Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAap Ki Kasam (1974)
HomeAap Ki Kasam (1974)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaa chori chori chupke chupke chori chori chupke chupke palkon ke peechhe se chhup ke keh gayi saari batiyaan ankhiyaan wo ankhiyaan ye ankhiyaan do ankhiyaan chori chori chupke chupke palkon ke peechhe se chhup ke keh gayi saari batiyaan ankhiyaan wo ankhiyaan ye ankhiyaan do ankhiyaan honthon par tha laaj ka pehra dhadak gaya ye dil naa thehraa hooo honthon par tha laaj ka pehra dhadak gaya ye dil naa thehraa ban gayi prem ki patiyaan ankhiyaan wo ankhiyaan ye ankhiyaan do ankhiyaan aane ko to neend bhi aayi kuchh naa poochho raam duhaayi ho aane ko to neend bhi aayi kuchh naa poochho raam duhaayi jaagi saari ratiyaan ankhiyaan wo ankhiyaan ye ankhiyaan do ankhiyaan laakh chhupaaye meera raani man mohan ki prem deewani deewani laakh chhupaaye meera raani man mohan ki prem deewani jaan gayi jaan gayi jaan gayi hoooo jaan gayi sab sakhiyaan ankhiyaan wo
hey jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar ke pyala tere naam ka piya ho ho ho ho gir jaaungi main mar jaaungi jo tune mujhe thaam na liya ho saun rab di hey jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar ke pyala tere naam ka piya ho ho ho ho gir jaaungi main mar jaaungi jo tune mujhe thaam na liya ho saun rab di ek ke do hmm do ke chaar hmm mujh ko to hmm dikhte hain aisa hi hota hai jab do dil milte hain ek ke do do ke chaar mujh ko to dikhte hain aisa hi hota hai jab do dil milte hain sar pe zameen paanv ke neeche hai aasmaan ho saun rab di saun rab di saun rab di saun rab di jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar ke pyala tere naam ka piya ho ho ho gir jaaungi main mar jaaungi jo tune mujhe thaam na liya ho saun rab di o more raaja bade jat naate ki ture tere fulwaari re kandhe pe hmm sar rakh ke hmm tum mujh ko hmm sone do masti mein jo chahe ho jaaye hone do kandhe pe sar rakh ke tum mujh ko sone do masti mein
o ho ho ho o ho o o o o o hmm hmm hmm karvaten badalte rahe saari raat hum karvaten badalte rahe saari raat hum aap ki kasam aap ki kasam karvaten badalte rahe saari raat hum aap ki kasam aap ki kasam ghum na karo din judaayi ke bahut hain kam aap ki kasam aap ki kasam yaad tum aate rahe ik hook si uthati rahi neend mujhse neend se mein bhaagati chhupti rahi raat bhar bairan nigodi chaandani chubhati rahi aag si jalti rahi girti rahi shabnam aap ki kasam aap ki kasam jheel si aankhon mein aashiq doob ke kho jaayega zulf ke saaye mein dil armaan bhara so jaayega tum chale jaao nahin to kuchh na kuchh ho jaayega dagmaga jaayenge aise haal mein kadam aap ki kasam aap ki kasam rooth jaayen hum to tum humko mana lena sanam door hon to paas humko tum bula lena sanam kuchh gila ho to gale humko laga lena sanam toot na jaaye kabhi ye pyaar ki kasam aap ki kasam aap ki kasam aap ki kasam aap ki kasam aap ki kasam
paas nahin aana bhool nahin jaana paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai pehle tu aag bhadkati hai phir dil ki pyaas tu bujhati hai hey pehle tu aag bhadkati hai phir dil ki pyaas tu bujhati hai teri yahi ada to mujhko pasand hai achha haan haan magar aaj muhobbat bandh hai paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai kitnaaa kitna maza hai aise jeene mein dhak dhak bhi hoti nahin seene mein kitna maza hai aise jeene mein dhak dhak bhi hoti nahin seene mein koi bechaini nahin kitna anand hai ke aaj muhobbat band hai paas nahin aana bhool nahin jaana tum ko saugandh hai ke aaj muhobbat band hai mat chhed apne deewane ko rehne de tu is bahaane ko hey mat chhed apne deewane ko rehne de tu is bahaane ko hothon pe na hai magar dil to razamand hai razamand hai magar aaj muhobbat band hai paas nahin aana bhool nahin jaana
suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin chali hawa jhuki ghata kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin teri kasam ye dilkash nazaare karte hain ishaare jo samjhe koi mere sanam ye khaamosh aankhen bhi karti hain baatein jo samjhe koi samjha nahin tum samjha do suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin bas jo chale to subah se lekar rahoon shaam tak main tere sang mein garr ho sake to main apne dil par tera naam likh doon har ik rang mein baaton mein na uljhaoo suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin achchhaa kabhi phir baat chhedenge marzi nahin hai tumhari abhi kuch ho gaya to badi hogi mushkil ke choti umar hai hamaari abhi main kya karoon batla do suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin chali hawa jhuki ghata kuch hua kya abhi to nahi suno kaho kaha suna kuch hua kya oo zara sa kuch hua to hai
zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo maqaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo maqaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate phool khilte hain log milte hain phool khilte hain log milte hain magar patjhad mein jo phool murjhaa jaate hain wo bahaaron ke aane se khilte nahin kuchh log ik roz jo bichhad jaate hain wo hazaaron ke aane se milte nahin umr bhar chaahe koi pukaara kare unka naam wo phir nahin aate wo phir nahin aate aankh dhokha hai kya bharosa hai aankh dhokha hai kya bharosa hai suno doston shaq dosti ka dushman hai apne dil mein ise ghar banaane naa do kal tadapna pade yaad mein jinki rok lo ruth kar unko jaane naa do baad mein pyaar ke chaahe bhejo hazaaro salaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate suboh aati hai raat jaati hai suboh aati hai raat jaati hai yunhi waqt chalta hi rehtaa hai rukta nahin ek pal mein ye aage nikal jaata hai aadmi thik se dekh paata nahin aur parde pe manzar badal jaata hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chori Chori Chupke Aap Ki Kasam (1974) 05:02 12586
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Raag- 
Khamaj
Duration : 05:02   Song Number : 12586   

Jai Jai Shiv Shankar Aap Ki Kasam (1974) 05:38 20639
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Duration : 05:38   Song Number : 20639   

Karvaten Badalte Rahe Aap Ki Kasam (1974) 05:05 20744
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:05   Song Number : 20744   

Paas Nahin Aana Aap Ki Kasam (1974) 03:51 32052
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 03:51   Song Number : 32052   

Suno Kaho Kaha Suna Aap Ki Kasam (1974) 04:06 21265
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 04:06   Song Number : 21265   

Zindagi Ke Safar Mein Aap Ki Kasam (1974) 06:36 21506
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:36   Song Number : 21506