Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAmeer Bai Karnataki
HomeAmeer Bai Karnataki
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aansoo thi meri zindagi aankhon ne jo baha diya roti hai mujhpe bekasi hasraton ne mita diya hasraton ne mita diya mil ke bichhad gaye ho tum ban ke bigad gaye hain hum ban ke bigad gaye hain hum apni khushi ke waaste tumne humen mitaa diya tumne humen mitaa diya sun ke koi kahega kya toote dilon ka maajra toote dilon ka maajra roya hai phoot phoot kar humne jise suna diya humne jise suna diya wo jo tumhara pyaar tha maut ki neend so gaya maut ki neend so gaya ab usse dhoondhte ho kya khaak mein jab mila diya khaak mein jab mila diya meri khushi bhi chheen li hans ke mujhe rula diya hans ke mujhe rula diya tum to mera naseeb the tumne mujhe ye kya diya tumne mujhe ye kya diya
ab tere siwa ab tere siwa kaun mera krishan kanhiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa ab tere siwa kaun mera krishan kanhiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa meri khushi ki duniyaa baabul ne chheen li mere sukhon ki kaliyaan kismat ne been li meri khushi ki duniyaa baabul ne chheen li mere sukhon ki kaliyaan kismat ne been li ab tu hi bachaa laaj meri bansi bajaiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa pooja nahin hai poori adhuri hai aarti pooja nahin hai poori adhuri hai aarti o shaam salone tujhe meera pukaarti o shaam salone tujhe meera pukaarti tujhe meera pukaarti kehti hai baar baar wo le le ke balaiyaan kehti hai baar baar wo le le ke balaiyaan bhagwaan bhagwaan bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa ab tere siwa kaun mera krishan kanhiyyaa bhagwaan kinaare se laga de meri naiyyaa ab tere siwa
bhiksha de de maiya pingala jogi khada hai dwaar maiya pingala jog utaaro raja bhartruhari raani kare hai pukaar raja bhartruhari bhiksha de de maiya pingala jogi khada hai dwaar maiya pingala kaise dekhun jog tumhara kaise dekhun jog tumhara gaon prahar kataar raaja bhartruhari karm likhi na mite kise se karm likhi na mite kise se karnahar kartaar maiya pingala kesar chandan chhod ke raja kesar chandan chhod ke raja lene bhabhuti dhaar raja bhartruhari kesar kaya raakh banegi kesar kaya raakh banegi iss ka kaun singaar maiya pingala alakh jagaavo mahlon mein raja alakh jagaavo mahlon mein raja dungi aasan daar raja bhartruhari jogi to jangal ke vaasi jogi to jangal ke vaasi kaisa ghar sansaar maiya pingala daya na aayi o niramohi daya na aayi o niramohi o niramohi chhod chale majhadhaar raja bhartruhari alakh niranjan alakh niranjan alakh niranjan alakh niranjan alakh niranjan alakh niranjan alakh niranjan japo ri maiya alakh niranjan japo ri maiya ho bhav sagar
dheere dheere aane waale dheere aa re baadal dheere dheere jaa mera bulbul so raha hai mera bulbul so raha hai shor gul naa machaa dheere dheere raat dhundhali ho gayi hai saari duniyaa so gayi hai raat dhundhali ho gayi hai sehlaa ke keh rahen hain phool kyaari mein so gayi so gayi so gayi so gayi laila kisi ki intezaari mein so gayi laila kisi ki intezaari mein meri laila ko o baadal tu nazar naa laga tu nazar naa laga o baadal tu nazar naa laga mera bulbul so raha hai mera bulbul so raha hai shor gul naa machaa dheere dheere tana na tana na tan na nana na tana na ta nadir na na na o gaane waalee shhhh dheere gaana geet tu apna kyun are toot jaayega kisi ki aankh ka sapna toot jaayega kisi ki aankh ka sapna chupke chupke keh raha hai chupke chupke keh raha hai mujh se mera dil aa gayi dekho musaafir pyaar ki mansil musaaffir pyaar ki manzil kaun gaata hai rubaai reeeee phir ye kiss ki yaad aayi re phir ye kiss ki yaad aayi re kiss ne pehna di haan bolo kiss ne
aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai jahaan humaaraa taaj mahal hai aur qutab meenaaraa hai jahaan humaare mandir masjid sikkhon kaa gurudwaaraa hai is dharti par qadam badhaanaa atyaachaar tumhaaraa hai atyaachaar tumhaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai aaj himaalay ki choti se phir hum ne lalkaaraa hai door hato door hato door hato aye duniyaa waalo hindustaan humaaraa hai shuru huaa hai jang tumhaaraa jaag utho
gore gore o baanke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo gore gore o baanke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo roz roz mulaaqat achchhi nahin pyaar mein aisi baat achchhi nahin thoda thoda milna thodi si judaai sada chandni raat achchhi nahin chhodo chhodo jiya na todo kisi aur ko jalaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo gore gore o baanke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo choti si baat par ye ladaai pyaar ki duhaai hai pyaar ki duhaai ankhiyon mein ankhiyan daal ke to dekho chehre pe gussa hai dil mein safaai ghadi ghadi o badi badi achchhi baatein na banaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo gore gore o banke chore kabhi meri gali aaya karo gori gori o baanki chori chaahe roz bulaya karo
mil ke bichhad gayin ankhiyaan haaye raama mil ke bichhad gayin ankhiyaan mil ke bichhad gayin ankhiyaan haaye raama mil ke bichhad gayin ankhiyaan mushkil se wo din bulaaye the humne phir aa ke chheda balam ne mushkil se wo din bulaaye the humne phir aa ke chheda balam ne phir se dharak gayin chhatiyaan dharak gayin chhatiyaan haaye raama mil ke bichhad gayin ankhiyaan mil ke bichhad gayin ankhiyaan haaye raama mil ke bichhad gayin ankhiyaan rote hain naina jiya talmalaaye jaavo koi unko laaye rote hain naina jiya talmalaaye jaavo koi unko laaye kaise bitaaun din ratiyaan bitaaun din ratiyaan haaye raama mil ke bichhad gayin ankhiyaan mil ke bichhad gayin ankhiyaan haaye raama mil ke bichhad gayin ankhiyaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aansoo Thi Meri Zindagi Bikhre Moti (1951) 03:29 12916
 
