Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeStrings
HomeStrings
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dhaani re dhaani chunariyaa dhaani re dhaani chunariyaa udte baadal ke saaye mein lehraayegi mujhe tadpaayegi chali jaayegi jaise bijuriyaa mastaani re jhoonke ki soorat mein jhul jaayegi sharmaayegi aur itraayegi jaise nadiyaa deewaani dhaani re dhaani chunariyaa haay dhaani saaye mein uske barson ka jaaga main so jaaon uski sajti sanwarti dhanak mein main ghar banaaon apne ghar mein kayi chaand taare utaaron sajaaon khushbuon se bhare raaston mein kho jaaon udte baadal ke saaye mein lehraayegi mujhe tadpaayegi chali jaayegi jaise bijuriyaa mastaani dhaani re dhaani chunariyaa haay dhaani tan uske baarish mein dhulke hain khilte aur nikharte honth uske zameenon ke chehron se neeche aur damakte uske andaaz jaise hain mausam aate jaate uske sab rang haste haste jagmagaate udte baadal ke saaye mein lehraayegi mujhe tadpaayegi chali jaayegi jaise bijuriyaa mastaani dhaani re dhaani chunariyaa haay dhaani re dhaani chunariyaa haay dhaani
saajna door door door door door se koi aaye kahin chupke se wo dil mein sama jaye saajna aaaa door door door door door se koi aaye kahin chupke se wo dil mein sama jaye saajna aaaa door door door door dekhein mujhe jab wo ankhein main kho jaun in aankhon ke raste main uske dil mein samaaun kuchh keh na paun usse main kuchh sun na paaun uske bina mera jeevan jaise koi soona gaon door door door door sooraj ke kirno se banta hai chehra tumhara ek yehi chehra hai mera jeewan sahara aankhein teri meri nadiya palkein kinara lakhon dukhon mein akela hai mera yeh dil bechara door door door door door se koi aaye kahin chupke se woh dil mein sama jaye saajna aaaa door door door door door door door door door door door door
kahaani muhabbat ki hai mukhtsar gaya dil se phir wo naa aaya idhar kahaani muhabbat ki hai mukhtsar gaya dil se phir wo naa aaya idhar kabhi koi tha meri raahon ka ik humsafar bhar gaya dil ka wo soona nagar koi rasta naa koi dagar use dhundhoo kahaan use paaun kahaan aaj main hoon yahaan wo kahaan kahaani muhabbat ki hai mukhtsar gaya dil se phir wo naa aaya idhar kabhi koi tha meri raahon ka ik humsafar use dhundhoo kahaan use paaun kahaan aaj main hoon yahaan wo kahaan neele aasmaan peeee baadal chhaa rahe hain panchhi apne ghar ko waapas jaa rahe hain use dhundhoo kahaan use paaun kahaan aaj main hoon yahaan wo kahaan kahaani muhabbat ki hai mukhtsar dooooooor parbaton peeee phooooool khil rahe hain pyaar karne waaleeeeee saath chal rahe hain use dhundhoo kahaan use paaun kahaan aaj main hoon yahaan wo kahaan kahaani muhabbat ki hai mukhtsar gaya dil se phir wo naa aaya idhar kabhi koi tha meri raahon ka ik humsafar bhar gaya dil ka wo soona nagar koi rasta
dhadkan keh rahi hai yahaan koi aane waala hai saawan keh raha hai baadal koi chhane waala hai mann mera paagal dhundhtaa hai tujhe ghabraa ke mujhe keh rahi hain saahil koi aane waala hai koyal keh rahi hai saathi koi gaane waala hai ik naya aasmaan mil gaya hai humen tujh ko paa ke hoooooooo ooooo ooooo ooooooo hoooooooo ooooo ooooo hoooooooo ooooo ooooo ooooooo hoooooooo ooooo ooooo hoooooooo ooooo ooooo hoooooooo ooooo ooooo hoooooooo ooooo hoooooooo ooooo ooooo ooooooo aaj mera jahaan tum hi tum ho ab meri daastaan tum hi tum ho tum yahaan tum wahaan jaane jaana jaaun main ab jahaan tum hi tum ho mil gaya raastaa kaisa phoolon bhara chalte chalte dhadkan keh rahi hai yahaan koi aane waala hai saawan keh raha hai baadal koi chhane waala hai mann mera paagal dhundhtaa hai tujhe ghabraa ke hoooooooo ooooo ooooo ooooooo hoooooooo ooooo ooooo hoooooooo ooooo ooooo ooooooo hoooooooo ooooo ooooo hoooooooo ooooo ooooo hoooooooo ooooo ooooo hoooooooo ooooo hoooooooo
dekho kaise parvat se baadal gaye barsenge ye ab kahaan dekho kaise phoolon se khushboo gayi mehkenge ye ab kahaan sukh ban gaye sapne sab kho gaye apne dil bhujh gaya ghar jal gaya na jaane kyun na jaane kyun yaadon ka phir aanchal uda na jaane kyun na jaane kyun na jaane kyun na jaane kyun dekho kaise hathon se jugnu gaye chamkenge yeh ab kahaan kyun so gayin shaamein kat na sakin raatein dil bhujh gaya ghar jal gaya na jaane kyun na jaane kyun yaadon ka phir aanchal uda na jaane kyun na jaane kyun na jaane kyun na jaane kyun dekho kaise parvat se baadal gaye barsenge yeh ab kahaan dekho kaise phoolon se khushboo gayi mehkenge yeh ab kahaan
sar kiye yeh pahaar daryaon ki gehraiyon mein tujhe dhoonda hai aa bhi ja ek baar mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar sar kiye yeh pahaar daryaon ki gehraiyon mein tujhe dhoonda hai aa bhi ja ek baar mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar hooooo ho gaya hai tumse pyaar hooo ho gaya hai tumse pyaar mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar jidhar bhi dekhoon tu hi nazar aati hai aankhen band kar loon to tu aur kareeb aati hai jidhar bhi dekhoon tu hi nazar aati hai aankhen band kar loon to tu aur kareeb aati hai mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar khushboo teri mujhe jo chhoo jaati hai mere mann mein kaise yeh deep jala jaati hai khushboo teri mujhe jo chhoo jaati hai mere mann mein kaise yeh deep jala jaati hai mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar mere yaar aise na looto mere mann ka qaraar hooooo ho gaya hai tumse pyaar hooo ho gaya hai tumse pyaar
baadlon se main upar baarishon ko chhoota hoon neeli dhoop ki kirnen haathon mein rakhta hoon mujhe udte hi jaana hai yeh manzar kya suhaana hai aankh lagi toh duniya badli ho sone do aankh lagi toh duniya badli ho sone do paaniyon ke neeche main motiyon se kehta hoon machhliyon ki baatein main seepiyon se sunta hoon kayi maujon ko aana hai yeh manzar kya suhaana hai aankh lagi toh duniya badli ho sone do aankh lagi toh duniya badli ho sone do oo naa jaagun rahunga yahin mila kya mujhe kahunga kabhi ek sapne mein gum main hoon abhi aankh lagi toh duniya badli ho sone do wo o aankh lagi toh duniya badli ho sone do aankh lagi toh duniya badli ho sone do aankh lagi toh duniya badli ho sone do
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dhaani Strings 04:30 16859
 
