Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMiss Mary (1957)
HomeMiss Mary (1957)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


brindaban ka krishan kanhaiya sabki aankhon ka taara brindaban ka krishan kanhaiya sabki aankhon ka taara mann hi mann kyun jale radhika mohan to hai sabka pyara mann hi mann kyun jale radhika mohan to hai sabka pyara brindaban ka krishan kanhaiya sabki aankhon ka taara jamna tat par nand ka laala jab jab raas rachaaye re jamna tat par nand ka laala jab jab raas rachaaye re tan mann dole kaanha aisi bansi madhur bajaaye re sudh budh bhooli khadi gopiyan jaane kaisa jadoo daara brindaban ka krishan kanhaiya sabki aankhon ka taara rang salona aisa jaise chhaayi ho ghat saawan ki rang salona aisa jaise chhaayi ho ghat saawan ki ae ri main to huyi deewani mann mohan mann bhavan ki tere karan dekh saanvre chhod diya maine jag saara brindaban ka krishan kanhaiya sabki aankhon ka taara brindaban ka krishan kanhaiya sabki aankhon ka taara mann hi mann kyun jale radhika mohan to hai sabka pyara brindaban ka krishan kanhaiya sabki aankhon ka taara
gana naa aaya bajana naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya gana naa aaya bajana naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya haan kahin sa hai kahin re hai kahin ga ma pa dha ni hai hmm an an an kahin bhaageswari ki behan kahin jai jayanti ki naani hai aaaaa aaaaaa aaaaa ye bhojha saat sur ka humse baap re uthta bhi to kyun uthta haannnnnnnnnnn humen ek sur bhi hilanaa naa aaya humen ek sur bhi hilanaa naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya gana naa aaya bajana naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya haan gana naa aaya bajana naa aaya dilbar ko apna banana naa aaya are dhatt teri ki sadak tedi hai desi raag ki eeee eee eee eeee eee eeee eeee eeee eeee chal mod le tam tam ch ch ch ch hm hm hm gale ko garm kar le hmm hmm aah ha ha gale ko garm kar le chhod angrezi mein ek atom chhod angrezi mein ek atom chhod angrezi mein ek atom ta tara pa papa ta tata ra rarara ra tara pa papa ta tata o my sita papplu papita o my sita papplu papita aye ki tu kitaaaaaa sorryieee
o raat ke musaafir chandaa zara bataa de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de o raat ke musaafir chandaa zara bataa de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de hai bhool koi dil ki aankhon ki yaa khata hai kuchh bhi nahin to mujh se phir kyun koi khafa hai hai bhool koi dil ki aankhon ki yaa khata hai kuchh bhi nahin to mujh se phir kyun koi khafa hai phir kyun koi khafa hai manzoor hai wo mujh ko jo kuchh bhi tu sazaa de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de o raat ke musaafir chandaa zara bataa de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de dil pe kisi ko apne kaaboo nahin rahaa hai ye raaz mere dil se aankhon ne hi kahaa hai dil pe kisi ko apne kaaboo nahin rahaa hai ye raaz mere dil se aankhon ne hi kahaa hai aankhon ne hi kahaa hai aankhon ne jo hai dekhaa dil kis tarah bhula de mera kusoor kyaa hai tu faislaa sunaa de o chaand aasmaan ke dum bhar zameen pe aa jaa bholaa hua hai raahee tu raastaa dikhaa jaa tu raastaa dikhaa jaa bhatki huyi hai naiyya
pehle paisa phir bhagwan babu dete jaana daan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana pehle paisa phir bhagwan babu dete jaana daan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana ticket swarg ki bech raha ye andhi aankhon wala ticket swarg ki bech raha ye andhi aankhon wala are thodi si hain seathen baaki jaldi karna lala are tu do din ka mehmaan apni manzil ko pehchaan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana pehle paisa phir bhagwan babu dete jaana daan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana janam janam ka paap daan ke sabun se dhul jaaye janam janam ka paap daan ke daan ke daan ke sabun se dhul jaaye yahaan jo deve ek langoti wahaan pe bistar paaye are kya soch raha naadan ye sauda kitna hai aasaan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana o pehle paisa phir bhagwan babu dete jaana daan dete jaana atthanni ya chawanni babu aana do aana waah re mere bhole maalik nyaari teri leela waah re mere bhole maalik nyaari teri leela
aaaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa sakhi ri sunn bole papiha uss paar sakhi ri sunn bole papiha uss paaaar bolat aisi meethi boli chhede mann ke taar sakhi ri sunn bole papiha uss paar sakhi ri sunn bole papiha uss paaaar bolat aisi meethi boli chhede mann ke taar sakhi ri sunn bole papiha uss paar sakhi ri sunn bole papiha uss paar ga ma pa pa ma pa ga ma pa ni sa ni pa ma ga ma pa pa ma pa ga ma pa ni sa ni pa ma ga ma pa ni sa re sa re pa ni pa ni pa ma ga re sa pa ni sa re sa re pa ni pa ni pa ma ga re sa pee pee ki jab taan sunaye aaaa aaaa aaaaaaa aaaa aaaa pee pee ki jab taan sunaye birhan mann ghabraaye aaaaa pee pee ki jab taan sunaye birhan mann ghabraaye haaan bhuli batiyan yaad dilayen bhuli batiyan yaad dilayen paapi barambaar sakhi ri sunn bole papiha uss paar sakhi ri sunn bole papiha uss paar aaar bolat aisi meethi boli chhede mann ke taar sakhi ri sunn bole papiha uss paar sakhi ri sunn bole papiha uss paar sakhi ri sunn bole papiha uss aaaa aaaa aaaa
so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin aye hawaa jaa kar use tu saath kyun laati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya chaand pehle bhi nikalta tha magar aisa naa tha chaand pehle bhi nikalta tha magar aisa naa tha aaj aisi baat kyun hai kuchh samjh aati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gayaa chandani kuchh chaand se keh kar zameen par aa gayi chandani kuchh chaand se keh kar zameen par aa gayi jaane kya dekha yahaan ab laut kar jaati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin aye hawaa jaa kar use tu saath kyun laati nahin so gaya saara zamaana neend kyun aati nahin so gaya
yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana hote hain chhote dil ke lambi zubaan waale dete hain maal khota unchi dukaan waale hote hain chhote dil ke lambi zubaan waale dete hain maal khota unchi dukaan waale chhota munh aur baat badi yeh hai dastoor puraana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana baat pate ki hai ye maano jo mera kehna achcha hai aag se to door hi door rehna baat pate ki hai ye maano jo mera kehna achcha hai aag se to door hi door rehna jhoothi inki jaat badi ye hai dastoor puraana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na aana yeh mard bade dil sard bade bedard na dhokha khana meethi meethi batiyon mein bhool ke na
yeh mard bade dil sard bade bedard chalo ji maana mardon ka phir bhi gulaam hai zamaana yeh mard bade dil sard bade bedard chalo ji maana mardon ka phir bhi gulaam hai zamaana duniya ke saath chalo naya zamana hai ye mardon ko dosh dena raag puraana hai ye duniya ke saath chalo naya zamana hai ye mardon ko dosh dena raag puraana hai ye jhuthi inki jaat kaho ya kaho inhen deewana mardon ka phir bhi gulaam hai zamaana yeh mard bade dil sard bade bedard chalo ji maana mardon ka phir bhi gulaam hai zamaana gussa guroor ladna naari ki bhool hai ye thanda mijaaz rakhna pehla asool hai ye gussa guroor ladna naari ki bhool hai ye thanda mijaaz rakhna pehla asool hai ye baat pate ki kehta hoon main chahe kaho deewana mardon ka phir bhi gulaam hai zamaana yeh mard bade dil sard bade bedard chalo ji maana mardon ka phir bhi gulaam hai zamaana yeh mard bade dil sard bade bedard chalo ji maana mardon ka phir bhi gulaam hai zamaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Brindaban Ka Krishan Kanhaiya Miss Mary (1957) 03:22 13753
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Gemini Ganesan, Jamuna
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 13753   

Gana Na Aaya Miss Mary (1957) 04:47 13754
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 04:47   Song Number : 13754   

O Raat Ke Musaafir Miss Mary (1957) 03:56 13751
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Gemini Ganesan
Duration : 03:56   Song Number : 13751   

Pehle Paisa Phir Miss Mary (1957) 03:38 12395
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Om Prakash, Others
Duration : 03:38   Song Number : 12395   

Sakhi Ri Sun Bole Papiha Miss Mary (1957) 03:42 12396
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Jamuna
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Tintal
Duration : 03:42   Song Number : 12396   

So Gaya Sara Zamaana Miss Mary (1957) 03:21 12394
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:21   Song Number : 12394   

Yeh Mard Bade Dil Sard (Female) Miss Mary (1957) 03:00 37882
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Gemini Ganesan
Duration : 03:00   Song Number : 37882   

Yeh Mard Bade Dil Sard (Male) Miss Mary (1957) 02:59 37874
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 02:59   Song Number : 37874