Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShabab (1954)
HomeShabab (1954)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaye naa baalmaaaaaaaa waaaada kar keeeeee aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam waada kar ke thak gaye naina dheeraj dhar ke dheeraj dhar ke aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam chhup gaya chanda loot gayi jyoti chhup gaya chanda loot gayi jyoti taaren ban gaye jhoothe moti taaren ban gaye jhoothe moti pad gaye phike rang nazar ke pad gaye phike rang nazar ke aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam aao ke tum bin aankhon mein dam hai aao ke tum bin aankhon mein dam hai raat hai lambi jeevan kam hai raat hai lambi jeevan kam hai dekh loon tumko main jee bhar ke dekh loon tumko main jee bhar ke aaye naa baalam waada kar ke aaye naa baalam
bhagat ke bas mein hain bhagawaan bhagat ke bas mein hain bhagawaan maango milega sab ko daan ho oooooo maango milega sab ko daan ek anokhe tore daata niyaare tore dhande kanhaiya niyaare tore dhande murakh buddhimaan bane hain aankhon waale andhe raamaa aankhon waale andhe de tu inko giyaan de tu inko giyaan bhagat ke vash mein hain bhagwaan maango milega sab ko daan hoo o o o o maango milega sab ko daan mohe pukaare sab sansaari aur main tohe pukaarun kanhaiya aur main tohe pukaarun aaj lagi hai laaj ki baaji jeeta daanv na haarun raama jeeta daanv na haarun bhagti ka rakh maan bhagti ka rakh maan bhagat ke bas mein hain bhagawaan maango milega sab ko daan ho oooooo maango milega sab ko daan tu hi maare tu hi julaare govardhan girdhaari aaj dikha sangeet ki shakti oo oo oo oo oo rakh le laaj hamari nirjeeb ko de jaan nirjeeb ko de jaan nirjeeb ko de jaan jag ka tu rakhwaan itna tu rakh dhiyan
hoooo chandan kaa palanaa resham ki dori jhulaa jhulaun nindiyaa ko tori chandan kaa palanaa so jaa tu aise mori sajaniyaa sajiyaa pe soye jaise dulhaniyaa chandaa kaa tikaa maathe lagaaun taaron ki maalaa tujhko pinaahun taaron ki maalaa tujhko pinaahun tohe sulaaun gaa gaa ke lori jhulaa jhulaun nindiyaa ko tori chandan kaa palanaa oonche gagan se koi bulaaye aayin hain pariyaan dolaa sajaaye saajan se milane door chali jaa udke tu nindiyaa phurr chali jaa udke tu nindiyaa phurr chali jaa chandaa pukaare aajaa chakori jhulaa jhulaun nindiyaa ko tori chandan kaa palanaa
jo main janti bichhrat hain saiyan jo main janti bichhrat hain saiyan ghunghata mein aag laga deti ghunghata mein aag laga deti main laaj ke bandhan tod sakhi main laaj ke bandhan tod sakhi piyaa pyaare ko apne manaa leti piyaa pyaare ko apne manaa leti mere haar singaar ki raat gayi piyuu sang umang meri aaj gayi piyuu sang umang meri aaj gayi ghar aaye naa more saanwariya ghar aaye naa more saanwariya main to tan man unpe o o o main to tan man unpe luta deti jo main janti bichhrat hain saiyan ghunghata mein aag laga deti mohe preet ki reet naa aayi sakhi main banke dulhan pachhataayi sakhi main banke dulhan pachhataayi sakhi hoti naa agar duniyaa ki sharam hoti naa agar duniyaa ki sharam unhen bhej ke patiyaan o o o unhen bhej ke patiyaan bulaa leti jo main janti bichhrat hain saiyan ghunghata mein aag laga deti
jogan ban jaaungi saiyaan tore kaaran jogan ban jaaungi saiyaan tore kaaran saiyaan tore kaaran o balmaa tore kaaran jogan ban jaaungi saiyaan tore kaaran jeet liya tore geet ne mann ko jeet liya tore geet ne mann ko aag lagi more baalapan ko baalapan ko nainon mein koi aaye na dooja nainon mein koi aaye na dooja aaye na dooja o o o o o karungi nish din pritam pooja karungi nish din pritam pooja bhajan tore gaaungi ban ke pujaaran saiyaan tore kaaran o balmaa tore kaaran jogan ban jaaungi saiyaan tore kaaran main rasiyaa tore mann mein rahungi main rasiyaa tore mann mein rahungi pyaar se apni jholi bharungi pyaar se apni jholi bharungi jholi bharungi o mann basiyaa o albele o o o o o chhod ke oonche mehal du mehle chhod ke oonche mehal du mehle main teri gali aaungi ban ke bhikaaran saiyaan tore kaaran o balmaa tore kaaran jogan ban jaaungi saiyaan tore kaaran
haan laagi naahi chhuteee raama chaahe jeeya jaaye ghoomar gaaye gori re paayel baazi tori re ho tori re ho tori re laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna hooo tore binaa jag mein na kohu apna ho na kohu apnaa hooo laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna ghoomar gaaye gori re paayel baazi tori re ho tori re ho tori re preet nahin koi kaachi dori aaj bandhai piya aur kal todi laaj umar bhar rakhiyo mori karun ghadi palchhin main tori rathna hooo karun ghadi palchhin main tori rathna ji zara yaad rakhna hooo laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna ghoomar gaaye gori re paayel baazi tori re ho tori re ho tori re tu bichhde to mora jee ghabraaye raam kare na kabhi wo din aaye thaam ke dil ko karen hum haaye dekho kabhi toote naa mora sapna hooo dekho kabhi toote naa mora sapna ji jara yaad rakhna hooo laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna tore binaa jag mein na kohu apna ho na kohu apnaa hooo laagi more man ki o saajanaa zara yaad rakhna
aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa mann ki been matwari baaje mann ki been matwari baaje aasha jhoome jeevan naache mann ki been matwari baaje aaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa pawan ke sang sang dole jiyaraaa jhoorat aaya saawan pyaara aaaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa lagan liye main pal pal dekhun saawan mein bas roop tihaara soye sapne apne jaage mann ki been matwari baaje roop nagar se khelni hongi naach piya ye pariyon ke toli basant rut hai mann rang daalo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa basant rut hai aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa basant rut hai mann rang daalo bolo magan ho prem ki boli gaao mil mil jo tum saajhe mann ki been matwari baaje mann ki been matwari baaje
marna teri gali mein marna teri gali mein jeena teri gali mein marna teri gali mein jeena teri gali mein marna teri gali mein mit jaayegi humaari duniyaa teri gali mein duniyaa teri gali mein marna teri gali mein aaye hain tere dar pe hum zindagi lootane tu dekhe yaa naa dekhe tu jaane yaa naa jaane poora karenge hum to waada teri gali mein marna teri gali mein dil se teri mohabbat kam umr bhar na hogi hum tujhpe mar mitenge tujhko khabr na hogi marne ke baad hoga charcha teri gali mein marna teri gali mein mit jaayegi humaari duniyaa teri gali mein duniyaa teri gali mein marna teri gali mein
marr gaye hum jeete ji maalik tere sansaar mein marr gaye hum jeete ji maalik tere sansaar mein hoooo chal diya ab o khewaiyaa chhod ke majhdhaar mein maalik tere sansaar mein marr gaye hum unka aana unka jaana khel tha taqdeer kaa unka aana unka jaana khel tha taqdeer kaa wo khaab the wo zindagi ke din jo guzre pyaar mein maalik tere sansaar mein marr gaye hum le gaye wo saath apne saaz bhi aawaaz bhi wo le gaye wo saath apne saaz bhi aawaaz bhi wo reh gaya nagmaa adhuraa dil ke toote taar mein maalik tere sansaar mein marr gaye hum jeete ji maalik tere sansaar mein marr gaye hum
mehlon mein rehne waale humen tere darr se kyaaaa mehlon mein rehne waale humen tere darr se kya nagri hai apni pyaari humen oonche ghar se kya chhota bada na koi barabar hai sab yahaan paida kiya hai jisne usi ka hai ye jahaan uss ka hi aasra hai humen duniyaa bhar se kya o dene walon humko naa daulat ki bheekh do jholi hai dil ki khaali muhabbat ki bheekh do bhookhe hain ik nazar ke humen maal o zar se kya zillat se heere moti bhi maalik kasam naa len nafrat se gar mile to muhabbat bhi hum naa len aaaaaaa izzat se jo naa dekhe humen uss nazar se kya izzat se jo naa dekhe humen uss nazar se kya mehlon mein rehne waale
yehi armaan lekar aaj apne ghar se hum nikale jahaan hai zindagi apni ussi kooche mein dum nikale sitaaron jagmagaao tum bahaaron muskuraao tum meri ujadi mohabbat ki hansi mil kar udaao tum hansi mil kar udaao tum jinhen sajde kiye humne jinhen sajde kiye humne wo pathar ke sanam nikale wo pathar ke sanam nikale jahaan hai zindagi apni ussi kooche mein dum nikale tamanna hai yahi ab to mera sar ho tera dar ho naa aansoon koi aankhon mein naa shikwaa koi lab par ho naa shikwaa koi lab par ho agar yun maut aa jaaye agar yun maut aa jaaye to apne dil se ghum nikale to apne dil se ghum nikale yehi armaan lekar aaj apne ghar se hum nikale
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaye Naa Baalam Waada Shabab (1954) 03:34 14195
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:34   Song Number : 14195   