Poster of Strings
 
Category
Indipop
Lyricist
Zehra Nigah
Music Director- 
Strings
Singer- 
Strings
Duration : 04:30   Song Number : 16859   

Duur Strings 04:59 36196
 
Poster of Strings
 
Category
Indipop
Music Director- 
Strings
Singer- 
Strings
Duration : 04:59   Song Number : 36196   

Kahaani Muhabbat Ki Strings 05:02 16860
 
Poster of Strings
 
Category
Indipop
Music Director- 
Strings
Singer- 
Strings
Duration : 05:02   Song Number : 16860   

Koi Aane Waala Hai Strings 04:24 16972
 
Poster of Strings
 
Category
Indipop
Music Director- 
Strings
Singer- 
Strings
Duration : 04:24   Song Number : 16972   

Na Jaane Kyun Strings 05:51 36561
 
Poster of Strings
 
Category
Indipop
Lyricist
Strings
Music Director- 
Strings
Singer- 
Strings
Duration : 05:51   Song Number : 36561   

Sar Kiye Yeh Pahaar Strings 05:45 37342
 
Poster of Strings
 
Category
Indipop
Lyricist
Bilal Saeed
Singer- 
Strings
Duration : 05:45   Song Number : 37342   

Sonay Do Strings 04:55 39066
 
Poster of Strings
 
Category
Indipop
Lyricist
Anwar Maqsood
Music Director- 
Bilal Maqsood
Singer- 
Strings
Duration : 04:55   Song Number : 39066