Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tu jahan mile mujhe wahin mere donon jahaan donon jahaan wahin mere mile mujhe tu jahan tu hai to sab hai yahan re tu jahan mile mujhe wahin mere donon jahaan dono jahaan wahin mere mile mujhe tu jahan hota nahin ye magar ho jaaye aisa agar tu hi nazar aaye tu jab bhi uthe ye nazar hota nahin ye magar ho jaaye aisa agar tu hi nazar aaye tu jab bhi uthe ye nazar ho o tu hai to sab hai yahan re tu jahan mile mujhe wahin mere donon jahaan dono jahaan wahin mere ha mile mujhe haan tu jahan tere paanv ke nishan kho gaye hain kahan sooni ho gayi hai nazar gum gaye donon jahaan tere paanv ke nishan kho gaye hain kahan sooni ho gayi hai nazar gum gaye donon jahaan tu tha to sab tha yahan re tu jahan mile mujhe wahin mere donon jahaan donon jahaan wahin mere mile mujhe tu jahan
main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na manzoor manzoor mujhe hai mere sajna tu jo bole haan to haan tu jo bole na to na main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na tumse jo main kahun tum karogi bas wahi haan main karungi wahi ye kabhi na sochogi kya galat hai kya sahi nahin nahin kabhi nahin ye mujhe manzoor hai sajanaa main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na tu jo bole haan to haan tu jo bole na to na pyaar ki raah mein phir wo mod aaye na tauba meri kabhi nahin meri zindagi mera saath chhod jaye na tu hai jahaan main hoon wahin ye mujhe manzoor hai sajana tu jo bole haan to haan tu jo bole na to na hey main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na
teri sanson ki sans mein jo hoon to main hoon tere kwabon ki aanch mein jo hoon to main hoon tere hone se hi mera hona hai tujhko khona jaise khudko khona tu jo hai to main hoon yun jo hai to main hoon tu jo hai to main hoon yun jo hai to main hoon bin tere mera kya hai jisko sunun jisko kahun bin tere mujh mein kya hai jisko jiyun jis mein rahun tujh mein hi duniya meri hai tere ik pal mein sadiyan meri bin tere main sehra sa hoon bin tere main katra bhi nahin tere hone se hi mera hona hai tujhko khona jaise khudko khona tu jo hai to main hoon yun jo hai to main hoon tu jo hai to main hoon yun jo hai to main hoon aaaaaaaaaaaaaa tu mere chehre pe hai rahat sa jo thehra hua main bhi tere haathon mein kismat sa hoon bikhra hua tu meri rooh sa hai tujhko chhu ke main zinda lagoon jab bhi main mujhko dekhun mujh mein bhi main tujh sa lagun tere hone se hi mera hona hai tujhko khona jaise khudko khona tu jo hai to main hoon yun jo hai to main hoon tu jo hai to main hoon
tu jo mere sur mein tu jo mere sur mein sur mila le sang gaa le to zindagi ho jaaye safal tu jo mere mann ka tu jo mere mann ka ghar bana le mann laga le to bandagi ho jaaye safal tu jo mere sur mein o o o o o aa aa aa aa aa aa aa o ho o ho o hooooooooo chandani raaton mein ho ho ho ho haath liye haathon mein ho ho ho ho ho ho ho chandani raaton mein haath liye haathon mein doobe rahen ik doosre ki ras bhari baaton mein ho ho ho tu jo mere sang mein tu jo mere sang mein muskura le gunguna le to zindagi ho jaaye safal tu jo mere mann ka tu jo mere mann ka ghar bana le mann laga le to bandagi ho jaaye safal tu jo mere sur mein dha ni ga re ga re sa re ga ma ga ma ga re re ga re ni dha pa ma pa re ga dha pa ga ma ga re dha ni ga re ga ga ma kyun hum baharon se ho ho khushiyan udhaar lein ho kyun hum baharon se khushiyan udhaar lein kyun na milke hum hi khud apna jiwan sanvaar lein ho ho ho tu jo mere path mein tu jo mere path mein deep baale hon ujaale to bandagii ho
