Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hooooooo naina mere rang bhare sapne to sajaane lage kya pata pyaar ki shamma jale na jale hooooooo naina mere rang bhare sapne to sajaane lage aayenge wo aayenge main soch soch sharmaaun kya hoga kya na hoga main mann hi mann ghabraaun aaj milan ho jaaye to samjho din badle mere hooooo naina mere rang bhare sapne to sajaane lage kya pata pyaar ki shamma jale na jale jaanu na main to jaanu na roothe roothe piya ko manaana bindiyaa ho meri bindiyaa mujhe preet ki reet sikhaana main to sajan ki ho hi chuki hoon kyun na huye mere hooooo naina mere rang bhare sapne to sajaane lage kya pata pyaar ki shamma kajra mera kajra meri ankhiyon ka ban gaya paani toota dil toota meri tadap kisi ne na jaani pyaar mera hai ik parchhayee haath lage na mere hooooo
muhabbat muhabbat muhabbat muhabbat muhabbat naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo khud ko bhula denge tab tujhe bhoolenge hum hoooooo ooooo ooooo naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo humdam maana tujhse mil naa paayenge hum hoooo ooooo pyaar phir bhi naa hoga tujhse kam humdam maana tujhse mil naa paayenge hum hoooo ooooo pyaar phir bhi naa hoga tujhse kam khud ko bhula denge tab tujhe bhoolenge hum hoooooo ooooo ooooo naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo muhabbat muhabbat muhabbat muhabbat muhabbat aise humko tum bhula hi dena aise hoooo ooooo bhoole sapnon ko savera jaise aise humko tum bhula hi dena aise hoooo ooooo bhoole sapnon ko savera jaise khud ko bhula denge tab tujhe bhoolenge hum hoooooo ooooo ooooo naina ye barsen milne ko tarsen sahi jaaye na judaayi hoooooooo khud ko bhula denge tab tujhe bhoolenge hum
nainon mein badra chaaye bijli se chamke hai aise mein balam mohe garva laga le nainon mein badra chaaye madira mein doobi akhiyan chanchal hain dono sakhiyan jhalki raheng tohe palkon ki pyaari pakhiyaan sharma ke denge tohe madira ke pyaale nainon mein badra chaaye aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaaa prem deewani hoon mein sapno ki rani hoon mein prem deewani prem deewani hoon mein sapno ki rani hoon mein pichhale janam se teri prem kahani hoon mein aa iss janam mein bhi tu apna bana le nainon mein badra chaaye bijli se chamke hai aise mein balam mohe garva laga le nainon mein badra chaaye
nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam bolo ji bolo ye raaz kholo hum bhi sunen dil ko thaam yaa to hai dharti yaa hai gagan yaa to hai sooraj yaa hai pawan uhmm us ka to saajan hai naam nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam heyyyyy hoo oooo masti mein gaaye dil ko lubhaaye kaanon mein mishri si ghole bolo ji bolo ye raaz kholo mera bhi mann aaj dole yaa to koyal ki hai raagni yaa to paayal hai yaa bansuri naa us ka to sajani hai naam nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam hmmm hmmm hmm hmmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa behki behki chaal hai uski jhoome wo awaara bolo ji bolo ye raaz kholo kis ki taraf hai ishaara bolo kis ki taraf hai ishaara yaa to jogi hai yaa paagal yaa to baadal hai yaa aanchal uhmm us ka to preetam hai naam nainon mein darpan hai darpan mein koi dekhun jise subah shaam la la la la la la la la la la la la la la la la aaa la la la la la la la la
haan to nainon mein nindiya hai mathe pe bindia hai are baalon mein gajara hai aankhon mein kajara hai oh o phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga o naino mein nindiya hai mathe pe bindia hai baalon mein gajara hai aankhon mein kajara hai phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga teri galiyon ka main hoon ek banjara teri galiyon ka main hoon ek banjara tere bin duniya mein mera kaun sahara meri kab marzi hai hum mein ho ye doori main to jaan bhi de doon lekin hai majboori paaon mein paayal hai haathon mein aanchal hai julfon mein khushboo hai palkon mein jadu hai phir kaunsi jagah hai khali o matwali main kahan rahunga o bolo kahan rahunga sikhe koi tumse jhuthi baat banana are sikhe koi tumse jhuthi baat banana dekho dil na todo karke saaf bahana aise sapnon ka koi mahal banaun mere beghar premi main tumko kahan basaun seene mein dhadkan hai baahon mein kangan hai kaanon mein baali hai
nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole jaayen kabhi na mere jee se lagan teri hoke rahungi main to aise sajan teri jaayen kabhi na mere jee se lagan teri hoke rahungi main to aise sajan teri kaliyon ke saath jaise bhanvaron ka pyaar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole tumne basaya mujhe apni nigaahon mein phool khilaye meri preet ki raahon mein tumne basaya mujhe apni nigaahon mein phool khilaye meri preet ki raahon mein akhiyon mein pyaar bhara naya iqraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole dil ka qaraar dole tum jab dekho piya mera sansaar dole nainon mein pyaar dole
taa thaiyaa taa thaiyaa ho o taa thaiyaa taa thaiyaa ho o tum tannnn tum tannnnn tum tannnnn tum tannnnn tum tana tum tana tum tana tum tana tum tana tum tana tum tana tum tana hoooooo ho ho hooo ho ho ho nainon mein sapnaa sapnon mein sajanaa sajanaa pe dil aa gaya kyun sajanaa pe dil aa gaya nainon mein sapnaa sapnon mein sajanaa sajanaa pe dil aa gaya kyun sajanaa pe dil aa gaya kai albele dheke jawani ke rele dekhe hasino ke mele dekhe dil pe hoooo hoooo tuhi chhaa gayaa ho tuhi chhaa gayaa arre nainon mein sapnaa sapnon mein sajani sajani pe dil aa gayaa ke sajani pe dil aa gaya taa thaiyaa taa thaiyaa ho o taa thaiyaa taa thaiyaa ho o tu nahin aa aa main nahin aa aa ab dil ek hai do tan ik pran do dil ik jaan manzil ek hai aang se aa aa aang mile aa aa aramaan khil gaye purab pashchim se pashchim purab se kaise mil gaye pyar ke zamane mile husn ke khazane mile jeene ke bahaane mile man mein hoooo hoooo jo tu aa gayaa ho jo tu aa gayaa nainon mein sapnaa
nainon se nainon ki baat huyi chhup chhup ke tumse mulaaqaat huyi nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum phir bhi ghungharu ne bol diya chham chham chham nainon se nainon ki baat huyi tum jo mile phool khile dil ke armaan hile dharti gagan donon lage jhumne nainon se milte hi nayan chalne laga mand pawan bhanvar lage kaliyon ko choomne bhanvar lage kaliyon ko choomne pehle milan ki ye karamaat huyi chandaa bin punam ki raat huyi nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum phir bhi ghungharu ne bol diya chham chham chham nainon se nainon ki baat huyi chanchal palkon ke tale nazron ke teer chale baazi lagi do dilon ke khel ki tum bhi chale hum bhi chale dekh ke sab log jale badhne lagi bel madhur mel ki badhne lagi bel madhur mel ki apni muhabbat ki shuruaat huyi jeet idhar aur udhar maat huyi nahin jaan sake tum nahin jaan sake hum phir bhi ghungharu ne bol diya chham chham chham nainon se nainon ki baat huyi chhup chhup ke tumse
nainon waali ne haaye mera dil loota nainon waali bholi bhaali ek matwaali ne haaye mera dil loota nainon waali ne wo bhooli bhaali ne dil mera loota dil mera loota dil mera haaye haaye haaye haaye nainon waali ne haaye mera dil loota muskaati ithlaati gaati aayi julfen khole muskaati ithlaati gaati aayi julfen khole koyaliya chup ho jaaye jab uski payal bole mujhe dikha ke pyaar bhare do naina bhole bhole nainon waale aa haa nainon waale ek matwaale ne haaye mera dil loota nainon waale ne haaye mera dil loota qaid mein uski jo aa jaaye wo qaidi na chhute qaid mein uski jo aa jaaye wo qaidi na chhute laakhon bandhan toote lekin ye bandhan na toote neend chura li mujhse kar ke waade jhoote jhoote bholi bhaali haaye bholi bhaali nainon waale ne haaye mera dil loota nainon waale ne haaye mera dil loota naazo ada se chaand ke aage ghunghat jab sarkaaye naazo ada se chaand ke aage ghunghat jab sarkaaye chaand tadap kar uske gore kadmon par gir jaaye taare puchhe hua hai
