Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKahin Din Kahin Raat (1968)
HomeKahin Din Kahin Raat (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum pe ilzaam ye kyun hai ki muhabbat ki hai hum pe ilzaam ye kyun hai ki muhabbat ki hai humne to aap ko poojaa hai ibaadat ki hai hum pe ilzaam ye kyun hai ki muhabbat ki hai hamne kab aapse maangaa hai wafaaon ka silaa hamne kab aapse maangaa hai wafaaon ka silaa kab sunaa aapne humse koi shiqwa ya gilaa kab sunaa aapne humse koi shiqwa ya gilaa hamne kab dil ke tadapne ki shiqaayat ki hai hamne kab dil ke tadapne ki shiqaayat ki hai humne to aap ko poojaa hai ibaadat ki hai gham nahin iska agar aap hamaare na huye gham nahin iska agar aap hamaare na huye gham to ye hai ke tumhaare bhi tumhaare na huye gham to ye hai ke tumhaare bhi tumhaare na huye aapne jinke liye aaj ye haalat ki hai aapne jinke liye aaj ye haalat ki hai humne to aap ko poojaa hai ibaadat ki hai hum pe ilzaam ye kyun hai ki muhabbat ki hai
kamar patli nazar bijli suraahidaar gardan qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli nazar bijli suraahidaar gardan qayaamat se meri jaan kam nahin ho ye zulfon ki ghata kaali machalta jaise saawan qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli badan aisa hai chikna ke fisalti hain nighaahen tadap jaata hai dil apna chamakti hain jo baahen zameen jhoome kadam chume jawaani ka ye aalam tumhin keh do ke aise mein tumhen kaise naa chaahen kareeb aa kar kabhi sun lo humare dil ki dhadkan qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli nazar bijli suraahidaar gardan qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli nazar jiski padi tum par kalejaa thaam lega ishaara tum jise kar do wo kab aaram lega magar mujhse tumhen dilbar koi shikwaa na hoga mera dil hai ke loot kar bhi tumhara naam lega naa chhutega kabhi mujhse wafaa ka paak daaman qayaamat se meri jaan kam nahin ho kamar patli nazar bijli suraahidaar gardan qayaamat se meri jaan kam nahin ho ye zulfon ki ghata
muhabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi muhabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi zabaan tak baat jo aayi yakeenan wo dua hogi muhabbat ho gayi jinse gila kaise karun unse main unki bewafayi ka gila kaise karun unse main unki bewafayi ka kiya karte hain jo daawa muhabbat mein khudaayi ka agar wo mujhse ruthe hain to meri hi khata hogi zabaan tak baat jo aayi yakeenan wo dua hogi muhabbat ho gayi jinse muhabbat mein jise aye dil sajaa e maut mil jaaye muhabbat mein jise aye dil sajaa e maut mil jaaye wo marr ke bhi zamaane mein kabhi marne nahin paaye kahaan aisi adaalat hai kahaan aisi sajaa hogi muhabbat ho gayi jinse shikayat unse kya hogi zabaan tak baat jo aayi yakeenan wo dua hogi muhabbat ho gayi jinse
tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein mere siwaa bhi koi aur ho khuda naa kare tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein mere siwaa bhi koi aur ho khuda naa kare tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein ye baat kaise ganwaara karega dil mera tumhara zikr kisi aur ki zabaan pe ho tumhare husn ki taarif aaina bhi kare to main tumhari kasam hai ke tod doon usko tumhare pyaar tumhari adaa ka deewana mere siwaa bhi koi aur ho khuda naa kare tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein wo din naa aaye ke mujhse kabhi juda ho kar kisi ka pyaar dobara kahin talaash karo jhuka ke sar ko kisi ajnabee ke shaanon par tum apne ghum ka sahaara kahin talaash karo kareeb dil ke tumhaare kisi bhi haalat mein mere siwaa bhi koi aur ho khuda naa kare tumhara chaahne waala khuda ki duniyaa mein tumaare dil ko kabhi mujhse koi thes lage mujhe yakeen hai aisa kabhi nahin hoga mujhe wafaaon pe apni bada bharosa hai tumhaara pyaar hi de jaaye naa kahin dhoka duwaa ye hai ke
tumhaare ye nakhre tumhaari shararat tumhaare ye nakhre tumhaari shararat mujhe to yakin hai kabhi meri jaan leke rahenge tumhaare ye nakhre ye hasne ka andaaz sabse juda kanwal jheel mein jaise khilta hua ye hasne ka andaaz sabse juda kanwal jheel mein jaise khilta hua kahin bhi na dekha kahin bhi na dekha kahin bhi na paaya jahaan mein tumhaare siva hoye tumhaare ye nakhre tumhaari shararat mujhe to yakin hai kabhi meri jaan leke rahenge tumhaare ye nakhre nazar mein jawaani ki ye roshni ke paani pe hai khelti chaandani nazar mein jawaani ki ye roshni ke paani pe hai khelti chaandani salaamat raho tum salaamat raho tum meri jaan jaaye yahi hai khuda se dua hoye tumhaare ye nakhre tumhaari shararat mujhe to yakin hai kabhi meri jaan leke rahenge tumhaare ye nakhre
ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein saara zamana dekh chuke tera jawaab kahaan saara zamana dekh chuke tera jawaab kahaan guzre nazar se phool kayi tujhsa gulaab kahaan ho yaar mere main nisaar tere tujh pe sitaare hain fidaa sitaaron ki tamanna haii tere aanchal mein chhup jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein kyun na kahoon main tujhko sanam sapnon ka tajmahal kyun na kahoon main tujhko sanam sapnon ka tajmahal paa ke rahunga pyaar tera aaj nahin to kal yaar mere main nisaar tere tujh pe bahaarein hain fidaa baharon ki tamanna hai teri chaahat mein lutt jaayein hoga kitna khoobsurat ye nazara duniya dekhegi hum bhi dekhenge ho yaaron ki tamanna hai teri zulfon mein phans jaayein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ham Pe Ilzaam Ye Kyun Hai Kahin Din Kahin Raat (1968) 03:36 38234
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:36   Song Number : 38234   

Kamar Patli Nazar Bijli Kahin Din Kahin Raat (1968) 04:51 16429
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:51   Song Number : 16429   

Muhabbat Ho Gayi Jinse Kahin Din Kahin Raat (1968) 03:53 16451
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Asit Sen, Pran, Helen
Duration : 03:53   Song Number : 16451   

Tumhara Chaahne Waala Kahin Din Kahin Raat (1968) 05:33 16261
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Veena
Duration : 05:33   Song Number : 16261   

Tumhare Ye Nakhre Tumhari Shararat Kahin Din Kahin Raat (1968) 03:34 20004
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 03:34   Song Number : 20004   

Yaaron Ki Tamanna Hai Kahin Din Kahin Raat (1968) 04:16 36541
 
Poster of Kahin Din Kahin Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Sapna
Duration : 04:16   Song Number : 36541