tu jo mila chaand khila aaj naya rang chhane laga dil ne kaha maine suna chupke se paani barasne laga jhoom utha ye aasmaan mann mera gaane laga jaag utha naya armaan jee mera machalne laga dil diya hai tujhi ko phir kya hai mujhe dar jane kyun hai fiza bhi khoyi khoyi bekhabar na ja na ja na ja aaja jane kya hua kyun kho gaya dil mera sapne sajane laga khwab naya dekha tera tu hi tu mujh mein samane laga tu jo mila chaand khila aaj naya rang chhane laga kya hai raat aur kya hai din chain aaye nahin tere bin raat guzari hai maine taare gin raat guzari hai maine taare gin dil diya hai tujhi ko phir kya hai mujhe dar jaane kyun hai fiza bhi khoyi khoyi bekhabar na ja na ja na ja aaja phir se kali phool ban gayi chori chori se baat ban hi gayi tu jo mila chaand khila aaj naya rang chhane laga dil ne kaha maine suna chupke se paani barasne laga aaj naya rang chhane laga aaj naya rang chhane laga aaj naya rang chhane laga
tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin teri chaahat naa jab tak milegi teri chaahat naa jab tak milegi ruh meri bhatakti rahegi haal mera agar wo sunenge mujhpe deewane bhi ro padenge mujhpe deewane bhi ro padenge haal sun ke mera phir bhi teri aankh royi nahin tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin phir se dekha tujhe humne jiss dam phir se dekha tujhe humne jiss dam marr chale the magar jee uthe hum berukhi se humen tune maara tu hai kaisa masiha humara tu hai kaisa masiha humara jab lagaani naa thi paar naiyyaa kyun duboi nahin tu jo nahin koi mera mera koi nahin koi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin zindagi teri yaadon mein khoyi phir bhi khoyi nahin
tu jungle ki morni te main baagaan da mor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye baataan kar laiye mulaaqataan kar laiye mera naam hai chandani te tera naam chakor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye ooooooo oooo oooo oooooo ooooo oooo ooooo oooooo oooo ooooo oooo ooooo oooooo oooo ho prem nagar ke hum baasiiiiiiii prem nagar ke hum baasi jag se apna kya kaam hai hum donon ye kya jaane ye duniyaa kiss ka naam hai main hoon baadal baanwaraaaaaaaa main hoon baadal baanwara tu mast ghata ghanghor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye baataan kar laiye mulaaqataan kar laiye tu jungle ki morni te main baagaan da mor ke luk chhup chori chori aa haa ke luk chhup chori chori chori chori luk chhup aa do baataan kar laiye chup ke chup ke chheda kar tuuuuuuu o chup ke chup ke chheda
Tu Kahan
tu kahaannn tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana hoo tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re haaye maane na mera dil deewana oo bada natkhat hai sama bada natkhat hai sama har nazara hai jawaan chha gaya chaaron taraf meri aahon ka dhuwan dil mera meri jaan na jala tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana oooo aayi jab thandi hawa aayi jab thandi hawa maine poochha jo pata wo bhi katraa ke gayi aur bechain kiya pyaar se tu mujhe de sada tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana oo chaand taaron ne suna chaand taaron ne suna in bahaaron ne suna dard ka raaz mera rehguzaaron ne suna tu bhi sun jaane man aa bhi ja tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana ooooo pyaar
tu kahe agar tu kahe agar tu kahe agar jeevan bhar main geet sunata jaaoon mann been bajata jaaoon tu kahe agar aur aag main apne dil ki har dil mein lagata jaaoon dukh dard mitata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o main saaz hoon tu sargam hai main saaz hoon tu sargam hai deti ja sahare mujhko deti ja sahare mujhko main raag hoon tu veena hai main raag hoon tu veena hai jis dum pe pukare mujh ko aawaz mein teri har dum aawaz milata jaaoon aakash pe chhata jaaoon tu kahe agar ho o o o o o o o o o o in bolon mein tu hi tu hai main samjhun ya tu jaane ho jaane in mein hain kahani meri in mein hain tere afsaane in mein hain tere afsaane tu saaz utha ulfat ka main dhun pe gaata jaaoon sapnon ko jagaata jaaoon tu kahe agar