nas nas mein agan toote hai badan baahon mein chhupaane aa jaao aa gale se laga le apna bana le are koi to bahaane aa jaao nas nas mein agan toote hai badan baahon mein chhupaane aa jaao aa gale se laga le apna bana le are koi to bahaane aa jaao nas nas mein agan toote hai badan ye roop mila ye ang mila pal bhar naa tumhaara sang mila ye roop mila ye ang mila pal bhar naa tumhaara sang mila toofan utha hai tan man mein dildaar bachane aa jaao aa gale se laga le apna bana le are koi to bahaane aa jaao nas nas mein agan toote hai badan paayal ki chhanak kangna ki khanak pahunchaayi tumhaare kaanon talak paayal ki chhanak kangna ki khanak pahunchaayi tumhaare kaanon talak ek dil ke liye kya kya naa kiya ye koi naa jaane aa jaao aa gale se laga le apna bana le are koi to bahaane aa jaao nas nas mein agan toote hai badan tu tu naa rahe main main naa rahun jee bhar ke tujhe main pyaar karun tu tu naa rahe main main naa rahun jee bhar ke tujhe main pyaar karun humne bhi
kitne din aankhen tarsengi kitne din aankhen tarsengi kitne din yun dil tarsenge ek din to baadal barsenge aye mere pyaase dil aaj nahin to kal mehkegi khwabon ki mehfil kitne din aankhen tarsengi soone soone se murjhaye se hain kyun ummeedon ke chehre kaanton ke sar pe hi baandhe jayenge phoolon ke sehre soone soone se murjhaye se hain kyun ummeedon ke chehre kaanton ke sar pe hi baandhe jayenge phoolon ke sehre naya zamana aayega naya zamana aayega kitne din kitne din yun dil tarsenge ek din to baadal barsenge aye mere pyaase dil aaj nahin to kal mehkegi khwabon ki mehfil aaaaaaaaa aaaaaaa oooooo ooooo zindagi pe sab ka ek sa haq hai sab tasleem karenge saari khushiyaan sare dard barabar hum taqseem karenge zindagi pe sab ka ek sa haq hai sab tasleem karenge saari khushiyaan sare dard barabar hum taqseem karenge naya zamana aayega naya zamana aayega kitne din kitne din yun dil tarsenge ek din to baadal barsenge aye mere pyaase dil aaj nahin to kal mehkegi khwabon
Nayan Chakchoor Chhe
nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki dhuwaan dhuwaan ye fizaayen humen bulaati hain dhuwaan dhuwaan ye fizaayen humen bulaati hain ye thandi thandi hawaayen humen bulaati hain ye thandi thandi hawaayen humen bulaati hain sabhi ko bhaa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki diya paiyaam humen mad bhare nazaaron ne diya paiyaam humen mad bhare nazaaron ne kiya salaam humen jhoomti bahaaron ne kiya salaam humen jhoomti bahaaron ne diye jalaa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo
nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki ghadi nahin ye sabr ki naa intezaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki ghadi nahin ye sabr ki naa intezaar ki behak chale lehak chale dil ke ye armaan idhar bhi hai udhar bhi hai ek se toofan behak chale lehak chale dil ke ye armaan idhar bhi hai udhar bhi hai ek se toofan ye raat pyaar ki dilon ke haar ki ye raat pyaar ki dilon ke haar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki hole hole dheere dheere khulne lage dil hichak hati jhijhak miti ab hai kya mushkil hole hole dheere dheere khulne lage dil hichak hati jhijhak miti ab hai kya mushkil ye raat pyaar ki dilon ke haar ki ye raat pyaar ki dilon ke haar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki jaate kahaan ruke
nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai sun lo zara kareeb se ye dil ki dhadkanen ye dil ka haal sunne sunaane ki raat hai nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai kadmon mein kyun bichhi huyi hai aaj chandni palkon pe chandni ko bithane ki baat hai nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai dekho falak ki mang sitaaron se bhar gai zulfon mein bhi sitare sajaane ki raat hai nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai
nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya baahon mein baahein daal ke khilne ka mausam ho khilne ka mausam aa gaya nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya kanu kanu arre baba jaanu shhhko na tum mujhe zara suno toooo iss pyaar se tera haath laga lehara gaye gesoon mere iss pyaar se tera haath laga lehara gaye gesoon mere arre kuchh bhi nazar aata hi nahin masti mein mujhe tujh se pare kaandhe pe kaandhe pe meri zulf ke dhalne ka mausam dhalne ka mausam aa gayaa baahon mein baahein daal ke khilne ka mausam khilne ka mausam aa gaya hoooo tum mil bhi gaye phir bhi dil ko kya jaane kaisi aas hai tum mil bhi gaye phir bhi dil ko kya jaane kaisi aas hai tum paas ho phir bhi honthon mein jaane kaisi pyaas hai honthon ki honthon ki thandi aag mein jalne ka mausam jalne ka mausam aa gayaa nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam milne ka
kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki aakhir sun li manmohan ne mere mann ki boli ho oo ab jaakar hum ko pahchani unki nazarein bholi sakhi ghadi aa gayi mere shringaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki dil ne kaha tera sapna jhutha maine kaha sach hoga ho oo hum pahle din jaan gaye the kaise kya kab hoga sun lo ye sargam dil ke sitaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki raat raat bhar socha tumko kaise paas bulaaun ho dwaar khade tum laaj lage ab saamne kaise aaun ho oo kabhi ikraar ki kabhi inkaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki
neel gagan ki chhanv mein din rain gale se milte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa neel gagan ki chhanv mein din rain gale se milte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa jab phool koi muskata hai preetam ki sughandh aa jaati hai nas nas mein bhanver sa chalta hai madmati jalan kalpati hai yaadon ki nadi ghir aati hai har mauj mein hum to behte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa neel gagan ki chhanv mein din rain gale se milte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain kehta hai samay ka ujiyaara ek chandra bhi aane waala hai inn jyot ki pyaasi ankhiyan ko ankhiyon se pilane waala hai jab paat hawaa se bajte hain hum chauk ke raahen takten hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaa aaaaa aaaaaaa
neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa ho neela aasmaan so gayaa aansuon mein chaand dooba raat murjhaayi aansuon mein chaand dooba raat murjhaayi zindagi mein door tak phaili hai tanhaayi jo guzre hum pe wo kam hai tumhaare ghum ka mausam hai neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa hooo yaad ki waadi mein goonje beete afsaane yaad ki waadi mein goonje beete afsaane humsafar jo kal the ab thehre wo begaane mohabbat aaj pyaasi hai badi gehri udaasi hai neela aasmaan so gayaa ho neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa
neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi are din dahaade are din dahaade chori kare raat bhar jagaaye daaka daale teri bansi ho neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi mann mein lage aise agan jaise chamke bijuriyaa baadal mein mann mein lage aise agan jaise chamke bijuriyaa baadal mein chupke kabhi le jaaungi teri bansi chhupa ke aanchal mein kaahe shaam dhale kaahe shaam dhale kadam tale mujhko bulaaye daaka daale teri bansi neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi samjhi thi main natkhat hai tu bas maakhan churaya karta hai samjhi thi main natkhat hai tu bas maakhan churaya karta hai deewani main naa jaani tu kaahe panghat pe aaya karta hai mohe laaj aaye mohe laaj aaye haaye nahin baat kahi jaaye daaka daale teri bansi neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi bansi ki dhun sun ke piya jiya mera kahin kho jaata hai bansi ki dhun sun ke piya jiya mera kahin kho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Naina Mere Rang Bhare Black Mail (1973) 04:41 17879
 
