Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAround The World (1967)
HomeAround The World (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chale jaana zara thehro kisi ka dum nikaltaa hai ye manzar dekh kar jaana chale jaana zara thehro kisi ka dum nikaltaa hai ye manzar dekh kar jaana chale jaana zara thehro kisi ka dum nikaltaa hai ye manzar dekh kar jaana chale jaana zara thehro kisi ka dum nikaltaa hai ye manzar dekh kar jaana chale jaana abhi aaye ho baitho to ye mausam bhi suhaana hai abhi aaye ho baitho to ye mausam bhi suhaana hai abhi to haal e dil tumko nigaahon se sunaana hai nazar pyaasi ye dil pyaasa kisi ka dum nikaltaa hai ye manzar dekh kar jaana chale jaana haseen jharnon ke saaye mein akela chhod jaate ho haseen jharnon ke saaye mein akela chhod jaate ho humaare dil ko aakhir kis liye tum tod jaate ho zara dum lo kaha maano kisi ka dum nikaltaa hai ye manzar dekh kar jaana chale jaana humhaari jaan ho tum hi agar chal deen to phir kya hai humhaari jaan ho tum hi agar chal deen to phir kya hai tumhaare bin bahaaron mein kushi kyaa hai maza kyaa hai o jaan e mann na jaao tum kisi ka
dil laga kar aap se pachhtaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se pachhtaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se aankh kuchh aisi ladi naukari karni padi aankh kuchh aisi ladi naukari karni padi aa gaye baaton mein hum dil mein chhuti phooljhadi dil mein chhuti phooljhadi haaye hum to phans gaye ghabraa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se pachhtaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se dil to pehle de diya dil ko apne ro chuke dil to pehle de diya dil ko apne ro chuke paas jo poonji bachi haaye wo bhi kho chuke haaye wo bhi kho chuke hum to apne haal par sharmaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se pachhtaa rahe hain jaaneman pyaar karne ki sazaa hum paa rahe hain jaaneman dil laga kar aap se
duniyaan ki sair kar lo duniyaan ki sair kar lo duniyaan ki sair kar lo duniyaan ki sair kar lo insaan ke dost ban kar insaan se pyaar kar lo duniyaan ki sair kar lo duniyaan ki sair kar lo duniyaan ki sair kar lo duniyaan ki sair kar lo insaan ke dost ban kar insaan se pyaar kar lo around the world in eight dollers around the world in eight dollers around the world in eight dollers around the world in eight dollers los anglis bhadkila jahaan hollywood hai rangeela dekho desiny land mein aa kar pariyon ka desh dharti par los anglis bhadkila jahaan hollywood hai rangeela dekho desiny land mein aa kar pariyon ka desh dharti par duniyaan ki sair kar lo duniyaan ki sair kar lo insaan ke dost ban kar insaan se pyaar kar lo around the world in eight dollers around the world in eight dollers around the world in eight dollers around the world in eight dollers hum aman chaahne waale hum pyaar pe marne waale ik baat kahenge sab se nafrat ko mita do jag se insaan ke haath ka
jaane bhi de sanam mujhe abhi jaane jaane jaane jaane jaane de kal bhi to phir milenge hum jaane de jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe abhi jaane jaane jaane jaane jaane de kal bhi to phir milenge hum jaane de jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe dekh rahe hain duniyaa waale kya samjhenge mann ke ye kaale chhod de daaman o matwaale jaane jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe abhi jaane jaane jaane jaane jaane de kal bhi to phir milenge hum jaane de jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe dil main tujhko de jaati hoon meethi yaaden le jaati hoon kal aati hoon phir aati hoon jaane jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe abhi jaane jaane jaane jaane jaane de kal bhi to phir milenge hum jaane de jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe abhi jaane jaane jaane jaane jaane de kal bhi to phir milenge hum jaane de jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe abhi jaane jaane jaane jaane jaane de kal bhi to phir milenge hum jaane de jaane jaane de jaane bhi de sanam mujhe
joshe jawaani haai re haai nikle jidhar se dhoom machaye joshe jawaani haai re haai nikle jidhar se dhoom machaye duniya ka mela main hoon akela kitnaa akela hoon main joshe jawaani haai re haai nikle jidhar se dhoom machaye duniya ka mela main hoon akela kitnaa akela hoon main shaam ka rangin shokh nazaraa aur bechara ye dil dhoondh ke haara koi sahara par na mili manzil shaam ka rangin shokh nazaraa aur bechara ye dil dhoondh ke haara koi sahara par na mili manzil joshe jawaani haai re haai nikle jidhar se dhoom machaye duniya ka mela main hoon akela kitnaa akela hoon main koi to hum se do baat karta koi to kehta hello ghar na bulaata par ye to kehta kuch door tak sang chalo koi to hum se do baat karta koi to kehta hello ghar na bulaata par ye to kehta kuch door tak sang chalo joshe jawaani haai re haai nikle jidhar se dhoom machaye duniya ka mela main hoon akela kitnaa akela hoon main joshe jawaani haai re haai nikle jidhar se dhoom machaye duniya ka mela main
ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal rasiyaa neele neele nain chain churaane ko bechain rasiyaa neele neele nain chain churaane ko bechain rasiyaa neele neele nain chain churaane ko bechain chupke se kar jaaye kamaal chupke se kar jaaye kamaal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal husn jo dekha haal behaal waah re waah mere baanke laal paa jo liya hai gora rang karte ho europe ke dhang paa jo liya hai gora rang karte ho europe ke dhang paa jo liya hai gora rang karte ho europe ke dhang chalte ho kaisi kaisi chaal chalte ho kaisi kaisi chaal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke laal ye munh aur masoor ki daal waah re waah mere baanke
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chale Jaana Zara Around The World (1967) 05:05 20261
 
Poster of Around The World (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda, Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rajshree
Duration : 05:05   Song Number : 20261   

Dil Laga Kar Aap Se Around The World (1967) 03:49 12737
 
Poster of Around The World (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rajshree, Others
Duration : 03:49   Song Number : 12737   

Duniya Ki Sair Kar Lo Around The World (1967) 06:20 20419
 
Poster of Around The World (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda, Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rajshree
Duration : 06:20   Song Number : 20419   

Jaane Bhi De Around The World (1967) 03:44 12738
 
Poster of Around The World (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rajshree
Duration : 03:44   Song Number : 12738   

Joshe Jawaani Haai Re Around The World (1967) 03:41 20693
 
Poster of Around The World (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:41   Song Number : 20693   

Ye Munh Aur Masoor Around The World (1967) 04:45 12736
 
Poster of Around The World (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rajshree, Others
Duration : 04:45   Song Number : 12736