tere jaane ki khushi aur dil udaas hai door hum huye to kya dil to dil ke paas hai tu kal chala jaayega to main kya karunga tu kal chala jaayega to main kya karunga tu yaad bahot aayega tu yaad bahot aayega to main kya karunga tu kal bichhad jaayega to main kya karunga tu kal bichhad jaayega to main kya karunga tu mujhko bhool jaayega to main kya karunga tu kal chala jaayega teri yaad ko kahin door chhod aaun main teri yaad ko kahin door chhod aaun main iss kadar pila mujhe tujhko bhool jaaun main iss kadar pila mujhe tujhko bhool jaaun main tujhko bhool jaaun main hosh magar aayega to main kya karunga hosh magar aayega to main kya karunga tu yaad bahot aayega to main kya karunga tu kal chala jaayega tere jaisa kaun hai aur kis ka naam loon tere jaisa kaun hai aur kis ka naam loon laa main isi baat par aur ek jaam loon laa main isi baat par aur ek jaam loon aur ek jaam loon jaam chhalak jaayega to main kya karunga jaam chhalak jaayega to main kya karunga tu mujhko
tu kar de nazar se mastaana tu kar de nazar se mastaana tu kar de nazar se mastaana maiy cheez hai kya maiykhana kya tu ek nazar se dekh to le phir jeena kya mar jaana kya tu kar de nazar se mastaana ye kaisi jawaani aayi hai dekhe to qayamat jhuk jaaye ye kaisi jawaani aayi hai dekhe to qayamat jhuk jaaye tu hai main hoon tanhaayi hai ab waqt se kehdo ruk jaaye ab waqt se kehdo ruk jaaye ye hosh ki saari baaten hain ye hosh ki saari baaten hain samjhega tera deewana kya tu ek nazar se dekh to le phir jeena kya mar jaana kya tu kar de nazar se mastaana palkon mein chhupa ke tujhko sajan kho jaaun chaand sitaaron mein palkon mein chhupa ke tujhko sajan kho jaaun chaand sitaaron mein tere hi liye gulshan gulshan khilte hain phool bahaaron mein khilte hain phool bahaaron mein jab saathi tujhsa mil jaaye jab saathi tujhsa mil jaaye phir gulshan kya viraana kya tu ek nazar se dekh to le phir jeena kya mar jaana kya tu kar de nazar se mastaana maiy cheez hai kya
kahaan se tu aati hai kahaan ko tu jaati hai sapnon ko sajaati hai apnon ko le jaati hai baaghon mein jab behti hai kaanon mein kuchh kehti hai aati hai nazar nahin saanson mein tu rehti hai hawaa hai pawan hai vaayu hai purvaayi hai jeevan hai jaan hai yaa parchhaayi hai dene aayi hai yaa kuchh mere liye laayi hai poochhunga main kya tujhse kahaan se tu aayi tu kaun hai tu kaun hai tu kaun hai tu kaun hai tu jab chalti chalte baadal jhuk jaati to girte patte tu kehti to diye jalte phoolon ke dil dil se milte saagar ki lehron mein lehraati hai tu kal kal pattiyon ke paayal mein laate khan khan khatte khatte koi nahin aisa ik jhonka hai kuchh hai sach hai yaa tu ek dhoka hai tu kaun hai tu kaun hai tu kaun hai tu kaun hai kahaan se tu aati hai kahaan ko tu jaati hai sapnon ko sajaati hai apnon ko le jaati hai baaghon mein jab behti hai kaanon mein kuchh kehti hai aati hai nazar nahin saanson mein tu rehti hai tu kaun hai tu kauuuuun hai tu kaun hai tu kauuuuun hai
ye taazgi ye naazuki ye saadgi tu kaun kahaan se aayi hai ye husn kahaan se laayi hai tu kaun kahaan se aayi hai ye husn kahaan se laayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai teri aankhen baatein karti hain jaise lehren machalti hain kya guzar huwa hai gulshan se ya phoolon se naha ke aayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai amrit ka ras honton mein bhara kya paakiza hai naam tera dhadkan ki tarah se chalti hai kya dil bankar aayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai iss jahaan mein kiski amaanat hai tu kiske dil ki mohabbat hai hai kaun nasibon waala jiski tu dulhan bankar aayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai tu kaun kahaan se aayi hai ye husn kahaan se laayi hai tera noor nahin insaanon sa kya khuda se milkar aayi hai kya khuda se milkar aayi hai
tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja dil dhoondh raha hai dil dhoondh raha hai ke mera chaand kahan hai dil dhoondh raha hai dil dhoondh raha hai ke mera chaand kahan hai chhoti si jhalak de ke meri eid banaa jaa chhoti si jhalak de ke meri eid banaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tu kaun si badli mein mere chaand hai aaja pehlu mein liye haye pehlu mein liye baithi hoon main dard bhara dil pehlu mein liye haye pehlu mein liye baithi hoon main dard bhara dil mar jaun ya jeeti rahoon ye to bataa jaa mar jaun ya jeeti rahoon ye to bataa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tare hain mere zakhme jigar inmein samaa jaa tu kaun si badli mein mere chaand hai aajaa
tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai pyaari pyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai pyaari pyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa ke ye jo duniyaa hai ye ban hain kaanton ka tu phoolwaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa dukhan laagi hai maa teri ankhiyaan dukhan laagi hai maa teri ankhiyaan mere liye jaagi hai tu saari saari ratiyaan meri neendiyaan pe apni neendiyaan bhi tune waari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai pyaari pyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa apna nahin tujhe sukh dukh koi apna nahin tujhe sukh dukh koi main muskaaya tu muskaayi main roya tu royi mere hansne pe mere rone pe tu balihaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa maa bachhon ki jaan hoti hai maa bachhon ki jaan hoti hai woh hote hai kismat waale jin ke maa hoti hai kitni sundar hai kitni sheetal hai nyaari nyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai
are tu kya jaane tujh mein kya hai teri mohabbat mera khuda hai husn qayaamat chaal qayaamat gaal pe bikhre baal qayaamat chalti phirti aafat ho tum aafat pe dil mera fida hai tu hai zameen pe sooni hai jannat kaun kare ab uss se mohabbat khuda pareshaan tujhko bana ke husn e khudaayi tujh mein basaa ke phir naa banegi tujh si haseena saara husn to tujh mein bhara hai teri shakal jab usne banaayi pyaar ki khushboo hawaa mein aayi jhoom uthe sab nashe mein paagal nashen mein main bhi ho gaya paagal jhoome nashen mein chaand aur taare meri tarah tere pyaar ke maare sooraj ke dil mein aag hai teri ishq mein tere wo bhi jala hai haath mein tera haath rahe to duniyaa se takraa sakta hoon noch ke sooraj chaand sitaare iss dharti pe laa sakta hoon door naa hona dil se laga ke rakh dunga warna duniyaa jala ke tere bina main jee naa sakunga teri mohabbat mera khuda hai are tu kya jaane tujh mein kya hai teri mohabbat mera khuda hai teri mohabbat mera khuda hai teri mohabbat
tu kya jaaneeeeeee wafaa o bewafaaa o bewafaaa pyaar karna tere bas ki baat nahin pyaar karna tere bas ki baat nahin kisi pe marna tere bas ki baat nahin o bewafaaa o bewafaaa yaar wo kaise hain jo pyaar bechate hain hoo yaar wo kaise hain jo pyaar bechate hain jeena kya unka jo yaar bechate hain hum ussi ko dil kahenge pyaar jiss mein basaa pyaar hi to zindagi hai pyaar hi hai nashaa tu kya jaaneeeeeee wafaa o bewafaaa o bewafaaa ooooooooooo teri jafaa mujhko iss mehfil mein laayi hoo teri jafaa mujhko iss mehfil mein laayi tere hi jaise yahaan sab hai harjaayi ghum nahin hai iska mujhko ghum hai iss baat kaaa jis ko maine apna samjha usne hi loota tu kya jaaneeeeeee wafaa o bewafaaa o bewafaaa pyaar karna tere bas ki baat nahin kisi pe marna tere bas ki baat nahin o bewafaaa o bewafaaa o bewafaaa o bewafaaa
tu kyun tu kyun mujhko pukaare tu kyun mujhko pukaare tadap tadap kar dil ka taara toot raha haay toot raha tadap tadap kar dil ka taara toot raha haay toot raha tu kyun mujhko pukaare tu kyun aankhon ne dekha kaisa tamaasha maut bane din raat aankhon ne dekha kaisa tamaasha maut bane din raat jeevan ke saathi itna bata de hai kaun tere saath tu kyun mujhko pukaare tu kyun mujhko pukaare tadap tadap kar dil ka taara toot raha haay toot raha tadap tadap kar dil ka taara toot raha haay toot raha tu kyun mujhko pukaare tu kyun o meri kismat rehne bhi de tu loot na ab singaar o meri kismat rehne bhi de tu loot na ab singaar beete zamaane aa laut aa tu rone laga mera pyaar tu kyun mujhko pukaare tu kyun mujhko pukaare tadap tadap kar dil ka taara toot raha haay toot raha tadap tadap kar dil ka taara toot raha haay toot raha tu kyun mujhko pukaare tu kyun
Tu Lakho Me Hai Ek Sanam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tu Jahan Mile Mujhe Doosri Sita (1974) 03:17 36287
 
