Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePankaj Mullick
HomePankaj Mullick
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaaaaa chhod musafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai ab prem nagar ko jaana hai ab prem nagar ko jaana hai chhod musafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai iss duniyan kiiiiii iss duniyan ki safar badi hai jeevan ka na thikana hai ab prem nagar ko jaana hai chhod musafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai aalam sara jaa raha hai tera din bhiiiiiii aa raha hai aalam sara jaa raha hai tera din bhi aa raha hai prem ka sauda kar le musafir prem ka sauda kar le musafir pichhe nahin pachhtana hai prem ka sauda kar le musafir pichhe nahin pachhtana hai prem nagar ko jaana hai chhod musaafir maya nagar ab prem nagar ko jaana hai putra pota koi na apna koi na apna koi na apna putra pota koi na apna koi na apna koi na apna maya ras ka jhutha sapna maya ras ka jhutha sapna dekh musafir kadam kadam parrrrrrrrrrrr dekh musafir kadam kadam par jag ka dhanda chhudana hai prem nagar ko jaana hai ab prem nagar ko jaana hai chhod musaafir maya nagar ab prem nagar ko
ho gaya dil aur aankh mien jhagda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil aur aankh mien jhagda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil aankhen bole pagal dil hai jiske jhakhmon par manzil hai dil kahta hum lute magar kuchh nahin aankh ka bigda dil kahta hum lute magar kuchh nahin aankh ka bigda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil dil ne apna bhed chhupayaaa aankhon ne jag ko batlayaaa dil ne apna bhed chhupayaaa aankhon ne jag ko batlayaa duniyan hansiiiiii duniyan hansi dekh premi ka rona rona mukhda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil donon karne lage ghulami kaisi meethi ye badnaami iss jhagde mein ansu ban kar dil aankhon se bichhda dil aankhon se bichhda iss jhagde mein ansu ban kar dil aankhon se bichhda dil aankhon se bichhda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda ho gaya dil aur aankh mien jhagda dil ko chura gaya pardesi nahin aankh ne pakda
jab chaand mera niklaa chhaayi thi ghataayen jab chaand mera niklaa us raat ke us raat ke ek sukh se sau raat bhi sharmaaye chhaaye thi ghataayen jab chaand mera niklaa un aankhon se behte the un aankhon se behte the aankhen meri khushi mein tum amar ujalaa ho do din ki zindagi mein phir kyun na tumhen paa ke hum bhaag pe itraayen chhaaye thi ghataayen jab chaand mera niklaa aakaash pe jab chhaye ghanghor andhiyaare the tab mann ke gagan mein mere chhitke huye taare the jaadu sa mujh pe kiyaa tha jaadu bhari hawaa ne ghum mera mitaa gaye the un honthon ke paimaane mein ab tak hai wo masti baaki hum hosh mein kyaa aayen chhaaye thi ghataayen jab chaand mera niklaa chhaaye thi ghataayen
main rota hooooon main rota hooooon mat mana karoo tum mere aansoon gina karoooo main rota hooooon mat mana karoo rone mein meri duniya hai aansoon mein meri basti hai main dukh ka kaala badal hoon boondo mein aag barasti hai tum mera rona suna karooooo main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo main ro kar jeena seekh gaya seekh gaya phir hans kar ke kya karna hai bus yaad tumhari aankh mein le kar ke paar utarna hai tum dukh ka tana buna karooooo main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo main patjhad mein hoon bada sukhi bada sukhi mat phool se sakhi bahaar banao o o o o o phool se sakhi bahaar bano main toota phoota ghar achha tum mat iski deewaar bano tum dil par tum dil par patthar chuna karo o o o o o main rota hoooon main rota hooooon mat mana karoo
maine maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala amrit ko bhi jo sharma de amrit ko bhi jo sharma de aag laga kar aag bujha de aiseeeee aise mad ke ek ghoont se bujha chuka main dil ka jwaala piya ke aaya honthon ka pyaala maine aaj piya ke aayaa honthon ka pyaala rag rag mein rag rag mein rag rag mein rag rag mein jisne duada dii ek bijli ki lehar ghoomti duniyan meri nazar mein pal bhar gayi thehar maine dil ko bante dekha befikar matwaala maine dil ko bante dekha befikar matwaala main yaad karunga jab bhi iss shaam ke neele pal ko honthon mein jalan si hogi aur pyaas lagegi mann ko tab aankhon meinnn tab aankhon mein chhaa jaayega iss din ka prem ujala piya ke aaya honthon ka pyaalaaa honthon ka pyaala
mere hatheele shaam mere hatheele shaam main bhi hath pe adaa hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam o bhagne wale tujhe rukna hi padega mujh ko uthane ke liye jhukna hi padega o bhagne wale tujhe rukna hi padega mujh ko uthane ke liye jhukna hi padega zakhmin hoon zakhmin hoon zakhmin hoon tera teer ki nokon se lada hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam mujh ko ujada tujhko bhi basne nahin doonga jab tak na hansun main tujhe hansne nahin doonga mujh ko ujada tujhko bhi basne nahin doonga jab tak na hansun main tujhe hansne nahin doonga tu sabse bada tu sabse bada tu sabse bada aur main tujhse bhi bada hoon thokar laga de main tere raste pe pada hoon mere hatheele shaam maana ke tera aur mera saath nahin hai par yaad bhulana bhi tere haath nahin hai maana ke tera aur mera saath nahin hai par yaad bhulana bhi tere haath nahin hai aye dariya dil tu dekh aye dariya dil tu dekh main lehron pe khada hoon
pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye wo aa ke chala jaaye phir kis liye saaj sajaaye pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye mukh se nahin bol nikalte mann mein araman machalte mukh se nahin bol nikalte mann mein araman machalte honthon par rukhi hansi seene mein chot ubalte jiski phoolon ki maala teri sej saji kaaton se kahin door khada tera premi teri yaad mein aansun bahaaye pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye pran chahe naina na chaahe are tu kyun yun sharmaye
aaaaye prem bel mein phool na patte na fal na fal itne aaye prem bel mein phool na patte na fal itne aaye phir bhi man kitna murakh hai phir bhi man kitna murakh hai preetam pe mar jaaye prem bel mein phool na patte na fal itne aaye prem bel mein phool na patte tadap tadap mar jaaye tadap tadap mar jaaye chakora tadap tadap mar jaaye chakora tadap tadap mar jaaye chakora kali kali pe bhaware bhawara premi ka bholapan dekho premi ka bholapan dekho aag se aag bhujhaye heyy premi ka bholapan dekho aag se aag bhujhaye prem bel mein phool na patte na fal itne aaye prem bel mein phool na patte mar kar jeena aaaaa jee kar marna aaaaaaaaaaaaaaaaaa mar kar jeena jee kar marna hasna haskar aanhe bharna man hi man mein rokar premiiiiii man hi man mein rokar premii man hi man mein rokar premii naino mein muskaaye heyyy man hi man mein rokar premii naino mein muskaaye prem bel mein phool na patte na fal itne aaye prem bel mein phool na patte
tere mandir ka hoon deepak jal raha tere mandir ka hoon deepak jal raha aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa jal rahaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha kya tu mere dard se anjaan hai teri meri kya nayi pehchaan hai jyun bina paani bataasha gal raha aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha ek jhalak mujhko dikha de saanware saanware mujhko le chal uss badum ki chhanv re saanware o re chhaliyaaaaa o re chhaliyaa kyun mujhe tu chhal rahaaa aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha main to kismat baansuri ki baanchtaa ek dhun se sau tarah se naachtaa aankh se jamana ka paani dhal rahaaaa aag jeevan mein main bhar kar jal rahaaaaa tere mandir ka hoon deepak jal raha
ye raatein ye raatein ye mausam ye hasnaa hasaana ye raatein mujhe bhool jaana inhein na bhoolana bhoolana bhoolana ye raatein ye behki nigahen ye behki nigahen ye behki adaayein ye behki nigahen ye behki adaayein ye aankhon ke kaajal mein doobi ghataein fizaa ke fizaa ke labon par fizaa ke fizaa ke labon par ye chup ka fasana mujhe bhool jaana inhein na bhoolana bhoolana bhoolana ye raatein chaman mein chaman mein jo mil ke bani hai kahaani humaari muhabbat tumhaari jawaani chaman mein ye do garm saanson ka ik saath anaa ye badlii ka chalnaa ye boondon ki rumjhum ye badlii ka chalnaa ye boondon ki rumjhum ye masti ka aalam ye khoye se hum tum tumhaara tumhaara mere saath ye gungunana mujhe bhool jaana inhein na bhoolana bhoolana bhoolana ye raatein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhod Musafir Maya Nagar (Bhajan) Pankaj Mullick 03:21 15038
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Bhajan
Singer- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:21   Song Number : 15038   

