Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mere khawaabon mein khayaalon mein chhupe ek din meet mere meri gali aap chale aayenge kabhi to hogi bahaaron ki nazar aayegi aisi lehar aarzoo ke phool muskuraayenge mere khawaabon mein khayaalon mein main unki rang bhari yaad liye kho saa gaya unkaa har zikr mera ek nayaa geet banaa mere geeton ke machalte huye swar unke aangan mein utar unko mere paas kheench laayenge mere khawaabon mein khayaalon mein hiran ke bun rahi hai jaal ye madhosh nazar wo mere paas hain duniyaan ki nahin mujhko khabar door duniyaa se zamaane se pare chaand taaron ke tale hum bhi ek aashiyaan banaayenge mere khawaabon mein khayaalon mein yakeen hai mujhko mera pyaar naa ruthega kabhi saaz e dil kaa koi bhi taar naa tootega kabhi dil ke iss taar ki jhankaar ke sang bhadte bhadte ye kadam manzilon pe khud hi pahunch jaayenge mere khawaabon mein khayaalon mein chhupe ek din meet mere meri gali aap chale aayenge mere khawaabon mein khayaalon mein
heyyyyyyy dil ye kya cheez hainn aur dil ki tamanna kya haiii teer par teer chala le tujhe parwaa kya haii tere teeron mein chupe pyaar ke khazaane hain tere teeron mein chupe pyaar ke khazaane hain mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara daa dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara daa aur honge jinhen araam ke samaan mile apni qashti ko to sahil pe bhi tufaan mile naiya purani hai tufaan bhi purane hain naiya purani hai tufaan bhi purane hain mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara daa dara dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara
mere laadlo tum phoolo falo mere laadlo tum phoolo falo chhaye huye andhkaar mein tum deep se jalo mere laadlo tum phoolo falo mere dulaaro aankhon ke taaro mujhko nahin tum bhulaana maata na hogi baaba na honge tum ko akele hi jaana tum ko akele hi jaana palte raho tum pyaar mein sab sang sang chalo mere laadlo tum phoolo falo rona nahin tum sona nahin tum soye jagat ko jagaana rukna nahin tum jhukna nahin tum pranon ki baazi lagaana pranon ki baazi lagaana aa yogi bano tum karm ke aur dharm par chalo mere laadlo tum phoolo falo chhayegi aandhi aayenge toofan jyoti ye bujhne na paaye chhoti umar hai lambi dagar hai pag na kahin dagmagayen pag na kahin dagmagayen kaanton bhare sansaar mein tum phool se khilo mere laadlo tum phoolo falo mere laadlo tum phoolo falo
hooo mere liye soona soona saara jahaan soona soona hoo oo o mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan chaand jaaye sooraj aaye le ke ye savera chaand jaaye sooraj aaye le ke ye savera hai meri zindagi mein har pal andhera dekhun jahaan chhaya dhuwaan jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan kho ke tujhko tanha maine kaise din bitaaye kho ke tujhko tanha maine kaise din bitaaye jiske dil pe beete ye wo hi jaan paaye soun jahaan jaagun jahaan tujhe pukaarun wahaan main wahaan main wahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan
mere liye tu bani tere liye main bana mere liye tu bani tere liye main bana we are silent lover we are silent lover mere liye tu bana tere liye main bani mere liye tu bana tere liye main bani we are for each other we are for each other dubi duba dubi duba dubi duba ba ba ba ba la la la la la la lalalalala la la la la la la la kya sach hai ye chahat ki kismat mein ghum hote hain jo log pyaar karte hain kya wo hardam rote hain nakaam premiyon ka itihaas badal jaayenge tujhe pyaar kiya hai humne ek roz tujhe paayenge duniya bane deewaar hum to na rukenge duniya bane deewaar hum to na rukenge mere liye tu bani tere liye main bana we are silent lover mere liye tu bana tere liye main bani we are for each other pad gaya hai kam mera daaman itna tera pyaar mila hai mehboob mila tere jaisa ab kya kismat se gila hai ek naya pyaar ka mazhab duniya mein bana jaayenge aane waale sab premi teri meri kasam khayenge duniya bane deewaar hum to na rukenge duniya bane deewaar hum to
