Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaa phir tumhaari yaad aayi aye sanam aye sanam phir tumhaari yaad aayi aye sanam aye sanam hum naa bhulenge tumhen allah kasam hum naa bhulenge tumhen allah kasam aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa haal e dil yaar ko likhoon kaise haath dil se zuda nahin hota kiss tarah unko bataayen apna ghum aye sanam hum naa bhulenge tumhen allah kasam jab se dekhi surat unki hum shamma jalaana bhul gaye rukhsaar ki surkhi kya kahiye phoolon ka fasaana bhool gaye bas itni kahaani hai apni jab aankh mili behosh huye daaman se hawaa tum kar naa sake hum hosh mein aana bhool gaye kitne pyaare hain muhabbat ke sitam aye sanam hum naa bhulenge tumhen allah kasam aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa kya lutf aa raha tha kya lutf aa raha tha aaaa aaaaaa aaaa aaaaa kya lutf aa raha tha dilbar ki dillagi se nazren bichhi mujhi par pardaa
phir wahi naghma suna de phir wahi naghma suna de dil ko deewaana bana de saaz e dilkash chhed de chhed de phir wahi naghma suna de ghamzada khwaabon mein khoya dard hai pehlu mein soya ghamzada khwaabon mein khoya dard hai pehlu mein soya yaad phir na bewafa ki yaad phir na bewafa ki dil mein ek tufaan utha de dil mein ek tufaan utha de saaz e dilkash chhed de chhed de phir wahi naghma suna de bhool ja bhool ja bhool ja guzri wo raaten pyaar ulfat ki wo baaten bhool ja guzri wo raaten pyaar ulfat ki wo baaten ho sakega jo na apna ho sakega jo na apna dil se us but ko bhula de dil se us but ko bhula de saaz e dilkash chhed de chhed de phir wahi naghma suna de
phir wahi raat hai hmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmmm phir wahi raat hai phir wahi raat hai khaab ki raat bhar khaab mein dekha karenge tumhein phir wahi phir wahi raat hai phir wahi raat hai khaab ki raat bhar khaab mein dekha karenge tumhein phir wahi masoom si neend mein jab koi sapna chale hum ko bula lena tum palkon ke parde talle hooo ye raat hai khaab ki khaab ki raat hai phir wahi raat hai phir wahi raat hai phir wahi raat hai khaab ki kaanch ke khaab hain aankhon mein chubh jaayenge hooo palkon mein le na inhein aankhon mein ruk jaayenge hooo ye raat hai khaab ki khaab ki raat hai phir wahi raat hai phir wahi raat hai phir wahi raat hai khaab ki hooo raat bhar khaab mein dekha karenge tumhein phir wahi raat hai phir wahi raat hai raat hai
phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai aye ghum e dil teri duhaayi hai aye ghum e dil teri duhaayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai baat itni si hai kahani mein baat itni si hai kahani mein hum bhi maare gaye jawaani mein hum bhi maare gaye jawaani mein aag seene mein khud lagaayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai aankh mein boond bhar jo paani hai aankh mein boond bhar jo paani hai pyaar ki ik yahi nishaani hai pyaar ki ik yahi nishaani hai rote beeti hai jo beetayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai aye ghum e dil teri duhaayi hai aye ghum e dil teri duhaayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai phir wo bhooli si yaad aayi hai
phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand door duniya se kahin bheegi huyi raaton mein door duniya se kahin bheegi huyi raaton mein do mohabbat bhare dil gum hain haseen baaton mein do mohabbat bhare dil gum hain haseen baaton mein dil mein jo baat hai aankhon mein chali aayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand yeh samundar ka kinara aa aa aa yeh khamoshi ka samaa aa aa aa yeh samundar ka kinara yeh khamoshi ka sama yeh ik khaab mohabbat ka ik khaab mohabbat ka hai iss waqt jawaan naa koi darr hai zamaane ka na ruswayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand wohi hum wohi tanhayi hai aaj phir dil ne mohabbat ki kasam khayi hai phir wohi chaand
