Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


saaz bajta rahe raks hota rahe zindagi bas yunhi muskuraati rahe saaz bajta rahe raks hota rahe zindagi bas yunhi muskuraati rahe saaz bajta rahe raks hota rahe zindagi ek chhalakta hua jaam hai ek hansi muskuraahat ka ye naam hai zindagi ek chhalakta hua jaam hai ek hansi muskuraahat ka ye naam hai honth hilte rahen phool khilte rahen zindgi bas yunhi muskuraati rahe saaz bajta rahe raks hota rahe shama pe aake parwaane jalte rahe shama pe aake parwaane jalte rahen kaafile aashique ke ye chalte rahen husn sota rahe ishk rota rahe zindagi bas yunhi muskuraati rahe saaz bajta rahe raks hota rahe gulbadan chandani mein nahaate rahen aag lehron ke dil mein lagaate rahen gulbadan chandani mein nahaate rahen aag lehron ke dil mein lagaate rahen raat badhti rahe os padti rahe zindagi bas yunhi muskuraati rahe saaz bajta rahe raks hota rahe phool baagon se zulfon mein aate rahen phool baagon se zulfon mein aate rahen naginon ke dilon ko lubhaati rahe mel hote rahen khel
saaz e dil chhed de saaz e dil chhed de kya haseen raat hai kya haseen raat hai kuchh nahin chaahiye kuchh nahin chaahiye tu agar saath hai tu agar saath hai saaz e dil chhed de hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm mujhe chaand kyun taktaa hai mujhe chaand kyun taktaa hai mera kaun ye lagta hai mujhe shaq yahi hota hai mujhe shaq yahi hota hai mere chaand se jalta hai humen iski kya parwaah hai humen iski kya parwaah hai saaz e dil chhed de saaz e dil chhed de kya haseen raat hai kya haseen raat hai kuchh nahin chaahiye kuchh nahin chaahiye tu agar saath hai tu agar saath hai saaz e dil chhed de hmm hmmm hmm hmm hmmm hmm tere dar pe sar jhuk jaaye tere dar pe sar jhuk jaaye yahi zindagi ruk jaaye kali dil ki ye khil jaaye kali dil ki ye khil jaaye khushi pyaar ki mil jaaye kabhi phir ghumin naa aaye kabhi phir ghumin naa aaye saaz e dil chhed de saaz e dil chhed de kya haseen raat hai kya haseen raat hai kuchh nahin chaahiye kuchh nahin chaahiye tu agar saath hai tu agar
saaz ho tum aawaaz hoon main tum beena ho main hoon taaaaaar saaz ho tum aawaaz hoon main tum beena ho main hoon taaaaaar rok sako to rok lo apni paayal ki jhankaar saaz ho tum aawaaz hoon main mere geet ko geet na samjho pyaar ki hai ye sargam mere raag ke har ik sur mein ghoongharoo bole chham chham preet ki lai par jhoom ke naacho ab na karo inkaar hooo ab na karo inkaar rok sako to rok lo apni paayal ki jhankaar saaz ho tum aawaaz hoon main prem taraana rang pe aaya roop ne li angdaayi taal pe mann ki jhaanjhar chhanki jhaanjhar chhanki jhanan jhanan jhan sa ni da pa ma pa ga ma pa ma ga re sa sa pa ni re sa pa ni re sa pa ni re sa taal pe mann ki jhaanjhar chhanki patli kamar bal khaayi kamar bal khaayi sudh budh kho kar bekhud ho kar naach uthi gulnaar hoooo naach uthi gulnaar rok sako to rok lo apni paayal ki jhankaar saaz ho tum aawaaz hoon main tum beena ho main hoon taaaaaar saaz ho tum aawaaz hoon main tan man jhoome gagan ko chume preet huyi matwaali