mere liye wo ghum e intezaar chhod gaye gaye to ek anokhi bahaar chhod gaye mere liye wo ghum e intezaar chhod gaye hazaar kuchh ho mera dil palat nahin sakta hazaar kuchh ho mera dil palat nahin sakta unhi ki hoon jo mujhe beqaraar chhod gaye unhin ki hoon jo mujhe beqaraar chhod gaye isi khayaal se kanpa kiya tha dil mera isi khayaal se kanpa kiya tha dil mera yahi hua ki wo anjaam e kaar chhod gaye yahi hua ki wo anjaam e kaar chhod gaye mujhe ye ghum hai ki meri zubaa ne kuchh na kaha mujhe ye ghum hai ki meri zubaa ne kuchh na kaha wo be kahe sune deewana baar chhod gaye wo be kahe sune deewana baar chhod gaye gaye to ek anokhi bahaar chhod gaye mere liye wo ghum e intezaar chhod gaye
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole zakhmon mein aaj kis ka reh reh ke pyaar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole kis ke khayaal mein ye nazrein jhuki jhuki hain kis ke khayaal mein ye nazrein jhuki jhuki hain dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain dekho idhar bhi lab par aahein ruki ruki hain tum ho qaraar jis dil ka tum ho qaraar jis dil ka wahi beqraar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski dil ko lagan hai uski meethi nazar hai jiski hum paas hain tumhaare phir dil mein aas hai kiski hum paas hain tumhaare phir dil mein aas hai kiski tum jo nazar milaao tum jo nazar milaao dil mein bahaar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole mere mann ka baawra panchhi kyun baar baar dole kab se khade huye hain keh do to laut jaayein kab se
mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro kahaan yahaan devon ka nandan malyachal ka abhinav chandan kahaan yahaan devon ka nandan malyachal ka abhinav chandan mere urr ke ujde van mein karunamayi vichro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro nahin kahin kuchh mujh mein sundar kaajal sa kaala ye antar nahin kahin kuchh mujh mein sundar kaajal sa kaala ye antar praanon ke gehre gehwar mein mamtaamayi vihro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro mere mann ke andh tamas mein jyotirmayi utro
mere mann ke diye mere mann ke diye yunhi ghut ghut ke jal tu mere laadle o mere laadle mere mann ke diye mere mann ke diye yunhi ghut ghut ke jal tu mere laadle o mere laadle khaaq ho jaaye ham pyaar ke naam par khaaq ho jaaye ham pyaar ke naam par pyaar ki raah mein roshani to rahe mere mann ke diye mere mann ke diye yunhi ghut ghut ke jal tu mere laadle o mere laadle aag ke phool aanchal mein daale huye aag ke phool aanchal mein daale huye kab se jalta hai wo aasamaan dekhle mere mann ke diye mere mann ke diye yunhi ghut ghut ke jal tu mere laadle o mere laadle
mere mann mein hain raam mere tan mein hain raam mere nainon ki nagariya mein raam hai mere mann mein hain raam mere tan mein hain raam mere rom rom ke hain raam hi ramaiyaa mere rom rom ke hain raam hi ramaiyaa saanson ke swami meri naiyaa ke khevaiya saanson ke swami meri naiyaa ke khevaiya naiyaa ke khevaiya kan kan mein hain raam kan kan mein hain raam tribhuvan mein hain raam neele nabh ki atariya mein raam hai mere mann mein hain raam mere tan mein hain raam janam janam ka jinse hai naata janam janam ka jinse hai naata mann jinke palchhin gun gaata mann jinke palchhin gun gaata mann gun gaata gun gun mein hain raam gun gun mein hain raam run jhun mein hain raam saare jag ki dagariya mein raam hai mere mann mein hain raam mere tan mein hain raam jahan kahin dekhun wahin raam ki hai maaya jahan kahin dekhun wahin raam ki hai maaya sab hi ke saath shree raam ji ki chhaaya sab hi ke saath shree raam ji ki chhaaya raam ji ki chaaya sumiran mein hain raam sumiran
mere meet bata tujhe mujhse kab pyaar hua aur kaise mere meet bata tujhe mujhse kab pyaar hua aur kaise kiya nazron se vaar diya tohe mohe maar kaahe puchhe baar baar hua pyaar kaise mere meet bata tujhe mujhse kab pyaar hua aur kaise chhanke teri paayal ke ghunghroo meri dhadkan mein jaadu tere geeton ka ulta gaya mere mann mein ghir aaya re pyaar ka sawan pyaase mere jeevan mein jhire purba bayaar jaise nadiya ki dhaar tohe dekho to hamaar jiya dole aise aankhen mili ishaaron mein iqraar hua kab kaise mere meet bata tujhe mujhse kab pyaar hua aur kaise dekha koi andekha sapna teri aankhon mein jaagi koi anjaagi halchal meri saanson mein khil gayi re pyaar ki kaliyaan mehki meri raaton mein tan man ka singaar ban saiyaan tera pyaar chori chori ye bahaar aayi jaane kaise dil mein dabi mohabbat ka izhaar hua kab kaise mere meet bata tujhe mujhse kab pyaar hua aur kaise kiya nazron se vaar diya tohe mohe maar kaahe puchhe baar baar hua pyaar kaise mere meet bata
