Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSilsila (1981)
HomeSilsila (1981)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye ye gila hai aapki nigaahon se phool bhi ho darmiyaan to faasle huye dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye meri saanson mein basi khushboo teri ye tere pyaar ki hai jaadugari aa haa aa aaaa teri aawaaz hai hawaaon mein pyaar ka rang hai fizaaon mein dhadkanon mein tere geet hain mile huye kya kahoon ke sharm se hain lub sile huye dekha ek khaab to ye silsile huye phool bhi ho darmiyaan to faasle huye mera dil hai teri panaahon mein aa chhupa loon tujhe main baahon mein teri tasveer hai nigaahon mein door tak roshni hai raahon mein kal agar na roshni ke kaafile huye pyaar ke hazaar deep hain jale huye dekha ek khaab to ye silsile huye door tak nigaahon mein hain gul khile huye ye gila hai aapki nigaahon se phool bhi ho
aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa jo tum todo piya main naahi todun re jo tum todo piya main naahi todun re tose preet tod krishnaa kaun sang jodun re jo tum todo piya main naahi todun re main naahi todun tum bhaye moti prabhu hum bhaye dhaaga tum bhaye moti prabhu hum bhaye dhaaga tum bhaye sonaaaaaaa tum bhaye sona hum bhaye suhaaga jo tum todo piya main naahi todun re main naahi todun meera kahe prabhu brij ke baasi meera kahe prabhu brij ke baasi tum mere thaakur main teri daasi jo tum todo piya main naahi todun re main naahi todun
haan pehli pehli baar dekha aisa jalwa ho aisa jalwa ye ladki hai yaa shola ye ladki hai yaa shola hoooooo shola hai shola shole se darna marna tu thande paani mein marna reham jawaani pe khaa o mundeyaa reham jawaani pe khaa loote naa jawaani mein jo sholon ka mazaa ho sholon ka mazaa to bolo wo aadmi hai kya to bolo wo aadmi hai kya aayi hai nayi nayi zulmi jawaani karta hai badhke baaten deewani khair tu dil ki manaa o babuaa kahir tu dil ki manaa dil jaisi cheez ki manaaun khair kya ho manaaun khair kya main donon jahaan se gaya ho main to donon jahaan se gaya jaa re shikaari tera jaal puraana aur kahin pe jaa ke daal ye daana chidiyaa phanse naa lambuaa o lambuaa kudi phanse naa lambuaa door kaise hoga tera mera faasla tera mera faasla rabb jaane yaa dil mera o rabb jaane yaa dil mera oooooo abhi to dekha hai jalwa door kaa haal bura hai kaisa mere hazoor kaa haath pakad ke dikha o soneyaa haath pakad ke dikha pakdi kalaai to naa chhodunga kabhi naa chhodunga
neela aasmaan so gaya neela aasmaan so gaya lara lara lala la lala lara lara lala lara la hoo neela aasmaan so gaya hooooo hooooo oss barse raat bheege honth tharraayen dhadkane kuchh kehna chaahe keh nahin paayen hawaa kaa geet madham hai hawaa kaa geet madham hai samay ki chaal bhi kam hai neela aasmaan so gaya neela aasmaan so gaya hooooo meri baahon mein sharmaate lajaate aise tum aayin ke jaise baadlon mein chaand dheere dheere aa jaaye ye tanhaayi ye main aur tum ye tanhaayi ye main aur tum zamin bhi ho gayi gum sum neela aasmaan so gaya neela aasmaan so gaya lara lara lala la lala lara lara lala lara la hoo neela aasmaan so gaya
neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa ho neela aasmaan so gayaa aansuon mein chaand dooba raat murjhaayi aansuon mein chaand dooba raat murjhaayi zindagi mein door tak phaili hai tanhaayi jo guzre hum pe wo kam hai tumhaare ghum ka mausam hai neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa hooo yaad ki waadi mein goonje beete afsaane yaad ki waadi mein goonje beete afsaane humsafar jo kal the ab thehre wo begaane mohabbat aaj pyaasi hai badi gehri udaasi hai neela aasmaan so gayaa ho neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa
