Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNaam (1986)
HomeNaam (1986)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye aansoo ye jazbaat tum bechate ho gareebon ke haalat tum bechate ho ameeeeeeeron ki shaam gareeeeeeebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam isi baat par sabko mera salaam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ye kya hai tamasha ye kya hai sitam ye kya hai tamasha ye kya hai sitam mazaa aa gaya bas khuda ki kasam khushi ki dukaanon pe bikta hai ghum bikta hai ghum fida aise ghum pe hai khushiyaan tamaam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ye fankaar ki ik haseen yaad hai ye fankaar ki ik haseen yaad hai kisi bhookhe nange ki fariyaad hai ye tasveer to kaabil e daad hai kaabil e daad hai isse dijiye aap pehla inaam ameeron ki shaam gareebon ke naam ameeron ki shaam gareebon ke naam ye maasoom bachcha ye majboor maa ye maasoom bachcha ye majboor maa naa chulha na bartan naa ghar na dhuwaan naa chulha na bartan naa ghar na dhuwaan
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai watan se chitthi aayi hai bade dinon ke baad hum bewatnon ko yaad bade dinon ke baad hum bewatnon ko yaad watan ki mitti aayi hai chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai watan se chitthi aayi hai upar mera naam likha hai ander ye paigaam likha hai o pardes ko jaane waale laut ke phir naa aane waale saat samander paar gaya tu humko zinda maar gaya tu khoon ke rishte tod gaya tu aankh mein aansoo chhod gaya tu kam khaate hain kam sote hain bahot jiyaada hum rote hain chitthi aayi hai chitthi aayi hai aayi hai chitthi aayi hai chitthi aayi hai watan se chitthi aayi hai sooni ho gayi shehar ki galiyaan kaante ban gayin baagh ki kaliyaan kehte hain saawan ke jhule bhool gaya tu hum nahin bhoole tere bin jab aayi deewali deep nahin
tere dil ki tu jaane uuuu uuu uuuu tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane tera jaane kya hai iraada hooooo tera jaane kya hai iraada ho tu nahin karta koi waada teri marzi tu jaane teri marzi tu jaane main apni marzi jaanun main waada karti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon pyaar ka pehla saal hai mera hoo ab se hi ye haal hai mera pyaar ka pehla saal hai mera ab se hi ye haal hai mera teri haalat tu jaane teri haalat tu jaane main apni haalat jaanun main aahein bharti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon tere dil ki tu jaane main apne dil ki jaanun main tujhpe marti hoon mohabbat karti hoon mohabbat karti hoon naam tere sab kuchh likh jaaun tere
tere jaane ki khushi aur dil udaas hai door hum huye to kya dil to dil ke paas hai tu kal chala jaayega to main kya karunga tu kal chala jaayega to main kya karunga tu yaad bahot aayega tu yaad bahot aayega to main kya karunga tu kal bichhad jaayega to main kya karunga tu kal bichhad jaayega to main kya karunga tu mujhko bhool jaayega to main kya karunga tu kal chala jaayega teri yaad ko kahin door chhod aaun main teri yaad ko kahin door chhod aaun main iss kadar pila mujhe tujhko bhool jaaun main iss kadar pila mujhe tujhko bhool jaaun main tujhko bhool jaaun main hosh magar aayega to main kya karunga hosh magar aayega to main kya karunga tu yaad bahot aayega to main kya karunga tu kal chala jaayega tere jaisa kaun hai aur kis ka naam loon tere jaisa kaun hai aur kis ka naam loon laa main isi baat par aur ek jaam loon laa main isi baat par aur ek jaam loon aur ek jaam loon jaam chhalak jaayega to main kya karunga jaam chhalak jaayega to main kya karunga tu mujhko
jiniyaaa tann mere lagiyaaan tainu ik lage te tu jaanee gulaam faridaa dil othe deiyyeee jithe agla kadar vi jaane veriyaa ve aye aye ho o hoooo kiya kya kusoor maine tera ve veriyaa ve chaahe jo sulook kar mujhe manzoor kar jurm zaroor das mera ve veriyaa ve aye aye ho o hoooo kiya kya kusoor maine tera ve veriyaa ve ankhiyon mein bas ke ankhiyon se dad ke leta nahin hans ke salaam tu itna to kaam kar mujhe badnaam kar koi bhi lagaa ke ilzaam tu kar kuchh bahana kaun sa naa maana huqm huzoor das tera veee veriyaa ve aye aye ho o hoooo kiya kya kusoor maine tera ve veriyaa ve achchaa kiya tune tod diyaa tune dil mera bada magroor tha apni wafaa pe sharm o hayaa pe kabhi mujhe itna guroor tha kadmon mein tere rakh diya sar le toota guroor bas mera ve veriyaa ve aye aye ho o hoooo kiya kya kusoor maine tera ve veriyaa ve yahaan nahin chalta zor dilon ka yahaan dastoor chalte hainnn gal sunn sajna chal mere balma duniyaa se door chalte hain yahaan nahin rehna itna to
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ameeron Ki Shaam Gareebon Ke Naam Naam (1986) 05:41 20133
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 05:41   Song Number : 20133   

Chitthi Aayee Hai Naam (1986) 07:30 13809
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Pankaj Udhas, Chorus
On Screen Actors- 
Pankaj Udhas
Duration : 07:30   Song Number : 13809   

Tere Dil Ki Tu Jaane Naam (1986) 04:51 38919
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Kumar Gaurav
Duration : 04:51   Song Number : 38919   

Tu Kal Chala Jaayega Naam (1986) 06:09 21330
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar, Sanjay Dutt
Duration : 06:09   Song Number : 21330   

Veriyaa Ve Kiya Naam (1986) 05:06 21400
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:06   Song Number : 21400   
   
Copyright-  Saregama