Ho Gaya Dil Aur Aankh Mein (Geet) Pankaj Mullick 02:52 15039
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mallik
Duration : 02:52   Song Number : 15039   

Jab Chaand Mera Nikla Pankaj Mullick 03:19 38995
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Ghazal
Lyricist
Pandit Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:19   Song Number : 38995   

Main Rota Hoon (Geet) Pankaj Mullick 03:33 15040
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:33   Song Number : 15040   

Maine Aaj Piya (Geet) Pankaj Mullick 03:25 15041
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:25   Song Number : 15041   

Mere Hatheele Shaam Pankaj Mullick 03:16 15042
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:16   Song Number : 15042   

Pran Chahe Naina Na Chaahe (Geet) Pankaj Mullick 03:07 15043
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:07   Song Number : 15043   

Prem Bel Mein Phool Na Patte (Geet) Pankaj Mullick 03:31 15044
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Pt B C Madhur
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
Pankaj Mullick
On Screen Actors- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:31   Song Number : 15044   

Tere Mandir Ka Hoon Pankaj Mullick 03:28 15510
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Bhajan
Singer- 
Pankaj Mullick
Duration : 03:28   Song Number : 15510   

Ye Raatein Ye Mausam Ye Hasnaa Hasaana Pankaj Mullick 03:26 31522
 
Poster of Pankaj Mullick
 
Category
Ghazal
Duration : 03:26   Song Number : 31522