Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKabhi Kabhie (1976)
HomeKabhi Kabhie (1976)
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye ke jaise tujhko banaaya gaya hai mere liye tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tu ab se pehle sitaron mein bas rahi thi kahin tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke ye badan ye nigahen me ri amaanat hain ke ye badan ye nigahen meri amaanat hain ye gesuon ki ghani chaanv hai meri khatir ye honth aur ye baahen meri amaanat hain ye honth aur ye baahen meri amaanat hain kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein ke jaise bajti hain shehnaiyaan si raahon mein suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main suhaag raat hai ghoonghat utha raha hoon main simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein simat rahi hai tu sharmaa ke apni baahon mein kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tu
kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye ke jaise tujhko banaya gaya hai mere liye tu ab se pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin tu ab se pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye tujhe zameen pe bulaaya gaya hai mere liye kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke ye badan ye nigaahen meri amaanat hain ke ye badan ye nigaahen meri amaanat hain ye gesuon ki ghani chhaon hai meri khaatir ye honth aur ye baahen meri amaanat hain ye honth aur ye baahen meri amaanat hain kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein ke jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein suhaag raat hai ghunghat utha raha hoon main suhaag raat hai ghunghat utha raha hoon main simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai ke jaise tu
main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek pal ka shaayar hoon rishton ka roop badalta hai buniyaden khatam nahin hoti hmmm khwabon ki aur umangon ki miyaden khatam nahin hoti ek phool mein tera roop basa ek phool mein meri jawaani hai ek chehra teri nishani hai ek chehra meri nishani hai main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek pal ka shaayar hoon tujhko mujhko jeevan amrit ab in haathon se peena hai inki dhadkan mein basna hai inke saanson mein jeena hai tu apni adayen baksh inhen main apni wafayen deta hoon jo apne liye sochi thi kabhi wo saari duwayen deta hoon main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek pal ka shaayar hoon har ek pal meri kahaani hai har ek pal meri hasti hai har ek pal meri jawaani hai main har ek
main pal do pal ka shaayar hoon pal do pal meri kahani hai pal do pal meri hasti hai pal do pal meri jawani hai main pal do pal ka shaayar hoon pal do pal meri kahani hai pal do pal meri hasti hai pal do pal meri jawani hai main pal do pal ka shaayar hoon mujhse pehle kitne shaayar aaye aur aakar chale gayeeee kuchh aahein bhar kar laut gaye kuchh nagmen gaa kar chale gayeee woh bhi ek pal ka kissa the main bhi ek pal ka kissa hoon kal tumse juda ho jaoonga wo aaj tumhara hissa hoon main pal do pal ka shaayar hoon pal do pal meri kahani hai pal do pal meri hasti hai pal do pal meri jawani hai main pal do pal ka shaayar hoon kal aur aayenge nagamon ki khilti kaliyan chunne waale mujhse behtar kehne waale tumse behtar sunane waale kal koi mujhko yaad kare kyun koi mujhko yaad kare masroof zamana mere liye kyun waqt apna barbaad kare main pal do pal ka shaayar hoon pal do pal meri kahani hai pal do pal meri hasti hai pal do pal meri jawani hai main pal do pal ka
mere ghar aayi mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari chandani ke haseen rath pe sawaar mere ghar aayi ho o o o mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari uski baaton mein shehad jaisi mithaas uski saanson mein itr ki mehkaas honth jaise ke bheege bheege gulaab gaal jaise ke dehke dehke anaar mere ghar aayi ho o o o mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari uske aane se mere aagan mein khil uthe phool gungunaayi bahaar dekh kar usko ji nahin bharta chaahe dekhun use hazaaron baar chaahe dekhun use hazaaron baar mere ghar aayi ho o o o mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari maine poochha use ke kaun hai tu haske boli ke main hoon tera pyaar main tere dil mein thi hamesha se ghar mein aayi hoon aaj pehli baar mere ghar aayi ho o o o mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari chandani ke haseen rath pe sawaar mere ghar aayi mere ghar aayi ek nanhi pari ek nanhi pari ek nanhi pari
