Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaajal (1965)
HomeKaajal (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aap ke bheege huye jism se aanch aati hai dil ko garmaati hai jazbaat ko bhadkaati hai aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa iss haraarat se jo uljhegaa wo jal jaayegaa aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa aap kaa husn wo shabnam hai jo sholon mein palle garm khusbuon mein tapte huye rangon mein dhale kiss ka dil hai jo sambhaale se sambhal jaayegaa aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa honth hain yaa kisi shaayar ki duaaon ka jawab zulf hai yaa kisi saawan ke talabgaar ka khaab aise jalwon ko jo dekhegaa machal jaayegaa aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa iss kadar husn kisi ek mein dekha na sunaa uska kyaa kehna jise aapne humraaz chunna uski taqdeer ka unwaan badal jaayegaa aap ke paas jo aayegaa pighal jaayegaa
agar mujhe na milin tum to main ye samjhunga ke dil ki raah se hokar khushi nahin guzri agar mujhe na mile tum to main ye samjhungi ke sirf umar kati zindagi nahin guzri ghazal ka husn ho tum nazm ka shabaab ho tum sada e saaz ho tum nagma e rabaab ho tum jo dil mein subah jagaye wo aaftaab ho tum wo aaftaab ho tum agar mujhe na milin tum to main ye samjhunga mere jahaan se koi roshni nahin guzri agar mujhe na mile tum to main ye samjhungi ke sirf umar kati zindagi nahin guzri aha aha oh ho oh ho aha aha aaaa aaa aha aha ahaha aha oh ho ohho aaaa aaaa aaa fiza mein rang nazaron mein jaan hai tumse mere liye ye zameen aasmaan hai tumse khayalo khwab ki duniya jawaan hai tumse jawaan hai tumse agar mujhe na mile tum to main ye samjhungi ke khwaab khwaab rahe bekasi nahin guzri agar mujhe na milin tum to main ye samjhunga ke dil ki raah se hokar khushi nahin guzri bade yakin se maine ye haath manga hai ho meri wafa ne hamesha ka saath manga hai dilon ki pyaas ne aabe
chham chham ghungharoo bole dekho chham chham ghungharoo bole raadha laaj ke maari itt utt dole dekho chham chham ghungharoo bole paat chale to aanchal dhalke pag pag roop gagariyaa chhalke paat chale to aanchal dhalke pag pag roop gagariyaa chhalke kanchan kaaya jhilmil jhalke khaaye kamriyaa hichkole dekho chham chham ghungharoo bole dekho chham chham ghungharoo bole ma ga ma ga sa ga ni dha ma ni sa ni dha ni sa ni ga sa ma ga ma ga sa ni sa ni dha ni dha ma dha ma ga ma dha dha dha ma ga ni sa dha ma ga sa dha ma dha ni sa dha ma ga sa dha ma dha ni sa pal pal bhadhti jaaye uljhan paar kare kaise ghar aangan jaan ki dushman ban gayi jhaanjhan bhed jiyarwaa ke khole dekho chham chham ghungharoo bole aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa pee bin aise tadpe gori bin chanda jis tarah chakori pee bin aise tadpe gori bin chanda jis tarah chakori jaayegi milne chori chori saans
chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye kudrat ne jo hum ko bakhsha hai woh sab se haseen inaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko sharma ke na yoonhi kho dena rangeen jawani ki ghadiyan sharma ke na yoonhi kho dena rangeen jawani ki ghadiyan betab dharakte seenon ka armaan bhara paigham hain yeh chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko achhon ko bura sabit karna duniya ki purani aadat hai achhon ko bura sabit karna duniya ki purani aadat hai iss mai ko mubarak cheez samajh mana ke bauhat badnaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko kuchh aur nahin hain jaam hain ye kudrat ne jo hum ko bakhsha hai woh sab se haseen inaam hain ye chhoo lene do nazuk honton ko
hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmm mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon teri saanson ki kasam khaa ke hawaa chalti hai tere chehre ki jhalak paa ke bahaar aati hai ek pal bhi meri nazron se jo tu ojhal ho har taraf meri nazar tujhko pukaar aati hai mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon tere sehre ki mehakti huyi ladiyon ke liye anginat phool ummeedon ke chune hain maine wo bhi din aaye ke unn khaabon ki taabeer mile teri khaatir jo hansin khaab bune hain maine mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon mere bhaiya mere chanda mere anmol ratan tere badle main zamaane ki koi cheez naa loon mere bhaiya
