Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeN/A
HomeN/A
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main jo gaata chalun saath mehfil chale main jo badhta chalun saath manzil chale saath manzil chale mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan husn bhi dekh kar mujhko hairaan hai ishq ko mujhse milne ka armaan hai dekho armaan hai apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan carvaan zindgaani ka rukta nahin baadshahon ke aage main jhukta nahin main to jhukta nahin chaand taaron se aage mera aashiyaan chaand taaron se aage mera aashiyaan main gareebon ka dil
main har raat jaagi ki is baar shayad mohabbat tumhen is taraf kheench laaye tumhaari kasam tum bahut yaad aaye tumhaari kasam tum bahut yaad aaye na puchho ye din humne kaise bitaaye tumhaari kasam tum bahut yaad aaye barasne lage shab to kya neend aaye barasne lage shab to kya neend aaye udhar kadke bijli idhar jaan jaaye udhar kadke bijli idhar jaan jaaye na puchho ye din humne kaise bitaaye tumhaari kasam tum bahut yaad aaye zara ek nazar is taraf ab to dekho zara ek nazar is taraf ab to dekho zamaana hua hai humein muskuraaye zamaana hua hai humein muskuraaye tumhaari kasam tum bahut yaad aaye na puchho ye din humne kaise bitaaye tumhaari kasam tum bahut yaad aaye
Main Haseen Too Jawan
chhuo naa mar jaaun sharma ke uii main hoon chhui mui aankhon se dekho lekin chhuo na mar jaaun sharma ke uii main hoon chhui mui aankhon se dekho lekin chhuo na mar jaaun sharma ke ui khilte baagon ki main komal daali uiii ghar mein laa kar rakha tumne chaaha dil se phir bhi murjhaaun mar jaaun mar jaaun sharma ke uii main hoon chhui mui aankhon se dekho lekin chhuo na mar jaaun sharma ke uii madira ki hoon pyali lekin chhoti si pyase ho tum kuwen jaise thar thar kaanpun main dar jaaaun mar jaaun mar jaaun sharma ke uii main hoon chhui mui aankhon se dekho lekin chhuo na mar jaaun sharma ke uii main hoon chhui mui aankhon se dekho lekin chhuo na
main hoon shab tu hai subah ishq mein tu hai jahaan main hoon lab tu hai duaa main zameen tu aasmaan tum mile mil gaye do jahaan darmiyaan faasla na rahaa kyun aaj bheegi bheegi chaandni hai chehre pe chand jaisi roshni hai ho kyun aaj bheegi bheegi chaandni hai chehre pe chand jaisi roshni hai kadmon mein bichh gaya hai aasmaan bhi tu rubaru hai kuchh bhi na kami hai tum mile mil gaye tum mile mil gaye do jahaan darmiyaan faasla naa rahaa khwaabon mein dono doobe sahilon ke raste nazar toh aaye manzilon ke ho khwaabon mein dono doobe sahilon ke raste nazar toh aaye manzilon ke hasrat rahi naa abb toh koi baaqi poore huye hain armaan do dilon ke tum mile mill gaye tum mile mill gaye do jahaan darmiyaan faasla naa rahaa
haan main hoon to chhota aadmi main hoon to chhota aadmi bada sa natak karta hoon dil ka sachcha aadmi ye jhootha natak karta hoon main hoon to chhota aadmi bada sa natak karta hoon dil ka sachcha aadmi ye jhootha natak karta hoon chamatkar ko namaskar hai chakachaundh ko wah wah beiman ki jai jai hai to aa dhokhe mein aaja chamatkar ko namaskar hai chakachaundh ko wah wah beiman ki jai jai hai to aa dhokhe mein aaja main hoon to chhota aadmi bada sa natak karta hoon dil ka sachcha aadmi ye jhootha natak karta hoon aye palat aye guru sun le haha matlab saadhe jo yahan sabse uncha wo yahan kaale dhandhe mein jyot hai seedhe saadhe ki maut hai matlab saadhe jo yahan sabse uncha wo yahan kaale dhandhe mein jyot hai seedhe saadhe ki maut hai pooja kar ya ke bandagi jeene ka naam zindagi aa ee ee oo oo ae ai ghum na kar gujratan jo gayi milegi dooji achchhi madrasan ya bachchi chalegi konkani dhak dhak dhak dhaunkadi houw chalegi konkani dhak dhak dhak dhaunkadi main
