Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen ye dil jo lagaaya badi chot khaayi dil jo lagaaya badi chot khaayi jafaa tumne ki aur mujhe sharm aayi mujhe le naa doobe ye meri khataayen ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen wohi aasmaan hai wohi chaand taare wohi aasmaan hai wohi chaand taare magar tum nahin ho bas waade tumhaare ye kiss dil mein tumne lagi hai lagaayi ye kaisi adaayen hai unki adaayen ke dil ko bhi toden nazar bhi naa aayen ye kaisi adaayen
aaaa haaaa haaa haaa tara ra rum tara rara rum aaaa haaaa tara ra rum tara rara rum yeh kaun aaya yeh kaun aaya ke mere dil ki duniyaa mein bahaar aayiiiii yeh kaun aaya ke mere dil ki duniyaa mein bahaar aayiiiii yeh kaun aaya achaanak ye mere haathon mein kiska haath aaya hai naa main jaanun naa dil jaane wo apna yaa parayaa hai yeh kaun aaya ke main apni hi dhadkan sun ke sharmaayiiiii yeh kaun aaya dulhan ban ke jawaani ki umenge gungunaati hain basa hai kaun aankhon mein ke aankhen muskuraati hain bikhar ke kiski baahon pe ye meri zulf lehraayiiiii ye kaun aaya yeh kaun aaya ke mere dil ki duniyaa mein bahaar aayiiiii yeh kaun aaya
hari hari vasundhara neela neela yeh gagan neela neela yeh gagan hari hari vasundhara pe neela neela yeh gagan ke jispe baadlon ki paalki udaa rahaa pawan dishaayen dekho rang bhari dishaayen dekho rang bhari chamak rahi umang bhari yeh kisne phool phool pe yeh kisne phool phool pe kiya singaar hai yeh kaun chitrakaar hai yeh kaun chitrakaar yeh kaun chitrakaar hai tapasviyon si hain atal yeh parvaton ki chotiyaan yeh sarp si ghumerdaar gherdaar ghaatiyaan dhwajaa se yeh khade huye dhwajaa se yeh khade huye hain virksh devdaar ke galiche yeh gulaab ke bagiche yeh bahaar ke yeh kis kavi ki kalpna yeh kis kavi ki kalpna ka chamatkaar hai yeh kaun chitrakaar hai yeh kaun chitrakaar yeh kaun chitrakaar hai kudrat ki iss pavitrata ko tum nihaar lo isske guno ko apne mann mein tum utaar lo chamka lo aaj laalima chamka lo aaj laalima apne lalaat ki kan kan se jhankti tumhen chhavi viraat ki apni to aankh ek hai apni to aankh ek hai uski hazaar hai yeh kaun chitrakaar hai
yeh kya hai dhang zamane ka kaisi ye khudaai hai har ek bhalaayi ka badala duniyaa mein buraai hai yeh kya hai dhang zamane ka har baat bane afsaana jahaan har naam pe tohmat aati ho uthate hi koi maasoom nazar bas ruswaayi ho jaati ho ae dil aisi mehfil se to behtar tanhaayi hai har ek bhalaayi ka badala duniyaa mein buraayi hai yeh kya hai dhang zamane ka dil paar hua bezaar hua ab jeena yahaan dushwaar hua dil paar huaa bezaar huaa jhoothe taanon ko sunkar main majboor hua laachar hua kahin le chal ae dil ye nagari mujhe raas na aayi hai har ek bhalaayi ka badala duniyaa mein buraayi hai yeh kya hai dhang zamane ka
yeh kya kiya re yeh kya kiya duniyawale yeh kya kiya re duniyawale jahan ke ghum tune sabhi mujhko de daale yeh kya kiya re duniyawale jahan ke ghum tune sabhi mujhko de daale yeh kya kiya re duniyawale o re bedardi o harjayi dekh li maine teri khudayi o re bedardi o harjayi dekh li maine teri khudayi pehle hi mera dil ghayal tha aur bhi uss par chot lagayi tune rulake mujhe dar dar phira ke mujhe kab ke yeh armaan nikale yeh kya kiya re duniyawale jahan ke ghum tune sabhi mujhko de daale yeh kya kiya re duniyawale subah ka sooraj raat ke taare ban gaye sab ke sab angare subah ka sooraj raat ke taare ban gaye sab ke sab angare aas ke bandhan tod ke tune chheen liye sab aaj sahare mere lahu ki kasam aur bhi kar ke sitam aag tu dil ki bujha le yeh kya kiya re duniyawale jahan ke ghum tune sabhi mujhko de daale yeh kya kiya re duniyawale jahan ke ghum tune sabhi mujhko de daale yeh kya kiya re duniyawale
ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai kahin hai kaphas mein kisi ka basera kahin hai nigaahon mein ghum ka andhera kahin dil ka lutta huya kaarwaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai yahaan aadmi aadmi ka hai dushman yahaan chaak insaaniyat ka hai daaman mohabbat ka ujda huya aashiyaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai ye beraham duniya samajh mein na aaye yahaan kar rahe hain sitamgar khudayi na jaane tu aye duniya waale kahaan hai jidhar dekhiye zulm ki daastaan hai ye kya zindagi hai ye kaisa jahaan hai
