Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaise Kahoon (1964)
HomeKaise Kahoon (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmm hmmm hmmmm hmmmmm dil kaa dard niraala dil kaa dard niraala kisko sunaun koi nahin hai aaj samajhne wala kisko sunaun koi nahin hai aaj samajhne wala dil kaa dard niraala dil kaa dard niraala khilte huye ek phool ko jaise apni mahek maloom naa ho jalte huye ek deep ko jaise apni chamak maloom naa ho khilte huye ek phool ko jaise apni mahek maloom naa ho jalte huy e ek deep ko jaise apni chamak maloom naa ho dil mein yun hi tere pyaar kaa tha ek anjana ujiyalaa dil kaa dard niraala dil kaa dard niraala main hoon sanam apradhi tera maut bhi hai manzoor mujhe par woh saza main seh naa sakunga kar de jo tujhse door mujhe main hoon sanam main hoon sanam apradhi tera maut bhi hai manzoor mujhe par woh saza main seh naa sakunga kar de jo tujhse door mujhe dil se bhula de meri khatayen tod de ghum kaa jala dil kaa dard niraala dil kaa dard niraala bikhre huye hum taar to kaise dil ka sunayen saaz koi door ho man ka meet to kaise geet bane aawaaz koi bikhre huye hum
haule haule jiya dole haule haule jiya dole sapnon ke van mein papeeha man ka pi pi bole haule haule jiya dole sapnon ke van mein papeeha man ka pi pi bole mile mujhe rasiya balam man basiya mile mujhe rasiya balam man basiya khushiyon ke din aa gaye aayi meri duniya mein jhoomti bahaarein aayi meri duniya mein jhoomti bahaarein rang anokhe chha gaye rang anokhe chha gaye lage bechain se nainon mein madira koyi ghole haule haule jiya dole sapnon ke van mein papeeha man ka pi pi bole ga re sa re ga ma pa pa pa pa re ma ga sa re ni sa ga ma pa ni dha pa ma ga aa aa haaye jab saiyaan thamenge mori baiyaan haaye jab saiyaan thamengi mori baiyaan lajo se mar jaungi chhuyenge kalaiya to dungi duhaiya chhuyenge kalaiya to dungi duhaiya haath na unke aaungi haath na unke aaungi naina milai ke na jaane balma kya kya bole haule haule jiya dole sapnon ke van mein papeeha man ka pi pi bole
kaise kahoon kaise kahoon tose jiya ki main batiyaan kaise kahoon kaise kahoon sharmaye man tore aage mori laajo mein kho jaaye akhiyaan kaise kahoon kaise kahoon hmm mmmm hmmm hmmm hmm mmmm hmmm hmmm jab jab tere paas aaun nain milte hi sudh budh ganwaun jab jab tere paas aaun nain milte hi sudh budh ganwaun reh reh ke dil mera dhadke piya main tujhse kuchh keh na paaun main tujhse kuchh keh na paaun mori laagi na mori laagi na jaane tu saiyan kaise kahoon kaise kahoon tose jiya ki main batiyaan kaise kahoon kaise kahoon balma nahin tujhse doori phir bhi aasha nahin hoti poori balma nahin tujhse doori phir bhi aasha nahin hoti poori aisa hai kuchh haal dil ka jaise chhayen baharen adhoori chhayen baharen adhoori jaise khilne se jaise khilne se ruk jaaye kaliyaan kaise kahoon kaise kahoon tose jiya ki main batiyaan kaise kahoon kaise kahoon sharmaye man tore aage mori laajo mein kho jayen akhiyaan kaise kahoon kaise kahoon
kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke koi cheez paayi hai dil ko ganwa ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke koi cheez paayi hai dil ko ganwa ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat mein bahaaron ke din ab honge nazaron ki raaten bahaaron ke din ab honge nazaron ki raaten kabhi hum kahenge unse kuchh dil ki baaten kabhi milke gayenge tarane wafa ke kisi ki mohabbat mein yeh saanson ki dori apni jab tak chalegi yeh saanson ki dori apni jab tak chalegi mohabbat ki shamma yun hi dil mein jalegi isse kya bujhayenge jhonke hawa ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat mein kahin pyaar guncha banke mehakta hai dil mein kahin pyaar guncha banke mehakta hai dil oooo kahin pyar kanta banke chubhata hai dil mein muhabbat nibhayenge hum muskura ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh bhula ke badi chot khayi hai duniya luta ke kisi ki mohabbat mein sab kuchh
