Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShisham (1952)
HomeShisham (1952)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


banayi hai itni badi jisne duniya use toote dil ka banana na aaya banana na aaya juda to kiya usne hum ko mila kar juda kar diya to milana na aaya milana na aaya sunna hai ke usne sitaare banaye sunna hai ke usne sitaare banaye diye saikdon aasman par jalaye aasman par jalaye bujha do humara charag e tamanna use ye diya to jalana na aaya jalana na aaya ye aahon ke shole ashkon ki ladiyan ye aahon ke shole ye ashkon ki ladiyan ye roti thi aankhon mein sawan ki jhadiya sawan ki jhadiya jigar mein laga di hai ye aag kisne ke daman bhi hum ko bachana na aaya bachana na aaya banayi hai itni badi jisne duniya use toote dil ka banana na aaya banana na aaya
iss paanch mann ke jism se kya faayda humen are pehlu mein le ke baithe hainnn dil do chhataak ka dil ho gaya shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh o kiya yaar ne shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh chala jab nazar ka chaaku hua dil cham chamku main ho gaya aaku baaku tu meri ho gayi bhibdi tet ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh dil ho gaya shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh aise uss yaar ne taada chala dil pe kulhada kulhada kulhada ye kaisa fatka maara haaye mujhe kar gaya lamletiya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh dil ho gaya shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh pada jab prem mein ghaata to bika apna aata laga wo chaata faata are main ho gaya chatam chat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh dil ho gaya shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh kiya yaar ne shanty flat ya rabba kher ho
ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale tere waadon ke sahaare pe jiye jaayenge hum sehte jaayenge sitam tere waadon ke sahaare pe jiye jaayenge hum sehte jaayenge sitam sehte jaayenge sitam raaz ye tere siwaa aur koi jaan naa le mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli apne beemar ko wo dekhne aaye the magar di naa kuchh dil ki khabar apne beemar ko wo dekhne aaye the magar di naa kuchh dil ki khabar li naa kuchh dil ki khabar bujh naa jaaye ye diya yun ke jalaaye naa jale mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale
muskurahat tere honthon ki mera singaar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai muskurahat tere honthon ki mera singaar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai maine kab mangi mohabbat kab kaha tum pyaar do kab kaha tum pyaar do pyaar tum ko kar sakun itna mujhe adhikar do itna mujhe adhikar do meri naiya ki tumhare haath mein patwar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai mere kajal mein bhara hai rang teri tasveer ka rang teri tasveer ka samne hai tu mere ehsan hai taqdeer ka ehsan hai taqdeer ka teri ankhon mein basaya maine ek sansar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai muskurahat tere honthon ki mera singaar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai
Sapnon Mein Aana
sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge diye hain tune aise ghum kabhi jo kam nahin honge sitaaren tootne se aasmaan ka kya bigadta hai aasmaan ka kya bigadta hai sitaaren tootne se aasmaan ka kya bigadta hai aasmaan ka kya bigadta hai kami kya hogi duniyaa mein agar ek hum nahin honge sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge hain jab tak hum tabhi tak dushmani hai humse duniyaa ko dushmani hai humse duniyaa ko hain jab tak hum tabhi tak dushmani hai humse duniyaa ko dushmani hai humse duniyaa ko yehi duniyaa humen dhundhegi hum jiss dam nahin honge sataayega kise tu aasmaan jab hum nahin honge
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Banayi Hai Itni Badi Shisham (1952) 03:26 14250
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:26   Song Number : 14250   

Dil Ho Gaya Shanty Flat Shisham (1952) 03:19 15670
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Nazim Panipati
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:19   Song Number : 15670   

Ek Jhooti Si Tasalli Shisham (1952) 03:01 14251
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Ziya Sarhadi
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:01   Song Number : 14251   

Muskurahat Tere Honthon Shisham (1952) 03:20 14252
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:20   Song Number : 14252   

Sapnon Mein Aana Shisham (1952) 03:11 40399
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:11   Song Number : 40399   

Satayega Kise Tu Shisham (1952) 02:47 12496
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:47   Song Number : 12496