Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBindu Panikkar
HomeBindu Panikkar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haan aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai sajnaa haaye raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai baahon mein le le mujhe hiss aaha aa ke dard jawaan hai haa aa ke dard jawaan hai sajnaa haaye raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai baahon mein le le mujhe aahaa aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai aisi badariyaa pehli baar chhayi hai jhoom ke uthi to hai barasne na payi hai aisi badariyaa aisi badariyaa pehli baar chhayi hai jhoom ke uthi to hai barasne na payi hai meri ye nigaahen garm baahen ab na manengi meri ye nigaahen garm baahen ab na manengi aakhir teri saansen mere dil ka dard janengi ahaa aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai sajnaa haaye raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai baahon mein le le mujhe aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai nazrein gulaabi ho to har sheh gulaabi hai meri nazar se dekho duniya sharaabi hai nazrein gulaabi ho to nazrein gulaabi
apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke devta humpe itna karam kijiye apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke devta humpe itna karam kijiye apne dil mein jagah dijiye palkon ki chhanv mein rakhungi aapko chhupaa ke palkon ki chhanv mein rakhungi aapko chhupaa ke duniyaa ki nazron se rakhungi aapko bacha ke jaaneman dil ko mere dil mein basa lijiye apne dil mein jagah dijiye aap ke naam ka humne ye jaam liya hai aap ke naam ka humne ye jaam liya hai dekho deewane dil ne kaisa ye kaam kiya hai kitne dinon se pyaas lagi hai haan ye bhujha dijiye apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke devta humpe itna karam kijiye apne dil mein jagah dijiye humko sambhalo sanam dekho kadam dagmagaye humko sambhalo sanam dekho kadam dagmagaye aap ke bina ab to humse jeeya nahin jaaye aaj ki shaam kariye ye kaam doori mita dijiye apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke
dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye kar koi jatan o bairi sajan de dawa koi aisi ke chain aa jaaye dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye eee eee eeeeee eeee eee eee eeeeee eeee hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm nahin vaid ka ye kaam dil pukaare tera naam aankhen karti hain salaam palken deti hai paiyaam ho ho ho ho tere bina sooni sooni haaye meri armaanon ki mehfil dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye sun le pyaar ki fariyaad kar de aaj dil aabaaaaad ye zid chhod de saiyaad warnaa dekh rakhna yaad ho ho ho ho marr jaaungi main tera jeena kar doongi mushkil dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye
dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil ne mere dil se tere dil ne mere dil se tere haal e dilbar keh diya dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil hi to hai dil ka kya dil hi to hai dil ka kya kabhi idhar kabhi udhar yahaan se dil wahaan gaya magar tujhe naa huyi khabar dil kisi ko do to jaanun kya guzarti hai dil par dil ka dena dil ka lena kaam hai dildaar ka dil ne mere dil se tere dil ne mere dil se tere haal e dilbar keh diya dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil ke bina ye zindagi dil ke bina ye zindagi ye zindagi hai dillagi dil ki lagi o beraham o beraham hai balaa buri dil se mere chaahe khelon chaahe le lo hai aapka dil hai sheesha dil hai pathar sun le dil ki tu sadaa dil ne mere dil se tere dil ne mere dil se tere haal e dilbar keh diya dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa dil jalon kaa dil jalaa ke kya milegaa dilrubaa
do rang duniyaa ke aur do raaste do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste soch samjh ke paanv rakhe samjha do har deewane ko samjha do har deewane ko ik rasta mandir ko jaaye ik jaaye maikhaane ko ik jaaye maikhaane ko rastaa bhool naa jaaye raahi dhokha naa khaye do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste ek hain aise log jo auron ki khaatir jeete hain auron ki khaatir jeete hain dusre wo jo apni khatir apnon ka khoon bhi peete hain apnon ka khoon bhi peete hain koi phool khilaaye koi kaante bikhraaye do rang duniyaa ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke vaaste do rang duniyaa ke aur do raaste aur do raaste aur do raaste
