Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeIshaara (1964)
HomeIshaara (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chal mere dil lehraa ke chal mausam bhi hai waada bhi hai uski gali ka faaslaa thoda bhi hai jyada bhi hai chal mere dil lehraa ke chal mausam bhi hai waada bhi hai chal mere dil main hoon raahi pyaar ka raahi meri manzil pyaar ki galiyaan main hoon raahi pyaar ka raahi meri manzil pyaar ki galiyaan dil mein basi hai husn ki soorat aankhon mein dildaar ki galiyaan aankhon mein dildaar ki galiyaan chal mere dil lehraa ke chal mausam bhi hai waada bhi hai uski gali ka faaslaa thoda bhi hai jyada bhi hai chal mere dil uss ki chaahat uss ki tamnna ho to ho bekaar ka sapna uss ki chaahat uss ki tamnna ho to ho bekaar ka sapna ghar se nikalna yaar se milna ye to karobaar hai apna ye to karobaar hai apna chal mere dil lehraa ke chal mausam bhi hai waada bhi hai uski gali ka faaslaa thoda bhi hai jyada bhi hai chal mere dil hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
chori ho gayi raat nain ki nindiya hooooo chori ho gayi raat nain ki nindiya sapnon mein koi aaya jaag uthi bindiya aaa chori ho gayi raat nain ki nindiya hooooo chori ho gayi raat nain ki nindiya chubh chubh gayi akhiyon mein rang bhari bindiya aa chori ho gayi raat nain ki nindiya dil ne kisi ki jo aahat paayi reh gayi main le ke ek angdaayi dil ne kisi ki jo aahat paayi reh gayi main le ke ek angdaayi jiya jab dhadka to khul gayin akhiyaan chori ho gayi raat nain ki nindiya hooooo chori ho gayi raat nain ki nindiya din bhi gayi leke rain bhi leke wo jo gayi mera chain bhi leke din bhi gayi leke rain bhi leke wo jo gayi mera chain bhi leke tum jaise naina the tumhri suratiyaa chori ho gayi raat nain ki nindiya hooooo chori ho gayi raat nain ki nindiya jaagi huyi akhiyon mein dekh ke laali laave sab daaran ko kajra ki pyaali jaagi huyi akhiyon mein dekh ke laali laave sab daaran ko kajra ki pyaali samjhe nahin koi jiyara ki batiyaan chori ho gayi raat nain ki
dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai jab tak nighahon se teri dil ki mulaaqaten naa thi jeene ko jeete the magar ye rang ye baaten naa thi ab humne jaana baat kya hai inn nighaahon ki kasam dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai jitne huye hum se khafaa utne hi tum pyaare huye hum to isi andaaz par baithe hain dil haare huye ab humne jaana pyaar kya hai inn adaao ki kasam dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai hum ko khumaar sa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar sa hai
aaaa haa haaa haaa haaa aaaa oooo oooo hoooo hmm hmmm hmmm dil beqaraar saa hai humko khumaar saa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar saa hai humko khumaar saa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar saa hai mausam nashen mein choor hai kuchh pee ke aayi hai ghata bas kuchh naa poochhoo aaj kya paigaam laayi hai ghataa ab maine jaana pyaar kya hai teri zulfon ki kasam dil beqaraar saa hai humko khumaar saa hai jab se tumhen dekha sanam haaye dil beqaraar saa hai haathon mein aanchal thaam ke ye sar jhukaane ki adaa deewana kar degi mujhe yun muskuraane ki adaa haaye ab maine jaana pyaar kya hai teri zulfon ki kasam dil beqaraar saa hai humko khumaar saa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar saa hai humko khumaar saa hai jab se tumhen dekha sanam dil beqaraar saa hai
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa heyy eee abdulla heyy eee abdulla naagin waala aa gaya jaadoo ban kar chha gaya chhede hain been pyaar kiiii oooo oooo heyy eee abdulla heyy eee abdulla naagin waala aa gaya jaadoo ban kar chha gaya chhede hain been pyaar kiiii oooo oooo heyy eee abdulla naagin jab lachke rehna zara bach ke naagin jab lachke rehna zara bach ke ye naina jiss pe mod de deewana kar ke chhod de deewani dildaar kiii oooo oooo heyy eee abdulla heyy eee abdulla naagin waala aa gaya jaadoo ban kar chha gaya chhede hain been pyaar kiiii oooo oooo heyy eee abdulla hum bhi hain kamaal ke jaadoo nahin daalte hum bhi hain kamaal ke jaadoo nahin daalte par apni baat baat pe reh jaaye naach naach ke mehfil ye sansaar ki oooo oooo heyy eee abdulla heyy eee abdulla naagin waala aa gaya jaadoo ban kar chha gaya chhede hain been pyaar kiiii oooo oooo heyy eee abdulla heyy eee abdulla naagin waala aa gaya jaadoo ban kar chha gaya chhede hain been pyaar kiiii oooo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chal Mere Dil Lehra Ke Chal Ishaara (1964) 03:31 13380
 
Poster of Ishaara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Dilip Sen
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:31   Song Number : 13380   

Chori Ho Gai Raat Ishaara (1964) 04:46 18156
 
Poster of Ishaara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Vyjayanthimala
Duration : 04:46   Song Number : 18156   

Dil Beqaraar (Female) Ishaara (1964) 03:11 13379
 
Poster of Ishaara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Dilip Sen
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Vyjayanthimala
Duration : 03:11   Song Number : 13379   

Dil Beqaraar (Male) Ishaara (1964) 03:39 13378
 
Poster of Ishaara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Dilip Sen
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:39   Song Number : 13378   

Hey Abdulla Naagin Waala Ishaara (1964) 05:08 13382
 
Poster of Ishaara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Dilip Sen
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Vyjayanthimala
Duration : 05:08   Song Number : 13382