Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSwarg Narak (1978)
HomeSwarg Narak (1978)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aag hai lagi huyi aag hai lagi huyi har taraf yahaan wahaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan aag hai lagi huyi har taraf yahaan wahaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan aag hai lagi huyi dil kya hai ha ha kaanch ka khilona hai sapan ek salona hai dil bada naazuk hai ye toot naa jaaye kahin khelte hain dil se jo ye khabar unko nahin dil bada naazuk hai ye toot naa jaaye kahin khelte hain dil se jo ye khabar unko nahin dil gaya to kya raha dil ke saath hai jahaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan aag hai lagi huyi cheez kya hai pyaar ye ik dawaa hai yaar ye ye dawaa kabhi kabhi ghum ka jaam ban gayi zindagi ki har suhab ek shaam ban gayi roshni chali gayi roshni chali gayi reh gaya dhuwaan dhuwaan jal rahi hai ye zameen jal raha hai aasmaan dor toot jaati hai jode gaanth aati hai shaadi aur byaah hai rishtaa aitbaar ka saat janam ke vaaste ek waada pyaar ka shaadi aur byaah hai rishtaa aitbaar ka saat janam ke vaaste ek waada pyaar ka
leena leena hoo hoo hooooo leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena saare shehar mein nahin tujh si koi haseena leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena jo tere roop ke jaado mein kho gaya jo teri zulf ke saaye mein soo gaya uska hai marna marna uska hai jeena jeena leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena aisi hain aankhein teri jaise ke koi gazal yaa kisi jheel mein tairte do kamal inmein na doob jaaye iss dil ka ye safeena leena o leena dil toone chheena hmm leena o leena dil toone chheena guzregi ab zindagi teri haseen yaad mein aaye na aaye kabhi phir aaj ke baad mein ye raat ye ghadi ye din saal ye maheena leena o leena dil toone chheena hey leena o leena dil toone chheena saare shehar mein nahin tujh si koi haseena leena o leena dil toone chheena ye leena o leena dil toone chheena
nahin nahin aaaaaa kya are nahin nahin are baba kyaa nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen hooo iss ka hai matlab dekhen hain tumne laakhon haseen are nahin nahin nahin nahin nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen hooo iss ka hai matlab dekhen hain tumne laakhon haseen are nahin nahin nahin nahin nahin nahin koi tumsa haseen yun hi thodi der ko main to shayar ban gayaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aaaa haaa haaa haaa haaa yun hi thodi der ko main to shayar ban gaya maine to dekha nahin jalwa koi husn ka tum mein hai jo baat kisi mein hoooo tum mein hai jo baat kisi mein dekhi naa wo baat kahin hmmm hmmm achchhaa ji are nahin nahin nahin nahin nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen nahin nahin koi tumsa haseen aaaa aaaa haaa haaa aaaa haaaa haaaa aaaa haaaa haaaa haaaa main ye kaise maan loon tum itne anjaan ho aaaa haa haa haa haa haa haa o hoo hoo hoo hoo main ye kaise maan loon
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aag Hai Lagi Huyi Swarg Narak (1978) 06:00 18373
 
Poster of Swarg Narak (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 06:00   Song Number : 18373   

Leena O Leena Swarg Narak (1978) 04:53 18374
 
Poster of Swarg Narak (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:53   Song Number : 18374   

Nahin Nahin Koi Tumsa Haseen Swarg Narak (1978) 05:52 18375
 
Poster of Swarg Narak (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:52   Song Number : 18375