hmmmm hmmmm main ik chor tu meri raani main ik chor tu meri raani chori chori le chala main tumko tumse hi chura ke main ik chor tu meri raani main ik chor tu mera raaja main teri raani tu mera raaja main teri raani chal padi main saath tere saari duniyaan ko bhulaa ke tu mera raaja main teri raani tu mera raaja hum dono ne dekha hai ek sapna kahin pe chhota sa ek ghar hai apna hoo hum dono ne dekha hai ek sapna kahin pe chhota sa ek ghar hai apna aangan mein utari hai chaandani raaten hum baithe karte hain prem ki baaten ye baaten ye raaten bhool jaayen hum to humen yaad dilaana hoooo bhool na jaana main ik chor tu meri raani main ik chor tu meri raani chori chori le chala main tumko tumse hi chura ke main ik chor tu meri raani main ik chor kismat ne to humko dukh hi baante apne rasten mein bikhraaye kaante ho kismat ne to humko dukh hi baante apne rasten mein bikhraaye kaante hoooo humne sajaayi pyaar se apni galiyaan kaanten chun chun ke bikhraayi kaliyaan ye
main jahaan rahoon main kahin bhi hoon teri yaad saath hai aa aaa aaaa aaa main jahaan rahoon main kahin bhi hoon teri yaad saath hai kisi se kahoon ke nahin kahoon ye jo dil ki baat hai kehne ko saath apne ik duniyaan chalti hai par chhupke iss dil mein tanhaayi palti hai bas yaad saath hai teri yaad saath hai teri yaad saath hai teri yaad saath hai main jahaan rahoon main kahin bhi hoon teri yaad saath hai kahin to dil mein yaadon ki ik suli gad jaati hai kahin har ik tasveer bahut hi dhundhali pad jaati hai koi nahin duniyaan ke naye rangon mein khush rehta hai koi sab kuchh paa ke bhi ye mann hi mann kehta hai kehne ko saath apne ik duniyaan chalti hai par chhupke iss dil mein tanhaayi palti hai bas yaad saath hai teri yaad saath hai teri yaad saath hai aa aaaaa aaaa aaaa aaaa kahin to beete kal ki jaden dil mein hi utar jaati hai kahin jo dhaage toote to maalaen bikhar jaati hai koi dil mein jagah nayi baaton ke liye rakhta hai koi apni palkon par yaadon ke
main kaun hoon main kya hoon itna to kabhi poochho main kaun hoon main kya hoon itna to kabhi poochho tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuchh socho main kaun hoon main kya hoon itna to kabhi poochho tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuchh socho uth kar meri palkon ko jhukna hi na pad jaaye uth kar meri palkon ko jhukna hi na pad jaaye do chaar kadam chal kar rukna hi na pad jaaye kya soch ke tanha hoon itna to kabhi poochho tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuchh socho pehchani hui shai ko pehchaan ke kya lenge pehchani hui shai ko pehchaan ke kya lenge jab maan liya tumko phir jaan ke kya lenge jab maan liya tumko phir jaan ke kya lenge tum jaane tamanna ho ab aur kuchh na socho main kaun hoon main kya hoon itna to kabhi poochho tum jo bhi ho meri ho ab aur na kuchh socho aaaa aa haa ha ha ha haa ho ho ho ho ho ho oo la la la la la la maana ke mujhe tumne aankhon mein basaaya hai maana ke mujhe tumne aankhon mein basaaya hai jaisi bhi hoon jo bhi hoon seene se lagaaya
uiiii main kunwaari albeli ja rahi thi kahin akeli dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya hurrrrrrrrrr pehle dil ka khel kheli ab pukaare padi akeli dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya main kunwaari albeli ja rahi thi kahin akeli dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya tujhe gore rang pe bada abhimaan tha chadhti jawaani pe kitna gumaan tha tujhe gore rang pe bada abhimaan tha chadhti jawaani pe kitna gumaan tha humra kaajal humra teeka jiyara jaaye kaahe kisi ka dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya are kehu jaadugar piya ko pukaar de koi nahin jo mera zehar utaar de are kehu jaadugar piya ko pukaar de koi nahin jo mera zehar utaar de zehar tera main utaarun mujhe chadhe to kise pukaarun dank maar gayo daiyaa haaye re paapi tataiya haaye re paapi tataiya dekho kaise jal raha mera gora ang hai gori tere nakhre ka ye bhi naya rang hai dekho kaise
