Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeEk Bar Mooskura Do (1972)
HomeEk Bar Mooskura Do (1972)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chehre se zara aanchal jab aapne sarkaaya duniyaa ye pukaar uthi lo chaand nikal aaya chehre se zara aanchal jab aapne sarkaaya duniyaa ye pukaar uthi lo chaand nikal aaya maana ke wo heera ho mushkil se jo haath aaye itna bhi naa tadpaao ke jaan nikal jaaye chhodo ji nan na ye jhagde nan na chhodo ji ab ye jhagde ek baar muskuraa do taqdeer hai kya apni maine jo tumhen paaya duniyaa ye pukaar uthi lo chaand nikal aaya aaaa aaaaa aaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa ooooo hoooo hooooo hooo aaaaa haaaa haaa haaa waise to mujhe tum par pura hi bharosa hai kaise wo bhula doon main jo aankhon ne dekha hai chhedoge tauba todoge tauba chhedoge dil todoge ik baar muskuraa do bas itni si shikaayat par kitna mujhe tadpaaya duniyaa ye pukaar uthi lo chaand nikal aaya chehre se zara aanchal aaaa aaaa aaaa aaaaa jab aapne sarkaaya aaaa aaaa aaaa aaaaa duniyaa ye pukaar uthi aaaa aaaa aaaa aaaaa lo chaand nikal aaya aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa
ek baar muskura do ahaha ahaha ahaha ek baar muskura do ahaha ahaha ahaha kahaan se uthhe hain kadam yaad rakhna mohabbat ki pehli kasam yaad rakhna kahaan se uthhe hain kadam yaad rakhna mohabbat ki pehli kasam yaad rakhna kahaan se uthhe hain kadam yaad rakhna ek baar muskura do ahaha ahaha ahaha aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa yeh mandir ki deewar sadiyon purani yeh mandir ki deewar sadiyon purani kahegi humari tumhari kahani kahegi humari tumhari kahani yeh mandir hai ghar pyaar ke devta ka yeh mandir hai ghar pyaar ke devta ka kahin tum ne chhoda jo daman wafa ka kahin tum ne chhoda jo daman wafa ka yahin jaan de denge hum yaad rakhna mohabbat ki pehli kasam yaad rakhna yahin jaan de denge hum yaad rakhna mohabbat ki pehli kasam yaad rakhna ek baar muskura do ek baar muskura do ek baar muskura do
kitne atal the tere iraade yaad to kar tu wafaa ke waade tune kaha tha khaa kar kasmen sada nibhayenge pyaar ki rasmen tu auron ki kyun ho gayi tu humari thi jaan se pyaari thi tere liye maine duniyaa sanwaari thi tu auro ki kyun ho gayi kya ye tere sukh ke saadhan meri yaad ko bhoola sakenge meri yaad jab neend udaa degi kya yeh tujhko sulaa sakenge hooooo kya yeh tujhko sulaa sakenge saadhan mein sukh hota nahin hai sukh jeevan ki ek kala hai mujhse hi chhal kiya na tune apne ko tune aap chhala hai tu auro ki kyun ho gayi tu humari thi jaan se pyaari thi tere liye maine duniyaa sanwaari thi tu auro ki kyun ho gayi tere liye main laaya bahaaren tere liye main jaan pe khela do din tune hi raah na dekhi chhod ke chal di mujhe akela hooooo chhod ke chal di mujhe akela teri judaayi meri cheeta hai ghum ki cheeta mein main jal rahaa hoon mann mera dehke marghat jaisa angaaron par main chal rahaan hoon tu auro ki kyun ho gayi
tujhko aaj batana hoga kya thi wo majboori saath umra bhar ka dena tha de di umra bhar ki doori kitne atal the tere iraade yaad to kar tu wafa ke waade tune kaha tha kha kar kasmein sada nibhayenge pyaar ki rasmein tuu auron ki kyun ho gayi tu hamaari thi jaan se pyaari thi tere liye maine duniya sanvaari thi tuu auron ki kyun ho gayi pyaar ki masti tune na chahi tune to chaha chandi ka pyaala aasoon kisi ke kya tu pehanti tujhko pehenni thi moti ki mala ho tujhko pehenni thi moti ki mala pag pag par vishwaas ke badle chhala karegi tujhko shanka aag ki lapton mein lipti hai yeh teri sone ki lanka tuu auron ki kyun ho gayi tu hamaari thi jaan se pyaari thi tere liye maine duniya sanvaari thi tuu auron ki kyun ho gayi kya ye tere sukh ke saadhan meri yaad ko bhula sakenge meri yaad jab neend uda degi kya ye tujhko sula sakenge hooo kya ye tujhko sula sakenge saadhan mein sukh hota nahin hai sukh jeevan ki ek kala hai mujhse hi chhal kiya na tune apne ko tune aap
haarega jab koi baazi tabhi to hogi kisi ki jeet dost yahi duniyaan ki reet tumhein mubaarak mann ka meet roop tera aisaa darpan mein na samaay roop tera aisaa darpan mein na samaay khushboo tere tan ki madhuban mein na samaay o mujhe khushi mili itni o mujhe khushi mili itni ke mann mein na samaay palak band kar lun kahin chhalak hi na jaay roop tera aisaa darpan mein na samaay khushboo tere tan ki madhuban mein na samaay o mujhe khushi mili itni o mujhe khushi mili itni ke mann mein na samaay palak band kar lun kahin chhalak hi na jaay roop tera aisaa darpan mein na samaay khushboo tere tan ki madhuban mein na samaay mujhe na mili jo wo khushi tune paai ae dost mubaarak ho tujhe pyaar ki shehnaai mujhe na mili jo wo khushi tune paai ae dost mubaarak ho tujhe pyaar ki shehnaai duaa mere dil ki duaa mere dil ki daaman mein na samaay tujhe pyaar mile itnaa jeewan mein na samaay mujhe khushi mili itni o mujhe khushi mili itni ke mann mein na samaay palak band kar lun