aaaaaaaaaaaa ta nuuuuuuuuu aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaa aaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa manmohan mann mein ho tumhin manmohan mann mein ho tumhin more ang ang tum hi samaaye jaano yaa jaano naa ho tumhin manmohan mann mein manmohan mann mein mann mein hoooo tumhin ho tumhin ho tumhin manmohan mann mein ho tumhin more ang ang tum hi samaaye jaano yaa jaano naa ho tumhin manmohan mann meinnnn dekhk dekh tori chhab saanwariyaan dekhk dekh tori chhab saanwariyaan bani hai raadha tumhri baanwariyaa rom rom tumre gun gaaye maanon yaa maanon naa ho tumhin manmohan mann mein dekhk dekh tori chhab saanwariyaaaaaaaaa hooo bani hai raadha tumhri baanwariyaa dekhk dekh tori chhab saanwariyaan bani hai raadha tumhri baanwariyaa rom rom tumre gun gaaye maanon yaa maanon naa ho tumhin manmohan mann mein ayeeee ayeeee yeeeeee eeeeee aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa
tum hamen pyaar karo ya naa karo ham tumhen pyaar kiye jayenge tum hamen pyaar karo ya naa karo ham tumhen pyaar kiye jayenge chahe kismat mein khushi ho ke naa ho ghum uthakar hi jiye jayenge tum hamen pyaar karo ya naa karo ham tumhen pyaar kiye jayenge ham nahin woh jo gam e ishq se ghabra jayen ho ke mayus jaban par koi shikwa layen ham nahin woh jo gam e ishq se ghabra jayen ho ke mayus jaban par koi shikwa layen chahe kitna hi badhe dard e jigar apne honthon ko siye jayenge tum hamen pyaar karo ya naa karo ham tumhen pyaar kiye jayenge tum salamat ho toh ham chain bhi paa hi lenge kisi surat se lagi dil ki bujha hi lenge hoo tum salamat ho toh ham chain bhi paa hi lenge kisi surat se lagi dil ki bujha hi lenge pyaar kaa jaam mile ya naa mile ham toh aansu bhi piye jayenge tum hamen pyaar karo ya naa karo ham tumhen pyaar kiye jayenge ho tod di aas toh phir itna hi ehsaan karo dil mein rehna jo naa chaho toh nazar hi mein raho tod di aas toh phir itna hi
hooooooooo zindagi tu jhoom le zara keh rahi hai tujh se ye fizaaa saaze dil pe koi geet ga ga ga hooooooooo zindagi tu jhoom le zara keh rahi hai tujh se ye fizaaa saaze dil pe koi geet ga ga ga hooooooooo naach utthe aankhon mein ulfat ke afsaane doob gayi masti mein dil ke haseen paimaane ye kaisa daur chala bekhudi ka rang chaa gayaa saaze dil pe koi geet ga ga ga hooooooooo zindagi tu jhoom le zaraa keh rahi hai tujh se ye fizaaa saaze dil pe koi geet ga ga ga hooooooooo ghum ki sada kaun sunne ghum ki sada kaun sunne aaj khushi chhaayi hai hosh nahin dil ki lagi jaane kahan laayi hai haal ye kya dil ka hua jaise rang hi badal gayaaaa saaze dil pe koi geet ga ga ga hooooooooo zindagi tu jhoom le zaraa keh rahi hai tujh se ye fizaaa saaze dil pe koi geet ga ga ga hooooooooo wo liya wo manzil kal jo thhi khwaabon mein chupke se aaj wahi aan basi aankhon mein humne use dekh liya saamna ussi ka ho gayaa saaze dil pe koi geet ga ga ga hooooooooo zindagi tu jhoom le
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Kaa Dard Niraala Kaise Kahoon (1964) 06:00 36787
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Sachin Dev Verma
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Nanda
Duration : 06:00   Song Number : 36787   

Haule Haule Jiya Dole Kaise Kahoon (1964) 03:08 39251
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 03:08   Song Number : 39251   

Kaise Kahoon Tose Jiya Ki Main Batiyaan Kaise Kahoon (1964) 03:24 38083
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 03:24   Song Number : 38083   

Kisi Ki Mohabbat Mein (Part I ) Kaise Kahoon (1964) 04:58 32484
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Nanda
Duration : 04:58   Song Number : 32484   

Manmohan Mann Mein Kaise Kahoon (1964) 03:38 13490
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Man Mohan Krishna, Nanda, Vishwajeet
Raag- 
Adana
Taal- 
Tintal
Duration : 03:38   Song Number : 13490   

Tum Hamen Pyaar Karo Kaise Kahoon (1964) 05:06 36495
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Raag- 
Pilu
Duration : 05:06   Song Number : 36495   

Zindagi Tu Jhoom Le Zara Kaise Kahoon (1964) 04:13 13491
 
Poster of Kaise Kahoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:13   Song Number : 13491   
   
Copyright-  Saregama