main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulungi main naa bhulunga inn rasmon ko inn kasmon ko inn rishte naaton ko main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi oooooooooo oooooooooo oooooo oooooo oooooo ooooo chalo jag ko bhulen hoo chalo jag ko bhulen khayaalon mein jhulennnn bahaaron mein dole bahaaron mein dole sitaaron ko chhoo leeen aa teri main maang sanwaarun tu dulhan ban jaa maang se jo dulhan ka rishta main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi samay ki dhaara mein hooo samay ki dhaara mein umr beh jaani hainnnnn jo ghadi jee lenge jo ghadi jee lenge wohi reh jaani haiiiii main ban jaaun saans aa apni tu jeevan ban jaa jeevan se saanson ka rishtaa main naa bhulungi main naa bhulunga main naa bhulungi main naa bhulunga main
main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa o piya dole re dole jiyaa dil ka qaraar liya haaye re haaye kya kiyaa main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re aajaa re aaankhon mein chhaa jaa re dil ko hansa jaa re apna bana jaa re main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila kya mila pyaar ka mujhe sila dil ka naa phool khilaa tujhse hai mera gila main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya main naa jaanun main naa jaanun mere dil ko ye kya ho gaya mera dil hai kahaan kho gaya
main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon tere bin jee lage na akele ho sake to mujhe saath lele naazni tu nahin ja sakegi chhod kar zindagi ke jhamele naazni naazni tu nahin ja sakegi chhod kar zindagi ke jhamele jab bhi chhaye ghata yaad karna zara saat rangon ki umr kahaani main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon pyaar ki bijliyaan muskuraaye dekhiye aap par gir na jaaye dil kahe dekhta hi rahoon mein saamne baith kar ye adaayein haai dil kahe dil kahe dekhta hi rahoon mein saamne baith kar ye adaayein na main hoon nazni na main hoon mahaazbi aap ki hi nazar hai diwaani main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon
main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon ye mast ghata meri chaadar hai ye dharti mera bistar hai ye mast ghata meri chaadar hai ye dharti mera bistar hai main raat mein din kaa ujaala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon ye bijli raah dikhaati hai manzil pe mujhe pahunchaati hai ye bijli raah dikhaati hai manzil pe mujhe pahunchaati hai main toofanon kaa paala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main machloon to ek aag bhi hoon main machloon to ek aag bhi hoon main jhoomoon to ek raag bhi hoon main jhoomoon to ek raag bhi hoon duniyaa se door niraala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon
aayi ho kheton ki raani aayi ho main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya hoo oo hoooo oooo ooooo preet nagar pe raaj karoon main banke sajanwa teri preet nagar pe raaj karoon main banke sajanwa teri banke sajanwa teri mehal do mehale dhanwaanon ke dil ki nagariya meri mehal do mehale dhanwaanon ke dil ki nagariya meri oooo ooooo dil ki nagariya meri chaaha tha jisko maine dil usko de diya kisi ko kya ho kisi ko kya hooo ooo oooo chhod ke apne pee ki dagariya aur kahin naa jaaun chhod ke apne pee ki dagariya aur kahin naa jaaun aur kahin naa jaaun jeet liya hai tan man jisne geet usike gaaun jeet liya hai tan man jisne geet usike gaaun hooo oo ooooo geet usike gaaun pee pee ki dhun pe har dum naache mera jiya kisi ko kya ho kisi ko kya main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya
main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala door door door koi mujhko bulaaye mujhko bulaaye kya karun dil use bhool naa paaye bhool naa paaye main rishte jodun dil ke mujhe hi manzil pe koi na pahunchaaye koi na pahunchaaye main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala thi kabhi chaand tak apni udaan apni udaan ab ye dhool ye sadak apna jahaan apna jahaan jo koi dekhe chaunke upar wala bhi soche ye kaisa insaan ye kaisa insaan main rikhshaa wala main rikhshaa wala hai chaar ke barabar ye do taang wala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala kahaan chaloge baabu kahaan chaloge lala main rikhshaa wala main rikhshaa wala raat din har ghadi ek sawaal ek sawaal rotiyaan
