Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMasoom (1960)
HomeMasoom (1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


desh ka pyaara sabka sahaara kaun banega desh ka pyaara sabka sahaara kaun banega saare jag mein prem ujiyara kaun karega desh ka pyaara sabka sahaara kaun banega baapu ka ye desh hai bachcho sab deshon se pyaara isi desh ki khaatir usne apna sab kuchh haara baapu ka ye desh hai bachcho sab deshon se pyaara isi desh ki khaatir usne apna sab kuchh haara baap sidhaara ab rakh waala kaun banega desh ka pyaara sabka sahaara kaun banega saare jag mein prem ujiyara kaun karega desh ka pyaara sabka sahaara kaun banega pyaare bachcho kaun ho tum pyaare bachcho kaun ho tum mushkil tay ho desh ki jai ho kaun kahega desh ka pyaara sabka sahaara kaun banega saare jag mein prem ujiyara kaun karega desh ka pyaara sabka sahaara kaun banega la lalaaa oooo hmmmm mmmm jahaan jahaan andhiyaara dekhen kadam kadam par desh ka daaman jahaan jahaan andhiyaara dekhen kadam kadam par desh ka daaman kaam ye pyaara himmat waala kaun karega desh ka pyaara sabka sahaara kaun banega saare jag
humein un raahon par chalna hai humein un raahon par chalna hai jahaan girna aur sambhalna hai humein un raahon par chalna hai jahaan girna aur sambhalna hai hum hain wo diye auron ke liye jinhen tufaanon mein jalna hai humein un raahon par chalna hai jahaan girna aur sambhalna hai jab tak na lagan ho seene mein bekaar hai aise jeene mein jab tak na lagan ho seene mein bekaar hai aise jeene mein chadhna hai humein chanda ki tarha sooraj ki tarha nahin dhalna hai humein un raahon par chalna hai jahaan girna aur sambhalna hai hum hain wo diye auron ke liye jinhen tufaanon mein jalna hai humein un raahon par chalna hai jahaan girna aur sambhalna hai main paas rahun ya door rahun ye baat abhi tum se keh doon main paas rahun ya door rahun ye baat abhi tum se keh doon hansna hi nahin phulon ki tarha deepak ki tarha humein jalna hai humein un raahon par chalna hai jahaan girna aur sambhalna hai hum hain wo diye auron ke liye jinhen tufaanon mein jalna hai humein un raahon
naani teri morni ko mor le gaye baaki jo bacha tha kaale chor le gaye naani teri morni ko mor le gaye baaki jo bacha tha kaale chor le gaye khaa ke pee ke mote ho ke chor baithe rail mein choron wala daba kat ke pahuncha seedha jail mein khaa ke pee ke mote ho ke chor baithe rail mein choron wala daba kat ke pahuncha seedha jail mein naani teri morni ko mor le gaye baaki jo bacha tha kaale chor le gaye un choron ki khoob khabar li mote thaanedaar ne moron ko bhi khoob nachaya jungle ki sarkar ne un choron ki khoob khabar li mote thaanedaar ne moron ko bhi khoob nachaya jungle ki sarkar ne naani teri morni ko mor le gaye baaki jo bacha tha kaale chor le gaye achhi naani pyari naani rusa rusi chhod de jaldi se ik paisa de de tu kanjoosi chhod de achhi naani pyari naani rusa rusi chhod de jaldi se ik paisa de de tu kanjoosi chhod de naani teri morni ko mor le gaye baaki jo bacha tha kaale chor le gaye naani teri morni ko mor le gaye baaki jo bacha tha kaale chor le
yeh haath hi apni daulat hai yeh haath hi apni daulat hai yeh haath hi apni taaqat hai kuchh aur to punji paas nahin yeh haath hi apni kismat hai yeh haath hi apni daulat hai yeh haath hi apni taaqat hai kuchh aur to punji paas nahin yeh haath hi apni kismat hai hum mehnat karte aaye hain hum mehnat karte jaayenge jab tak ye haath salaamat hai kyun daan ke tukde khayenge kyun daan ke tukde khayenge yeh haath hi apni daulat hai yeh haath hi apni taaqat hai kuchh aur to punji paas nahin yeh haath hi apni kismat hai yeh haath hi apni daulat hai hum dhan waalon ke poot nahin nirdhan maa baap ke bachche hain sab aur sahaare jhoote hain yeh do hi sahaare sachche hain yeh do hi sahaare sachche hain yeh haath hi apni daulat hai yeh haath hi apni taaqat hai kuchh aur to punji paas nahin yeh haath hi apni kismat hai yeh haath hi apni daulat hai kya ghum jo humaare maat pita sona chandi na jod sake wo achchhe dil ke maalik the wo loot ka maal na jod sake wo loot ka maal na
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Desh Ka Pyara Masoom (1960) 03:21 40439
 
Poster of Masoom (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
Robin Banerjee
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:21   Song Number : 40439   

Humen Un Raahon Par Chalna Hai Masoom (1960) 03:50 40785
 
Poster of Masoom (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Music Director- 
Robin Banarji
Duration : 03:50   Song Number : 40785   

Nani Teri Morni Ko Mor Masoom (1960) 03:11 13693
 
Poster of Masoom (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Robin Banarji
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Honey Irani
Duration : 03:11   Song Number : 13693   

Yeh Haath Hi Apni Daulat Hai Masoom (1960) 03:57 19836
 
Poster of Masoom (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Robin Banerjee
Singer- 
Sudha Malhotra
Duration : 03:57   Song Number : 19836