mujhe gum nahi hai iska ki badal gaya jamana mujhe gum nahi hai iska ki badal gaya jamana meri zindagi hai tumse kahin tum badal na jana sab haath chhudaaye firte hain main chahe jitna pyaar karun sab haath chhudaaye firte hain main chahe jitna pyaar karun ae dard ki lehron tum hi kaho ae dard ki lehron tum hi kaho kis naav pe duniyaa paar karun sab haath chhudaaye firte haiiiiiiiin maloom nahin kis manzil par sanson ka khazana lut jaye maloom nahin kis manzil par sanson ka khazana lut jaye sanson ka khazana lut jaye kya soch ke tum hissaa maango kya soch ke main ikraar karun ae dard ki lehron tum hi kaho ae dard ki lehron tum hi kaho kis naav pe duniyaa paar karun sab haath chhudaaye firte haiiiiiiiin ek roz milo tanhai mein shikwon ka maza jab aayega ek roz milo tanhai mein shikwon ka maza jab aayega shikwon ka maza jab aayega is bheed mein kya daman thamun kya baat sarebazaar karun ae dard ki lehron tum hi kaho ae dard ki lehron tum hi kaho kis naav pe duniyaa
hmmmmm hmmm sab jawaan sab haseen sab jawaan sab haseen koi tumsa nahin ho gaye ho gaye jiske hum woh tumhin ho tumhin sab jawaan sab haseen koi tumsa nahin hoooo ooooo dekha jo tumhen mehsoos hua pahchaan hai apni muddat se khwabon mein basi thi jo soorat milti hai tumhari soorat se milti hai tumhari soorat se tum wohi ho wohi hai ye dil ko yakin sab jawaan sab haseen koi tumsa nahin hoo ooooo rasta bhi mile manzil bhi mile jab saath chale deewane do ya haath pakad lo badhke tumhi ya mujhko kareeb aa jaane do ya mujhko kareeb aa jaane do yeh sitam kab talak tum kahin hum kahin sab jawan sab haseen koi tumsa nahin hoo ooooo kuchh jaan ke bhi dhokha khaya kuchh dekhe unke ishare bhi lo aas kee badali mein chamke ummeed ke chaand sitaare bhi ummeed ke chaand sitaare bhi ho gayi aasmaan aaj dil ki zamin sab jawaan sab haseen koi tumsa nahin koi tumsa nahin
sab ka chehra tere jaisa kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai jab koi aeb nahin hai tujh mein jab koi aeb nahin hai tujh mein aaina dekh ke darta kyun hai aaina dekh ke darta kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai masla ye bhi to hai duniya ka masla ye bhi to hai duniya ka koi achchha hai to achchha kyun hai koi achchha hai to achchha kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai unko shikwa hai ki dil ki baaten unko shikwa hai ki dil ki baaten maur ajaar mein kehta kyun hai maur ajaar mein kehta kyun hai ye mujhe veham sa hota kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai sab ka chehra tere jaisa kyun hai
sab ko naach nachaata phir bhi nazar nahin jo aata sab ko naach nachaata phir bhi nazar nahin jo aata aisi duniyaa ko banane wala kaun hai wohi shyaam hai ghanshyaam hai ambar se paani barsaata patthar mein jo phool khilaata aisi duniyaa ko banane wala kaun hai wohi shyaam hai ghanshyaam hai mala ghumaane se wo nahin miltaa bhasmi lagaane se wo nahin hiltaa jhoopdiyon mein phool wo khiltaa koi gareeb ke aansoo mein milta aansoo mein milta wo hi pita hai wo hi mata wohi sab ka bhagya vidhata aisa sarjanhara sab ka pyaara kaun hai wohi shyaam hai ghanshyaam hai sab ko naach nachaata phir bhi nazar nahin jo aata aisi duniyaa ko banane wala kaun hai wohi shyaam hai ghanshyaam hai ek hai raaja ek bhikhaari kyun ek bhikhaari ek achhoot aur ek pujaari kyun ek pujaari ye bhed paakhi humne banaya hai humne banaya wo to sabhi ke hai tan mein samaaya mann mein samaaya sab ko ek pyaar se seencha koi unch na koi neecha aisa ek samaan samjhne wala kaun hai wohi shyaam hai