ho ho ho duniya hai bewafa suniye sarkaar ho ho ho duniya hai bewafa suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar ho ho ho duniya hai bewafa suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar ho ho ho duniya hai bewafa duniya hai ho ho ho kahin aisa na ho khula reh jaye koi jharoka udd jaye panchhi tod ke pinjra de jaye dhoka ho ho ho kahin aisa na ho khula reh jaye koi jharoka udd jaye panchhi tod ke pinjra de jaye dhoka aisaa bhi aji kya aitbaar suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar ho ho ho duniya hai bewafa duniya hai suno ye nahin hai dekha hai ye maine apni nazar se suno ye nahin hai dekha hai ye maine apni nazar se wo jo hai na woh wo jo hai na woh haan kaise bhala naam loon chup hoon main dar se kisse hain uske beshumaar suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar ho ho ho duniya hai bewafa suniye sarkaar kijiye kijiye soch samajh ke zara pyaar soch samajh ke zara pyaar
hooooo garam garam kaaya tanda tanda paani lehar jaise chhuri chale raaja jaani ho chain mile o re jab ang lage tore aa jaa kahin se aa jaa balamwaa hooooo garam garam kaaya tanda tanda paani lehar jaise chhuri chale raaja jaani ho chain mile o re jab ang lage tore aa jaa kahin se aa jaa balamwaa hooooo garam garam haaye tanda tanda paani reee deri huyi teri meharbaani mein hooo aisa naa ho agan lage paani mein deri huyi teri meharbaani mein hoooo aisa naa ho agan lage paani mein hooo kahaan tose kahun main baanwariyaa hooo seep jaise nadi mein saanwariyaa are waise dolun pyaasi re main goriyaa hooooo garam garam haaye tanda tanda paani reee lehar jaise chhuri chale raaja jaani ho chain mile o re jab ang lage tore aa jaa kahin se aa jaa balamwaa hooooo garam garam kaaya tanda tanda paani reee khade balam chhupa ke sooratiyaa aaaa daiyya mori dhadak rahi chhatiyaa khade balam chhupa ke sooratiyaa hoooo daiyya mori dhadak rahi chhatiyaa hoooo aa hi gaya hai to piya
haan jaam bhi hai haan haan shaam bhi hai aaye haaye chori nahin saara aam hi hai sabne pee hai mujhpe ilzaam kyun hai khaam khaan mera naam badnaam kyun hai dekho na logon ne botalon ki botalen khatam kar di to kuchh na hua maine honthon se lagaayi toooo hungaama ho gaya aaaa aaaa aaaa aaaa hungaama ho gaya hungaama hungaama ho gaya mujhe yaar ne pilaayi tooooo hungaama ho gaya aaaa aaaa aaaa aaaa hungaama ho gaya hungaama hungaama ho gaya din ko kasmen khaate hain tauba tauba karte hain din ko kasmen khaate hain tauba tauba tauba karte hain shaam hoti hai to phir pyaale bharten hain raat ko sab peete hain subah ko sab darte hain kya kashish hai iss mein sab iss pe marte hain kasie ye log hai pata nahin kya karte hain kaun si baat hai iss mein sab isko apnaate hai mujhe hichki jo aayi tooooo hungaama ho gaya aaaa aaaa aaaa aaaa hungaama ho gaya hungaama hungaama ho gaya to ghabraa gaye sharmaa gaye yaa gussa kha gaye to ghabraa gaye sharmaa gaye yaa gussa kha gaye
jiya le gayo ji mora sanwariyaa jiya le gayo ji mora sanwariyaa laagi mann mein lagan huyi baanwariya jiya le gayo ji mora sanwariyaa jiya le gayo ji mora sanwariyaa pa ni ni ni re re re ma ma ma dha pa ma pa re ni re re re ma ma ma dha dha dha sa ni sa ni sa o papihe o papihe tumne papihe nahin dekhe more sainyaa dekhe to le lega unki balainyaa tumne papihe nahin dekhe more sainyaa dekhe to le lega unki balainyaa jaa re deewaane maar na taane piya ki sun jaa ke baansuriya jiya le gayo ji mora sanwariyaa jiya le gayo ji mora sanwariyaa aa aa aa aa aa saamne aaye to main aankhon mein chhupa loon thaam ke bainyaan unhein dil mein bitha loon saamne aaye to main aankhon mein chhupa loon thaam ke bainyaan unhein dil mein bitha loon shaam savere saath hon mere gori ke sang jaise gaagariya jiya le gayo ji mora sanwariyaa laagi mann mein lagan huyi baanwariya jiya le gayo ji mora sanwariyaa