aaaaaa aa aa rang barse bheege chunar wali rang barse are kine maari pichakaari tori bheegi angiyaaaa o rang rasiyaa rang rasiyaa ho hoooooo rang barse are rang barse bheege chunar wali rang barse ho rang barse bheege chunar wali rang barse o rang barse bheege chunar wali rang barse sone ke thaari mein jo naa parosa are sone ke thaari mein haan sone ke thaari mein jo naa parosa are khaaye gori ka yaar balam tarse rang barse o rang barse bheege chunar wali rang barse longa elaachi ka are longa ilaachi ka bhai haan are longa ilaachi ka bida lagaya haan longa ilaachi kaaa haan longa ilaachi ka bida lagaya are chaabe gori ka yaar balam tarse rang barse o rang barse bheege chunar wali rang barse haan rang barse bheege chunar waa are bela chameli kaaa sej bichhaya are bela chameli kaaa sej bichhaya bela chameli ka sej bichhaya are bela chameli ka haan bela chameli ka sej bichhaya sove gori ka dhik dhik tak dhik dhik tak dhik dhik sove gori ka yaar balam tarse rang barse
nainon mein neendiya neendiya mein sapne sapnon mein saajan jab se basa bahaaren aayi jeevan mein nayi hulchul hai tan mann mein ek roop basa hai ankhiyon mein ho ho kuchh lamhe jeevan ke chura len saanson ki ye aag bujha len duniya se door nayi duniya basa len jab se mili hai tujhse nigaahein jaadu ye kaisa mujhpe hua ke dil jab tanha lagta hai mujhe kuchh aisa lagta hai tu jhaank raha hai ankhiyon mein ho ho aaj ka har ek pal sundar hai kal kya ho kisko ye khabar hai lamba safar zindagi muqtasar hai darr lag raha hai kya jaane kya ho dil tujhko maine jabse diya udi hain neendein aankhon se teri aisi hi baaton se badnaam huyi hoon sakhiyon mein ho ho nainon mein neendiya neendiya mein sapne sapnon mein saajan jab se basa bahaaren aayi jeevan mein nayi hulchul hai tan mann mein ek roop basa hai ankhiyon mein ho ho taaron se ye maang saja doon hothon pe ek phool khila doon tere liye saari duniya bhula doon mehkega sara gulshan humaara dil ka sahara baahen teri
ru ruru ruru ru ruru ru ru ru ru ru ruru ruru ru ru ru ru aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ye kahaan aa gaye hum yuhin saath saath chalte teri baahon mein hai jaanam mere jismo jaan pighalte teri baahon mein hai jaanam mere jismo jaan pighalte ye kahaan aa gaye hum yuhin saath saath chalte ho tu badan hai main hoon chhaaya tu na ho to main kahaan hoon mujhe pyaar karne waale tu jahaan hai main wahaan hoon humein milna hi tha humdum kisi raah bhi nikal ke ho humein milna hi tha humdum kisi raah bhi nikal ke ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ummm meri saans saans mehke koi bheena bheena chandan tera pyaar chaandani hai mera dil hai jaise aagan huyi aur bhi mulaayam meri shaam dhalte dhalte o huyi aur bhi mulaayam meri shaam dhalte dhalte ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte ye kahaan aa gaye hum yunhin saath saath chalte ye kahaan aa gaye hum ye kahaan aa gaye hum ru ru ruru ruru ru ru
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekha Ek Khaab To Ye Silsile huye Silsila (1981) 04:45 20324
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Rekha, Amitabh Bachchan
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:45   Song Number : 20324   

Jo Tum Todo Piya Silsila (1981) 03:26 12114
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha, Jaya Bachchan
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:26   Song Number : 12114   

Ladki Hai Yaa Shola Silsila (1981) 03:54 12115
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha
Duration : 03:54   Song Number : 12115   

Neela Aasmaan So Gaya Silsila (1981) 05:03 12116
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Raag- 
Pahadi
Duration : 05:03   Song Number : 12116   

Neela Aasmaan So Gayaa (Female) Silsila (1981) 05:22 12119
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 05:22   Song Number : 12119   

Rang Barse Silsila (1981) 06:07 21156
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 06:07   Song Number : 21156   

Sar Se Sarke Silsila (1981) 05:38 12246
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Shashi Kapoor
Duration : 05:38   Song Number : 12246   

Ye Kahaan Aa Gaye Hum Silsila (1981) 07:23 21443
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Shiv, Hari
Duration : 07:23   Song Number : 21443   
   
Copyright-  Saregama