na puchho pyaar ki humne jo haqeeqat dekhi wafaa ke naam pe bikte huye ulfat dekhi kisi ne loot liya aur humen khabar na huyi khuli jo aankh to barbaad muhabbat dekhi sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya din mein agar charaag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya main wo kali hoon jo na bahaaron mein khil saki main wo kali hoon jo na bahaaron mein khil saki wo dil hoon jisko pyaar ki manzil na mil saki manzil na mil saki patthar pe humne phool chadhaaye to kya kiya din mein agar charaag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya jo mil na saka pyaar ghum ki shaam to mile jo mil na saka pyaar ghum ki shaam to mile ek bewafa se pyaar ka anzaam to mile aye maut jaldi aa aye maut jaldi aa jara aaram to mile
karte rahe fizaa se hum saudaa bahaar kaa badlaa diya to kya ye diyaa unke pyaar kaa sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya hum badnaseeb pyaar ki rusvaayi ban gaye khud hi laga ke aag tamaashaayi ban gaye tamaashaayi ban gaye daaman se ab ye shole bujhaaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya le le ke haar phoolon ke aayi to thi bahaar nazren utha ke humne hi dekha na ek baar dekha na ek baar aankhon se ab ye parde hathaaye to kya kiya din mein agar chraag jalaaye to kya kiya sab kuchh luta ke hosh mein aaye to kya kiya
sab kuchh lutaaya humne sab kuchh lutaaya humne aa kar teri gali mein aa kar teri gali mein ghar chhod kar banaaya ghar chhod kar banaaya hai ghar teri gali mein hai ghar teri gali mein khanjar tane huye hain aur sar jhuke huye hain aur sar jhuke huye hain maqatil ka khich raha hai maqatil ka khich raha hai manzar teri gali mein manzar teri gali mein sab kuchh lutaaya humne maathe pe us ko rakh lun sajade mein sar jhuka dun sajade mein sar jhuka dun mil jaaye jo bhi humko mil jaaye jo bhi humko patthar teri gali mein patthar teri gali mein sab kuchh lutaaya humne tere liye jiye hain tere liye marenge tere liye marenge humko dikhana hai ye humko dikhana hai ye mar kar teri gali mein mar kar teri gali mein sab kuchh lutaaya humne
heyyyyy preeet ka jaam jaane jaan jaane jaana jaaneman ho jhin chak jhin chak jhigin jhigin kitne beet gaye hain din kitni beeti raate magar dilruba sab kuchh mila tu naa mila haan haan sab kuchh mila tu naa mila heyyyyy preeet ka jaam jaane jaan jaane jaana jaaneman jala jala ke jala jala ke jala jala ke apna dil kiya ujaala humne pyaas jaga di honthon mein jaam ne aur mausam ne pyaas jaga di honthon mein jaam ne aur mausam ne sab kuchh mila tu naa mila haa haaa sab kuchh mila tu naa mila yei yei yei yei yei yei yei yei yei yei yaa yei yei yaa do dinon ki haa haa haa do dinon ki do dinon ki zindagi kyun na kare manmaani beet naa jaaye are kahin yunhi jawaani jaani beet naa jaaye are kahin yunhi jawaani jaani sab kuchh mila tu naa mila haa haaa sab kuchh mila tu naa mila are farebi aye are farebi are farebi jaalima tune churaya hai dil koi naa jaane mere siwa kaun hai mera qaatil koi naa jaane mere siwa kaun hai mera qaatil sab kuchh mila tu naa mila haa haaa sab
sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyaari sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyaari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi duniya ne kitna samjhaaya kaun hai apna kaun paraaya phir bhi dil ki chot chupa kar humne aapka dil behalaaya khud hi mar mitne ki ye zid hai humari khud hi mar mitne ki ye zid hai humari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi dil ka chaman ujadte dekha pyaar ka rang utarte dekha humne har jeene waale ko dhan daulat pe marte dekha dil pe marne waale marenge bhikhaari dil pe marne waale marenge bhikhaari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi asli naqli chehre dekhe dil pe sau sau pehre dekhe mere dukhte dil se poochho kya kya khaab sunehare dekhe toota jis taare pe nazar thi hamari toota jis taare pe nazar thi hamari sab kuchh seekha humne na seekhi hoshiyaari sach hai duniya waalo ke hum hain anadi
sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai jin raahon par saath chale the har mausam mein saathi jin raahon par saath chale the har mausam mein saathi unn raahon par tanha chalna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai kadmon ki raftaar se aage waqt yahaan chalta hai kadmon ki raftaar se aage waqt yahaan chalta hai shaher mein ab logon se milna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai sab kuchh sunna kuchh na kehna kitna mushkil hai raashid kitni raahen badlo paaon behek jaate hain raashid kitni raahen badlo paaon behek jaate hain maiy khaane se bach ke nikalna kitna mushkil hai tumse bichhad ke zinda rehna kitna mushkil hai
sab mein shaamil ho magar sab se juda lagti ho sab mein shaamil ho magar sab se juda lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar aankh uthti hai naa jhukti hai kisi ki khaatir aankh uthti hai naa jhukti hai kisi ki khaatir saans chadti hai naa rukti hai kisi ki khaatir jo kisi dar pe naa thehre wo hawaa lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar zulf lehraaye to aanchal mein chhupa leti ho zulf lehraaye to aanchal mein chhupa leti ho honth tharraaye to daanton mein daba leti ho jo kabhi khul ke naa barse wo ghata lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar jaagi jaagi nazar aati ho na soyi soyi jaagi jaagi nazar aati ho na soyi soyi tum jo ho apne khayaalat mein khoyi khoyi kisi maayus musavir ki duwaa lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar
aa aa aaaaaa aaaa aaaaa wafaayen dekh li pathar jigar zaalim zamaane ki kasam khayi hai ab humne kisi se dil lagaane ki sab pyaar ki baaten karte hain par karna aata pyaar nahin hai matlab ki duniyaa saari yahaan koi kisi ka yaar nahin kisi ko sacha pyaar nahin sukh mein sab aa aa kar apne rishten naate batlaate rishten naate batlaate bure dinon mein dekha humne aankh bacha kar hain jaate aankh bacha kar hain jaate thokar kha kar sambhalne waale jeet hai teri haar nahi hai matlab ki duniyaa saari yahaan koi kisi ka yaar nahin kisi ko sacha pyaar nahin aye bande bhagwaan se darr aye bande bhagwaan se darr insaan se mat darr mohar lagi hai uski tere haq ke daane daane par haq ke daane daane par uski marzi bin tere chubh sakta koi khaar nahin hai matlab ki duniyaa saari yahaan koi kisi ka yaar nahin kisi ko sacha pyaar nahin kisi ko sacha pyaar nahin
sab thaath pada reh jaavega sab thaath pada reh jaavega jab laad chalega banjaara dhan tere kaam na aavega jab laad chalega banjaara jo paaya hai wo baant ke kha kangaal na kar kangaal na ho jo sab ka haal kiya toone ek roz wo tera haal na ho is haath se de us haath se le ho jaawe sukhi ye jag saara ho jaawe sukhi ye jag saara sab thaath pada reh jaavega jab laad chalega banjaara kya kottha kotthi kya bangla ye duniya rain basera hai kyun jhagda tere mere ka kuchh tera hai na mera hai sun kuchh bhi saath na jaavega jab kooch ka baaja nakkaara jab kooch ka baaja nakkaara sab thaath pada reh jaavega jab laad chalega banjaara dhan tere kaam na aavega jab laad chalega banjaara ek banda maalik ban baitha har bande ki kismat phooti tha itna moh khazaane ka do haathon se duniyaa looti the donon haath magar khaali uttha jo sikandar bechara uttha jo sikandar bechara sab thaath pada reh jaavega jab laad chalega banjaara
hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm saba se ye keh do ke kaliyaan bichhaaye wo dekho wo jaane bahaar aa raha hai chura le gaya jo inn aankhon ki neenden wohi le ke dil kaa qaraar aa raha hai saba se ye keh do ye kaun aa gaya dil ko karta ishaare ke mehki fazaa muskuraaye nazaare kadam badh ke tu choom le aye muhabbat ke dil ko bahut unpe pyaar aa raha hai saba se ye keh do ye maana ke mehfil mein anjaan hai tu magar jab bhi tujhse nighaahen mili hain mujhe yun laga hai paiyaam e muhabbat nazar se teri baar baar aa raha hai saba se ye keh do ye rangeen fasaana koi mujhse poochhe ke tu aisa pyaara hai kitna haseen hai suna tha haseen jinpe karte hain jaadoo tujhe dekh kar aitbaar aa raha hai saba se ye keh do ke kaliyaan bichhaaye wo dekho wo jaane bahaar aa raha hai saba se ye keh do
sabai chole gechhe shudhu ekti madhobi tumi ekhono to thiki fute achho keno kato ar cheye cheye dekhe jabe amar chokher jaler ekakar sabai chole gechhe shudhu ekti madhobi tumi ekhono to thiki fute achho keno kato ar cheye cheye dekhe jabe amar chokher jaler ekakar sabai chole aechhe haoa nei raat nei hay dino je meghe dheke gechhe shudhu ekrash batha rekhe gechhe ekhon ekti madhobi tumi tomar chokher koruna diye aar katotuku bharabe balo amay sabai chole gechhe eka eka besh achhi keu nei tai karo tare ajosro chintar dheu nei tumio jodi chao aaj amake chhere jete paro ami chai je ekela hote aro ekhon ekti madhobi tumi tomar asim koruna diye aaj maya bhara badhone bedhona ko aar sabai chole gechhe
aaa aaa aaa aaa aaa sabak jisko wafa ka yaad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga shehar ujda to bas jayega lekin shehar ujda to bas jayega lekin shehar ujda to bas jayega lekin hamara ghar naa phir aabaad hoga hamara ghar naa phir aabaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga tapas mein hum bahut mehfooz honge tapas mein hum bahut mehfooz honge tapas mein hum bahut mehfooz honge ke pahre par khada saiyyaad hoga ke pahre par khada saiyyaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga suna hai suna hai suna hai suna hai ab mohabbat karne wala suna hai ab mohabbat karne wala wafa ki shart se aazaad hoga wafa ki shart se aazaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga hamara naam bhi lenge wo lekin hamara naam bhi lenge wo lekin hamara naam bhi lenge wo lekin hamara zikr sabke
bandi bandi railu bandi velakantu raadu lendi deenni gaani nammu kunte intenandi intenandi bandi bandi railu bandi velakantu raadu lendi deenni gaani nammu kunte intenandi intenandi dhadaka dhadaka dhadaka dini maayadari nadaka uliki uliki padake chilaka jarugu jarugu manaka idi jaragaledu janaka christu poorvaminjenu ganaka rangulato hangulato paina pataram abbo superani pongipokoi lona lotaram andarilo nindanaka yenta vitturam ayyo railante middle class nela vimanam koota choodu jorugundiro dini tassa diya adugu mundukeyakundiro yenta sepu dekutundiro dini dimma diya choodu choodu nakka nadakaro idi jeevitamlo yeppatiki timukasalu raadu kada bandi bandi railu bandi velakantu raadu lendi deenni gaani nammu kunte intenandi intenandi dokkudani dokkidani moolapadeiru ila mukkutunna moolgutunna tipputuntaru paata samanlodikaina ammukuntenu talo pidikeduno guppeduno sanagalocchenu yenta podavu vundi choodaro dini banda pada oori chivara injanundiro yenta pogalu
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saaz Bajta Rahe Modern Girl (1961) 06:19 20015
 
