Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKumari
HomeKumari
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa jaa ke intezaar mein jaane ko hai bahaar bhi tere bagair zindagi tere bagair zindagi dard ban ke reh gayi aa jaa ke intezaar mein jaane ko hai bahaar bhi armaan liye baithe hain hum seene mein hai tera hi ghum armaan liye baithe hain hum seene mein hai tera hi ghum tere dil se pyaar ki wo tadap kidhar gayi aa jaa ke intezaar mein jaane ko hai bahaar bhi tere bagair zindagi dard ban ke reh gayi aa jaa ke intezaar mein jaane ko hai bahaar bhi aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa dil ki sadaa pe aye sanam badhte gaye mere kadam dil ki sadaa pe aye sanam badhte gaye mere kadam ab to chaahe jo bhi ho dil tujhe main de chuki aa jaa ke intezaar mein jaane ko hai bahaar bhi hoo tere bagair zindagi tere bagair zindagi dard ban ke reh gayi aa jaa ke intezaar mein jaane ko hai bahaar bhi
aa jaa ri aa neendiyaa tu aa aa jaa ri aa neendiyaa tu aa jhil mil sitaaron se utar aankhon mein aa sapne sajaa aa jaa ri aa neendiyaa tu aa soyi kali soya chaman peepal tale soyi hawaaa sab rang gaye ik rang mein tune ye kya jaadoo kiyaa aa jaa ri aa neendiyaa tu aa sansaar ki raani hai tu raaja hai mera laadlaaa duniyaa hai meri god mein poora hua sapna mera aa jaa ri aa neendiyaa tu aa aa jaa ri aa neendiyaa tu aa
aaj achanak toot gaye kyun man veena ke taar man veena ke taar man veena ke taar man veena ke taar man veena ke taar umad ghumad kar ghir ghir aayi dukh ki ghor ghataayen dil kehta hai man hi man mein ghut ghut kar mar jaayen armaanon ka jala basera armaanon ka jala basera aansu hain laachaar aansu hain laachaar re aansu hain laachaar man veena ke taar man veena ke taar lehron mein patwaar kheench kar maanjhi saath dhaara doobi naiya doobi aasha dooba door kinaara kis se kahun main mere khivaiya kis se kahun main mere khivaiya le chal nadiyaa paar le chal nadiya paar re le chal nadiya paar man veena ke taar man veena ke taar
aaj kuchh aisi chot lagi hai toot gaya paymaana dil ka toot gaya paymaana koi nahin duniya mein apna kaun sune afsaana dil ka kaun sune afsaanaa yaad mein jiski din beete hain jiske sahaare hum jeete hain jiske sahaare hum jeete hain yaad mein jiski din beete hain jiske sahaare hum jeete hain jiske sahaare hum jeete hain aaj usi ne thukraaya hai pyaar bhara nazraana dil ka pyaar bhara nazraana aaj kuchh aisi chot lagi hai toot gaya paymaana dil ka toot gaya paymaanaa kaisa shikwa kis ki shikaayat dekh liya anzam e mohabbat dekh liya anzam e mohabbat kaisa shikwa kis ki shikaayat dekh liya anzam e mohabbat dekh liya anzam e mohabbat aap hi apni aag mein jalkar khaak hua parwaana dil ka khaak hua parwaana aaj kuchh aisi chot lagi hai toot gaya paymaana dil ka toot gaya paymaana
hhhmmmmm hmmmmmm aa haa haaa ahhahaaaa oo ho aa ha ha haa aaj maine jaana mera dil hai deewaana saiyan raaja sach much tere liye sach much tere liye aaj maine jaana mera dil hai deewaana saiyan raaja sach much tere liye sach much tere liye aa gayi rut sanwar ke jee uthi main to mar ke aa gayi rut sanwar ke jee uthi main to mar ke chaal chalun pyaari pyaari naach rahi duniya saari chaal chalun pyaari pyaari naach rahi duniya saari sach much tere liye sach much tere liye aaj maine jaana mera dil hai deewaana saiyan raaja sach much tere liye sach much tere liye aahhaaaaa aahhaaaaa haaa hmmmmmm hmmmmmm aaj to har bahaane main lagi muskuraane aaj to har bahaane main lagi muskuraane rang naye chhaye dekho pyaar mera gaaye dekho rang naye chhaye dekho pyaar mera gaaye dekho sach much tere liye sach much tere liye aaj maine jaana mera dil hai deewaana saiyan raaja sach much tere liye sach much tere liye aaj maine jaana mera dil hai deewaana saiyan raaja sach much tere liye