Poster of Doosri Sita (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Nitin, Mukesh
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 03:17   Song Number : 36287   

Tu Jo Bole Haan To Haan Priyatama (1977) 03:00 36582
 
Poster of Priyatama (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jitendra, Neetu Singh
Duration : 03:00   Song Number : 36582   

Tu Jo Hai Mr X (2015) 04:58 36538
 
Poster of Mr X (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Mohnish Raza
Music Director- 
Ankit Tiwari
Singer- 
Ankit Tiwari
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Amyra Dastur
Duration : 04:58   Song Number : 36538   

Tu Jo Mere Sur Mein Chitchor (1976) 05:10 13000
 
Poster of Chitchor (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata, K J Yesudas
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Zarina Wahab
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:10   Song Number : 13000   

Tu Jo Mila Alisha Chinai 03:54 36302
 
Poster of Alisha Chinai
 
Category
Indipop
Music Director- 
Kunal Kohli
On Screen Actors- 
Alisha Chinai Chinai, Milind Soman
Duration : 03:54   Song Number : 36302   

Tu Jo Nahin Koi Mera Darinda (1977) 04:05 15575
 
Poster of Darinda (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:05   Song Number : 15575   

Tu Jungal Ki Morni Raja Saab (1969) 05:46 14050
 
Poster of Raja Saab (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 05:46   Song Number : 14050   

Tu Kahan Alisha Chinai 04:51 39426
 
Poster of Alisha Chinai
 
Category
Indipop
Music Director- 
Biddu
Singer- 
Alisha Chinai
Duration : 04:51   Song Number : 39426   

Tu Kahan Ye Bata Tere Ghar Ke Samne (1963) 04:36 21327
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:36   Song Number : 21327   

Tu Kahe Agar Andaz (1949) 03:22 21329
 
Poster of Andaz (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nargis
Duration : 03:22   Song Number : 21329   

Tu Kal Chala Jaayega Naam (1986) 06:09 21330
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar, Sanjay Dutt
Duration : 06:09   Song Number : 21330   

Tu Kar De Nazar Se Mastana Ladki Pasand Hai (1971) 04:55 13035
 
Poster of Ladki Pasand Hai (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Hemlata, Mukesh
On Screen Actors- 
Deepak Kumar, Mumtaj
Duration : 04:55   Song Number : 13035   

Tu Kaun Hai Lucky Ali 04:06 16792
 
Poster of Lucky Ali
 
Category
Indipop
Lyricist
Aslam Noor
Music Director- 
Lucky Ali
Singer- 
Lucky Ali
Duration : 04:06   Song Number : 16792   

Tu Kaun Kahan Se Aayi Hai Dil Pardesi Ho Gayaa (2003) 06:09 13624
 
Poster of Dil Pardesi Ho Gayaa (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Kapil Jhaveri, Saloni Aswani
Duration : 06:09   Song Number : 13624   

Tu Kaun Si Badli Mein Khandan (1942) 03:19 32971
 
Poster of Khandan (1942)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1942
Lyricist
Qateel Shifai
Music Director- 
Gulam Haidar
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan, Ghulam Mohammad
Duration : 03:19   Song Number : 32971   

Tu Kitni Achchhi Hai Raja Aur Runk (1968) 05:44 21331
 
Poster of Raja Aur Runk (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mahesh Kumar
Duration : 05:44   Song Number : 21331   

Tu Kya Jaane Haadsaa (1983) 04:05 18200
 
Poster of Haadsaa (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:05   Song Number : 18200   

Tu Kya Jane Wafaa Haath Ki Safai (1974) 03:59 21332
 
Poster of Haath Ki Safai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:59   Song Number : 21332   

Tu Kyun Mujhko Pukaare Mayur Pankh (1954) 03:30 40350
 
Poster of Mayur Pankh (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sumitra Devi
Duration : 03:30   Song Number : 40350   

Tu Laakhon Mein Hai Ek Sanam Birju Ustad (1964) 03:33 38908
 
Poster of Birju Ustad (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:33   Song Number : 38908