main shaayar to nahin main shaayar to nahin magar aye haseen jab se dekha maine tujhko mujhko shaayari aa gayi main shaayar to nahin magar aye haseen jab se dekha maine tujhko mujhko shaayari aa gayi main aashique to nahin magar aye haseen jab se dekha maine tujhko mujhko aashiquie aa gayi main shaayar to nahin pyaar kaa naam maine suna tha magar pyaar kya hai ye mujhko nahin thi khabar pyaar kaa naam maine suna tha magar pyaar kya hai ye mujhko nahin thi khabar main to uljha raha uljhano ki tarah dosto mein raha dushmanon ki tarah main dushman to nahin main dushman to nahin magar aye haseen jab se dekha maine tujhko mujhko dosti aa gayi main shaayar to nahin sochtaa hoon agar main dua maangtaa haath apne utha kar main kya maangta sochtaa hoon agar main dua maangtaa haath apne utha kar main kya maangta jab se tujhse muhabbat main karne laga tab se jaise ibaadat main karne laga main kaafir to nahin main kaafir to nahin magar aye haseen jab se dekha maine tujhko
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hey aye aye aye hey aye aye ayee doston mere kisse ho gaye khatam saare ab naa koi pukaare main sharaab pee raha hoon main sharaab pee raha hoon doston mere kisse ho gaye khatam saare ab naa koi pukaare main sharaab pee raha hoon main sharaab pee raha hoon hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hey aye aye aye aye aye aye aye hey chaahe jo bhi aap log naam mujhko dijiye ek kaam kijiye jaam mujhko dijiye chaahe jo bhi aap log naam mujhko dijiye ek kaam kijiye jaam mujhko dijiye jaam mujhkoooo dijiye dekhiye jee raha hoon main isi ke sahaare ab naa koi pukaare main sharaab pee raha hoon main sharaab pee raha hoon aye hassena jaan le wo deewana main nahin tere lab jo chum le wo tarana main nahin aye hassena jaan le wo deewana main nahin tere lab jo chum le wo tarana main nahin wo taranaaaaaa main nahin shhhhhh kisliye teri aankhen kar rahiii hai ishaare ab naa koi pukaare main sharaab pee raha hoon main sharaab pee raha
main shayar badnaam main shayar badnaam ho o main chalaaa main chala mehfil se nakaam ho o main chala main chala main shayar badnaam mere ghar se tumko kuchh samaan milega deewane shayar ka ik deewan milega aur ik cheez milegi toota khali jaam ho o main chala main chala main shayar badnaam sholo pe chalna tha kanton pe sona tha aur abhi jee bhar ke kismat pe rona tha jane aise kitne baaki chhod ke kaam ho o main chala main chala main shayar badnaam rasta rok rahi hai thodi jaan hai baaki jane toote dil mein kya armaan hai baaki jane bhi de ae dil sabko mera salaam ho o main chala main chala main shayar badnaam
tu kitne baras ka tu kitne baras ki main solah baras ki to main satraah baras ka solah satraah satraah solah mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna main solah baras ki tu satraah baras ka main solah baras ki tu satraah baras ka mil naa jaayen naina kuchh bhi ho mushkil hai door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna tu solah baras ki main satraah baras ka tu solah baras ki main satraah baras ka mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna parbat se ghanghor ghataayen takraayen to kya ho barsaat hoooo tere dil se mera dil mil jaaye to kya ho baaraat ho jaane kab barsaat ho jaane kab baaraat ho mera dil to chaahe aaj ki raat milan ki raat ho kyun kyun kyun kyun kyunke tu solah baras ki main satraah baras ka tu solah baras ki main satraah baras ka mil naa jaayen naina ik do baras zara door rehna kuchh ho gaya to phir naa kehna sachche premi sab milte hain ab dekhen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Garibon Ka Abe-Hayat (1955) 04:29 20845
 
