Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHum Hindustani (1960)
HomeHum Hindustani (1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani hum hindustani hum hindustani aaj purani zanjeeron ko tod chuke hain kya dekhe uss manzil ko jo chhod chuke hain chaand ke dar pe jaa pahuncha hai aaj zamaana naye jagat se hum bhi naata jod chuke hain naya khoon hai nayi umenge ab hai nayi jawaani hum hindustani chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani aao mehnat ko apna imaan banaaye apne haathon ko apna bhagwaan banaaye raam ki iss dharti ko gautam ki bhumi ko sapnon se bhi pyaara hindustaan banaaye naya khoon hai nayi umenge ab hai nayi jawaani hum hindustani chhodo kal ki baatein kal ki baat purani naye daur mein likhenge mil kar nayi kahani hum hindustani hum hindustani har zarra hai moti aankh utha kar dekho maati mein sona hai haath bada kar dekho sone ki ye ganga hai chandi ki yamuna chaho to pathar se dhaan ugaa kar
hum jab chalen to ye jahaan nahin aaaarzooo humari aasmaan ko chume hoooo haaa haaa haaa haaa hum jab chalen to ye jahaan nahin aaaarzooo humari aasmaan ko chume hoooo haaa haaa haaa haaa hum jab chalen to hum naye jahaan ke paasbaan hum nayi bahaar ke raazdaar hum hanse to hans pade har kali hum chale to chal pade zindagi saare nazaaron mein phoolon mein taaron mein humne hi jaadoo bhara hum jab chalen to ye jahaan nahin aaaarzooo humari aasmaan ko chume hoooo haaa haaa haaa haaa hum jab chalen to hum se hai fizaaon mein rang o boo hum hain iss zameen ki aabroo nakdiyon ki raagini hum se hai har taraf ye taazgi hum se hai saare nazaaron mein phoolon mein taaron mein humne hi jaadoo bhara hum jab chalen to door ho gayin sabhi mushkilen kinch ke paas aa gayin manzilen dekh ke shabaab ke haunsle khud ba khud simat gaye faasle saare nazaaron mein phoolon mein taaron mein humne hi jaadoo bhara hum jab chalen to ye jahaan nahin aaaarzooo humari aasmaan ko chume hoooo
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal jee chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye sunhari shaam aayi rang le kar pyaar ka ab pata mujh ko chala hai apni pehli haar ka apni pehli haar ka keh sake na saamne hum keh rahe hain door se ho gaye hum dil ke haathon ab to kuchh majboor se majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tu hi mere dil ki manzil tu hi mera humsafar zindagi se badh ke mujh ko teri ik meethi nazar teri ik meethi nazar teri aankhon mein rahon main tu mere dil mein rahe zindagi bhar pyaar ki ye naaw aise hi bahe majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal majhi meri kismat ke jee chaahe jahaan le chal chaahe jahaan le chal aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata mausam deewana behka zamaana saawan ki mauj mein do dil akele hain teri nigaahein aa haa haa meri nigaahein aa haa haa dono sharaabi hain masti ke mele hain aa jhoomen zara neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata palkon se chhal ke aa haa haa gaalo pe dhal ke aa haa haa saawan ki bundo mein chanchal ishaare hain samjho ishaara de do sahaara tum bhi hamaare ho hum bhi tumhaare hain aa jhoomen zara neeli neeli ghata o bheegi bheegi hawa hai nasha hi nasha kahin kho jaayen aa hai nasha hi nasha kahin kho jaaye aa neeli neeli ghata laharon ka aanchal saahil pe dole barakha ki raani bhi zulfon ko khole hai laharon mein kho jaa aa
hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi ye samaa tham gayaa ye hansi adayein dekh ke ye samaa tham gayaa ye hansi adayein dekh ke dhadkane so gayin ye nasheeli aankhein dekh ke dekh ke raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi rang bhari mastiyaan yeh baharon ke kafile rang bhari mastiyaan yeh baharon ke kafile hum chale tum chale koi saath saath chal diye chal diye raat nikhari huyi zulf bikhari huyi har ada teri phoolon ki dali aaj subaha nahin hone wali aaj subaha nahin hone wali raat nikhari huyi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhodo Kal Ki Baatein Hum Hindustani (1960) 03:21 20286
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:21   Song Number : 20286   

Hum Jab Chale To Hum Hindustani (1960) 04:17 13348
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Manohar Khanna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:17   Song Number : 13348   

Majhi Meri Kismat Ke Hum Hindustani (1960) 05:05 13349
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:05   Song Number : 13349   

Neeli Neeli Ghata Hum Hindustani (1960) 05:22 19229
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
K Manohar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Helen
Duration : 05:22   Song Number : 19229   

Raat Nikhari Huyi Hum Hindustani (1960) 03:40 12362
 
Poster of Hum Hindustani (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Manohar Khanna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Helen
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 03:40   Song Number : 12362