taj tere liye ek mazhar e ulfat hi sahi tujhko iss waadiye rangeen se akeegat hi sahi meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai kaun kehta hai ke sadiq na the zazbe unke lekin unke liye tashheer ka samaan nahin kyuke wo log bhi apni hi tarah muflis the meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye mulakash dar o deewar ye mehraaw ye taak ik shehnshaah ne daulat ka sahara le kar hum gareebon ki mohabbat ka udaya hai mazaak meri mehboob meri mehboooob meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob
mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin wo to laakhon mein hai ek haseen wo to laakhon mein hai ek haseen ek haseen mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin bholi soorat adaa naazneen bholi soorat adaa naazneen naazneen mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa mera mehboob ek chaand hai husn apna nikhaare huye hoooo oooo ooooo aasmaan ka farishtaa hai wo roop insaan ka dhaare huye hoooo oooo ooooo rashq e jannat hai wo mehzabeen rashq e jannat hai wo mehzabeen mehzabeen mere mehboob mein kya nahin kya nahin aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa maa ho anjum ho yaa kenhkashaan sabse pyaara hai mera sanam aaaaaa aaaaa aaaaaaa uske jalwon mein hai wo asar hosh udd jaaye allah kasam aaaaaa aaaaa aaaaaaa dekh le gar use tu kahin dekh le gar use tu kahin tu kahin mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin mera mehboob hai jaaneman sarva kad maahroo
kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha tum itne badal jaaoge tum itna mujhe chahoge tum itna pyaar karoge tum yun iqraar karoge mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam kab maine ye socha tha kab maine ye jaana tha tum itne badal jaaoge tum itna mujhe chahoge tum itna pyaar karoge tum yun iqraar karoge mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam aankhon mein jo narmi hai pehle to nahin thi saanson mein jo garmi hai pehle to nahin thi pehle to na yun chhayi thi zulfon ki ghataayen pehle to na yun chhayi thi zulfon ki ghataayen pehle to na yun mehki thi aanchal ki hawaayen pehle to nahin aati thi tumko ye adaayen aaj kitne hasin hai sitam shukriya meharbaani karam ho mere mehboob mere sanam shukriya meharbaani karam tum par mere pyaar ka jaadoo pehle to nahin tha dil jaisa hai beqaaboo pehle to nahin
haan main deewaana hoon chaahun to machal sakta hoon silvate husn ke kaanoon badal sakta hoon khaar to khaar hai angaaron pe chal sakta hoon mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur isi raftaar se duniya ko guzar jaane do dil mein ghut ghut ke tamannaaon ko mar jaane do teri zulfon ko sare dosh bikhar jaane do mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin mere mehboob mere dost nahin ye bhi nahin meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur meri bebaak tabiyat ka takaaza hai kuchh aur ek din chheen loon main ajmat e baatil ka junoon tod dun tod dun main saukat e duniya ka fuzon aur beh jaaye yahin nabj e zaro seem ka khoon gairat e ishq ko manzoor tamaasha hai yahi gairat e ishq ko manzoor tamaasha hai yahi meri fitrat kaa mere dost takaaza hai yahi meri fitrat kaa mere dost takaaza hai yahi
mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe roshni le ke andhere se nikalna hai tujhe roshni le ke andhere se nikalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob tere aanchal mein sitaare hain girebaan mein kiran teri nazron se huyi ishq ki duniya roshan dhal gayi geet ke saanche mein dilon ki dhadkan dhal gayi geet ke saanche mein dilon ki dhadkan jis mein jalta hoon usi aag mein jalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob chaand se maathe pe mehnat ke paseene ki lakeer jaag uthi jaag uthi hind ki soyi taqdeer kat ke gir jaayegi pairon pe puraani zanjeer kat ke gir jaayegi pairon pe puraani zanjeer ladkhadayegi kahaan tak ke sambhalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob kone kone mein sulagti hai chita tere liye teri dushman hai teri narm ada tere liye zehar hi zehar hai duniya ki hawa tere liye zehar hi zehar hai duniya ki hawa tere liye
aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa mere mehboooooooob naa jaaaaaaaaaa naaaaaaaaaaa jaaaaa naaaaaaa jaaaaa mere mehboob na jaa aaj ki raat na jaa hone waali hai sehar thodi der aur thehar mere mehboob na jaa aaj ki raat na jaa hone waali hai sehar thodi der aur thehar mere mehboob na jaa dekh kitnaa haseen mausam hai har taraf ik ajeeb aalam hai zarre iss tarah aaj nikhre hain jaise taare zameen pe bikhren hain jaise taare zameen pe bikhren hain mere mehboob na jaa aaj ki raat na jaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa maine kaate hain intezaar ke din tab kahin aayen hain bahaar ke din yun naa jaa dil ki shamma gul kar ke abhi dekha nahin hai jee bhar ke abhi dekha nahin hai jee bhar ke mere mehboob na jaa jab se zulfon ki chaanv paayi hai beqaraari ko neend aayi hai iss qayaamat ko yunhi sone de raat dhalne de subah hone de raat dhalne de subah hone de mere mehboob naa jaa aaj ki raat naa jaa mere mehboob naa jaa aaj ki raat naa jaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa
hmm hmm hmm hmm hey hey hey aa haa haa hmmmm hmmmm mere mehboob qayamat hogi aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi meri nazrein to gila karti hain tere dil ko bhi sanam tujhse shikayat hogi mere mehboob teri gali main aata sanam nagma wafa ka gaata sanam tujhse suna na jaata sanam phir aaj idhar aaya hoon magar ye kehne main deewaana khatm bas aaj ye vehshat hogi aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi mere mehboob meri tarah tu aahen bhare tu bhi kisi se pyaar kare aur rahe wo tujhse pare tune o sanam dhaye hain sitam to ye tu bhool na jaana ki na tujhpe bhi inaayat hogi aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi mere mehboob qayamat hogi aaj ruswa teri galiyon mein mohabbat hogi meri nazrein to gila karti hain tere dil ko bhi sanam tujhse shikayat hogi mere mehboob mere mehboob qayamat hogi aaj ruswa teri galiyon mein muhabbat hogi naam niklega tera hi lab se jaan jab is dil e naqaam se rukhsat hogi mere mehboob mere sanam ke dar se agar baad e saba ho tera
mere mehboob shayad aaj kuchh naraaz hain mujhse mere mehboob shayad aaj kuchh naraaz hain mujhse main kitne paas hoon phir bhi main kitne paas hoon phir bhi woh kitne door hain mujhse mere mehboob shayad aaj kuchh naraaz hain mujhse mere mehboob shayad aaj woh mehfil mein toh aaye hain magar chupchaap baithe hain woh mehfil mein toh aaye hain magar chupchaap baithe hain jo aashiq the mere kal tak na karte baat ab mujhse mere mehboob shayad aaj kuchh naraaz hain mujhse mere mehboob shayad aaj mujhe dar hai ye unki berukhi kahin jaan na le le mujhe dar hai ye unki berukhi kahin jaan na le le karun kya ghum judaayi ka saha jata nahin mujhse mere mehboob shayad aaj kuchh naraaz hain mujhse mere mehboob shayad aaj kabhi mehsoos hota hai khushi ke din bhi aayenge kabhi mehsoos hota hai khushi ke din bhi aayenge haveli jagmagaayegi mere dilbar ke aane se mere mehboob shayad aaj kuchh naraaz hain mujhse main kitne paas hoon phir bhi main kitne paas hoon phir bhi woh kitne
mere mehboob tere dam se hai duniyaa pe bahaar warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai mere mehboob tere dam se hai duniyaa pe bahaar warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai mere mehboob tere dam se apne geeton mein tera husn nazar aaya hai isliye dil teri mehfil mein mujhe laaya hai raasta bhool gaya yaa meri manzil hai yahi raasta bhool gaya yaa meri manzil hai yahi koi batlaaye ke kya khoya hai kya paaya hai mere mehboob tere dam se hai duniyaa pe bahaar warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai warna iss ghum se bhari duniyaa mein kya rakha hai mere mehboob tere dam se teri aankhon mein nazar aayi hai jannat mujhko meri jannat teri aankhon ke siwaa koi nahin main tasavur mein tere jhoom liya karta hoon main tasavur mein tere jhoom liya karta hoon meri daulat teri chaahat ke siwaa koi nahin mere mehboob tere dam se hai duniyaa pe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mere Khwabon Mein Khayalon Mein Honeymoon (1960) 03:10 15601
 