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hey aye aye aye hey aye aye ayee doston mere kisse ho gaye khatam saare ab naa koi pukaare main sharaab pee raha hoon main sharaab pee raha hoon doston mere kisse ho gaye khatam saare ab naa koi pukaare main sharaab pee raha hoon main sharaab pee raha hoon hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hey aye aye aye aye aye aye aye hey chaahe jo bhi aap log naam mujhko dijiye ek kaam kijiye jaam mujhko dijiye chaahe jo bhi aap log naam mujhko dijiye ek kaam kijiye jaam mujhko dijiye jaam mujhkoooo dijiye dekhiye jee raha hoon main isi ke sahaare ab naa koi pukaare main sharaab pee raha hoon main sharaab pee raha hoon aye hassena jaan le wo deewana main nahin tere lab jo chum le wo tarana main nahin aye hassena jaan le wo deewana main nahin tere lab jo chum le wo tarana main nahin wo taranaaaaaa main nahin shhhhhh kisliye teri aankhen kar rahiii hai ishaare ab naa koi pukaare main sharaab pee raha hoon main sharaab pee raha
mera naaaam haiiiii shabnam pyaar se log mujhe kehte hain shabbo tara ruru tara tara ruru tara tara ruru tara ra ra ruuuu yaaa aye pehchaana mile the kabhi uss raat ko hmmm daro nahin baat hai wo raaz ki par raaz raaz hi rahega mera naam hai shabnam pyaar se log mujhe shabbo kehte hain tumhara naam kya hai hmmm hmmm hmmm hmm neena meena anju yaa manju neena meena anju manju yaaaa hmmmmm uss roz raat bhar sharmaayi bachti rahi main thi tum thi aur wo haaa haaa haaa haaa hmmm hmmmm sharmaao nahin ghabraao nahin kahungi kisi se nahin hmmm hmmm jaanti ho mera naam hai shabnam pyaar se log mujhe shabbo kehte hain tumhara naam kya hai hmmm hmmm hmmm hmm neena meena anju yaa manju neena meena anju manju yaaaa
ye khushi ye mehfilen aur jo naya andaaz hai samjhane waalon samajh lo iss mein bhi ik raaz hai raaz ki baat keh doon to jaane mehfil mein jaane mehfil mein phir kya ho raaz ki baat keh doon to jaane mehfil mein phir kya ho raaz khulne ka tum pehle ho ho ho raaz khulne ka tum pehle zara anjaam soch lo ishaaron ko agar samjho raaz ko raaz rehne do ishaaron ko agar samjho raaz ko raaz rehne do raaz ki baat keh doon to jaane mehfil mein phir kya ho zabaan par baat jo aayi kabhi rukti nahin hai kabhi rukti nahin hai uth gayi aankh jo ik baar wo jhukti nahin hai are jhukti nahin hai umeedon ka kahin na saamne main khoon hone doon haqeeqat ko chhupaungi to wo chhupti nahin hai jo barson se chhupi dil mein usse honthon pe aane do jo barson se chhupi dil mein usse honthon pe aane do raaz ki baat keh doon to jaane mehfil mehfil mehfil jaane mehfil mein phir kya ho uthe aankhen jo mehfil mein wo aankhen phod ke rakh doon wo aankhen phod ke rakh doon badhe jo haath to uss
heyyyyy preeet ka jaam jaane jaan jaane jaana jaaneman ho jhin chak jhin chak jhigin jhigin kitne beet gaye hain din kitni beeti raate magar dilruba sab kuchh mila tu naa mila haan haan sab kuchh mila tu naa mila heyyyyy preeet ka jaam jaane jaan jaane jaana jaaneman jala jala ke jala jala ke jala jala ke apna dil kiya ujaala humne pyaas jaga di honthon mein jaam ne aur mausam ne pyaas jaga di honthon mein jaam ne aur mausam ne sab kuchh mila tu naa mila haa haaa sab kuchh mila tu naa mila yei yei yei yei yei yei yei yei yei yei yaa yei yei yaa do dinon ki haa haa haa do dinon ki do dinon ki zindagi kyun na kare manmaani beet naa jaaye are kahin yunhi jawaani jaani beet naa jaaye are kahin yunhi jawaani jaani sab kuchh mila tu naa mila haa haaa sab kuchh mila tu naa mila are farebi aye are farebi are farebi jaalima tune churaya hai dil koi naa jaane mere siwa kaun hai mera qaatil koi naa jaane mere siwa kaun hai mera qaatil sab kuchh mila tu naa mila haa haaa sab
sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka na seene mein dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai tarana dhadkan ka ha ha na seene mein dabba na dabba na koi jaanega ye aapas ki baat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun arre parda kiye ye raat hai khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri khoya khoya kyun hai har khushi hai teri phool se jism ki taazgi hai teri ye tohfaa gulshan ka na paake yun gawaa ke ab jo bhi hai wo sab tere haath hai hai na haan sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat hai pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le pyaasa pyaasa kyun hai aish ka jaam le main tujhe thaam loon tu mujhe thaam le bahana bholepan ka bana ke na sataa ke badi mushkil se phir aati ye raat hai bolo na sharma na yun ghabra na yun parda kiye ye raat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ke Dard Jawaan Hai Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973) 05:28 11926
 