yeh kaisa ladka hai yeh kaisi ladki hai iskaa main kyaa karoon isse main kyaa kahoon yeh ladta hai akadti hai jhagadta hai bigadti hai deewaana hai deewaani hai haai haai re haai yeh ladka haai haai re haai kartaa naadaniyaan kyun poocho to haai haai haai re haai yeh ladka haai haai re haai kartaa naadaniyaan kyun poocho to haai kabhi yeh humse ladtaa hai kabhi jhagadtaa hai koi paas iske na aana yeh ladka hai deewaana hai deewaana yeh ladka hai deewaana hai deewaana haai haai re haai yeh ladki haai haai re haai karti naadaniyaan kyun poochho to haai kabhi yeh humse ladti hai kabhi akadti hai karo door se chhedh khaani yeh ladki hai deewaani hai deewaani yeh ladki hai deewaani hai deewaani iski baaten yahi jaane koi bhi to jaane na aisi waisi kaisi hai yeh koi pehchaane na to bhaago oh yaaron kar na de shaitaani yeh ladki hai deewaani hai deewaani yeh ladka hai deewaana hai deewaana aate jaate chhedhe humko ke maane na yeh kehnaa dekho dekho paagal hai yeh haan
aye babu lelo na nariyal yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani ek rupaiya daam hai par kaam hazaaron ka sainkdon bimaariyon ki ek ye dawa ek rupaiya daam hai par kaam hazaaron ka sainkdon bimaariyon ki ek ye dawa zara ruk jao mere paas aao ya mujhe apne paas bula lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani bachchon budhon naujawaanon ke mann ko bhaaye ye garmi ko maare mann ko thandak pahunchaye bachchon budhon naujawaanon ke mann ko bhaaye ye garmi ko maare mann ko thandak pahunchaye zara ruk jao mere paas aao ya mujhe apne paas bula lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo
na raaja rahega na raani rahegi yeh duniya hai faani aur faani rahegi na jab ek bhi zindgaani rahegi ee to maati sabhi ki kahaani kahegi to maati sabhi ki kahaani kahegi dikhayegi rana ke rann ki nishani kahegi shivaji ke pran ki kahani batayegi muglon ki baate ajaani us gaddaar jaychand ki zindagaani yeh aapas ki sab badgumani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi jo the desh dushman gulami ke raahi lage pharne is vatan par siyaahi videsho ki karne lage vaah vaahi gaya desh haatho se aayi tabaahi yeh bhar bhar ke aankhon mein paani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi phir svatantra ka aisa sangram aaya ke har aadmi desh ke kaam aaya ladi veer janshi ki rani bhavani hajaron ne laakhon ne johar jalaya yeh qurbaniya khud jubaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi yeh maati sabhi ki kahaani kahegi jala do jala do yeh itihas jhothe tumhare yahan zarre zarre pe sach hai likha re julam vo
yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana hote hain chhote dil ke lambi zubaan waale dete hain maal khota unchi dukaan waale hote hain chhote dil ke lambi zubaan waale dete hain maal khota unchi dukaan waale chhota munh aur baat badi yeh hai dastoor puraana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana baat pate ki hai ye maano jo mera kehna achcha hai aag se to door hi door rehna baat pate ki hai ye maano jo mera kehna achcha hai aag se to door hi door rehna jhoothi inki jaat badi ye hai dastoor puraana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na
yeh mard bade dil sard bade bedard chalo ji maana mardon ka phir bhi gulaam hai zamaana yeh mard bade dil sard bade bedard chalo ji maana mardon ka phir bhi gulaam hai zamaana duniya ke saath chalo naya zamana hai ye mardon ko dosh dena raag puraana hai ye duniya ke saath chalo naya zamana hai ye mardon ko dosh dena raag puraana hai ye jhuthi inki jaat kaho ya kaho inhen deewana mardon ka phir bhi gulaam hai zamaana yeh mard bade dil sard bade bedard chalo ji maana mardon ka phir bhi gulaam hai zamaana gussa guroor ladna naari ki bhool hai ye thanda mijaaz rakhna pehla asool hai ye gussa guroor ladna naari ki bhool hai ye thanda mijaaz rakhna pehla asool hai ye baat pate ki kehta hoon main chahe kaho deewana mardon ka phir bhi gulaam hai zamaana yeh mard bade dil sard bade bedard chalo ji maana mardon ka phir bhi gulaam hai zamaana yeh mard bade dil sard bade bedard chalo ji maana mardon ka phir bhi gulaam hai zamaana