aaja re piya khilne lage tann mann mein phool tu jo nahin to rang mein jaise pad gayi dhool jaun main kidhar teri dhun mein sanam rasta gayi bhool raahon mein dole jaise sharaabi main rahi jhool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool gulshan gulshan main teri tasveer dhundha karti hoon daali daali pyaar ki zanjeer dhundha karti hoon vaadi vaadi jungle jungle aahein bharti hoon jaaun main kidhar teri dhun mein sanam raasta gayi bhool raahon mein dole jaise sharaabi main rahi jhool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool har dum teri yaad ki khushboo basaaye aanchal mein khoyi khoyi dolti rehti hoon ghum ke baadal mein kisko pukaarun pad gayi yun main kaisi halchal mein jaaun main kidhar teri dhun mein sanam raasta gayi bhool raahon mein dole jaise sharaabi main rahi jhool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool aaja re piya khilne lage tann mann mein phool
aansoo ki aag le ke teri yaad aayi jalte huye raag le ke teri yaad aayi shikwe hazaar le ke teri yaad aayi aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai rota hai gumcha gumcha aangan udaas hai ab dil ki aarzoo ko jalwon ki pyaas hai ab dil ki aarzoo ko jalwon ki pyaas hai aansoo ki aag le ke teri yaad aayi jalte huye raag le ke teri yaad aayi shikwe hazaar le ke teri yaad aayi aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai donon jahaan teri chaahat mein chhod doon pyaar ka naazuk rishta kaise main tod doon pyaar ka naazuk rishta kaise main tod doon aansoo ki aag le ke teri yaad aayi jalte huye raag le ke teri yaad aayi shikwe hazaar le ke teri yaad aayi aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai aayi re ye kaisi judaai
aansoo to nahin hain aankhon mein pehlu mein magar dil jalta hai dil jalta hai boondon pe lahu hai hasrat ka aara sa jigar par chalta hai dil jaltaa hai jaag uthta hai jab ghum kya kahiye jaag uthta hai jab ghum us waqt ka aalam kya kahiye us waqt ka aalam kya kahiye jis raat gaye dheere dheere jab koi kaleja malta hai dil jaltaa hai aye dard e jigar ye baat hai kya ye baat hai kya ye aakhri apni raat hai kya ye aakhri apni raat hai kya hoti hai kasak har dhadkan mein har saans mein khanjar chalta hai dil jaltaa hai hum haar gaye hain tere ghum se hum haar gaye dekha hi nahin jaata humse dekha hi nahin jaata humse jalta hai patanga jab koi aur shamma ka aansoo dhalta hai dil jaltaa hai
aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya main bhi kya cheez hoon khaaya tha kabhi teer koyi dard ab jaa ke utha chot lage deir huyee tumko humdard jo paaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya main zameen par hoon na samjha na parakhna chaaha aasmaan par ye kadam jhoom ke rakhna chaaha aaj jo sar ko jhukaaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya maine bhi soch liya saath nibhaane ke liye door tak aaoungi main tumko manaane ke liye dil ne ehsaas dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya
aate jaate pehlu mein aaya koi aate jaate pehlu mein aaya koi mere dil batlaa na chhupa aaj se main tujhe dil kahun ya dilrubaa aate jaate pehlu mein aaya koi mere dil batlaa na chhupa aaj se main tujhe dil kahun ya dilrubaa aate jaate pehlu mein aaya koi teri sunun aur sunti rahun main apni tadap chhupa lun phir bhi kahan tak sabra karun main khud ko kitna sambhaalun aate jaate haa aa aa aa aa aate jaate pehlu mein aaya koi mere dil batlaa na chhupa aaj se main tujhe dil kahun ya dilrubaa aate jaate pehlu mein aaya koi mast nazar tune ye kya kiya liya ye kaun sa badla hai ye sharaabi nazar ka asar ki mujhse dil bhi na shambhla aate jaate haa aa aa aa aa aate jaate pehlu mein aaya koi mere dil batlaa na chhupa aaj se main tujhe dil kahun ya dilrubaa aate jaate pehlu mein aaya koi tera tassavvur tera hi ghum labon pe tera taraana neend se bhi ab kehti hoon main tu unko khwaab mein laana aate jaate haa aa aa aa aa aate jaate pehlu mein aaya koi mere dil batlaa na
ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki insaan ban gayi hai kiran maahtaab ki ab kya misaal doon chehre mein ghul gaya hai haseen chaandni ka noor aankhon mein hai chaman ki jawaan raat ka suroor gardan hai ik jhuki huyi daali daali gulab ki ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki ab kya misaal doon gesu khule to shaam ke dil se dhuan uthe chhoo le kadam to jhuk ke na phir aasman uthe sau baar jhilmilaye shamma shamma aaftaab ki ab kya misaal doon deewaar o dar ka rang ye aanchal ye pairhan ghar ka mere charaag hai boota sa ye badan tasveer ho tumhin mere jannat ke jannat ke khwaab ki ab kya misaal doon main tumhare shabaab ki insaan ban gayi hai kiran maahtaab ki ab kya misaal doon
aise to na dekho ke behak jaayen kahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum haaye aise na kaho baat ke mar jaayen yahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum angdaayi si leti hai jo khushboo bhari zulfen khushboo bhari zulfen girti hai tere surkh labon par teri zulfen labon par teri zulfen zulfen na teri choom len zulfen na teri choom len ae maahzabin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum aahaaa haaaaa hmmmm hmmm sun sun ke teri baat nasha chhaane laga hai nasha chhaane laga hai khud apne pe bhi pyaar sa kuchh aane laga hai aane laga hai rakhna hai kahin paanv to rakhna hai kahin paanv to rakhte hain kahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum bheega sa jo hai naaz ye halka sa paseena ye halka sa paseena ye naachti aankhon ke bhanvar dil ka safeena dil ka safeena socha hai ke ab doob ke socha hai ke ab doob ke reh jaayen yahin hum aakhir ko ik insaan hain farishta to nahin hum haaye aise na kaho baat ke mar
ajab hai dastaan teri aye zindagi ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi tum aayi maa ki maamta liye to muskuraaye hum ke jaise phir se apne bachpan mein laut aaye hum tumhare pyaar ke tumhare pyaar ke isi aanchal tale phir se deepak jale phir se deepak jale dhala andhera jagi roshni ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi magar bada hi sang dil hai ye maalik tera jahaan yahaan maa beton pe bhi log uthaate hain ungaliyaan kali ye pyaar ki kali ye pyaar ki julas ke reh gayi har taraf aag thi her taraf aag thi hansane aayi thi rulaa kar chali ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi
ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye roshni ke saath kyun dhuwaan utha chiraag se ye khaab dekhti hoon main ke jag padi hoon khaab se ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye mubaaraqe tumhen ke tum kisi ke noor ho gaye kisi ke itne paas hoo ke sab se door ho gaye ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge kisi kaa pyaar le ke tum naya jahaan basaaoge ye shaam jab bhi aayegi tum humko yaad aaoge ajeeb daastaan hai ye kahaan shuru kahaan khatam ye manzilen hain kaun si naa wo samjh sake naa hum
mankaiyar muththile konchi vilaipaadum manchal nira valaiyum idhu vaazhva tharu malayal mangalam penkulam pottu vaiththe makizhum kunkuma niraththodu kunkumam thiru valaiyal vattraadha manila valanthanai vilakidum vattaadha maanila valanthanai vilakidum mankaadha pachchai niram vazhunkum ezhil valaiyal thumpai malar pondru iru manamum maasindri vaazhkavena vaayara vaazhththidum venshanku valaiyal vaayaara vaazhththidum venshanku valaiyal akkaalukku valaikaappu aththan mukaththile punchirippu akkaalukku valaikaappu aththaan mukaththile punchirippu akkam pakkam kalakalappu yaaraippaarththaalum shurushurupp thanthaane thanaathaane thaana thaanaane thayyathaane thanthaane thanathaane thaana thaanaane thayyathaane muththu pole pavazha koththu pola innum moonu maasam ponaa makan porappaan muththu pole pavazha kothu pola indrum moonu maasam ponaa makan porappaan pattupole ththankaththattupole karumpu kattupola kidanthu kannan parippaan akkaalukku valaikaappu aththan