Poster of Bikhre Moti (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Akhtar-Ul-Iman
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal, Jeevan
Duration : 03:29   Song Number : 12916   

Ab Tere Siwa Kaun Mera Kismat (1943) 02:28 13552
 
Poster of Kismat (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Chandraprabha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 02:28   Song Number : 13552   

Bhiksha De De Maiya Pingala Bharthari (1944) 05:36 16542
 
Poster of Bharthari (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Indra
Music Director- 
Khemchand Prakash
On Screen Actors- 
Arun
Duration : 05:36   Song Number : 16542   

Dheere Dheere Aa Re Baadal Kismat (1943) 04:00 11932
 
Poster of Kismat (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Mumtaz Shanti
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:00   Song Number : 11932   

Door Hato Aye Kismat (1943) 04:01 13034
 
Poster of Kismat (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Kavi Pardeep
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 04:01   Song Number : 13034   

Gore Gore O Baanke Chore Samadhi (1950) 03:02 20480
 
Poster of Samadhi (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Nalini, Kuldeep Kaur
Duration : 03:02   Song Number : 20480   

Mil Ke Bichhad Gayin Rattan (1944) 02:19 14069
 
Poster of Rattan (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Ameer Banu
Duration : 02:19   Song Number : 14069   
Karaoke Songs of Ameer Bai Karnataki, Sad Songs of Ameer Bai Karnataki, Love Songs of Ameer Bai Karnataki, Dance Songs of Ameer Bai Karnataki, Hip-hop songs of Ameer Bai Karnataki, Best songs of Ameer Bai Karnataki, Super hit songs of Ameer Bai Karnataki, hit songs of Ameer Bai Karnataki, duet songs of Ameer Bai Karnataki, solo songs of Ameer Bai Karnataki, old songs of Ameer Bai Karnataki, famous songs of Ameer Bai Karnataki, Hindi Karaoke Songs of Ameer Bai Karnataki, Hindi Sad Songs of Ameer Bai Karnataki, Hindi Love Songs of Ameer Bai Karnataki, Hindi Dance Songs of Ameer Bai Karnataki, Hindi Hip-hop songs of Ameer Bai Karnataki, best Hindi songs of Ameer Bai Karnataki, super hit Hindi songs of Ameer Bai Karnataki, hit Hindi songs of Ameer Bai Karnataki, duet Hindi songs of Ameer Bai Karnataki, solo Hindi songs of Ameer Bai Karnataki, old Hindi songs of Ameer Bai Karnataki, famous Hindi songs of Ameer Bai Karnataki, Sing Along Songs of Ameer Bai Karnataki, Sing Along Sad Songs of Ameer Bai Karnataki, Sing Along Love Songs of Ameer Bai Karnataki, Sing Along Dance Songs of Ameer Bai Karnataki, Sing Along Hip-hop songs of Ameer Bai Karnataki, Sing Along Best songs of Ameer Bai Karnataki, Sing Along Super hit songs of Ameer Bai Karnataki, Sing Along hit songs of Ameer Bai Karnataki, Sing Along duet songs of Ameer Bai Karnataki, Sing Along solo songs of Ameer Bai Karnataki, Sing Along old songs of Ameer Bai Karnataki, Sing Along famous songs of Ameer Bai Karnataki