Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMughal-E-Azam (1960)
HomeMughal-E-Azam (1960)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaa aaa aaa aaaa aaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa ae ishq ye sab duniya wale ae ishq ye sab duniya wale bekaar ki batein karte hain bekaar ki batein karte hain payal ke ghamon ka ilam nahin payal ke ghamon ka ilam nahin jhankaar ki batein karte hain jhankaar ki batein karte hain ae ishq ye sab duniya wale aaa aaa aaa aaaa har dil mein chhupa hai teer koi har panw mein hai zanjeer koi aaa aaa aaa aaaa poochhe koi unse ghum ke maze poochhe koi unse ghum ke maze jo pyaar ki batein karte hain jo pyaar ki batein karte hain ae ishq ye sab duniya wale hmm hmm hmm hmmm ulfat ke naye diwanon ko kis tarah se koi samjhaye kis tarah se koi samjhaye nazron pe lagi hai pabandi nazron pe lagi hai pabandi deedaar ki batein karte hain deedaar ki batein karte hain ae ishq ye sab duniya wale hmm hmm hmm hmmm aaa aaa aaa aaaa bhanwre hain agar madhosh to kya aaa parwane bhi hain khamosh to kya aaa aaa aaa aaaa sab pyaar ke nagme gaate hain sab pyaar ke nagme gaate hain sab yaar ki batein karte
wafaa ki raah mein aashiq ki id hoti hai khushi manaao muhabbat shaheed hoti hai zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad ae muhabbat zindaabaad zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad daulat ki zanjeeron se tu daulat ki zanjeeron se tu rehti hai aazaad zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad ae muhabbat zindaabaad mandir mein masjid mein tu aur tu hi hai imaanon mein murli ki taanon mein tu aur tu hi hai aazaanon mein tere dum se deen dharam ki duniya hai aabaad zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad ae muhabbat zindaabaad pyaar ki aandhi ruk na sakegi nafrat ki deewaaron se khoon e muhabbat ho na sakega khanjar se talwaaron se marr jaate hain aashiq zinda reh jaati hai yaad zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindaabaad ae muhabbat zindaabaad aa aa aa aa aa aa ishq bagaawat kar baithe to duniya ka rukh mod de aag laga de mahalon mein aur takhte shaahi chhod de seena taane maut se khele kuch na kare fariyaad zindaabaad zindaabaad zindaabaad
ae mere mushkil kushaa fariyaad hai fariyaad hai aapke hote huye duniya meri barbaad hai bekas pe karam keejiye sarkaar e madeena bekas pe karam keejiye gardish mein hai taqdeer bhanwar mein hai safeena gardish mein hai taqdeer bhanwar mein hai safeena bekas pe karam keejiye sarkaar e madeena bekas pe karam keejiye hai waqt e madad aaiye bigdi ko banaane bigdi ko banaane poshida nahin aapse kuchh dil ke fasaane zakhmon se bhara hai kisi majboor ka seena bekas pe karam keejiye chhaayi hai museebat ki ghata gesuon waale gesuon waale lillaah meri doobti kashti ko bachaale toofaan ke aasaar hain dushwaar hai jeena bekas pe karam keejiye gardish mein hai taqdeer bhanwar mein hai safeena bekas pe karam keejiye sarkaar e madeena bekas pe karam keejiye
humen kaash tumse muhabbat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti kahani humari haqeeqat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti naa dil tumko dete naa majboor hote naa duniyaa naa duniyaa ke dastoor hote qayaamat se pehle qayaamat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti humin badh gaye ishq mein had se aage zamaane ne thokar lagaayi to jaage agar marr bhi jaate to hairat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti tumhin phoonk dete nasheman humara muhabbat pe ehsaan hota tumhara zamaane se koi shikaayat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti kahani humari haqeeqat naa hoti humen kaash tumse muhabbat naa hoti
wo aayi subah ke par der se maut ki aawaaaz kisi ne tod diya jaise zindagi kaa saaz aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa khuda nigehbaan ho tumhaara khuda nigehbaan ho tumhaara dhadakte dil ka payaam le lo dhadakte dil ka payaam le lo tumhaari duniyaa se jaa rahen hain utho humara salaam le lo utho humara salaam le lo uthe janaaza jo kal humara kasam hai tumko naa dena kaandha uthe janaaza jo kal humara kasam hai tumko naa dena kaandha naa ho mohabbat humari ruswaa ye aansuon ka payaam le lo ye aansuon ka payaam le lo khuda nigehbaan ho tumhaara dhadakte dil ka payaam le lo
aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mohe panghat pe nandlaal chhed gayo re mohe panghat pe haan mori naajuk kalaiyya marod gayo re mori naajuk kalaiyya marod gayo re mohe panghat pe kankari mohe maari gagariya phor daari ho kankari mohe maari gagariya phor daari ho gagariya phor daari haan aa aa mori saari anaari bheegoy gayo re mori saari anaari bheegoy gayo re mohe panghat pe nainon se jaadoo kiya jiyara moh liya ho nainon se jaadoo kiya jiyara moh liya ho jiyara moh liya aa aa aa mora ghonghata nazariyan se tod gayo re mora ghonghata nazariyan se tod gayo re mohe panghat aji haan mohe panghat haan haaan aa aa mohe panghat pe nandlaal chhed gayo re mohe panghat pe
muhobbat ki jhooti kahani pe roye kahani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye na socha na samjha na dekha na bhaala teri aarzoo ne humein maar daala tere pyar ki meharbani pe roye roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye khabar kya thi honthon ko seena padega muhobbat chhupaa kar bhi jeena padega jiye to magar zindagani pe roye roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye badi chot khaayee jawani pe roye jawani pe roye muhobbat ki jhooti kahani pe roye kahani pe roye
insaan kisi se duniyaan mein ek baar muhabbat karta hai iss dard ko le kar jeeta hai iss dard ko le kar marta hai pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya koi chori nahin ki pyaar kiya pyaar kiya koi chori nahin ki chhup chhup aahen bharna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya aaj kahenge dil ka fasana jaan bhi le le chaahe zamana aaj kahenge dil ka fasana jaan bhi le le chaahe zamana maut wohi jo duniya dekhe maut wohi jo duniya dekhe ghut ghut kar yun marna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya unki tamanna dil mein rahegi shamma isi mehfil mein rahegi unki tamanna dil mein rahegi shamma isi mehfil mein rahegi ishq mein jeena ishq mein marna ishq mein jeena ishq mein marna aur hamein ab karna kya jab pyaar kiya to darna kya pyaar kiya to darna kya jab pyaar kiya to darna kya chhup na sakega ishq hamara charon taraf hai unka nazara parda nahin jab koi
aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa teri mehfil mein kismat aazmaan kar hum bhi dekhenge ghadi bhar ko tere nazdeek aa kar hum bhi dekhenge ghadi bhar ko tere nazdeek aa kar hum bhi dekhenge haan ji haan hum bhi dekhenge aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa teri mehfil mein kismat aazmaan kar hum bhi dekhenge tere kadmon pe sar apna jhuka kar hum bhi dekhenge tere kadmon pe sar apna jhuka kar hum bhi dekhenge haan ji haan hum bhi dekhenge aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa bahaaren aaj paigaam e muhobbat le ke aayi hai badi muddat mein umeedon ki kaliyaaaaan muskuraayi hai aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa ghum e dil se zara daaman bacha kar hum bhi dekhenge ghum e dil se zara daaman bacha kar hum bhi dekhenge haan ji haan hum bhi dekhenge aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa agar dil ghum se khaali ho to jeene ka mazaa kya hai naa ho khoon e jigar to ashq peene kaa mazaa kya hai aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa muhabbat mein
ye dil ki lagi kam kya hogi ye ishq bhala kam kya hoga jab raat hai aisi matwaali jab raat hai aisi matwaali phir subah ka aalam kya hoga phir subah ka aalam kya hoga nagmon se barasti hai masti chhalke hain khushi ke paimaane aa aa jaisi baahaarein aayi hain kal jiske banenge afsaane ab isse jiyaada aur haseen ye pyaar ka mausam kya hoga ab isse jiyaada aur haseen ye pyaar ka mausam kya hoga ye aaj ka rang aur ye mehfil dil bhi hai yahaan dildaar bhi hai aankhon mein qayaamat ke jalwe seene mein tadapta pyaar bhi hai iss rang mein koi jee le agar marne ka use ghum kya hoga iss rang mein koi jee le agar marne ka use ghum kya hoga haalat hai ajab deewaanon ki ab khair nahin parwaanon ki anjaamein muhabbat kya kahiye lay badhane lagi armaanon ki aise mein jo payal toot gayi phir aye mere humdam kya hoga aise mein jo payal toot gayi phir aye mere humdam kya hoga
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Ishq Ye Sab Mughal-E-Azam (1960) 04:25 37804
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nigar Sultana
Duration : 04:25   Song Number : 37804   