Poster of Modern Girl (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sayeeda Khan
Duration : 06:19   Song Number : 20015   

Saaz E Dil Chhed De Passport (1961) 03:47 12421
 
Poster of Passport (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Pramod Chakravorty
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Madhu Bala
Duration : 03:47   Song Number : 12421   

Saaz Ho Tum Aawaaz Hoon Saaz Aur Awaz (1966) 05:41 12462
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Raag- 
Patdip
Duration : 05:41   Song Number : 12462   

Sab Haath Chhudaaye Ashok Khosla 06:48 32293
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 06:48   Song Number : 32293   

Sab Jawaan Sab Haseen Main Suhagan Hoon (1964) 03:46 38239
 
Poster of Main Suhagan Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Lachchhi Ram
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:46   Song Number : 38239   

Sab Ka Chehra Tere Jaisa Kyun Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 05:02 37976
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 05:02   Song Number : 37976   

Sab Ko Naach Nachata Kan Kan Mein Bhagwan (1963) 03:45 12306
 
Poster of Kan Kan Mein Bhagwan (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Shiv Ram
On Screen Actors- 
Anita Guha, Ram Singh
Duration : 03:45   Song Number : 12306   

Sab Kuchh Luta Ke (Female) Ek Saal (1958) 03:56 12348
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Madhu Bala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:56   Song Number : 12348   

Sab Kuchh Luta Ke (Male) Ek Saal (1958) 03:46 12346
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Madhu Bala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:46   Song Number : 12346   

Sab Kuchh Lutaaya Humne Chunariya (1948) 03:32 36203
 
Poster of Chunariya (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Mulk Raj Bhakri
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manorama, Wasti
Duration : 03:32   Song Number : 36203   

Sab Kuchh Mila Tu Naa Aarop (1974) 04:20 12260
 
Poster of Aarop (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Duration : 04:20   Song Number : 12260   

Sab Kuchh Seekha Humne Anari (1959) 03:36 21200
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 21200   

Sab Kuchh Sunna Hariharan 06:20 40556
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mumtaz Rashid
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 06:20   Song Number : 40556   

Sab Mein Shaamil Ho Bahu Beti (1965) 03:29 12284
 
Poster of Bahu Beti (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:29   Song Number : 12284   

Sab Pyaar Ki Baaten Karte Hain Matlabi Duniya (1960) 03:20 31126
 
Poster of Matlabi Duniya (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Ramesh Gupta
Music Director- 
Jayant Joshi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Anant Kumar, Asha
Duration : 03:20   Song Number : 31126   

Sab Thath Sankalp (1974) 03:08 18955
 
Poster of Sankalp (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:08   Song Number : 18955   

Saba Se Ye Keh Do Bank Manager (1959) 03:25 12286
 
Poster of Bank Manager (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meenu Mumtaaj
Duration : 03:25   Song Number : 12286   

Sabai Chole Geche Hemanta Mukherjee 03:20 16520
 
Poster of Hemanta Mukherjee
 
Lyricist
Abhijit Banerjee
Duration : 03:20   Song Number : 16520   

Sabak Jisko Wafa Ka Yaad Hoga Jawaab (1985) 04:17 37347
 
Poster of Jawaab (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Smita Patil, Raj Babbar
Duration : 04:17   Song Number : 37347   

Sabbasi Jayam (2002) 05:33 10118
 
Poster of Jayam (2002)
 
Category
Telugu
Year- 
2002
Lyricist
Kula Sekhar
Music Director- 
R P Patnaik
On Screen Actors- 
Nitin, Sadha
Duration : 05:33   Song Number : 10118