Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDharmputra (1961)
HomeDharmputra (1961)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj ki raat nahin shikwe shikaayat ke liye aaj har lamhaa har ik pal hai muhabbat ke liye reshami sej hai mehki huyi tanhaayi hai aaj ki raat muraadon ki baraat aayi hai aaj ki raat har gunaah aaj muqadas hai farishton ki tarah kaanpte haathon ko mil jaane do rishton ki tarah aaj milne mein naa uljhan hai naa ruswaayi hai aaj ki raat muraadon ki baraat aayi hai aaj ki raat apni zulfen meri shaane pe bikhar jaane do iss hasin raat ko kuchh aur nikhar jaane do subah ne aaj naa aane ki kasam khaayi hai aaj ki raat muraadon ki baraat aayi hai aaj ki raat
mere dilbar mujh par khafaa naa ho ho mere dilbar mujh par khafaa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya mere dilbar mujh par khafaa naa ho mere dilbar mujh par khafaa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya jo kisi ke roke ruka naa ho kisi sang e dar par jhuka naa ho tere dar per kaise phisal gaya ye nazar mein masti ghuli ghuli ye sunhehri rangat dhuli dhuli ye nazar mein masti ghuli ghuli ye sunehri rangat dhuli dhuli ye ghaneri zulfen khuli khuli jo zamaane bhar ka guroor hai jo nasha hai jo bhi suroor hai wo tere shabaab mein dhal gaya ho mere dilbar mujh par khafa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya kahun kyun ke duniyaa raqeeb hai mera apna dil hi ajeeb hai kahun kyun ke duniyaa raqeeb hai mera apna dil hi ajeeb hai na ye dushaman hai naa habeeb hai main kabhi na isko samjh saka kabhi apnon se bhi hua khafaa
main jab bhi akeli hoti hoon main jab bhi akeli hoti hoon tum chupke se aa jaate ho aur jhaank ke meri aankhon mein beete din yaad dilaate ho beete din yaad dilaate ho mastaana hawaa ke jhonkon se har baar wo parde kaa hilna parde ko pakdne ki dhun mein do ajnabi haathon kaa milna aankhon mein dhuwaan saa chhaa jaana aankhon mein sitaare se khilnaa beete din yaad dilaate ho beete din yaad dilaate ho mud mud ke tumhaara raste mein takna wo mujhe jaate jaate aur mera thithak kar ruk jaana chilman ke kareeb aate aate nazron kaa taras kar reh jaana ek aur jhalak paate paate beete din yaad dilaate ho beete din yaad dilaate ho barsaat ke bheege mausam mein barsaat ke bheege mausam mein sardi ki thitharti raaton mein pehron wo yun hi baithe rehna haathon ko pakad kar haathon mein aur lambi lambi ghadiyon ka kat jaana baaton baaton mein beete din yaad dilaate ho beete din yaad dilaate ho ro ro ke tumhen khat likhti hoon ro ro ke tumhen khat likhti hoon aur khud padh kar ro
bhool sakta hai bhala kaun ye pyaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun meri har sos ne har soch ne chaaha hai tumhen jab se dekha hai tumhen tab se saraaha hai tumhen bas gayin hain meri aankhon mein tumhaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun tum jo nazron ko uthaao to sitaare jhuk jaayen tum jo palkon ko jhukaao to zamaane ruk jaayen kyun na ban jaayen inn aankhon ki ujaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun jaagti raat ko sapnon ka khazaana mil jaaye tum jo mil jaao to jeene kaa bahaana mil jaaye apni kismat pe karen naaz humaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun ye pyaari aankhen rang mein doobi huyi neend se bhaari aankhen bhool sakta hai bhala kaun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ki Raat Dharmputra (1961) 03:07 13076
 
Poster of Dharmputra (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:07   Song Number : 13076   

Jo Yeh Dil Deewana Dharmputra (1961) 05:57 13079
 
Poster of Dharmputra (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Duration : 05:57   Song Number : 13079   

Main Jab Bhi Akeli Hoti Dharmputra (1961) 06:43 13077
 
Poster of Dharmputra (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Chandpuri
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 06:43   Song Number : 13077   

Tumhari Aankhen Dharmputra (1961) 03:11 13078
 
Poster of Dharmputra (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:11   Song Number : 13078