Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeEk Mahal Ho Sapno Ka (1975)
HomeEk Mahal Ho Sapno Ka (1975)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se chehre tamaam lagne lage hain ajeeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se kehne ko dil ki baat jinhen dhundhate the hum kehne ko dil ki baat jinhen dhundhate the hum mehfil mein aa gaye hain wo apne naseeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se neelaam ho raha tha kisi naazneen ka pyaar neelaam ho raha tha kisi naazneen ka pyaar keemat nahin chukaayi gayi ek gareeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se teri wafaa ki laash pe laa main hi daal doon teri wafaa ki laash pe laa main hi daal doon resham ka ye kafan jo mila hai raqeeb se dekha hai zindagi ko kuchh itna kareeb se
dil mein kisi ke pyaar ka jalta hua diya duniya ki aandhiyon se bhala ye bujhega kya dil mein kisi ke pyaar ka jalta hua diya duniya ki aandhiyon se bhala ye bujhega kya sanson ki aanch paa ke bhadakta rahega ye seene mein dil ke saath dhadakta rahega ye dhadakta rahega ye wo naksh kya hua jo mitaye se mit gaya wo dard kya hua jo dabaye se dab gaya dil mein kisi ke pyaar ka jalta hua diya duniya ki aandhiyon se bhala ye bujhega kya ye zindagi bhi kya hai amaanat unhi ki hai ye shayari bhi kya hai inaayat unhi ki hai inaayat unhi ki hai ab woh karm karen ke sitam unka faisla humne to dil mein pyaar ka shola jaga liya dil mein kisi ke pyaar ka jalta hua diya duniya ki aandhiyon se bhala ye bujhega kya
ek mahal ho sapnon ka ek mahal ho sapnon ka phoolon bhara aangan ho aur saath ho apnon ka ek mahal ho sapnon ka phoolon bhara aangan ho aur saath ho apnon ka ek mahal ho sapnon ka aaaaaaaaa ooooooooo udte baadal farsh bane aur dhundh ki ho deewaaren udte baadal farsh bane aur dhundh ki ho deewaaren chhat ke jhilmil taare tera mera naam pukaaren ek mahal ho sapnon ka ek mahal ho sapnon ka sapnon ke is mahal mein bikhre muskaanon ke moti mere pyaar ki khushboo phaile tere roop ki jyoti sapnon ke is mahal mein bikhre muskaanon ke moti mere pyaar ki khushboo phaile tere roop ki jyoti ek mahal ho sapnon ka ek mahal ho sapnon ka main tere nainon par kar doon apna sab kuchh waari main teri baahon mein chhup kar bhuloon duniyaan saari main tere nainon par kar doon apna sab kuchh waari main teri baahon mein chhup kar bhuloon duniyaan saari ek mahal ho sapnon ka ek mahal ho sapnon ka
zindagi guzaarne ko saathi ek chahiye husn gar nahi sharaab hi sahi zindagi guzaarne ko saathi ek chahiye husn gar nahi sharaab hi sahi husn gar nahi sharaab hi sahi jabse wo gaye hain apni zindagi mein ek naya daur aa gaya hai jabse wo gaye hain apni zindagi mein ek naya daur aa gaya hai unse keh do apne dil mein unse bhi haseen koi aur aa gaya hai zar ke aage sar jhuka ke husn bewafa hua aaj koi humsafar nahi raha to kya hua mere humsafar janaab hi sahi mere humsafar janaab hi sahi zindagi guzaarne ko saathi ek chahiye husn gar nahi sharaab hi sahi husn gar nahi sharaab hi sahi ishq aur wafa ka sirf naam hai jahan me kaam kuchh bhi nahi hai ishq aur wafa ka sirf naam hai jahan me kaam kuchh bhi nahi hai dil ki chaahe kitni azmate ginaao dil ka daam kuchh bhi nahi hai aaj maine tay kiya hai har tilism todna ek naye raaste pe zindagi ko modna ab ye faisla kharab hi sahi ab ye faisla kharab hi sahi zindagi guzaarne ko saathi ek chahiye husn gar nahi sharaab hi sahi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekha Hai Zindagi Ko Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975) 03:14 13221
 
Poster of Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sharmila Tagore
Duration : 03:14   Song Number : 13221   

Dil Mein Kisi Ke Pyaar Ka Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975) 04:03 13222
 
Poster of Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:03   Song Number : 13222   

Ek Mahal Ho Sapnon Ka Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975) 03:31 19827
 
Poster of Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sharmila Tagore
Duration : 03:31   Song Number : 19827   

Zindagi Guzaarne Ko Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975) 03:23 21499
 
Poster of Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:23   Song Number : 21499