la la la la vi ra ra ra lal lal la yeh mera dil yaar ka deewana deewana deewana pyaar ka parwaana aata hai mujhko pyaar mein jal jaana mushkil hai pyaare tera bachke jaana yeh mera dil yaar ka deewana yeh mera dil yaar ka deewana dil woh chaahe jisse chaahe jisse usse paaye pyaar woh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye dil woh chaahe jisse chaahe jisse usse paaye pyaar woh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye jaan ke badle mein jaan loon nazraana yeh mera dil yaar ka deewana deewana deewana pyaar ka parwaana pal pal ek halchal dil mein ek toofaan hai aane ko hai woh manzil jiska mujhe armaan hai pal pal ek halchal dil mein ek toofaan hai aane ko hai woh manzil jiska mujhe armaan hai bhoolega na tujhe dil ka yeh takraana yeh mera dil yaar ka deewana deewana deewana pyaar ka parwaana aata hai mujhko pyaar mein jal jaana mushkil hai pyaare tera bach ke jaana yeh mera dil yaar ka deewana yeh mera dil yaar ka deewana
ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein meri aankh ne tum ko dekha nahin hai magar dil to mera tumhen jaantaa hai meri aankh ne tum ko dekha nahin hai magar dil to mera tumhen jaantaa hai tumhen jaantaa hai jo ghum ke safar mein mera humsafar hai main kyun saath uska naa dunga khushi mein ye mere andhere ujaale na hote agar tum naa aate meri zindagi mein tumhaari mohabbat pe mujhko yakeen hai magar apni kismat pe hargiz nahin hai tumhaari mohabbat pe mujhko yakeen hai magar apni kismat pe hargiz nahin hai hargiz nahin hai mohabbat ke kuchh khel aankhon ne meri bigadte bhi dekhe hansi hi hansi mein naa jaane mera dil ye kyun keh raha hai tumhen kho na baithun kahin roshani mein abhi to umeedon ki duniyaa jawaan hai
yeh mojeza bhi mohabbat kabhi dikhaaye mujhe yeh mojeza bhi mohabbat kabhi dikhaaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa wo meharbaa hai to ikraar kyoon nahin karta wo meharbaa hai to ikraar kyoon nahin karta wo badgumaa hai to sau baar aazmaaye mujhe wo badgumaa hai to sau baar aazmaaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa wo mera dost hai saare jahaan ko hai maloom wo mera dost hai saare jahaan ko hai maloom daga kare wo kisi se to sharm aaye mujhe daga kare wo kisi se to sharm aaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa main apni zaat mein neelaam ho raha hoon qateel main apni zaat mein neelaam ho raha hoon qateel ghum e hayaat se keh do khareed laaye mujhe ghum e hayaat se keh do khareed laaye mujhe ke sang tujh pe gire aur zakhm aaye mujhe yeh mojezaa
tere waade par jiye hum to yeh jaan jhooth jaana tere waade par jiye hum to yeh jaan jhooth jaana ke khushi se mar na jaate agar aitbaar hota yeh na thi humari qismat ke visaal e yaar hota agar aur jeete rehte yahi intezaar hota ye na thi humari qiismat ye kahaan ki dosti hai ke bane hai dost naa se ye kahaan ki dosti hai ke bane hai dost naa se koi chaara saaz hota koi ghum gusaar hota ye na thi humari qismat ke visaal e yaar hota ye na thi humari qismat kahoon kis se main ke kya hai shab e ghum buri balaa hai kahoon kis se main ke kya hai shab e ghum buri balaa hai mujhe kya bura tha marna agar ek baar hota ye na thi humari qismat ke visaal e yaar hota agar aur jeete rehte yahi intezaar hota ye na thi humari qismat
hey yeh pal chanchal kho na dena kahin o deewaane hey roz roz aate nahin aise mauke dil ko lubhane saaqi bhi hai jaam bhi hai rangon bhari shaam bhi hai dekh mauqa jaaye na nikal heyyy yeh pal chanchal kho na dena kahin o deewaane ang ang pe chhalke kapuri aankh mila kar peele aankh mila kar peele aaj husn par marne ka mausam mujhpe markar jeele mujhpe markar jeele masti hoon main jawaani hoon main tere liye deewaani hoon main aa meri baanhon mein machal hoo hooo ha haa haaaa aye aye zara jaan e jaanaa aaya tera asli deewaana tere mere pyaar ka tamaasha ab dekhega zamaana naachegi tu nachaayunga main tadpegi tu tadpaayunga main dekh zara mujhse sambhal la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la laaa he he he he he he main hoon shama mera kaam jalaana aag ki dhaar pe chalna aag ki dhaar pe chalna peechhe jalegaa yeh parwaana pehle hai tujhko jalna pehle hai tujhko jalna tune mujhe abhi jaana nahin are tune mujhe abhi jaana nahin tune bhi to