Poster of Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Ahamad Wasi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Bindu Panikkar, Prem Nath, Jeevan
Duration : 05:28   Song Number : 11926   

Apne Dil Mein Jagah Hawas (1974) 06:20 13325
 
Poster of Hawas (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Anil Dhawan, Bindu Panikkar
Duration : 06:20   Song Number : 13325   

Dard E Dil Buniyad (1972) 03:29 12948
 
Poster of Buniyad (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Duration : 03:29   Song Number : 12948   

Dil Jalon Kaa Dil Jalaa Zanjeer (1973) 04:00 20358
 
Poster of Zanjeer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar, Amitabh Bachchan
Duration : 04:00   Song Number : 20358   

Do Rang Duniyaa Ke Do Raaste (1969) 04:42 13149
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:42   Song Number : 13149   

Duniya Hai Bewafa Amar Deep (1979) 04:49 11235
 
Poster of Amar Deep (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Duration : 04:49   Song Number : 11235   

Ho Garam Garam Parchhaiyan (1972) 03:42 18513
 
Poster of Parchhaiyan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Duration : 03:42   Song Number : 18513   

Hungaama Ho Anhonee (1973) 05:23 12685
 
Poster of Anhonee (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Duration : 05:23   Song Number : 12685   

Jiya Le Gayo Ji Mora Anpadh (1962) 03:24 20685
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 20685   

Main Sharaab Pee Raha Hoon Prem Shastra (1974) 06:13 18553
 
Poster of Prem Shastra (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Bindu Panikkar
Duration : 06:13   Song Number : 18553   

Mera Naam Hai Shabnam Kati Patang (1970) 03:26 12024
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 03:26   Song Number : 12024   

Raaz Ki Baat Keh Doon To Dharma (1973) 06:46 12251
 
Poster of Dharma (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Pran, Bindu Panikkar
Duration : 06:46   Song Number : 12251   

Sab Kuchh Mila Tu Naa Aarop (1974) 04:20 12260
 
Poster of Aarop (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Duration : 04:20   Song Number : 12260   

Sharma Na Yun Joshila (1973) 04:13 18460
 
Poster of Joshila (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar, Dev Anand
Duration : 04:13   Song Number : 18460   
Karaoke Songs of Bindu Panikkar, Sad Songs of Bindu Panikkar, Love Songs of Bindu Panikkar, Dance Songs of Bindu Panikkar, Hip-hop songs of Bindu Panikkar, Best songs of Bindu Panikkar, Super hit songs of Bindu Panikkar, hit songs of Bindu Panikkar, duet songs of Bindu Panikkar, solo songs of Bindu Panikkar, old songs of Bindu Panikkar, famous songs of Bindu Panikkar, Hindi Karaoke Songs of Bindu Panikkar, Hindi Sad Songs of Bindu Panikkar, Hindi Love Songs of Bindu Panikkar, Hindi Dance Songs of Bindu Panikkar, Hindi Hip-hop songs of Bindu Panikkar, best Hindi songs of Bindu Panikkar, super hit Hindi songs of Bindu Panikkar, hit Hindi songs of Bindu Panikkar, duet Hindi songs of Bindu Panikkar, solo Hindi songs of Bindu Panikkar, old Hindi songs of Bindu Panikkar, famous Hindi songs of Bindu Panikkar, Sing Along Songs of Bindu Panikkar, Sing Along Sad Songs of Bindu Panikkar, Sing Along Love Songs of Bindu Panikkar, Sing Along Dance Songs of Bindu Panikkar, Sing Along Hip-hop songs of Bindu Panikkar, Sing Along Best songs of Bindu Panikkar, Sing Along Super hit songs of Bindu Panikkar, Sing Along hit songs of Bindu Panikkar, Sing Along duet songs of Bindu Panikkar, Sing Along solo songs of Bindu Panikkar, Sing Along old songs of Bindu Panikkar, Sing Along famous songs of Bindu Panikkar