Poster of Honeymoon (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Saida Khan
Duration : 03:10   Song Number : 15601   

Mere Labon Pe Dekho Baazi (1951) 02:29 12773
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 02:29   Song Number : 12773   

Mere Ladlo Tum Phoolo Sant Gyaneshwar (1964) 04:40 39432
 
Poster of Sant Gyaneshwar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:40   Song Number : 39432   

Mere Liye Soona Soona Anand Aur Anand (1984) 04:30 10674
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Anand, Dev Anand
Duration : 04:30   Song Number : 10674   

Mere Liye Tu Bani Do Gulab (1983) 06:48 39899
 
Poster of Do Gulab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Kunal Goswami, Maneesha Kohali
Duration : 06:48   Song Number : 39899   

Mere Liye Wo Anokha Pyar (1948) 03:05 35978
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Bahzad Lakhanavi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:05   Song Number : 35978   

Mere Mann Ka Baawra Amar Deep (1958) 04:01 12650
 
Poster of Amar Deep (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 12650   

Mere Mann Ke Andh Tamas Mein Jyotirmayi Utro Jagjit Singh 07:06 15524
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 07:06   Song Number : 15524   

Mere Mann Ke Diye Parakh (1960) 04:09 13909
 
Poster of Parakh (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 04:09   Song Number : 13909   

Mere Mann Mein Hain Raam Pawan Putra Hanumaan (1957) 03:30 38254
 
Poster of Pawan Putra Hanumaan (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:30   Song Number : 38254   

Mere Meet Bata Putlibai (1972) 03:33 37453
 
Poster of Putlibai (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Jai Kumar
On Screen Actors- 
Sujit Kumar, Jay Maala
Duration : 03:33   Song Number : 37453   

Mere Mehboob Kahin Aur Gazal (1964) 03:53 16241
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:53   Song Number : 16241   

Mere Mehboob Mein Kya Mere Mehboob (1963) 04:19 13731
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Sadhna
Raag- 
Sarang
Duration : 04:19   Song Number : 13731   

Mere Mehboob Mere Duplicate (1998) 07:02 20927
 
Poster of Duplicate (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 07:02   Song Number : 20927   

Mere Mehboob Mere Dost Nahin Mukesh 04:09 19111
 
Poster of Mukesh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Shaukat Pardesi
Music Director- 
Murli Manohar Swarup
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:09   Song Number : 19111   

Mere Mehboob Mere Saath Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962) 04:13 18950
 
Poster of Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Bharat Bhushan
Duration : 04:13   Song Number : 18950   

Mere Mehboob Na Jaa Noor Mahal (1965) 05:51 20926
 
Poster of Noor Mahal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Saba Afghani
Music Director- 
Jani Babu
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Chitra
Duration : 05:51   Song Number : 20926   

Mere Mehboob Qayamat Hogi Mr X In Bombay (1964) 06:10 20928
 
Poster of Mr X In Bombay (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 06:10   Song Number : 20928   

Mere Mehboob Shayad Kitne Paas Kitne Door (1976) 05:11 36344
 
Poster of Kitne Paas Kitne Door (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
D S Sultania
Music Director- 
Chand Pardesi
On Screen Actors- 
Heena Kausar, Utpal Dutt, Anoop Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:11   Song Number : 36344   

Mere Mehboob Tere Bhai Bhai (1970) 05:39 12905
 
Poster of Bhai Bhai (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 05:39   Song Number : 12905