Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePagla Kahin Ka (1970)
HomePagla Kahin Ka (1970)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaa haaaaa aashiq hoon ik mehjabeen ka log kahen mujhe pagla kahin ka aashiq hoon ik mehjabeen ka log kahen mujhe pagla kahin ka dil ki tamanna poori kar do saathi bana lo mujhe zindagi ka aashiq hoon ik mehjabeen ka log kahen mujhe pagla kahin ka mehfil mehfil dhoom machaun mehfil mehfil dhoom machaun paagal ban kar naach dikhaun paagal ban kar naach dikhaun jaane tamanna saath hai mere jaane tamanna saath hai mere haal naa poochho meri khushi ka aashiq hoon ik mehjabeen ka log kahen mujhe pagla kahin ka aashiq hoon ik mehjabeen ka log kahen mujhe pagla kahin ka jaane wo kaisi jaane jahaan hai jaane wo kaisi jaane jahaan hai uske bina to chain kahaan hai haaye uske bina to chain kahaan hai shaam savera kuchh nahin dekhun shaam savera kuchh nahin dekhun phera maarun uski gali ka aashiq hoon ik mehjabeen ka log kahen mujhe pagla kahin ka aashiq hoon ik mehjabeen ka log kahen mujhe pagla kahin ka ek sanam ko apna kiya hai ek sanam ko apna kiya hai pyaar ka bandhan
na ro tu yahaan aise pagla kahin ka museebat ko apne gale se laga le tere ghum ki duniyaan tujhe de gaye hain yahaan se wahaan rooth kar jaane waale ae mere dil yahaan tu akela nahin aur bhi hain bahut ghum ke maare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin aur bhi hain bahut ghum ke maare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin har kadam par yahaan aur har mod par ghum ki ek daastaan keh rahi har nazar keh rahi har nazar kitni bechainiyaan reh ke khaamosh bhi de rahi hain sada bin pukaare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin pyaar jisne kiya usko paagal kaha apni duniyaan mein ye zulm hota raha zulm hota raha sainkadon baar ye khel khela gaya saikadon baar aise nazaare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin aise insaan bhi maine dekhe kayi maut jinke liyeee zindagi ban gayi jinki aahon se hain goonjati ye fiza jinke aansoo gagan ke sitaare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin aur bhi hain bahut ghum ke maare huye ae mere dil yahaan tu akela nahin
meri bhains ko danda meri bhains ko danda kyun maara wo khet mein chaara charti thi tere baap ka wo kya karti thi aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa meri bhains ko danda kyun maara wo khet mein chaara charti thi tere baap ka wo kya karti thi aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa meri bhains ko danda kyun maara wo laddoo pede khaati hai wo pedon pe chad jaati hai wo laddoo pede khaati hai wo pedon pe chad jaati hai ye machhar been bajaate hainnnn wo apna raag sunaati hai wo thummak thummak naache jab main dil ka bajaaun main dil ka bajaaun ik taara meri bhains ko danda meri bhains ko danda kyun maara wo khet mein chaara charti thi tere baap ka wo kya karti thi aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa are ghar ka ye ek station hai aur jhandi pyaari pyaari hai are ghar ka ye ek station hai aur jhandi pyaari pyaari hai hum sab to rail ke dibbe hain wo apni engine gaadi hai wo gussa jab bhi karti hai to ban jaati hai to ban jaati hai angaaraaa meri bhains ko
tum mujhe yun bhula naa paaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge jab kabhi bhi sunoge geet mere sang sang tum bhi gungunaaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge ho tum mujhe yun wo bahaaren wo chandani raaten humne ki thin jo pyaar ki baaten wo bahaaren wo chandani raaten humne ki thin jo pyaar ki baaten unn nazaaron ki yaad aayegi jab khayaalon mein mujhko laaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge ho tum mujhe yun mere haathon mein tera chehra tha jaise koi gulaab hota hai mere haathon mein tera chehra tha jaise koi gulaab hota hai aur sahaara liya tha baahon kaa wo samaa kiss trah bhulaaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge ho tum mujhe yun mujhko dekhe bina qaraar naa tha ek aisa bhi daur guzraa hai mujhko dekhe bina qaraar naa tha ek aisa bhi daur guzraa hai jhooth maano to poochh lo dil se main kahunga to ruth jaaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge jab kabhi bhi sunoge geet mere sang sang tum bhi gungunaaoge haan tum mujhe yun bhula naa paaoge ho tum
tum mujhe yun bhula na paaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge jab kabhi bhi sunoge geet mere sang sang tum bhi gungunaaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge haan tum mujhe yun beeti baaton ka kuchh khayaal karo kuchh to bolo kuchh hum se baat karo beeti baaton ka kuchh khayaal karo kuchh to bolo kuchh hum se baat karo raaz e dil main tumhein bataa doongi main tumhaari hoon maan jaaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge haan tum mujhe yun meri khaamoshiyon ko samjho tum zindagi yaad mein guzaari hai meri khaamoshiyon ko samjho tum zindagi yaad mein guzaari hai main mitti hoon tumhaari chaahat mein aur kitnaa mujhe mittaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge haan tum mujhe yun dil hi dil mein tumhin se pyaar kiyaa apne jeevan ko bhi nisaar kiyaa dil hi dil mein tumhin se pyaar kiyaa apne jeevan ko bhi nisaar kiyaa kaun tadpaa tumhaari raahon mein jab ye sochoge jaan jaaoge haan tum mujhe yun bhula na paaoge jab kabhi bhi sunoge geet mere sang sang tum bhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aashiq Hoon Ek Mehajbeen Ka Pagla Kahin Ka (1970) 04:54 15645
 
Poster of Pagla Kahin Ka (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:54   Song Number : 15645   

Ae Mere Dil Yahaan Pagla Kahin Ka (1970) 04:41 32129
 
Poster of Pagla Kahin Ka (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:41   Song Number : 32129   

Meri Bhains Ko Danda Pagla Kahin Ka (1970) 05:31 13893
 
Poster of Pagla Kahin Ka (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sundar, Viju Khote
Duration : 05:31   Song Number : 13893   

Tum Mujhe Yun Bhula (Male) Pagla Kahin Ka (1970) 04:37 13895
 
Poster of Pagla Kahin Ka (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:37   Song Number : 13895   

Tum Mujhe Yun Bhula Na Paaoge (Female) Pagla Kahin Ka (1970) 04:32 13894
 
Poster of Pagla Kahin Ka (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:32   Song Number : 13894