Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAas Ka Panchhi (1961)
HomeAas Ka Panchhi (1961)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zamin kaagaz ki ban jaaye samandar roshnaayi ka bayaan phir bhi na hoga humse ye kissa judaayi ka chaar dino ki chhuti hai aur unse jaa kar milna hai jiss maang ne dil ko maang liya maang ne dil ko maang liya uss maang mein taare bharna hai dil apna abhi se dhadke hai dekhenge unhe to kya hoga hum hosh bhi apne kho denge masti se bhara jalwa hoga dil apna abhi se dhadke hai dekhenge unhe to kya hoga hum hosh bhi apne kho denge masti se bhara jalwa hoga wo saamne ho phir aaye mazaa kuchh kehna hai kuchh sunna hai wo bhi to humari raahon mein zulfon ko sanwaare aayenge aur phool chameli ke gajre khush ho ke humen pehnaayenge ab chaand ki tarah chamakna hai sooraj ki tarah se niklana hai aankhon mein jawaan shikwe honge honthon pe hansi lehraayegi saagar se milegi jab nadiyaa toofan pe raunaq aayegi aankhon mein jawaan shikwe honge honthon pe hansi lehraayegi saagar se milegi jab nadiyaa toofan pe raunaq aayegi ab baadal ban ke barasna hai maujon ki tarah se ubharna
raah ke taalib hain par be raah padte hain kadam dekhiye kya dhundhte hain aur kya paate hain hum apni bhi kya zindagi hai niraali jahaan gaye thukraaye gaye jaise botal khaali apni bhi kya zindagi hai niraali jahaan gaye thukraaye gaye jaise botal khaali apni bhi kya zindagi hai niraali jahaan gaye thukraaye gaye jaise botal khaali rangeen wo zamaana tha sapna wo kya suhaana tha tab subhoh shaam khushiyon ke jaam har saans ek taraana tha rangeen wo zamaana tha sapna wo kya suhaana tha tab subhoh shaam khushiyon ke jaam har saans ek taraana tha ab to bas har ghadi dukh bhari bebasi aas ki har kiran ashq ban beh gayi apni bhi kya zindagi hai niraali jahaan gaye thukraaye gaye jaise botal khaali apni bhi kya zindagi hai niraali jahaan gaye thukraaye gaye jaise botal khaali kya neend kiss ko sona hai ab saari raat rona hai tukde bichha ke sab kuchh bhula ke bas ek baar sona hai kya neend kiss ko sona hai ab saari raat rona hai tukde bichha ke sab kuchh bhula ke bas ek
aye dil pyaar ki manzil ab hai muqaabil dekh to le aanchal dhal gaya sir se chaand ko apne dekh to le aye dil pyaar ki manzil aaj ke jaisi raat na hogi ye hulchal ye baat naa hogi dekhne waale dekhtaa jaa tu roz to ye baarat na hogi aye dil pyaar ki manzil ab hai muqaabil dekh to le aye dil pyaar ki manzil tab ek sapna dekh raha tha ab ek sapna dekh raha hoon kya hai nazaara kya batlaaun dekh lo kya kya dekh rahaa hoon aye dil pyaar ki manzil ab hai muqaabil dekh to le aye dil pyaar ki manzil saamne mere wo jo wahaan hai jinki nazar mere dono jahaan hai kaash koi ye poochh le unn se kal wo kahaan the aaj kahaan hai aye dil pyaar ki manzil ab hai muqaabil dekh to le aanchal dhal gaya sir se chaand ko apne dekh to le aye dil pyaar ki manzil
dheere chalao zara haaye dheere chalao zara mukaddar ki gaadi pe hum do anaadi ye hai naya raasta dheere kahaan tak chalen haaye dheere kahaan tak chalen jo bekhauf chalte hain jeevan safar mein unko mila raasta dheere chalao zara haaye dheere chalao zara hawaon me udaa ke hamein tum churaa ke kahaan le chale ho batao to bhala jahaan ek hum hon jahaan ek tum ho jahaan kabhi na aaye koi dusra dheere chalao zara haaye dheere chalao zara mukaddar ki gaadi pe hum do anaadi ye hai naya raasta dheere kahaan tak chalen haaye haaye dheere kahaan tak chalen ye jhoomta nazaara safar pyaara pyaara hai mausam ka ishaara yahaan na rukna jahaan bhi tu kahega jahaan bhi le chalega chalungi sang tere o mere sajna dheere kahaan tak chalen haaye haaye dheere kahaan tak chalen jo bekhauf chalte hain jeevan safar mein unko mila raasta dheere chalao zara haaye dheere chalao zara mukaddar ki gaadi pe hum do anaadi ye hai naya raasta dheere kahaan tak chalen haaye haaye dheere kahaan tak
