Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDuniya Na Mane (1959)
HomeDuniya Na Mane (1959)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa aaaa aaaaaaaaa ooo ooo ooooooo haaye chala dildaar vai vai le ke mera pyaar vai vai koi roke usse toke allah main mar jaaungi chala dildaar vai vai le ke mera pyaar vai vai koi roke usse toke allah main mar jaaungi chala dildaar vai vai subah ikraar kiya shaam ko tod diya haathon mein haath liya haaye phir chhod diya subah ikraar kiya shaam ko tod diya haathon mein haath liya haaye phir chhod diya haaye phir chhod diya chhod diya haye allah chala dildaar vai vai le ke mera pyaar vai vai koi roke usse toke allah main mar jaaungi chala dildaar vai vai gair ka ho gaya dil pe kehar pade aankh se aankh mili lut gaye khade khade lut gaye khade khade khade khade haaye allah chala dildaar vai vai le ke mera pyaar vai vai koi roke usse toke allah main mar jaaungi chala dildaar vai vai ab to main jaan gayi bada beimaan hai wo jaan se maar daale par meri jaan hai wo ab to main jaan gayi bada beimaan hai wo jaan se maar daale par meri jaan hai wo haye meri jaan hai wo
hum chal rahe the wo chal rahe the magar duniyaa waalon ke dil jal rahe the hum chal rahe the wo chal rahe the magar duniyaa waalon ke dil jal rahe the hum chal rahe the wahi hain fizaahein wahi hain hawaayein magar pyaar ki ab nahin wo adaayein wahi hain fizaahein wahi hain hawaayein magar pyaar ki ab nahin wo adaayein bulaayein hum unko magar wo na aaye hum chal rahe the wo chal rahe the magar duniyaa waalon ke dil jal rahe the hum chal rahe the unhein bhool kar bhi bhula na sakoonga jo dil mein lagi hai bujha na sakoonga unhein bhool kar bhi bhula na sakoonga jo dil mein lagi hai bujha na sakoonga main sapnon ki duniyaa sajaa na sakoonga hum chal rahe the wo chal rahe the magar duniyaa waalon ke dil jal rahe the hum chal rahe the
aa aa aa sajnaa aa sajnaa sajna lagan teri sone na de sajna lagan teri sone na de rona bhi chahun to rone na de sajna lagan teri sone na de samjhe to samjhe ye dil haar ke samjhe to samjhe ye dil haar ke dard anokhe bade hote hain pyaar ke haaye bairi pyaar ke sajna lagan teri sone na de sajna lagan teri sone na de apne paraye meri samjhen na batiyan apne paraye meri samjhen na batiyan kis sang bol ke bitaun kali ratiyaan kali kali ratiyan sajna lagan teri sone na de sajna lagan teri sone na de kitni kathin hain pyaar ki rasmein kitni kathin hain pyaar ki rasmein apni hi nindiya wo bhi na bas mein haye mere bas mein sajna lagan teri sone na de sajna lagan teri sone na de rona bhi chahun to rone na de sajna lagan teri sone na de
sitaaron chhup jaana nazar na lagaana ke gori gori chandani mein aayenge balam hawaon lehraana ghataon mat aana ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaana dabe dabe panw jab aayenge saiyaan dabe dabe panw jab aayenge saiyaan chup ke se aake meri pakdenge baiyaan raat rangili hogi raseeli ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaana nazar na lagaana ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaanaa puchhenge kaun hoon main akhiyaan chhupa ke puchhenge kaun hoon main akhiyaan chhupa ke chhedenge hum jootha naam bata ke kitna suhaana hoga bahaana ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaana nazar na lagaana ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaanaa neend mein hogi saari duniya to khoyi neend mein hogi saari duniya to khoyi jaanega peechhe se raaz na koi chaand jalega jal ke dhalega ke gori gori chandani mein aayenge balam sitaaron chhup jaana nazar na lagaana ke gori gori chandani
tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho ye behki fizaayen ye jhoomti hawayen jo chhed chhed jaayen to dil machale yahi to hai zamaane dilon ke afsaane jo sune na sunaye to dil machale tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho apni khushi se kisi ne jo kisi se kiya hai koi waada to dar kis ka dil hi diya hai kisi ka kya liya hai kahe to koi luta hai ghar kisi ka tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho pyaar ki adayen zamane ko na bhayen wo dekh dekh jale to jalne do humein na koi roke kisi ke hum ho ke chale hein masti mein to chalne do tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chala Dildaar Vai Vai Duniya Na Mane (1959) 39125
 
Poster of Duniya Na Mane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration :    Song Number : 39125   

Hum Chal Rahe The Duniya Na Mane (1959) 03:28 12157
 
Poster of Duniya Na Mane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:28   Song Number : 12157   

Sajna Lagan Teri Duniya Na Mane (1959) 03:38 37540
 
Poster of Duniya Na Mane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:38   Song Number : 37540   

Sitaaron Chhup Jaana Duniya Na Mane (1959) 03:30 40463
 
Poster of Duniya Na Mane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:30   Song Number : 40463   

Tum Chal Rahe Ho Duniya Na Mane (1959) 03:37 12059
 
Poster of Duniya Na Mane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Pradeep Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 12059