Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTaj Mahal (1963)
HomeTaj Mahal (1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chaandi ka badan sone ki nazar us par ye nazaakat kya kahiye ae ji kya kahiye chaandi ka badan sone ki nazar us par ye nazaakat haay nazaakat kya kahiye kis kis pe tumhaare jalwon ne todi hai qayamat kya kahiye ae ji kya kahiye chaandi ka badan sone ki nazar aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa gustaakh zubaan gustaakh nazar ye rang e tabiyat kya kahiye ae ji kya kahiye gustaakh zubaan gustaakh nazar ye rang e tabiyat haaye tabiyat kya kahiye aise bhi kahin is duniya mein hoti hai mohabbat kya kahiye ae ji kya kahiye gustaakh zubaan gustaakh nazar aa aa aa aa aanchal ki dhanak ke saaye mein ye phool gulaabi chehron chehron ke ye phool gulaabi haan ye phool gulaabi chehron ke hai gul bhi hai gulshan bhi hai aur taaron ka jhurmat bhi ye phool gulaabi chehron ke ye phool gulaabi haaye gulaabi chehron ke is waqt humaari nazron mein aaa aaaaaa is waqt humaari nazron mein kya cheez hai jannat kya kahiye ae ji kya kahiye is waqt humaari aaaa aaa nazron mein nazron mein aaa aaa aaa
jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin jo baat tujh mein hai rangon mein tera aks dhala tu na dhal saki saanson ki aanch jism ki khushboo na dhal saki tujh mein tujh mein jo loch hai meri tahreer mein nahin tahreer mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin bejaan husn mein kahaan raftaar ki adaa inkaar ki adaa hai na ikraar ki adaa koi koi lachak bhee zulfein girahagir mein nahin girahagir mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin duniya mein koi cheez nahin hai teri tarah phir ek baar saamne aaja kisi tarah kya aur kya aur ik jhalak meri taqdeer mein nahin taqdeer mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin jo baat tujh mein hai
jo wada kiya wo nibhana padega roke zamaana chaahe roke khudayi tumko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega tarasti nigaahon ne aawaaz di hai muhabbat ki raahon ne aawaaz di hai aa aa aa aa aa aa aa aa jaane hayaa jaane adaa chhodo tarsaana tumko aana padega jo waada kiya wo nibhaana padega ye mana humen jaan se jaana padega par ye samjh lo tumne jab bhi pukaara humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega hum apni wafaa pe na ilzaam lenge tumhen dil diya hai tumhen jaan bhi denge aa aa aa aa aa aa aa aa jab ishq ka sauda kiya phir kya ghabrana humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega chamkete hain jab tak ye chaand aur taare na tootenge ab aehdo paimaan humare aa aa aa aa aa aa aa aa ik dusraa jab de sadaa ho ke deewana humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega nibhana padega
jo waada kiya wo nibhaana padega roke zamana chahe roke khudai tumko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega sabhi ahle duniyaa ye kehte hain hamse ke aata nahin koi mulk e adam se aa aa aaa aaa aaj zara shaane wafa dekhe zamaana tumko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega ye maana hamein jaan se jaana padega par ye samajh lo tumne jab bhi pukaara humko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega hum aate rahe hain hum aate rahenge mohabbat ki rasmein nibhaate rahenge aa aa aaa aaa jaane wafaa tum do sada phir kya thikaana humko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega nibhana padega hamari kahaani tumhara fasaana hamesha hamesha kahega zamana aa aa aaa aaa kaise fajaa kaisa fejaa humko hai aana humko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega nibhana padega
khuda e bartar teri zameen par zamin ki khaatir yeh jung kyun hai har ek fatah o jafar ke daaman pe khun e insaan kaa rang kyun hai khuda e bartar zameen bhi teri hain hum bhi tere yeh milkiyat kaa savaal kya hai yeh katl o khoon ka rivaaz kyun hai yeh rasm e jungo jadaal kya hai jinhe talab hai jahaan bhar ki unhi kaa dil itna tang kyun hai khuda e bartar garib maaon sharif behnon ko amn o izjat ki zindagi de jinhe ataa ki hai tune taakat unhe hidaayat ki roshni de saron mein kibr o guroor kyun hain dilon ke sheeshe pe jung kyun hai khuda e bartar khaza ke raste pe jaane waalon ko bach ke aane ki raah dena dilon ke gulshan ujad na jaayen muhabbaton ko panaah dena jahaan mein jashn e wafa ke badle yeh jashn e teer o tafang kyun hai khuda e bartar teri zameen par zameen ki khaatir yeh jung kyun hai har ek fatah o jafar ke daaman pe khoon e insaan kaa rang kyun hai khuda e bartar
paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi varna humko nahin inko bhi shikaayat hogi shikaayat hogi aap jo phool bichhaayen unhen hum thukraayen aap jo phool bichhaayen unhen hum thukraayen humko dar hai humko dar hai ke ye tauheen e muhabbat hogi muhabbat hogi dil ki bechain umangon pe karam farmaao dil ki bechain umangon pe karam farmaao itna ruk ruk itna ruk ruk ke chalogi to qayaamat hogi qayaamat hogi paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi sharm roke hai idhar shauq udhar khinche hai sharm roke hai idhar shauq udhar khinche hai kyaa khabar thi kyaa khabar thi kabhi is dil ki ye haalat hogi ye haalat hogi sharm gairon se hua karti hai apnon se nahin sharm gairon se hua karti hai apnon se nahin sharm hum se sharm hum se bhi karogi to musibat hogi musibat hogi paaon chhoo lene do phoolon ko inaayat hogi inaayat hogi humko dar hai ke ye tauheen e muhabbat hogi muhabbat hogi
aaaa aaaaaaaaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaaaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai kaise naadan hai sholon ko hawaa deten hain kaise naadan hai hum se deewane kahin darr ke wafaa karte hain hum se deewane kahin darr ke wafaa karte hain jaan jaaye ke rahe baat nibhaa dete hain jaan jaaye aap daulat ke tarazu mein dilon ko tole aap daulat ke tarazu mein dilon ko tole hum mohabbat se mohabbat kaa seela dete hain hum mohabbat se takhat kya cheez hai aur laal o zawaahar kya hai takhat kya cheez hai aur laal o zawaahar kya hai ishq waale to khudaayi bhi loota dete hain ishq waale humne dil de bhi diya ehde wafaa le bhi liyaa humne dil de bhi diya ehde wafaa le bhi liyaa aap ab shauk se de le jo sazaa dete hain zurm e ulfat pe humen log sazaa dete hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaandi Ka Badan Taj Mahal (1963) 09:29 39903
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Duration : 09:29   Song Number : 39903   

Jo Baat Tujh Mein Hai Taj Mahal (1963) 03:25 14311
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:25   Song Number : 14311   

Jo Waada Kiya Wo Nibhana Padega Taj Mahal (1963) 03:44 20690
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:44   Song Number : 20690   

Jo Waada Kiya Wo Nibhana Padega (Sad) Taj Mahal (1963) 03:24 38958
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Duration : 03:24   Song Number : 38958   

Khuda E Bartar Teri Zameen Par Taj Mahal (1963) 02:56 37602
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bina Roy, Pradeep Kumar
Duration : 02:56   Song Number : 37602   

Paaon Choo Lene Do Phoolon Ko Taj Mahal (1963) 03:15 12236
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Duration : 03:15   Song Number : 12236   

Zurm E Ulfat Pe Humen Taj Mahal (1963) 03:32 14312
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Gowda-Malhar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 14312