muddat ki tamannaaon ka sila jazbaat ko ab mil jaane do muddat ki tamannaaon ka sila jazbaat ko ab mil jaane do jis tarha mili hain do roohein us tarha se lab mil jaane do muddat ki tamannaaon ka sila seene se hata do aanchal ko shaane se jhatak do zulfon ko seene se hata do aanchal ko shaane se jhatak do zulfon ko shaane se jhatak do zulfon ko jaati huyi rangeen ghadiyon ko rukne ka sabab mil jaane do muddat ki tamannaaon ka sila in paak gunaahon ki ghadiyaan aati hain magar har raat nahin in paak gunaahon ki ghadiyaan aati hain magar har raat nahin aati hain magar har raat nahin iss raat mein sab kho jaane do iss raat mein sab mil jaane do muddat ki tamannaaon ka sila
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhe aur dikhaaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann ujiyaara jab jab phaile jag ujiyaara hoye iss ujle darpan par praani dhool naa jamne paaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sabka aadhaar sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sabka aadhaar mann se koi baat chhupe naa mann ke nain hazaar jag se chaahe bhaag le koi mann se bhaag naa paayen tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhe aur dikhaaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa raani apne prabhu se poochhe kiss vidhi paaun tohe prabhu kahe tu mann ko paa le paa jaayega mohe tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhen aur dikhaayen tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann hi devta mann hi ishwar mann se bada naa koi mann ujiyaara jab jab phaile jag ujiyaara hoye iss ujle darpan par praani iss ujle darpan par praani dhool naa jamne paaye tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye bhale bure saare karmo ko dekhen aur dikhaayen tora mann darpan kehlaaye tora mann darpan kehlaaye sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sab ka aadhaar sukh ki kaliyaan dukh ke kaante mann sab ka aadhaar mann se koi baat chhupe naa mann ke nain hazaar jag se chaahe bhaag le koi jag se chaahe bhaag le koi mann se bhaag naa paayen tora mann darpan kehlaaye
yeh zulf agar khul ke bikhar jaaye to achha yeh zulf agar khul ke bikhar jaaye to achha iss raat ki taqdeer sanwar jaaye to achha jis tarha se thodi si tere saath kati hai haai jis tarha se thodi si tere saath kati hai baaki bhi ussi tarha guzar jaaye to achha baaki bhi ussi tarha guzar jaaye to achha duniyaa ki nigahon mein bhala kya hai bura kya duniyaa ki nigahon mein bhala kya hai bura kya yeh bojh agar dil se utar jaaye to achha yeh bojh agar dil se utar jaaye to achha waise to tumhin ne mujhe barbaad kiya hai waise to tumhin ne mujhe barbaad kiya hai ilzaam kisi aur ke sar jaaye to achha yeh zulf agar khul ke bikhar jaaye to achha bikhar jaaye to achha bikhar jaaye to achha
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aap Ke Paas Jo Kaajal (1965) 03:47 13492
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:47   Song Number : 13492   

Agar Mujhe Na Mile Tum Kaajal (1965) 04:52 32969
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mumtaz
Duration : 04:52   Song Number : 32969   

Chham Chham Ghungharoo Kaajal (1965) 03:29 13496
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Dharmendra, Meena Kumari, Padmini
Duration : 03:29   Song Number : 13496   

Chhoo lene Do Nazuk Kaajal (1965) 03:20 20288
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Malkauns
Duration : 03:20   Song Number : 20288   

Mere Bhaiya Mere Kaajal (1965) 03:16 13495
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:16   Song Number : 13495   

Muddat Ki Tamannaaon Ka Sila Kaajal (1965) 03:34 13493
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Dharmendra, Meena Kumari, Padmini
Duration : 03:34   Song Number : 13493   

Tora Mann Darpan Kaajal (1965) 03:36 21320
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Dharmendra, Meena Kumari, Padmini
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 21320   

Tora Mann Darpan (Version 2) Kaajal (1965) 06:27 213201
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Dharmendra, Meena Kumari, Padmini
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:27   Song Number : 213201   

Yeh Zulf Agar Khul Ke Kaajal (1965) 03:52 13494
 
Poster of Kaajal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 03:52   Song Number : 13494