Poster of Abe-Hayat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Prem Nath
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:29   Song Number : 20845   

Main Har Raat Jaagi Gaban (1966) 03:33 41013
 
Poster of Gaban (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Sadhana
Duration : 03:33   Song Number : 41013   

Main Haseen Tu Jawaan Kamagni (1987) 04:33 39169
 
Poster of Kamagni (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Ram Bharadwaj
Music Director- 
Ilaiyaraaja
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tina Munim
Duration : 04:33   Song Number : 39169   

Main Hoon Chhui Mui Chhupa Rustam (1973) 03:21 17175
 
Poster of Chhupa Rustam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Vijay Anand
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 03:21   Song Number : 17175   

Main Hoon Shab Tezz (2012) 04:57 32549
 
Poster of Tezz (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Shabbir Ahmed
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Mohit Chauhan
Duration : 04:57   Song Number : 32549   

Main Hoon To Chhota Aadmi Chhota Aadmi (1986) 07:15 35884
 
Poster of Chhota Aadmi (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Jainendra Jain
Music Director- 
Mahesh Naresh
On Screen Actors- 
Naresh Kanodia, Others
Duration : 07:15   Song Number : 35884   

Main Ik Chor Tu Meri Raja Rani (1973) 04:53 11879
 
Poster of Raja Rani (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 04:53   Song Number : 11879   

Main Jahaan Rahoon Namastey London (2007) 06:25 11151
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Raag- 
Bhupali
Duration : 06:25   Song Number : 11151   

Main Kaun Hoon Chingari (1971) 05:08 38635
 
Poster of Chingari (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:08   Song Number : 38635   

Main Kunwari Albeli Babu (1985) 05:39 39219
 
Poster of Babu (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini
Duration : 05:39   Song Number : 39219   

Main Naa Bhulunga Roti Kapada Aur Makaan (1974) 07:19 14084
 
Poster of Roti Kapada Aur Makaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Zeenat Aman
Duration : 07:19   Song Number : 14084   

Main Naa Jaanun Ashiana (1952) 04:00 12742
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 04:00   Song Number : 12742   

Main Pyaar Ka Raahi Ek Musafir Ek Hasina (1962) 03:27 20864
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 20864   

Main Raahi Bhatakne Waala Badal (1951) 04:32 12790
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Nath
Duration : 04:32   Song Number : 12790   

Main Raani Hoon Raaja Ki Aan (1953) 03:10 12801
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Prem Nath, Nimmi
Duration : 03:10   Song Number : 12801   

Main Rikhshaa Wala Chhoti Bahen (1959) 03:46 15179
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Nanda, Rehman, Shyama, Mehmood
Duration : 03:46   Song Number : 15179   

Main Shaayar To Nahin Bobby (1973) 05:32 20866
 
Poster of Bobby (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Aruna Irani
Raag- 
Kirawani
Duration : 05:32   Song Number : 20866   

Main Sharaab Pee Raha Hoon Prem Shastra (1974) 06:13 18553
 
Poster of Prem Shastra (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Bindu Panikkar
Duration : 06:13   Song Number : 18553   

Main Shayar Badnaam Namak Haraam (1973) 04:37 20867
 
Poster of Namak Haraam (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Bakshi
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:37   Song Number : 20867   

Main Solah Baras Ki Karz (1980) 05:19 20868
 
Poster of Karz (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:19   Song Number : 20868   
Karaoke Songs of n/a, Sad Songs of n/a, Love Songs of n/a, Dance Songs of n/a, Hip-hop songs of n/a, Best songs of n/a, Super hit songs of n/a, hit songs of n/a, duet songs of n/a, solo songs of n/a, old songs of n/a, famous songs of n/a, Hindi Karaoke Songs of n/a, Hindi Sad Songs of n/a, Hindi Love Songs of n/a, Hindi Dance Songs of n/a, Hindi Hip-hop songs of n/a, best Hindi songs of n/a, super hit Hindi songs of n/a, hit Hindi songs of n/a, duet Hindi songs of n/a, solo Hindi songs of n/a, old Hindi songs of n/a, famous Hindi songs of n/a, Sing Along Songs of n/a, Sing Along Sad Songs of n/a, Sing Along Love Songs of n/a, Sing Along Dance Songs of n/a, Sing Along Hip-hop songs of n/a, Sing Along Best songs of n/a, Sing Along Super hit songs of n/a, Sing Along hit songs of n/a, Sing Along duet songs of n/a, Sing Along solo songs of n/a, Sing Along old songs of n/a, Sing Along famous songs of n/a