oye pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin teri meri umr mein kisne ye kiya nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin tere honth mere honth sil gaye to kya hua tere honth mere honth sil gaye to kya hua dil ki tarah jism bhi mil gaye to kya hua dil ki tarah jism bhi mil gaye to kya hua iss se pehle kya kabhi ye sitam hua nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin main bhi hoshmand hoon tu bhi hoshmand hai uss tarah jiyenge hum jiss tarah pasand hai haan main bhi hoshmand hoon tu bhi hoshmand hai uss tarah jiyenge hum jiss tarah pasand hai unki baat kyun sune jinse waastaa nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin rasm kya riwaaz kya dharam kya samaaj kya dushmanon ka khauf kyun doston ki laaj kya rasm kya riwaaz kya dharam kya samaaj kya dushmanon ka khauf kyun doston ki laaj kya ye wo shouk hai ke jisse koi bhi bacha nahin pyaar kar liyaa to kya pyaar hai khata nahin pyaar kar liyaa to kya
tera phoolon jaisa rang tere shishey jaisa ang padi jaise hi nazar main to reh gaya dang aate jaate kare tang tere achhe nahin dhang main to karungi sagaayi kisi doosre ke sang ho mere hote koi aur kare tere baare gaur ho mere hote koi aur kare tere baare gaur yeh na hoga kisi taur chahe chale chooriya yeh na hoga kisi taur chahe chale chooriya sidhey sidhey haan karti hai ya chalna hai thane sidhey sidhey haan karti hai ya chalna hai thane thane jaate jaate mar gaye tujhse kai diwane arre thane jaate jaate mar gaye tujhse kai diwane yunhi nakhre na kar teri choti ka pakad yunhi nakhre na kar teri choti ka pakad tujhe launga main ghar chahe chale chooriya ohh tujhe launga main ghar chahe chale chooriya haye teri baaten hai ajab are ho le hona hai jo ab tujhe meri hi kasam kahin dhana na ghazab ho tujhe chodenge na hum chahe ro ke humen rab tu hai itna hi tang toh main rangi tere rang le main chali tere sang chahe chale chooriya le main chali tere sang chahe chale
tere chehre se tere chehre se nazar nahin hatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tujhe milke bhi tujhe milke bhi pyaas nahin ghatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen pighle badan teri tapti nigaahon se sholon ki aanch aaye barfili raahon se la la la la la la pighle badan teri tapti nigaahon se sholon ki aanch aaye barfili raahon se lage kadmon se lage kadmon se aag lipatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tujhe milke bhi tujhe milke bhi pyaas nahin ghatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen rangon ki barkha hai khushboo ka saath hai kisko pataa hai ab din hai ke raat hai la la la la la la rangon ki barkha hai khushboo ka saath hai kisko pataa hai ab din hai ke raat hai lage duniya hi lage duniya hi aaj simatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen tere chehre se tere chehre se nazar nahin hatti nazaare hum kya dekhen nazaare hum kya dekhen palkon pe phaila teri palkon ka saaya hai chehre ne tere mera chehra
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Kabhi Kabhie (1976) 05:02 20706
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:02   Song Number : 20706   

Kabhi Kabhi Mere Dil Mein (Male) Kabhi Kabhie (1976) 04:51 41008
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi
Duration : 04:51   Song Number : 41008   

Main Har Ek Pal Ka Kabhi Kabhie (1976) 03:04 39904
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:04   Song Number : 39904   

Main Pal Do Pal Ka Shaayar Kabhi Kabhie (1976) 03:18 20862
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:18   Song Number : 20862   

Mere Ghar Aayi Ek Nanhi Pari Kabhi Kabhie (1976) 03:22 11945
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 03:22   Song Number : 11945   

Pyar Kar Liya To Kya Kabhi Kabhie (1976) 03:41 12229
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:41   Song Number : 12229   

Tera Phoolon Jaisa Rang Kabhi Kabhie (1976) 06:18 13483
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 06:18   Song Number : 13483   

Tere Chehre Se Nazar Nahin Kabhi Kabhie (1976) 05:05 21287
 
Poster of Kabhi Kabhie (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Shashi Kapoor, Rakhi
Duration : 05:05   Song Number : 21287