Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAap Ki Khatir
HomeAap Ki Khatir
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humne to kiya sabhi kuchh aap ki khaatir bhool huyi bhi to humse kahan pe aakhir kya soch ke main ho gayi iss tarah bezaar raaja mere tere liye ye roop ye singaar tujhse hi to hain mere jeevan mein bahaar aayega to pahnaungi baahon ka ye haar aaj saare sapne mere honge saakar raaja mere tere liye ye roop ye singaar chaha tha phoolon se bhar doon tera aangan main uljha laayi kanton se par apna daaman main sapnon ke moti ban gaye aansuon ki dhar raaja mere tere liye ye roop ye singaar tujhse hi to hain mere jeevan mein bahaar aayega to pahnaungi baahon ka ye haar aaj saare sapne mere
uuuu uu uu uu uuuu uu uu uu uuuu uu uu uu uuuu uu uu uu aap ki khatir mere dil ka jahaan hai haazir aap ki khatir mere dil ka jahaan hai haazir apne saare armaan apne saare armaan kar doon mein zaahir kar doon mein zaahir aap ki khatir mere dil ka jahaan hai haazir apne saare armaan kar doon mein zaahir kar doon mein zaahir uuuu uu uu uuuu uu uu uuuu uu uu uuuu uu uu ishq bhi kya cheez hai iss mein hosh rehta nahin ye to hai silsila chainon sukoon ka dil ke zunoon ka aafree ishq bhi kya cheez hai iss mein hosh rehta nahin ye to hai silsila chainon sukoon ka dil ke zunoon ka aafree aapki baaton se mulaakaton se khayaalon se hua mein hua bada hi mutaasir aap ki khatir mere dil ka jaahan hai haazir apne saare armaan kar doon mein zaahir kar doon mein zaahir uuuu uu uu uu uuuu uu uu uu uuuu uu uu uu uuuu uu uu uu aap ki khatir aap ki khatir kabhi kabhi to hoti hai yahaan mukamal aashiqi kayi karvatein legi ye zindagi badle na nazar aap ki kabhi kabhi to hoti hai yahaan
aaaaaaaaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa tera chehra kanwal samjhta hoon chandani ka badal samjhta hoon teri aankhen nahin do misre hain teri aankhen ghazal samjhata hoon aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaaaaaaaaa tera chehra suhab ka sooraj hai tujhse milne ki aas rehti hai tere jalve kahin bhi roshan hon roshni dil ke paas rehti hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa kya kya naa sahe humne sitam aap ki khatir kya kya naa sahe humne sitam aap ki khatir ye jaan bhi jaayegi sanam aap ki khatir ye jaan bhi jaayegi sanam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir niklega kisi roz ye dam aap ki khatir niklega kisi roz ye dam aap ki khatir ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi ik aap jo mil jaayen to mil jaaye khudaayi manzoor hain duniyaa ke alam aap ki khatir manzoor hain duniyaa ke alam aap ki khatir tadpe hain sadaa apni kasam aap ki khatir
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Ki Khaatir Aap Ki Khatir (1977) 03:31 32819
 
Poster of Aap Ki Khatir (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Rekha
Duration : 03:31   Song Number : 32819   

Aap Ki Khatir Aap Ki Khatir (2006) 04:54 18799
 
Poster of Aap Ki Khatir (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Khanna
Duration : 04:54   Song Number : 18799   

Aap Ki Khatir Mere Huzoor (1968) 09:11 13719
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Jitendra, Mala Sinha
Duration : 09:11   Song Number : 13719