andaaz mera mastana maange dil ka nazraana zara soch ke aankh milana ho jaaye na tu deewanaa ke hum bhi jawaan hain samaan bhi jawaan hai naa phir humse kehna mera dil kahan hai mera dil kahan hai takaleena pyaar ki kitaab hoon main sach hoon phir bhi khaab hoon main dekh par suroor aaye wo ajab sharaab hoon main main hoon jawani ka rangeen tarana rangeen tarana takaleena haaaan ke hum bhi jawaan hain samaan bhi jawaan hai naa phir humse kehna mera dil kahan hai mera dil kahan hai takaleena tujh ko meri justjoo hai mujhko teri aarzoo hai mere dil ka aaina tu dil ke aaine mein tu hai humse hi roshan hai saara zamana saara zamana takaleena andaaz mera mastana maange dil ka nazraana zara soch ke aankh milana ho jaaye na tu deewanaa ke hum bhi jawaan hain samaan bhi jawaan hai naa phir humse kehna mera dil kahan hai mera dil kahan hai main kidhar hoon tu kahan hai ye zameen yaa aasmaan hai mere tere pyaar ki ye kya ajeeb daastaan hain meetha sa ye dard bhi hai suhana
hoy akhiyaan bhool gayin hain sonaa dil pe huaa hai jaadoo tonaa shahnaayi waale teri shahnaayi re karejvaa ko cheer gayi cheer gayi cheer gayi ab din ye kaise gori aaye chhup chhup ke milnaa man bhaaye sakhiyon se kaahe ab chori bandh gayi re preet ki dori koyi julmi sanwariyaa ki tirchhi nazariyaa ho maar gayi maar gayi maar gayi sakhiyaan na maaro mohe taane jisko na laagi wo kyaa jaane sakhiyaan na maaro mohe taane jisko na laagi wo kyaa jaane hoo oooooo oooooooo bhool jaaogi bhool jaaogi bhool jaaogi karnaa ye thitholi koi mil gayaa jo hamjoli kaise bach ke rahogi aahen bhar ke kahogi main to haar gayi haar gayi haar gayi hoy ankhiyaan bhool gayin hain sonaa dil pe huaa hai jaadoo tonaa shahnaayi waale teri shahnaayi re kalejavaa ko cheer gayi cheer gayi cheer gayi aapas mein milte deewaane aur hamse ho rahe bahaane chitvan kamaan pe jo taane wo baan humne pahchaane nazaron ki ye ghaaten chori chori mulaaqaaten hum jaan gayin jaan gayin jaan gayin
Apne Saiyan Se Naina Ladaibe
aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa wo laila rahi naa wo memil raha naa wo laila rahi naa wo memil raha paas manzil ke aa ke loota carwaan ho loota carwaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan ye sitaare nahin ghum ke aansoon hain ye ye sitaare nahin ghum ke aansoon hain ye ro raha hai mere haal par aasmaan haal par aasmaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan tum se milte hi masti mein khoye thhe hum tum se milte hi masti mein khoye thhe hum aankh kholi to ujda hua tha jahaan ab main jaaun kahaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan naa to mil ke gaye naa hi chhoda nishaan aye meri zindagi tujhe dhundhun kahaan tujhe dhundhun kahaan tujhe dhundhun kahaan
aali ri roko naa koi karne do mujhko manmaani aaj mere ghar aaye wo preetam jin ke liye sab nagri chhaani aaj koi bandhan naa bhaaye aaj hai khul khelan ki thaani aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi main to apne rasik ko nainon mein rakh loongi palken moond moond aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi palkon mein kundal daalo aur deh sugandh basaao jo dekhe mohit ho jaaye aisa roop sajaao aaj sakhiiiiiiii dha pa ma re sa ma pa dha ni dha pa dha pa pa sa re sa sa sa re aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaj sakhi pee daalungi main darshan jal ki boond boond aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi madhur milan ki durlabh bela yun hi beet naa jaaye aisi rain jo vyarth ganwaaye jeevan bhar pachhtaaye sej sajaaooooo dha pa ma re sa ma pa dha ni dha pa dha pa pa sa re sa sa pa re aaaaaaa aaaaa aaaaaa sej sajaao meri saajan ki le aao kaliyaan goondh goondh aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi main to apne rasik ko nainon mein rakh loongi palken
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Jaa Ke Intezaar Mein Halaku (1956) 03:25 20037
 
