Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePatthar Ke Sanam (1967)
HomePatthar Ke Sanam (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaa aye dushman e jaan chal diya kahaan aye dushman e jaan chal diya kahaan ye bahaar gaalon pe latt haan beqaraar gora badan haan pyaar pyaar tujhko pukaare tu nahin sunta kya karun allah haa aye dushman e jaan chal diya kahaan ye bahaar gaalon pe latt haan beqaraar gora badan haan pyaar pyaar tujhko pukaare tu nahin sunta kya karun allah haa aaaa chhanv bhi jo sanam teri chhanv bhi jo sanam teri mil gayi meri chhanv se daali badan ki huyi hari khil gayi main addaon se dekho meri angdaayiaan aaaaa aye dushman e jaan chal diya kahaan ye bahaar gaalon pe latt haan beqaraar gora badan haan pyaar pyaar tujhko pukaare tu nahin sunta kya karun allah haa aaaa aajaa aajaa mat der kar aajaa aajaa mat der kar masti hai abhi chaal mein aaya bhi meri jaan tu agar aate aate kayi saal mein tab tak jiyungi kahaan aaaa aye dushman e jaan chal diya kahaan ye bahaar gaalon pe latt haan beqaraar gora badan haan pyaar pyaar tujhko pukaare tu nahin sunta
bata doon kya laana tum laut ke aa jaana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge bata doon kya laana tum laut ke aa jaana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge ooooo ooooo sajte hain jo tan pe hamare sajte hain jo tan pe hamare wo hai piya nain tumhare hai latt jo maathe pe aayi si choodi hai meri kalaai ki palat ke jab aana ye latt ye nazar laana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge aaa aaaa aaaa aaaa chahat se yeh maang bharungi chahat se yeh maang bharungi bindiya ka main kaha karungi maathe pe laage suhaani si honthon ke tere nishaani si balamwa jab aana bindiya tumhi ban jana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge aankhon mein chaand ban ke ubharna aankhon mein chaand ban ke ubharna dekho balam der na karna rehta hai dil mein tumhara dil darta hai phir bhi hamara dil bahut na tarsana tum
o takhat raam ki behna tu ban ja meri maina ab raaj lute ya kaaj lute jab laage tose naina raama dushman hai zamana thenge se dushman hai zamana thenge se tere dar pe jaani aaunga tujhe bana ke raani launga arey lut jaaye khazana thenge se lut jaaye khazana thenge se dushman hai zamana thenge se kyun takht raam ke bachhe mujhko naukar bola tha ab bol tujhe ek hantar doon ya maarun do laafa roye jo tera bhai o meri maina rone bhi de mujhse ho gayi baaghi meri hi saina hone bhi de main kya muh ka niwala hoon raaja hainter wala hoon paintra badal ke aaunga naye naye phir hath dikhaunga arey hainter hai purana thenge se hunter hai purana thenge se dushman hai zamana thenge se aisa waisa nahin sanam main sultanu hoon naami ye sab tu khakar namak mera karte hain namak harami namak haraam hum se haregi duniya hogi na apni haar sanam hum tum suchhe hain dono suchha humala pyaar sanam tela dil aur mela dil ek ho jayenge hilmil aisa tujhmein kho jaunga teri shakal ka main ho
koi nahin hai phir bhi hai mujhko koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar ho o o o koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar ho o o o yeh bhi na jaanu lahrake aanchal kisko bulaye baar baar sochun ye hai ungliyaan kiske pyaar ki gaalon ko chhuye jo daali bahar ki chhuye jo daali bahar ki ooooo sochun ye hai ungliyaan kiske pyaar ki kaun hai aye hawa aye bahaar koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar kya jaane kiska intezaar paani mein chhabi main dekhon khadi khadi balon mein saja ke kaliyaan badi badi saja ke kaliyaan badi badi ooooo paani mein chhabi main dekhon khadi khadi phir banu aap hi beqraar koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar kya jaane kiska intezaar waadi mein nishan mere hi paaon ke phoolon pe hai rang meri hi chhaon ke hai rang meri hi chhaon ke ooooo waadi mein nishan mere hi paaon ke phir bhi kyun aaye na aitbaar koi nahin hai phir bhi hai mujhko kya jaane kiska intezaar ho
mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere tu hai to duniyaa kitni hasin hai jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere tu hai to duniyaa kitni hasin hai jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai mehboob mere tu ho to badh jaati hai keemat mausam ki tu ho to badh jaati hai keemat mausam ki ye jo teri aankhein hain sholaa shabnam si yahin marnaa bhi hai mujhko mujhe jeenaa bhi yahin hai mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere tu hai to duniyaa kitni hasin hai jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai mehboob mere armaan kis ko jannat ki rangin galiyon ka armaan kis ko jannat ki rangin galiyon ka mujh ko teraa daaman hai bistar kaliyon ka jahaan par hain teri baanhein meri jannat bhi wahin hai mehboob mere mehboob mere mehboob mere mehboob mere tu hai to duniyaa kitni hasin hai jo tu nahin to kuchh bhi nahin hai mehboob mere rakh de mujhko tu apnaa deewaanaa kar ke rakh de mujhko tu apnaa deewaanaa kar ke nazdeek
pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana badi bhool huyi are humne ye kya samjha ye kya jaana pathar ke sanam chehra tera dil mein liye chalte rahe angaaron pe tu ho kahin tu ho kahin sajde kiye humne tere rukhsaaro pe hum saa naa hoooo koi deewana pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana pathar ke sanam socha tha ye badh jaayengi tanhaaiyaan jab raaton ki rastaa humen rastaa humen dikhlaayegi shamm e wafaa unn haathon ki thokar lagi tab pehchaana pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana pathar ke sanam aye kaash ke hoti khabar tune kise thukraaya hai sheesha nahin sheesha nahin saagar nahin mandir saa ek dil dhaaya hai taaa aasmaan hai veerana pathar ke sanam tujhe humne mohabbat ka khuda jaana badi bhool huyi are humne ye kya samjha ye kya jaana pathar ke sanam
tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal sitam ye adaaon ki raanaiyaan hain sitam ye adaaon ki raanaiyaan hain qayaamat hai kya teri angdaayiyaan hain bahaar e chaman ho ghata ho dhanak ho bahaar e chaman ho ghata ho dhanak ho ye sab teri soorat ki parchhaaiyaan hain ke tann se udtaa gulaal kahaan tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal tauba ye matwali chaal jhuk jaaye phoolon ki daal chaand aur sooraj aa kar maange tujh se rang e jamaal haseena teri misaal kahaaaaan tauba ye matwali chaal jhuk jaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Dushman E Jaan Patthar Ke Sanam (1967) 05:06 13934
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mumtaz
Duration : 05:06   Song Number : 13934   

Bata Doon Kya Laana Patthar Ke Sanam (1967) 04:40 13936
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:40   Song Number : 13936   

Dushman Hai Zamana Patthar Ke Sanam (1967) 04:36 39425
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 04:36   Song Number : 39425   

Koi Nahin Hai Phir Bhi Patthar Ke Sanam (1967) 04:36 13935
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Pahadi
Duration : 04:36   Song Number : 13935   

Mehboob Mere Patthar Ke Sanam (1967) 05:48 20900
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 05:48   Song Number : 20900   

Pathar Ke Sanam Patthar Ke Sanam (1967) 05:02 21094
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:02   Song Number : 21094   

Tauba Ye Matwali Chaal Patthar Ke Sanam (1967) 07:29 21276
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mumtaz
Duration : 07:29   Song Number : 21276