phir wohi dard hai phir wohi jigar phir wohi raat hai phir wohi hai dar hum samajhe ghum kar gayaa safar dwaar dil ka khul gayaa haathi nikal gayaa dum reh gayi magar phir wohi dard hai phir wohi jigar phir wohi raat hai phir wohi hai dar hum samajhe ghum kar gayaa safar dwaar dil ka khul gayaa haathi nikal gayaa dum reh gayi magar hum to samjhe dushmanon kaa haath kat gayaa do dilon ke bichh se pahaad hat gayaa hum to samjhe dushmanon kaa haath kat gayaa do dilon ke bichh se pahaad hat gayaa ghum ke bhaari din gaye guzar dwaar dil ka khul gayaa haathi nikal gayaa dum reh gayi magar phir wohi dard hai phir wohi jigar phir wohi raat hai phir wohi hai dar tu dulhan banegii aur chhedegi raagni banuuuuu mmm mmm tu dulhan banegi aur chhedegi raagni aayi chaand ke madhur milan ki chandni tu dulhan banegi aur chhedegi raagni aayi chaand ke madhur milan ki chandni lekin thodi reh gayi kasar dwaar dil ka khul gayaa haathi nikal gayaa dum reh gayi magar phir wohi dard hai
phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam phir tasavur tere pehlu mein bitha jaayega phir tasavur tere pehlu mein bitha jaayega phir gaya waqt ghadi bhar ko palat aayega dil bahal jaayega aakhir ko to saudaee hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam jaane ab tujhse mulaaqaat kabhi ho ke na ho jaane ab tujhse mulaaqaat kabhi ho ke na ho jo adhuri rahi wo baat kabhi ho ke na ho meri manzil teri manzil se bichhad aayi hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam
phire elam dure giye ami tomar anuradha deko tumi monalisa bhenge dilam sab badha o tumi kemon chhile balo akhite jal chhalo chhalo phire ele aar ki chai aar jeno balo na jai ogo amar anuradha la la la laaaa la la la laaaa la la la laaaa la la la laaaa phire elam dure giye ami tomar anuradha deko tumi monalisa bhenge dilam sab badha oooooo ja kichhu amar sabi tomay dilam tomay apon kore nilam katha dao chhere jabe na more rakhbo bedhe bahu dore ogo amar anuradha la la la laaaa la la la laaaa la la la laaaa la la la laaaa la la la laaaa la la la laaaa
o phirki waali tu kal phir aana nahin phir jaana tu apni jubaan se ke tere naina hain zara beyimaan se matwaali ye dil kyun toda ye teer kaahe chhoda nazar ki kamaan se ke marr jaaunga main bas muskaan se pehle bhi tune ek roz ye kaha tha pehle bhi tune ek roz ye kaha tha aaungi tu na aayi waada kiya tha saiyaan banke badariyaa chhaungi tu na chhaayi mere pyaase mere pyaase naina tarse tu nikali na ghar se kaise beete wo raat suhaani tu sun le kahaani ye saare jahaan se ke tere naina hain zara beyimaan se o phirki waali tu kal phir aana nahin phir jaana tu apni jubaan se ke tere naina hain zara beyimaan se socha tha maine kisi roz gori hanske socha tha maine kisi roz gori hanske bolegi tu na boli meri muhabbat bhari baaten sun sun ke dolegi tu na doli o sapnon mein o sapnon mein aane waali ruk jaa jaane waali kiya tune mera dil chori ye puchh le gori zameen aasmaan se ke tere naina hain zara beyimaan se o phirki waali tu kal phir aana nahin phir jaana tu apni
phitey andharache jaaley jhale mokale akash phitey andharache jaaley jhale mokale akash darikhoryatun vaahe aaaa aaaa aaaa ek prakash prakash phitey andharache jaaley jhale mokale akash raan jage jhale sare oo oo oo paayvata jagya jhalya raan jage jhale sare paayvata jagya jhalya surya janmata dongri sange jaglya savlya oo oo oo oo ek anokhe lavanya aaaa aaaa aaaa aale bharas bharas phitey andharache jaaley jhale mokale akash dav piun naveli jhali gavatachi pati dav piun naveli jhali gavatachi pati gaani junich navyane aali pakharanchya othi oo oo oo oo kshanpurviche palate jag udas udas phitey andharache jaaley jhale mokale akash jhala ajacha prakash juna kalacha kalokh jhala ajacha prakash juna kalacha kalokh chandnyala kiranancha sonsali abhishek chandnyala kiranancha sonsali abhishek sare rojache tarihi sare rojache tarihi nava suvaas suvaas phitey andharache jaaley jhale mokale akash darikhoryatun vaahe ek prakash prakash phitey andharache jaaley jhale mokale