Poster of Halaku (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Ajeet, Meena Kumari
Duration : 03:25   Song Number : 20037   

Aa Jaa Ri Aa Neendiyaa Do Bigha Zamin (1953) 02:55 13142
 
Poster of Do Bigha Zamin (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Pilu
Duration : 02:55   Song Number : 13142   

Aaj Achanak Toot Gaye Kyun Kinare Kinare (1963) 03:34 40627
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:34   Song Number : 40627   

Aaj Kuchh Aisi Chot Lagi Hai Afsana (1951) 02:51 12146
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Veena Kumari
Duration : 02:51   Song Number : 12146   

Aaj Maine Jaana Mera Dil Hai Deewaana Farishta (1958) 04:03 39814
 
Poster of Farishta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:03   Song Number : 39814   

Aaja Re Piya Khilne Lage Baharon Ki Manzil (1968) 02:57 19799
 
Poster of Baharon Ki Manzil (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 02:57   Song Number : 19799   

Aansoo Ki Aag Le Ke Yahudi (1958) 03:55 14419
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:55   Song Number : 14419   

Aansoo To Nahin Hain Aankhon Mein Daera (1953) 03:19 15573
 
Poster of Daera (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jamal Sen
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Nasir Khan
Duration : 03:19   Song Number : 15573   

Aapne Yaad Dilaaya To Aarti (1962) 03:49 12593
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:49   Song Number : 12593   

Aate Jaate Yahudi (1958) 04:17 14418
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:17   Song Number : 14418   

Ab Kya Misaal Aarti (1962) 03:28 20094
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:28   Song Number : 20094   

Aise To Na Dekho Ki Bheegi Raat (1965) 04:32 39731
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:32   Song Number : 39731   

Ajab Hai Dastaan Teri Aye Zindagi Shararat (1959) 03:18 16320
 
Poster of Shararat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:18   Song Number : 16320   

Ajeeb Dastaan Hai Ye Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 05:37 20125
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:37   Song Number : 20125   

Akkalukku Valaikaappu Kalyana Parisu (1959) 04:55 36527
 
Poster of Kalyana Parisu (1959)
 
Category
Tamil
Year- 
1959
Music Director- 
A M Rajah
On Screen Actors- 
Savitri, Vijaya Kumari
Duration : 04:55   Song Number : 36527   

Andaaz Mera Mastana Dil Apna Aur Preet Parai (1960) 04:46 13089
 
Poster of Dil Apna Aur Preet Parai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:46   Song Number : 13089   

Ankhiyan Bhool Gayin Hain Goonj Uthi Shehnai (1959) 04:19 20131
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Krishna Kumari
Duration : 04:19   Song Number : 20131   

Apne Saiyaan Se Naina Ladai Be Ardhangini (1959) 02:49 39924
 
Poster of Ardhangini (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 02:49   Song Number : 39924   

Aye Meri Zindagi Adl E Jehangir (1955) 03:03 16379
 
Poster of Adl E Jehangir (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:03   Song Number : 16379   

Aye Ri Jaane Naa Doongi Chitralekha (1964) 04:25 13001
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar
Raag- 
Kamod
Duration : 04:25   Song Number : 13001   
Karaoke Songs of Kumari, Sad Songs of Kumari, Love Songs of Kumari, Dance Songs of Kumari, Hip-hop songs of Kumari, Best songs of Kumari, Super hit songs of Kumari, hit songs of Kumari, duet songs of Kumari, solo songs of Kumari, old songs of Kumari, famous songs of Kumari, Hindi Karaoke Songs of Kumari, Hindi Sad Songs of Kumari, Hindi Love Songs of Kumari, Hindi Dance Songs of Kumari, Hindi Hip-hop songs of Kumari, best Hindi songs of Kumari, super hit Hindi songs of Kumari, hit Hindi songs of Kumari, duet Hindi songs of Kumari, solo Hindi songs of Kumari, old Hindi songs of Kumari, famous Hindi songs of Kumari, Sing Along Songs of Kumari, Sing Along Sad Songs of Kumari, Sing Along Love Songs of Kumari, Sing Along Dance Songs of Kumari, Sing Along Hip-hop songs of Kumari, Sing Along Best songs of Kumari, Sing Along Super hit songs of Kumari, Sing Along hit songs of Kumari, Sing Along duet songs of Kumari, Sing Along solo songs of Kumari, Sing Along old songs of Kumari, Sing Along famous songs of Kumari