Poster of Black Mail (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 04:41   Song Number : 17879   

Naina Ye Barsen Mohabbat (1985) 06:26 18448
 
Poster of Mohabbat (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Vijayanta
Duration : 06:26   Song Number : 18448   

Nainon Mein Badra Mera Saaya (1966) 03:21 21026
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 21026   

Nainon Mein Darpan Hai Aarop (1974) 03:52 15708
 
Poster of Aarop (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Sayra Banu
Duration : 03:52   Song Number : 15708   

Nainon Mein Nindiya Hai Joroo Ka Ghulam (1972) 02:44 36153
 
Poster of Joroo Ka Ghulam (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Nanda
Duration : 02:44   Song Number : 36153   

Nainon Mein Pyaar Dole Sheroo (1957) 03:17 36374
 
Poster of Sheroo (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Kaif Irfani
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:17   Song Number : 36374   

Nainon Mein Sapnaa Himmatwala (1983) 06:40 21027
 
Poster of Himmatwala (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jitendra, Sridevi
Duration : 06:40   Song Number : 21027   

Nainon Se Nainon Ki Baat Huyi Chandramukhi (1960) 03:23 37385
 
Poster of Chandramukhi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kavita, Manhar Desai
Duration : 03:23   Song Number : 37385   

Nainon Waali Ne Haaye Mera Dil Loota Mera Saaya (1966) 03:48 13714
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Sadhna
Duration : 03:48   Song Number : 13714   

Nas Nas Mein Agan Jahan Pyar Mile (1969) 05:28 13407
 
Poster of Jahan Pyar Mile (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Raag- 
Bhairavi
Duration : 05:28   Song Number : 13407   

Naya Zamana Aayega Naya Zamana (1971) 04:01 19235
 
Poster of Naya Zamana (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 04:01   Song Number : 19235   

Nayan Chakchoor Chhe Mehndi Rang Lagyo (1960) 03:31 39858
 
Poster of Mehndi Rang Lagyo (1960)
 
Category
Gujarati
Year- 
1960
Lyricist
Avinash Vyas
Music Director- 
Avinash Vyas
Duration : 03:31   Song Number : 39858   

Nazar Mein Rang Jawan Mohabbat (1971) 04:25 13431
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:25   Song Number : 13431   

Nazar Nazar Main Nashe Mein Hoon (1959) 04:48 31155
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:48   Song Number : 31155   

Nazron Se Aaj Dil Mein Gambler (1960) 03:23 38126
 
Poster of Gambler (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 03:23   Song Number : 38126   

Nazron Se Keh Do Doosara Aadmi (1977) 06:10 13180
 
Poster of Doosara Aadmi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh, Rakhi
Duration : 06:10   Song Number : 13180   

Nee Baliye Rut Hai Bahaar Kanhaiya (1959) 05:00 36212
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 05:00   Song Number : 36212   

Neel Gagan Ki Chhanv Amrapali (1966) 04:02 12657
 
Poster of Amrapali (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:02   Song Number : 12657   

Neela Aasmaan So Gayaa (Female) Silsila (1981) 05:22 12119
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 05:22   Song Number : 12119   

Neend Churaaye Chain Anuraag (1972) 04:28 12721
 
Poster of Anuraag (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Duration : 04:28   Song Number : 12721   
Karaoke Songs of Lata Mangeshkar, Sad Songs of Lata Mangeshkar, Love Songs of Lata Mangeshkar, Dance Songs of Lata Mangeshkar, Hip-hop songs of Lata Mangeshkar, Best songs of Lata Mangeshkar, Super hit songs of Lata Mangeshkar, hit songs of Lata Mangeshkar, duet songs of Lata Mangeshkar, solo songs of Lata Mangeshkar, old songs of Lata Mangeshkar, famous songs of Lata Mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of Lata Mangeshkar, Hindi Sad Songs of Lata Mangeshkar, Hindi Love Songs of Lata Mangeshkar, Hindi Dance Songs of Lata Mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of Lata Mangeshkar, best Hindi songs of Lata Mangeshkar, super hit Hindi songs of Lata Mangeshkar, hit Hindi songs of Lata Mangeshkar, duet Hindi songs of Lata Mangeshkar, solo Hindi songs of Lata Mangeshkar, old Hindi songs of Lata Mangeshkar, famous Hindi songs of Lata Mangeshkar, Sing Along Songs of Lata Mangeshkar, Sing Along Sad Songs of Lata Mangeshkar, Sing Along Love Songs of Lata Mangeshkar, Sing Along Dance Songs of Lata Mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of Lata Mangeshkar, Sing Along Best songs of Lata Mangeshkar, Sing Along Super hit songs of Lata Mangeshkar, Sing Along hit songs of Lata Mangeshkar, Sing Along duet songs of Lata Mangeshkar, Sing Along solo songs of Lata Mangeshkar, Sing Along old songs of Lata Mangeshkar, Sing Along famous songs of Lata Mangeshkar