yeh parda hata do zara mukhda dikha do yeh parda hata do zara mukhda dikha do hum pyaar karne waale hain koi gair nahin are hum tum pe marne waale hain koi gair nahin o majnu ke nana mere pichhe na aana ja pyaar karne waale teri khair nahin are o hum pe marne waale teri khair nahin yeh parda hata do zara mukhda dikha do hum pyaar karne waale hain koi gair nahin are hum tum pe marne waale hain koi gair nahin yeh parda hata do ek to soorat pyaari upar se gusse ki laali bachna ae dil aaj hai koi bijli girne waali ek to soorat pyaari upar se gusse ki laali bachna ae dil aaj hai koi bijli girne waali ye bijli giri to tumhin pe giregi ja pyaar karne waale teri khair nahin are o hum pe marne waale teri khair nahin yeh parda hata do zara mukhda dikha do hum pyaar karne waale hain koi gair nahin are hum tum pe marne waale hain koi gair nahin yeh parda hata do shukar karo ke pade nahin hain meri maa ke dande ek haath mein ho jaate armaan tumhaare thande shukar karo ke pade
ye poornoor chehraa ye dilkash adaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka nahin tumse behtar koi dusra namunaa ho kudrat ki kaarigari ka ye poornoor chehraa ye dilkash adaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka haseenon tumhari jo pooja kare ussi ko hi duniyaa mein jannat mile haseenon tumhari jo pooja kare ussi ko hi duniyaa mein jannat mile naa dekha ho naa dekha ho jisne khuda ko kabhi khuda ki kasam wo tumhen dekh le tumhin se hai jannat tumhin se khuda namunaa ho kudrat ki kaarigari ka ye poornoor chehraa ye dilkash adaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka tumhari ye patli kamar jaaneman lachakti huyi jaise shaakh e chaman tumhari ye patli kamar jaaneman lachakti huyi jaise shaakh e chaman khuda jaane khuda jaane kiss ke muqaddar mein hai ye phoolon se naazuk tumhara badan jise chumti hai chaman ki hawaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka ye poornoor chehraa ye dilkash adaa namunaa ho kudrat ki kaarigari ka chali ho kahaan ye bata do zara liye sar pe zulfon ki kaali
yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana dil chhin ke jate ho kidhar bhool na jaana bhool na jaana dil chheen ke jate ho kidhar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten lo dil ne kiya dil ko muhabbat ke hawale lo dil ne kiya dil ko muhabbat ke hawale sharmili nigahon se hamein dekhne wale sharmili nigahon se hamein dekhne wale jo teer chalaya hai idhar bhool na jaana bhool na jaana jo teer chalaya hai idhar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana hamne kisi ummeed se dil tumko diya hai dil tumko diya hai hamne kisi ummeed se dil tumko diya hai dil tumko diya hai armaan bhare dil se tumhen pyaar kiya hai pyaar kiya hai armaan bhare dil se tumhen pyaar kiya hai pyaar kiya hai dekho ye muhabbat ki nazar bhool na jaana bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana
yeh pyaar to milan hai yahaan milen wahaan milen jahaan kaho jaise kaho wahaan milen yeh pyaar to milan hai yahaan milen wahaan milen jahaan kaho jaise kaho wahaan milen yeh pyaar to milan hai dekho na aise mujhko kyun dil jala rahi ho mauka hai pyaar ka yeh kyun door ja rahi ho dekho na aise mujhko kyun dil jala rahi ho mauka hai pyaar ka yeh kyun door ja rahi ho yeh pyaar to milan hai yahaan milen wahaan milen jahaan kaho jaise kaho wahaan milen yeh pyaar to milan hai koi janam ho o ji tujhko rahunga paa ke dharti ho ya gagan ho tujhse milunga aake koi janam ho o ji tujhko rahunga paa ke dharti ho ya gagan ho tujhse milunga aake yeh pyaar to milan hai yahaan milen wahaan milen jahaan kaho jaise kaho wahaan milen yeh pyaar to milan hai yahaan milen wahaan milen jahaan kaho jaise kaho wahaan milen yeh pyaar to milan hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yeh Kaisi Adaayen Hai Unki Raag Rang (1952) 03:14 15653
 