savere ka sooraj tumhaare liye hai savere ka sooraj tumhaare liye hai ke bhujhte diye ko na tum yaad karna huye ek beeti huyi baat hum to huye ek beeti huyi baat hum to koi aansoo hum par na barbaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai tumhaare liye hum tumhaare diye hum lagan ki agan mein abhi tak jalen hain humaari kami tum ko mehsoos kyun ho suhaani subah hum tumhen de chale hain jo har dam tumhaari khushi chaahte hain jo har dam tumhaari khushi chaahte hain udaas ho ke unko na naashaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai sabhi waqt ke aage jhukte rahe hain kisi ke liye waqt jhukta nahin hai badi tej raftaar hai zindagi ki kisi ke liye koyi rukta nahin hai chaman se jo ik phool bichhda to kya hai chaman se jo ik phool bichhda to kya hai naye gul se gulshan ko aabaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai
ooooo oooo ooooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa ye dil lekar nazraana aa gaya tera deewana ye dil lekar nazraana aa gaya tera deewana dilbar jaani naa dena dil tod tod tod dilbar jaani naa dena dil tod tod tod ye pyaar hai gehra saagar hai doob ke tujhko jaana ye pyaar hai gehra saagar hai doob ke tujhko jaana dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod hooo ooooo oooo oooooo aaaaa aaaaaa aaaaaaaa nas nas mein hai bijli kahin jal naa jaana soch samjh kar humse zara dil takraana raah pyaar ki badi kathin hai kahaan chala marjaane dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod ye dil lekar nazraana aa gaya tera deewana dilbar jaani naa dena dil tod tod tod dilbar jaani naa dena dil tod tod tod hooo ooooo oooo oooooo ooooo ooooo ooooooooo toot pade ye bijli to kismat chamke aag mein tap kar sona are aur bhi damke haar jeet ki
nafrat se jinhen tum dekhte ho tum maarte ho jinko thokar kya unpe guzarti hai dekho ik baar kabhi ghayal ho kar zamaane ki aankhon ne dekha hai yaaron zamaane ki aankhon ne dekha hai yaaron sadaa apni duniyaa mein aisa nazaara kabhi unko phoolon se pooja hai sabne kabhi unko phoolon se pooja hai sabne kabhi jinko logon ne pathar se maara zamaane ki aankhon ne dekha hai yaaron peese naa jahaan tak pathar pe mehndi kisi bhi tarah rang laati nahin hai hazaaron jagah thokren khaa naa len jab koi zindagi muskuraati nahin hai bina khud mare kisko jannat mili hai bina khud mare kisko jannat mili hai bina dukh sahe kisne jeevan sanwaara zamaane ki aankhon ne dekha hai yaaron bhanwar se jo ghabraa ke peechhe haten hain doobon di hain maujon ne unn ki hi naiyya doobon di hain maujon ne unn ki hi naiyya jo toofaan se takraa ke aage badhe hain jo toofaan se takraa ke aage badhe hain bina koi maajhi bina hi khiwaiyya kabhi naa kabhi to kahin naa kahin par kabhi naa kabhi to
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chehre Se Zara Aanchal Ek Bar Mooskura Do (1972) 03:44 18352
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Tanuja
Duration : 03:44   Song Number : 18352   

Ek Baar Muskura Do Ek Bar Mooskura Do (1972) 04:43 37240
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Deb Mukherjee, Tanuja
Duration : 04:43   Song Number : 37240   

Kitne Atal The Ek Bar Mooskura Do (1972) 03:26 18353
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Tanuja, Joy Mukherjee
Duration : 03:26   Song Number : 18353   

Kitne Atal The (Male) Ek Bar Mooskura Do (1972) 05:37 18198
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Joy Mukherjee, Tanuja
Duration : 05:37   Song Number : 18198   

Roop Tera Aisa Ek Bar Mooskura Do (1972) 04:44 18354
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Tanuja, Joy Mukherjee
Duration : 04:44   Song Number : 18354   

Savere Ka Sooraj Ek Bar Mooskura Do (1972) 03:50 18286
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Joy Mukherjee, Tanuja
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:50   Song Number : 18286   

Ye Dil Lekar Nazraana Ek Bar Mooskura Do (1972) 04:25 18356
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Tanuja
Duration : 04:25   Song Number : 18356   

Zamaane Ki Aankhon Ne Dekha Hai Ek Bar Mooskura Do (1972) 05:57 18157
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Tanuja, Joy Mukherjee
Duration : 05:57   Song Number : 18157