Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGambler (1971)
HomeGambler (1971)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hoooo hooo hoooo hooo hoooo hooo hoooooo apne honthon ki apne honthon ki bansi bana le mujhe meri saanson mein teri saans ghul jaaye aarzoo to humari bhi hai ye magar darr hai mausam kahin naa badal jaaye apne honthon ki bansi bana le mujhe meri saanson mein teri saans ghul jaaye dekha tujhe chadha ye kaisa nasha chali ye kaisi hawaa bhoole hum ghar ka pataa hooo oooo dekha tujhe chadha ye kaisa nasha chali ye kaisi hawaa bhoole hum ghar ka pataa ab to nahin humse hona juda apni baahon ka ghunghat udha de mujhe pyaar ki ye naa doli nikal jaaye aarzoo to humari bhi hai ye magar darr hai mausam kahin naa badal jaaye hoo hoo hoo hoo hooo ye to bata kahaan rakhun ye kanwal zindgani hai meri ret ka ek mehal hoo hooo ye to bata kahaan rakhun ye kanwal zindgani hai meri ret ka ek mehal yaad jaise ho koi aadhi ghazal apni raaton ka deepak bana le mujhe ye sulagti huyi shaam jal jaaye apne honthon ki bansi bana le mujhe meri saanson mein teri saans ghul jaaye paas to aa ye
chudi nahin ye meraa chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa neeli peeli rang birangi pyaar ki ye saugaat na na na na aise nahin dheere dheere chupke chupke daalo in mein haath kaanch hai kachaa lekin inse ho sachaa singaar sonaa nahin chandi nahin heeraa nahin moti nahin keemat inki pyaar phoolon si naazuk hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa chudi nahin ye meraa mera pyaar hai chudi jaisa iska ore na chhor yahaan nahin wahaan nahin dekho kabhi toote nahin jeevan ki ye dor inki khan khan dil ki dhadkan hai mera sangeet suno zara socho zara nagma ye pyaar bhara o mere manmeet lajavaab haan bemisaal dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa chudi nahin ye meraa dil hai dekho dekho toote na chudi nahin ye meraa aa haa haa aa haa haa teri chaahat teri ulfat hai meri manzil gherein mujhe baahein teri bandein tujhe chahein meri dil
dil aaj shayar hai ghum aaj nagma hai shab ye ghazal hai sanam dil aaj shayar hai ghum aaj nagma hai shab ye ghazal hai sanam gairon ke sheron ko o sunane waale ho is taraf bhi karam aa ke zara dekh to teri khaatir hum kis tarah se jeeye aa ke zara dekh to teri khaatir hum kis tarah se jeeye aanson ke dhaage se seete rahen hum jo zakhm tune diye chaahat ki mehfil mein ghum tera le kar kismat se khela juwa duniyaa se jeete par tujh se haare yun khel apna hua hai pyaar humne kiya jis tarah se uska na koi jawaab hai pyaar humne kiya jis tarah se uska na koi jawaab zarra the lekin teri lau mein jal kar hum ban gaye aaftaav hum se hai zinda wafa aur humin se hai teri mehfil jawan hum jab na honge to ro ro ke duniyaa dhoondegi mere nishaa re pyaar koi khilona nahin hai har koi le jo khareed re pyaar koi khilona nahin hai har koi le jo khareed meri tarah zindagi bhar tadap lo phir aana uske kareeb hum to musafir hain koi safar ho hum to guzar jayenge hi lekin lagaya hai
hmmm kaisa hai mere dil tu khilaadi bhar ke bhi hai tera pyala khaali kaisa hai mere dil tu khilaadi bhar ke bhi hai tera pyala khaali kaisa hai mere dil tu kya nahin mere paas kya nahin mere paas dhan bhi izzat bhi bangla bhi car bhi jaam bhi sharaab bhi bangla bhi car bhi jaam bhi sharaab bhi baag o bahaar bhi are kya nahin mere paas aa ha ha haaa haaa hey hey hey hey hey nazren nazaare bhi chaand aur taare bhi saaqi maekhana bhi saara zamaana bhi aaj main duniya khareed sakta hoon lekin kaisa hai mere dil tu khilaadi bhar ke bhi hai tera pyala khaali kaisa hai mere dil tu zindagi hai ek cigaar teri zindagi hai ek cigaar o teri zindagi hai ek cigaar kaun tujhe samjhaaye zor se jitni kash khinche tu zor se jitni kash khinche tu utni jalti jaaye aah ha ha ha ha oo ho ho ho hoo apne se khel tu ha ha duniya se khel tu ha ha zindagi se khel tu kismat se khel tu tu sabhi se khel sakta hai lekin kaisa hai mere dil tu khilaadi bhar ke bhi hai tera pyala khaali kaisa hai
mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera puri kab hogi aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera jab se maine dekha tujhe mera dil nahin raha mera de de apna haath mere haathon mein kya jaaye tera jab se maine dekha tujhe mera dil nahin raha mera de de apna haath mere haathon mein kya jaaye tera ab to naa todon aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera zindagi hai meri ek daanw tu hai haar jeet meri aise waise kaise bhi tu khel humse jaisi marzi teri zindagi hai meri ek daanw tu hai haar jeet meri aise waise kaise bhi tu khel humse jaisi marzi teri kitni hai bholi aashaa mera mann tera mera mann tera pyaasaaaa mera mann tera pata nahin kaun hoon main kya hoon aur kahaan mujhe jaana apni wo kahaani jo aajaani hoke ban gayi fasaana pata nahin kaun hoon main kya hoon aur kahaan mujhe jaana apni wo kahaani jo aajaani hoke ban gayi fasaana jeevan kya hai tamaasha mera mann tera mera mann tera
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apne Honthon Ki Bansi Gambler (1971) 03:50 18360
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zaheera
Duration : 03:50   Song Number : 18360   

Chudi Nahin Ye Meraa Dil Gambler (1971) 04:18 18127
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zahida
Duration : 04:18   Song Number : 18127   

Dil Aaj Shayar Hai Gambler (1971) 03:33 17966
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:33   Song Number : 17966   

Kaisa Hai Mera Dil Gambler (1971) 03:34 39358
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:34   Song Number : 39358   

Mera Mann Tera Pyaasa Gambler (1971) 04:20 18054
 
Poster of Gambler (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Shatrughan Sinha
Raag- 
Gara
Duration : 04:20   Song Number : 18054