Bhagat Ke Bas Mein Shabab (1954) 03:27 32147
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Badri Prasad
Duration : 03:27   Song Number : 32147   

Chandan Kaa Palanaa Shabab (1954) 03:29 14199
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Pilu
Duration : 03:29   Song Number : 14199   

Jo Main Janti Shabab (1954) 03:26 16575
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Mand
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:26   Song Number : 16575   

Jogan Ban Jaaungi Shabab (1954) 03:12 14196
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Khamaj
Duration : 03:12   Song Number : 14196   

Lagi More Man Ki Shabab (1954) 03:22 38595
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamsad Begum
On Screen Actors- 
Nutan, Bharat Vyas
Duration : 03:22   Song Number : 38595   

Mann Ki Been Matwari Shabab (1954) 03:02 14197
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nutan, Bharat Bhushan
Raag- 
Basant-Bahar
Taal- 
Tintal
Duration : 03:02   Song Number : 14197   

Marna Teri Gali Mein Shabab (1954) 03:31 14198
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan, Bharat Bhushan
Duration : 03:31   Song Number : 14198   

Marr Gaye Hum Jeete Ji Shabab (1954) 03:15 14201
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:15   Song Number : 14201   

Mehlon Mein Rehne Waale Shabab (1954) 03:22 14200
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Sahana
Duration : 03:22   Song Number : 14200   

Yehi Armaan Lekar Shabab (1954) 03:11 14202
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Tilang
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:11   Song Number : 14202   
   
Copyright-  Saregama