Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePhir Subha Hogi (1958)
HomePhir Subha Hogi (1958)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal kisi ko woh tokta nahin chahe kuchh bhi kijiye rokta nahin ho rahi hai lootmaar phat rahe hain bam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum kiss ko bheje wo yahaan khaak chhanne iss tamaam bheed ka haal jaanne aadmi hai angeenat devta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum jo bhi hai wo thik hai zikr kyun kare hum hi sab jahaan ki fikr kyun kare jo bhi hai wo thik hai zikr kyun kare hum hi sab jahaan ki fikr kyun kare jab usse hi ghum nahin kyun humein ho ghum aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum aajkal wo iss taraf dekhta hai kam aasmaan pe hai khuda aur zamin pe hum
lal la la lala lal la la chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hindustaan humara hmm hmm aa haaa lala la kholi bhi chhin gayi hai benchen bhi chhin gayi hai sadkon pe ghumta hai ab carvaan humara jeben hai apni khaali kyun deta warna gaali wo santari humara wo paasbaan humara chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hindustaan humara aa haa haa haa haa jitni bhi buildingen thi sethon ne baant li hai footpath bambai ke hain aashiyaan humara sone ko hum kalander aate hain boribandar har ek coolie yahaan ka hai raazdaa humara chin o arab humara hindustaan humara rehne ko ghar nahin hai saara jahaan humara hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm taalim hai adhoori milti nahin majoori maloom kya kisi ko dard e nihaa humara chin o arab humara patla hai haal apna lekin lahoo hai ghaada faulad se bana hai har naujawaan humara mil jul ke iss watan ko aisa sajaayenge hum hairat se munh takega saara jahaan
do boonden saawan ki haaye do boonden saawan ki ek saagar ki seep mein tapke aur moti ban jaaye duji gande jal mein gir kar apna aap ganvaye kisko mujrim samjhe koi kisko dosh lagaaye ho kisko dosh lagaaye do boonden saawan ki haaye do boonden saawan ki do kaliyaan gulshan ki haaye do kaliyaan gulshan ki ek sehre ke beech gundhe aur man hi man itraaye ek arthi ke bhent chadhe aur dhuli mein mil jaaye kisko mujrim samjhe koi kisko dosh lagaaye ho kisko dosh lagaaye do kaliyaan gulshan ki haaye do kaliyaan gulshan ki do sakhiyaan bachpan ki haaye do sakhiyaan bachpan ki ek singhaasan par baithe aur roopmati kehlaaye duji apne roop ke kaaran galiyon mein bik jaaye kisko mujrim samjhe koi kisko dosh lagaaye ho kisko dosh lagaaye do sakhiyaan bachpan ki
phirte the jo bade hi sikander bane huye baithe hain unke darr pe kabootar bane huye jiss pyaar mein ye haal ho uss pyaar se tauba tauba uss pyaar se tauba jo bore kare yaar ko jo bore kare yaar ko uss yaar se tauba tauba uss yaar se tauba humne bhi ye socha tha kabhi pyaar karenge chhup chhup ke kisi shokh haseena pe marenge dekha jo azzizon ko mohabbat mein tadpate dil kehne laga hum to mohabbat se darenge inn nargisi aankhon ke chhupe waar se tauba tauba iss waar se tauba jo bore kare yaar ko jo bore kare yaar ko uss yaar se tauba tauba uss yaar se tauba tum jaiso ki nazren naa haseenon se ladengi gar lad bhi gayin apne hi kadmon pe gadengi bhoole se kisi shokh pe dil phenk naa dena bhoole se kisi shokh pe dil phenk naa dena jhad jaayenge sab baal wo bebaav padegi tum jaiso ko jo padti hai uss maar se tauba tauba uss maar se tauba jiss pyaar mein ye haal ho jiss pyaar mein ye haal ho uss pyaar se tauba tauba uss pyaar se tauba dil jinka jawaan hai wo sadaa ishq
phir na kije meri gustaakh nighahi ka gila dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko main kahaan tak naa nighaahon ko palatne deti aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko iss kadar pyaar se dekho naa humaari jaanib dil agar aur machal jaaye to mushkil hogi tum jahaan meri taraf dekh ke ruk jaaoge wahin manzil meri taqdeer ki manzil hogi dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko ek yun hi si nazar dil ko jo chhoo leti hai kitne armaan jagaati hai tumhen kya maaloom ruh bechain hai kadmon se lipatne ki liye tumko har saans bulaati hai tumhen kya maaloom dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko har nazar aapki zajbaat ko uksaati hai main agar haath pakad loon to khafa mat hona meri duniyaa e muhabbat hai tumhaare dam se meri duniyaa e muhabbat se judaa mat hona dekhiye aapne phir pyaar se dekha mujhko aap ke dil ne kayi baar pukaara mujhko
woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi in kaali sadiyon ke sar se jab raat ka aanchal dhalkega jab dukh ke baadal pighlenge jab sukh ka sagar chalkega jab ambar jhoom ke naachega jab dharti nagme gaayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi hm hm hm hm hm a a a a jis subah ki khatir yug yug se hum sab mar mar kar jeete hai a a a a a a a a jis subah ke amrit ki dhun mein hum zahar ke pyaale peete hai hm hm hm hm in bhookhi pyaasi roohon par ik din to karam farmayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi a a a hm hm hm hm hm a a a mana ke abhi tere mere armano ki keemat kuch bhi nahi hm hm hm hm mitthi ka bhi hai kuch mol magar insanon ki keemat kuch bhi nahi a a a a insanon ki izzat jab jhute sikko mein na toli jaayegi woh subah kabhi to aayegi woh subah kabhi to aayegi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aasmaan Pe Hai Khuda Phir Subha Hogi (1958) 02:36 13952
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 02:36   Song Number : 13952   

Chin O Arab Humara Phir Subha Hogi (1958) 03:33 13953
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:33   Song Number : 13953   

Do Boonden Sawan Ki Phir Subha Hogi (1958) 04:11 12250
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:11   Song Number : 12250   

Jiss Pyaar Mein Ye Haal Phir Subha Hogi (1958) 03:59 13954
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Rahman
Duration : 03:59   Song Number : 13954   

Phir Na Kije Meri Gustakh Nighahi Phir Subha Hogi (1958) 03:24 12425
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Raj Kapoor
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:24   Song Number : 12425   

Woh Subah Kabhi To Aayegi Phir Subha Hogi (1958) 03:31 11814
 
Poster of Phir Subha Hogi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:31   Song Number : 11814