Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDostana (1980)
HomeDostana (1980)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bahot khubsoorat jawaan ek ladki sadak par akeli chali jaa rahi thi fakat naam ko usne pehne the kapde ajantaa ki murat nazar aa rahi thi nazar aa rahi thi koi manchala uss se takraa gaya koi manchala uss se takraa gaya mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa hua haadsaa jo wo kaise naa hota ke ban ke qayamat wo nikli thi ghar se wo nikli thi ghar se naa dekhe koi to sharafat hai uski jo dekhe to kuchh bhi chhupe naa nazar se chhupe naa nazar se koi dil jala muft maara gaya koi dil jala muft maara gaya mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa haseen to humesha haseen the magar haseen to humesha haseen the magar kabhi raaston pe nikalte naa the badalte the wo bhi kai roop lekin naye roz faishion badalte naa the wo badalte naa the gaya ek to dusraa aa gaya gaya ek to dusraa
dillagi ne di hawa thoda sa dhooan utha aur aag jal gayi teri meri dosti pyaar mein badal gayi teri meri dosti teri meri dosti pyaar mein badal gayi dillagi ne di hawa thoda sa dhooan utha aur aag jal gayi teri meri dosti pyaar mein badal gayi teri meri dosti teri meri dosti pyaar mein badal gayi dillagi ne di hawa thoda sa dhooan utha aur aag jal gayi pehle pehle kam mile phir to khoob hum mile ek mulaaqat mein hans ke baat baat mein jaane tune kya kahaa jaane maine kya suna jaane tune kya kahaa jaane maine kya suna tune kiya mazaak meri jaan nikal gayi teri meri dosti pyaar mein badal gayi teri meri dosti teri meri dosti pyaar mein badal gayi dillagi ne di hawa thoda sa dhooan utha aur aag jal gayi do dilon ke mel mein is nazar ke khel mein aise dil dhadak gaya shor door tak gaya aise dil dhadak gaya shor door tak gaya kya ye khoon maaf hai ye koi insaaf hai aankhon ka tha kasoor chhuri dil pe chal gayi teri meri dosti pyaar mein badal gayi teri meri dosti teri
kitna aasaan hai kehna bhool jaao bhool jaao kitna mushkil hai par bhool jaana haan kitna aasaan hai kehna bhool jaao kitna mushkil hai par bhool jaana ho na jana na jana kitna aasaan hai kehna bhool jaao kitna mushkil hai par bhool jaana bin soche bin samjhe log maajhi to ban jaate hain unn ko ye maloom nahin ke toofan bhi aate hainnnnn kitna aasaan hai maajhi ban jaana kitna mushkil hai paar lagaana kitna aasaan hai kehna bhool jaao kitna mushkil hai par bhool jaana haan tumko hai dard bada iss duniyaa ki rasmon ka ulfat mein jo khayin thi kya hoga unn kasmon kaaaa kitna aasaan hai waade tod dena kitna mushkil hai waada nibhana haan kitna aasaan hai kehna bhool jaao kitna mushkil hai par bhool jaana ho na jana na jana kitna aasaan hai kehna bhool jaao bhool jaao bhool jaao
mere dost kissa ye kya ho gaya mere dost kissa ye kya ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya mere dost kissa ye kya ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya dua badduwa de ye mumkin nahin dua badduwa de ye mumkin nahin mujhe tu daga de ye mumkin nahin khuda jaane kya khuda jaane kya maazara ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya agar maange le tu o jaane jigar agar maange le tu o jaane jigar tujhe jaan de doon main ye jaan kar ke haq dosti ka ke haq dosti ka adaa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya qayaamat se kam yaar ye ghum nahin qayaamat se kam yaar ye ghum nahin ke tu aur main reh gaye hum nahin mera yaar mujh se mera yaar mujh se judaa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya mere dost kissa ye kya ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya suna hai ke tu bewafa ho gaya
bane chaahe dushman zamaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara wo khaabon ke din wo kitaabon ke din wo khaabon ke din wo kitaabon ke din sawaalon ki raaten jawaabon ke din kai saal humne guzaare yahaan yahin saath khele huye hum jawaan huye hum jawaan tha bachpan bada aashiqaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara naa bichhadenge marr ke bhi hum dosto naa bichhadenge marr ke bhi hum dosto humen dosti ki kasam dosto pata koi poochhe to kehte hai hum ke ik dooje ke dil mein rehte hain hum rehte hain hum nahin aur koi thikaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bahot Khubsoorat Ek Ladki Dostana (1980) 04:36 18067
 
Poster of Dostana (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman
Duration : 04:36   Song Number : 18067   

Dillagi Ne Di Hawa Dostana (1980) 05:44 18068
 
Poster of Dostana (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman
Duration : 05:44   Song Number : 18068   

Kitna Aasaan Hai Kehna Bhool Jaao Dostana (1980) 04:04 18069
 
Poster of Dostana (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Amitabh Bachchan
Duration : 04:04   Song Number : 18069   

Mera Dost Kissa Ye Dostana (1980) 04:53 18070
 
Poster of Dostana (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman
Duration : 04:53   Song Number : 18070   

Salamat Rahe Dostana Hamara (Bane Chaahe Dushman) Dostana (1980) 04:22 18292
 
Poster of Dostana (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha
Duration : 04:22   Song Number : 18292   
   
Copyright-  Universal Music Publications Pvt Ltd