Ae Mohabbat Zindabad Mughal-E-Azam (1960) 05:05 20112
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
M Kumar
Duration : 05:05   Song Number : 20112   

Bekas Pe Karam keejiye Mughal-E-Azam (1960) 04:05 13789
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:05   Song Number : 13789   

Humen Kaash Tumse Mughal-E-Azam (1960) 03:09 13797
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:09   Song Number : 13797   

Khuda Nigahbaan Ho Mughal-E-Azam (1960) 02:54 13790
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Yaman
Duration : 02:54   Song Number : 13790   

Mohe Panghat Pe Mughal-E-Azam (1960) 04:03 13792
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Gara
Taal- 
Tintal, Dadra Tal
Duration : 04:03   Song Number : 13792   

Muhobbat Ki Jhooti Kahani Pe Roye Mughal-E-Azam (1960) 03:31 13791
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:31   Song Number : 13791   

Pyaar Kiya To Darna Kya Mughal-E-Azam (1960) 06:27 12402
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:27   Song Number : 12402   

Teri Mehfil Mein Kismat Mughal-E-Azam (1960) 05:08 13793
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nigar Sultana, Madhu Bala
Duration : 05:08   Song Number : 13793   

Ye Dil Ki Lagi Kam Kya Hogi Mughal-E-Azam (1960) 04:03 13796
 
Poster of Mughal-E-Azam (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nigar Sultana
Raag- 
Jaijaiwanti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:03   Song Number : 13796   
   
Copyright-  Saregama