Poster of Raag Rang (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:14   Song Number : 15653   

Yeh Kaun Aaya Baazi (1951) 02:25 21470
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Duration : 02:25   Song Number : 21470   

Yeh Kaun Chitrakaar Hai Boond Jo Ban Gayee Moti (1967) 04:14 12932
 
Poster of Boond Jo Ban Gayee Moti (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Satish Bhatia
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:14   Song Number : 12932   

Yeh Kya Hai Dhang Zamane Ka Dak Babu (1954) 03:16 36184
 
Poster of Dak Babu (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Dhani Ram
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:16   Song Number : 36184   

Yeh Kya Kiya Re Duniyawale Beti (1969) 04:06 37769
 
Poster of Beti (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 04:06   Song Number : 37769   

Yeh Kya Zindagi Hai Kohinoor (1960) 03:02 19907
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:02   Song Number : 19907   

Yeh Ladka Hai Deewana Kuch Kuch Hota Hai (1998) 06:32 16757
 
Poster of Kuch Kuch Hota Hai (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 06:32   Song Number : 16757   

Yeh Lo Re Le Lo Babu Apna Desh (1972) 04:31 14441
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaz
Duration : 04:31   Song Number : 14441   

Yeh Maati Sabhi Ki Navrang (1959) 04:20 32977
 
Poster of Navrang (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 04:20   Song Number : 32977   

Yeh Mard Bade Dil Sard (Female) Miss Mary (1957) 03:00 37882
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Gemini Ganesan
Duration : 03:00   Song Number : 37882   

Yeh Mard Bade Dil Sard (Male) Miss Mary (1957) 02:59 37874
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 02:59   Song Number : 37874   

Yeh Mera Dil Yaar Ka Deewana Don (1978) 04:12 21451
 
Poster of Don (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:12   Song Number : 21451   

Yeh Mere Andhere Ujaale Prem Patra (1962) 04:09 11830
 
Poster of Prem Patra (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sadhana
Duration : 04:09   Song Number : 11830   

Yeh Mojeza Bhi Mohabbat Kabhi Dikhaaye Mujhe Jagjit Singh 05:13 19225
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:13   Song Number : 19225   

Yeh Na Thi Humari Qismat Chitra Singh 04:28 15694
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Year- 
1954
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Jagjit Singh
Singer- 
Chitra Singh
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 15694   

Yeh Pal Chanchal Kalicharan (1976) 05:06 40907
 
Poster of Kalicharan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Helen
Duration : 05:06   Song Number : 40907   

Yeh Parda Hata Do Ek Phool Do Mali (1969) 04:41 21478
 
Poster of Ek Phool Do Mali (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Sadhana
Duration : 04:41   Song Number : 21478   

Yeh Purnoor Chehra Mohabbat Zindagi Hai (1966) 04:06 13766
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 04:06   Song Number : 13766   

Yeh Pyaar Ki Baaten Anokhi Ada (1948) 02:28 37559
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Surendra, Naseem Bano
Duration : 02:28   Song Number : 37559   

Yeh Pyaar To Milan Hai Ek Nari Ek Brahmachari (1971) 04:33 40829
 
Poster of Ek Nari Ek Brahmachari (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra, Mumtaz
Duration : 04:33   Song Number : 40829