kahaa aap kaa ye wajah hi sahi ke hum beqadar bewafaa hi sahi bade shauk se jaaiye chhod kar magar sehne gulshan se yun tod kar phool aahistaa phenko phool aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain phool aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain waise bhi to ye badkismat nok pe kaanton ki sote hain phool aahistaa haaan aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain phool aahistaa phenko badi khubsoorat shikaayat hai ye badi khubsoorat shikaayat hai ye magar sochiye kya sharaafat hai ye jo auron ka dil todten rehte hain lage chot unko to ye kehte hain to ye kehte hain ke phool aahistaa aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain jo rulaate hain logon ko ek din khud bhi rote hain phool aahistaa phenko kisi shokh ko baagh ki sair mein kisi shokh ko baagh ki sair mein jo lag jaaye kaanta koi pair mein khafaa husn phoolon se ho kiss liye ye masoom hai bekhata issliye bekhata issliye phool aahistaa aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain ye karenge kaise ghayal ye
phool bagiyaa mein bulbul bole daal pe bole koyaliya pyaar karo pyaar karo rut pyaar ki aayi re bhanwaro se kahati hain kaliya ho jee o ho jee ho ho jee o ho jee ho ho ho jee ho ho jee ho ho jee ho ho jee ho ho jee ho pyaar toh hai talwaar ki dhaar jee pyaar ki mushkil hain galiyaan pyaar mein radha baawari ban gayi ratate ratate sawaliya jo pyaar karate jag se naa darate premi agan me palate hain deepak ke tan mein lau ki lagan mein laakho patange jalate hain jaan kare kurbaan heeran jab preet ki baaje baasuriya pyaar karo pyaar karo rut pyaar ki aayi re bhanwaro se kehti hain kaliyan pyaar mein radha baawari ban gayi ratate ratate sawaliya kaun karega preet yaha jab koi kisi kaa meet nahin preet bhara sangeet nahin to pyaar ki jag mein jeet nahin taar baje jab beena ke tab pyaar ki baaje paayaliya pyaar karo pyaar karo rut pyaar ki aayi re bhanwaro se kehti hain kaliyan pyaar mein radha baawari ban gayi ratate ratate sawaliya ho jee ho ho jee o ho jee ho ho jee
phool ban jaaunga shart ye hai magar phool ban jaaunga shart ye hai magar apni zulfon mein mujhko sajaa lijiye apni zulfon mein mujhko sajaa lijiye khaab ban jaaungi shart ye hai magar khaab ban jaaungi shart ye hai magar apni aankhon mein mujhko basa lijiye apni aankhon mein mujhko basa lijiye kabhi kabhi sochun ke tum mere kya ho kabhi kabhi sochun ke tum mere kya ho dard ho dil kaaaaaa dard ho dil ka yaa tum dawaa ho dard ban jaaunga shart ye hai magar dard ban jaaunga shart ye hai magar dard e dil ki mujhi se dawaa lijiye dard e dil ki mujhi se dawaa lijiye khaab ban jaaungi shart ye hai magar apni aankhon mein mujhko basa lijiye apni aankhon mein mujhko basa lijiye aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa tumne chaaha tha afsaana main ban gaya tumne chaaha tha afsaana main ban gaya baithe bithlaaye deewana main ban gaya hosh main laaungi shart ye hai magar hosh main laaungi shart ye
haay re re na umm um um phool gendwa na maaro na maaro lagete karejwa mein chot doongi main duhaayi kaahe chatur banat thithori karat har jaayi phool gendwa na maaro na maaro phool gendwa na maaro na maaro lagete karejwa mein chot hey ye dehka hua ye angaara an ga aa aa raa haa aa aa dehka hua ye angaara jo gendwa kehlaaye hai tan par jahaa gire paapi wahi daag pad jaaye hai ang ang mora peer kare aur kar ke kahe phool gendwa na maaro na maaro phool gendwa dwa dwa dwa dwa dwa dwa dwa dwa na maaro na maaro lagete karejwa mein chot hey ye phool gendwa haan na maaro aji phool gendwa na maaro phool gendwa na maaro phool gendwa na maaro mai ka na maaro na maaro na maaro phool gendwa na maaro na maaro lagete karej te karej te karej te karej te karejwa mein chot ruk jaao ruk jaao ruk jaao ruk jaao ruk jaao na sataao mohe julmi balam o balam na sataao mohe julmi balam o balam maan jaao binti abla ki dekho dekho ab dungi duhaayi kaahe chatur banat thithori karat har jaayi
phool hai baharon ka baagh hai nazaaron ka aur chaand hota hai sitaaron ka mera tuuuu uu uu uu tu hi tu phool hai baharon ka baagh hai nazaaron ka aur chaand hota hai sitaaron ka mera tuuuu tu hi tu haan mauj hai kinaaron ki raat beqaraaron ki aur tim tim saawan ki phuhaaron ki mera tuuuu uu uu uu tu hi tu mauj hai kinaaron ki raat beqaraaron ki aur tim tim saawan ki phuhaaron ki mera tuuuu tu hi tu kabhi kahin main kho jaun kahan dhunde kahan jaaye mera pata phir tu kisse puchhe jiske dil mein tu basa hai jiske dil mein tu chhupa hai wo tujhe galiyon mein kyun dhunde aaa haaaaaaaaaaan naam mastane ka ishq hai deewane ka aur teer hota hai nishaane ka meri tuuuu uu uu tu hi tu o deewaane maine socha kya kaha hai kya hua hai tune dil kyun thaam liya hai o haseena kya bataun tere dil mein mere dil ko pyaar bhara paigaam diya hai aaa haaaaaaaaaaan preet hai zamaane ki baat hai fasaane ki aur shamma hoti hai parwaane ki mera tuuuu uu uu uuu tu hi tu haan mauj hai
aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa phool hi phool khil uthe mere paimaane mein aap kya aaye bahaar aa gayi maikhane mein phool hi phool khil uthe mere paimaane mein aap kuchh yun mere aaina e dil mein aaye aap kuchh yun mere aaina e dil mein aaye jiss tarah chaand utar aaya ho paimaane mein aap kya aaye bahaar aa gayi maikhane mein phool hi phool khil uthe mere paimaane mein aap ke naam se taabir da hai unvaan e hayaat aap ke naam se taabir da hai unvaan e hayaat warna kuchh baat nahin thi mere afsaane mein aap kya aaye bahaar aa gayi maikhane mein phool hi phool khil uthe mere paimaane mein
phool keno laal hoy seki jana jay bhalobasi ekatha ki mukhe bola jay phool keno laal hoy seki jana jay bhalobasi ekatha ki mukhe bola jay emni anek katha thake ajana ami to janini age pabo je tomay ui ui ui ui ui ui ui ui ui ui ui ui ui ui ui uii tomar hridaye jodi jage kono sur akasher ei rang lage go modhur tomar hridaye jodi jage kono sur akasher ei rang lage go modhur sei sure sei range aloy chhayay tumi ami mile mishe aachhi dujonay ui ui ui ui ui ui ui ui ui uiiii ui ui ui ui ui ui ui phool keno laal hoy seki jana jay bhalobasi ekatha ki mukhe bola jay chaina jabone kichhu tomake je chai ajana sagor srote cholo bhese jai chaina jabone kichhu tomake je chai ajana sagor srote cholo bhese jai notun prithibi gori taray taray duti pran mile jai ek mohonay ui ui ui ui ui ui ui uiiiiii ui ui ui ui ui ui phool keno laal hoy seki jana jay bhalobasi ekatha ki mukhe bola jay emni anek katha thake ajana ami to janini age pabo je tomay ui ui ui ui ui ui ui uiiiiii ui ui
Phool Ki Ankh Mein Ansoo Hai
bahaaron ki maangi huyi ik dua hazaaron ki maangi huyi iltaza hazaaron baras mein kabhi ho kabool to khilta hai tumsa haseen ek phool phool phool pe bani teri tasveer phool phool pe bani teri tasveer phool phool pe likha hai tera naam ho tujhe salaam tujhe salaam hmmmm hmmmm aa aa aaa aaaaa phool phool pe bani teri tasveer aaaaa phool phool pe bani teri tasveer aaaa aaa phool phool pe likha hai tera naam ho tujhe salaam tujhe salaam tujhe salaam tujhe salaam tujhe salaam tujhe salaam aaaaa aaa aaa aaa ithla ke balkha ke tu aise kadam uthati hai ithla ke balkha ke tu aise kadam uthati hai aise kadam uthati hai jaise kasam uthati hai aise kadam uthati hai jaise kasam uthati hai aaj koi ho jaayega barbaad aaj koi ho jaayega badnaam ho tujhe salaam tujhe salaam aaa aaa aaaaaaaa aaaaa oooo ooooo gaalon se yeh lagta hai ek maasoom kanwal hai tu gaalon se yeh lagta hai ek maasoom kanwal hai tu honthon se yeh lagta hai ek rangeen ghazal hai tu honthon se yeh lagta hai ek
phool sa chehraaaaaa phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye jo bhi dekhe ho jaaye paagal apni to haalat kya kahiye phool sa chehra apni adaa se aap simatnaa saaye se apne aap jhijhakna apni adaa se aap simatnaa saaye se apne aap jhijhaknaaaaaaaa haath lage to kumhlaa jaao aisi nazaakat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye phool sa chehra ek nazar se dekh lo jisko bemaut wo to maara hi jaaye ek nazar se dekh lo jisko bemaut wo to maara hi jaayeeeeeee upar se bholi ander se qaatil haaye upar se bholi ander se qaatil aisi sharaarat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya kahiye phool sa chehra jiss ko zamaana kehta hai sooraj ye to tumhaara naqsh e kadam hai jiss ko zamaana kehta hai sooraj ye to tumhaara naqsh e kadam haiiiiiiiii mil jaaye jiss ko tum si haseena uski to kismat kya kahiye phool sa chehra chaand si rangat chaal qayamat kya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Phir Tumhari Yaad Rustam Sohrab (1963) 03:21 12461
 