haaaa haaa haaaa haa haa dil mera ek aas ka panchhi udta hai oonche gagan par pahunchega ek din kabhi to chaand ki ujli zameen par dil mera ek aas ka panchhi udta hai oonche gagan par pahunchega ek din kabhi to chaand ki ujli zameen par dil mera ek aas ka panchhi haaaa haaa haaaa haa haa ye duniyaa hai naujawaanon ki zamaana hai naujawaanon ka hawaayen bhi gungunaati hai taraana hum naujawaanon ka ye duniyaa hai naujawaanon ki zamaana hai naujawaanon ka hawaayen bhi gungunaati hai taraana hum naujawaanon ka badlegi ik din ye hasti chamkega ik din muqddar aayega jhoomta savera jeevan mein roshni ko le kar dil mera ek aas ka panchhi udta hai oonche gagan par pahunchega ek din kabhi to chaand ki ujli zameen par dil mera ek aas ka panchhi kabhi manzil bhi mil jaayegi abhi to har aas baaki hai ummeedon per nau bahaaren hain jahaan tak ye saans baaki hai kabhi manzil bhi mil jaayegi abhi to har aas baaki hai ummeedon per nau bahaaren hain jahaan tak ye saans baaki hai
tum ruthi raho main manaata rahun tum ruthi raho main manaata rahun ke inn adaaon pe aur pyaar aata hai ke inn adaaon pe aur pyaar aata hai thode shikven bhi hon kuchh shikaayat bhi ho thode shikven bhi hon kuchh shikaayat bhi ho to mazaa jeene ka aur bhi aata hai mazaa jeene ka aur bhi aata hai haaye dil ko chura kar le gaya munh chhupaa lena humse wo aapka munh chhupaa lena humse wo aapka dekhna wo bigad kar phir humen aur daaton mein ungali kaa daabnaa aur daaton mein ungali kaa daabnaa o mujhe teri kasam ye hi samaa maar gaya isi jalwe pe tere dono jahaan haar gaya tum ruthi raho main manaata rahun ke inn adaaon pe aur pyaar aata hai inn adaaon pe aur pyaar aata hai thode shikven bhi hon kuchh shikaayat bhi ho to mazaa jeene ka aur bhi aata hai mazaa jeene ka aur bhi aata hai ye naa samjho ke tumse door hoon ye naa samjho ke tumse door hoon tere jeevan ki pyaar bhari aas hoon tere jeevan ki pyaar bhari aas hoon chaand ke sang jaise hai chandani aise main bhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Char Dinon Ki Aas Ka Panchhi (1961) 04:41 12599
 
Poster of Aas Ka Panchhi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Others
Duration : 04:41   Song Number : 12599   

Apni Bhi Kya Zindagi Aas Ka Panchhi (1961) 04:24 12598
 
Poster of Aas Ka Panchhi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 04:24   Song Number : 12598   

Aye Dil Pyaar Ki Manzil Aas Ka Panchhi (1961) 05:05 12597
 
Poster of Aas Ka Panchhi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:05   Song Number : 12597   

Dheere Chalao Zara Aas Ka Panchhi (1961) 04:17 40362
 
Poster of Aas Ka Panchhi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 04:17   Song Number : 40362   

Dil Mera Ek Aas Ka Aas Ka Panchhi (1961) 04:17 12600
 
Poster of Aas Ka Panchhi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Subir Sen
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 04:17   Song Number : 12600   

Tum Ruthi Raho Main Aas Ka Panchhi (1961) 04:45 12596
 
Poster of Aas Ka Panchhi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 04:45   Song Number : 12596   
   
Copyright-  Saregama