albeli Ghumun Akeli Zubeidaa (2001) 05:00 19309
 
Poster of Zubeidaa (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Karishma Kapoor
Duration : 05:00   Song Number : 19309   

Main Apne Aap Se Ghabraa Gaya Hoon Bindiya (1960) 03:49 15148
 
Poster of Bindiya (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Iqbal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 03:49   Song Number : 15148