Poster of Rustam Sohrab (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Sazzad Husain
On Screen Actors- 
Prem Nath
Duration : 03:21   Song Number : 12461   

Phir Wahi Naghma Shahi Bazar (1957) 03:29 41019
 
Poster of Shahi Bazar (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Pandit Shivraj
Music Director- 
Dhani Ram, S Haridarshan
Singer- 
Hemant Kumar
Duration : 03:29   Song Number : 41019   

Phir Wahi Raat Hai Ghar (1978) 04:08 21103
 
Poster of Ghar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 04:08   Song Number : 21103   

Phir Wo Bhooli Si Yaad Aayi Hai Begaana (1963) 03:29 16208
 
Poster of Begaana (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Sapan, Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shailesh Kumar
Raag- 
Gara
Duration : 03:29   Song Number : 16208   

Phir Wohi Chaand Wohi Baarish (1957) 03:18 36068
 
Poster of Baarish (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Nutan, Dev Anand
Duration : 03:18   Song Number : 36068   

Phir Wohi Dard Hai Phir Wohi Jigar Apradhi Kaun ? (1957) 04:46 16412
 
Poster of Apradhi Kaun ? (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Dhumal, Abhi Bhattacharya
Duration : 04:46   Song Number : 16412   

Phir Wohi Shaam Wohi Ghum Jahan Ara (1964) 03:39 21102
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Duration : 03:39   Song Number : 21102   

Phire Eso Anuradha R D Burman 04:08 14881
 
Poster of R D Burman
 
Lyricist
Sachin Bhowmick
Singer- 
R D Burman
Duration : 04:08   Song Number : 14881   

Phirki Waali Raja Aur Runk (1968) 03:52 12449
 
Poster of Raja Aur Runk (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:52   Song Number : 12449   

Phitey Andharachey Jaaley Lakshmichi Paule (1982) 06:17 29143
 
Poster of Lakshmichi Paule (1982)
 
Category
Marathi
Year- 
1982
Duration : 06:17   Song Number : 29143   

Phool Aahistaa Phenko Prem Kahani (1975) 05:26 12429
 
Poster of Prem Kahani (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shashi Kapoor, Mumtaz
Duration : 05:26   Song Number : 12429   

Phool Bagiyaa Mein Bulbul Rani Rupmati (1957) 04:00 32851
 
Poster of Rani Rupmati (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Niroopa Roy
Duration : 04:00   Song Number : 32851   

Phool Ban Jaaunga Pyar Kiye Jaa (1966) 04:55 12440
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Kalpana
Duration : 04:55   Song Number : 12440   

Phool Gendwa Na Maaro Dooj Ka Chaand (1964) 03:41 12334
 
Poster of Dooj Ka Chaand (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Agha, Polson
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:41   Song Number : 12334   

Phool Hai Baharon Ka Jigri Dost (1969) 05:20 21104
 
Poster of Jigri Dost (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Komal, Jitendra, Mumtaj
Duration : 05:20   Song Number : 21104   

Phool Hi Phool Khil Uthe Mehdi Hassan 04:40 15982
 
Poster of Mehdi Hassan
 
Category
Ghazal
Duration : 04:40   Song Number : 15982   

Phool Keno Laal Hoy Asha Bhosle 03:57 36795
 
Poster of Asha Bhosle
 
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:57   Song Number : 36795   

Phool Ki Aankh Mein Aansoo Hain Talat Mahmood 03:32 38937
 
Poster of Talat Mahmood
 
Category
Ghazal
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Shyam Sharma
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:32   Song Number : 38937   

Phool Phool Pe Bani Teri Tasveer Phool (1993) 07:43 38901
 
Poster of Phool (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Milind
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav, Madhuri Dixit
Duration : 07:43   Song Number : 38901   

Phool Sa Chehra Raat Aur Din (1967) 04:38 12446
 
Poster of Raat Aur Din (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 04:38   Song Number : 12446