Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTanveer Naqwi
HomeTanveer Naqwi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aaye bhi naa the khusk huye aankhon mein aansu haye aankhon mein aansu aaye bhi naa the khusk huye aankhon mein aansu haye aankhon mein aansu nikle bhi na the lut gaye armaan bechaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare anjaam e mohabbat hume malum hai lekin hume malum hai lekin anjaam e mohabbat hume malum hai lekin hume malum hai lekin lete hai tere gham me ummido ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare thaa dil ko faqat teri mohabbat ka sahara mohabbat ka sahara thaa dil ko faqat teri mohabbat ka sahara mohabbat ka sahara humne isi ummid pe din apne guzaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare aa jaa aa jaa aa jaa meri barabad mohabbat ke sahaare hai kaun jo bigdi hui takdeer sanvaare
aa aa aaja aaja o jaan e wafa sunle tu meri sada ro ro ke meri mohobbat tujhko pukare hai aa aa aaja aaja o jaan e wafa aaa na ja na ja o dilruba tu hi bata tere siva duniya mein kaun hai mera tu hi bata tere siva duniya mein kaun hai mera tujhse sanam ho ke juda tujhse sanam ho ke juda jee ke karenge kyaa na ja na ja o dilruba aa aa aaja aaja o jaan e wafa kisko sunaun daastaan barbaad hai mera jahan kisko sunaun daastaan barbaad hai mera jahan fariyaad hai aasman fariyaad hai aasman duniya badi bewafa aaa na ja na ja o dilruba aa aa aaja aaja o jaan e wafa
aaja tujhe mohabbat aawaaz de rahi hai aawaaz de rahi hai tu meri zindagi hai aaja aaja bujhne lage hain taare ab raat kam hai aajaaa meri kasam hai aaja beqaif hain nazaare phiki si chaandani hai aaja tujhe mohabbat aawaaz de rahi hai aaja aaja bechain hai mohabbat ae husn tu kahaan hai chup chaap aasmaan hai khamosh ho ke duniyan tasveer ban gayi hai aaja tujhe mohabbat aawaaz de rahi hai aaja aaja ae shamma dekh tera parwaana aa gaya hai deewaana aa gaya hai ae shamma dekh tera parwaana aa gaya hai deewaana aa gaya hai aaja ke aarzu ki ye raat dhal rahi hai aaja tujhe mohabbat aawaaz de rahi hai aaja aaja
aawaz de kahaan hai duniyaan meri jawaan hai aabad mere dil mein ummeed ka jahaan hai duniyaa meri jawaan hai aawaz de kahaan hai aa raat jaa rahi hai yun jaise chandani ki baarat jaa rahi hai aa raat jaa rahi hai yun jaise chandani ki baarat jaa rahi hai chalne ko ab falak se taaron ka carvaan hai chalne ko ab falak se taaron ka carvaan hai aise mein tu kahaan hai duniyaan meri jawaan hai aawaz de kahaan hai kismat pe chha rahin hai kyun raat ki syaahi kismat pe chha rahin hai kyun raat ki syaahi veeran hai meri neenden taaron se le gawaahi veeran hai meri neenden taaron se le gawaahi barbaad main yahaan hoon aabad tu kahaan hai barbaad main yahaan hoon aabad tu kahaan hai bedard aasmaan hai duniyaa meri jawaan hai aawaz de kahaan hai aawaz de kahaan hai
aye bewafaa aye bewafaa ye to bata kya hai meri khata aye bewafaa dil ka khazaana tune na jaana chhoda zamaana tere hi liye toote hain saare sapne humaare yun besahaare koi kya jiye kyun kar diya beaasraa ye to bata kya hai meri khata aye bewafaa nazren mila ke ulfat jata ke apna banaa ke dagaa kyun diya nazren mila ke ulfat jata ke apna banaa ke dagaa kyun diya banke paraaya mujhko bhulaaya dil ko jalaaya ye kya hai kiya kis baat ka badla liya ye to bata kya hai meri khata aye bewafaa tere liye hum tadpenge har dum dil mein tera ghum rahega sanam tere liye hum tadpenge har dum dil mein tera ghum rahega sanam tarsi nigaahen dekhengi raahen bhar bhar ke aahen sahenge ye hum jo kuchh kiya achchha kiya ye to bata kya hai meri khata aye bewafaa
badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam tumhare hain jab tak ke dum mein hai dum tumhari kasam kaho naam ulfat ka badnaam kyun hai humaari wafaon pe ilzaam kyun hai kaho naam ulfat ka badnaam kyun hai humaari wafaon pe ilzaam kyun hai batao to hoga tumhara karam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam ye mana hai mushkil mohabbat ki raahen agar daal di tumne baahon mein baahen ye mana hai mushkil mohabbat ki raahen agar daal di tumne baahon mein baahen khushi se sahenge tumhare sitam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam jahan tak jahan ke nazaare rahenge tumhare rahe hain tumhare rahenge jahan tak jahan ke nazaare rahenge tumhare rahe hain tumhare rahenge na dolenge ulfat mein apne kadam tumhari kasam badal jaaye duniya na badlenge hum tumhari kasam
ghum na kar khushi kaa daur aayegaa ghum na kar zamaana aur aayega ghum na kar khushi kaa daur aayegaa ghum na kar zamaana aur aayega khatm ho gayi sitam ki daastaan khatm ho gayi sitam ki daastaan jhuk raha hai ab zameen pe aasma ab na ye hansi teri udayega ghum na kar zamaana aur aayega aa gaye hain dekho din bahaar ke aa gaye hain dekho din bahaar ke din guzar gaye hain intezaar ke din guzar gaye hain intzaar ke dukh kaa ye sama badal hi jaayega ghum na kar zamaana aur aayega chaar din guzaar de hansi khushi chaar din guzaar de hansi khushi aa gaya wo waqt jab ki aadmi thokren naseeb ki na khaayega ghum na kar zamaana aur aayega dekhna ye raat kat hi jaayegi dekhna ye raat kat hi jaayegi iske baad subah muskuraayegi iske baad subah muskuraayegi ik naya jahaan jagmagaayega ghum na kar zamaana aur aayega ghum na kar khushi kaa daur aayegaa ghum na kar zamaana aur aayega
guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara khushiyaan thi chaar din ki aansoon hai umr bhar ke tanhaaiyon mein aqsar royenge yaad karke wo waqt jo ke humne wo waqt jo ke humne ik saath hai guzaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara meri kasam hai mujhko tum bewafaa naa kehna majboor thi mohabbat sab kuchh pada hai sahna toofan hai zindagi kaa toofan hai zindagi kaa ab aakhiri sahaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara mere liye sehar bhi aayi hai raat ban kar niklaa mera janaaja meri baaraat ban kar achhchha hua jo tumne achhchha hua jo tumne dekha nahin nazaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara guzra hua zamaana aata nahin dobaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara haafiz khuda tumhaara
jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana muhabbat karen khush rahen muskuraaye khush rahen muskuraaye muhabbat karen khush rahen muskuraaye khush rahen muskuraaye naa sochen humen kya kahega zamaana kya kahega zamaana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana abhi tak mujhe yaad hai wo kahaani yaad hai wo kahaani abhi tak mujhe yaad hai wo kahaani yaad hai wo kahaani naa bhulega bachpan kaa rangeen zamaana haan rangeen zamaana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana yahaan aankhon aankhon mein baaten huyin hain yahaan aankhon aankhon mein baaten huyin hain kisi ne naa dekha kisi ne naa jaana haan kisi ne naa jaana jawaan hai muhabbat haseen hai zamaana lootaya hai dil ne khushi ka khazana tum aaye ke bachpan mera laut aaya laut aaya tum aaye ke bachpan mera laut aaya laut aaya mila hai
kyun yaad aa rahe hain guzare huye zamaane ye dukh bhare fasaane rote huye taraane kisko suna rahe hain kyun yaad aa rahe hain yun muskura rahe hain dekho agar to samjho aansu baha rahe hain yun muskura rahe hain dekho agar to samjho aansu baha rahe hain kyun yaad aa rahe hain guzare huye zamaane kya baat hai na jaane kyun hichakiyon ki lay pe gaate hain ghum ke gaane kya baat hai na jaane kyun hichakiyon ki lay pe gaate hain ghum ke gaane hum bhor ke diye hain hum bhor ke diye hain bhujhate hi ja rahe hain kyun yaad aa rahe hain guzare huye zamaane
mann leta hai angdaai jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai mann leta hai angdaai jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai honton ne muskana seekha nainon ne sharmana haan nainon ne sharmana honton ne muskana seekha nainon ne sharmana haan nainon ne sharmana har dhadkan gaati hai mann ki ek anokha gana har dhadkan gaati hai mann ki ek anokha gana phir yaad kisi ki aayi jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai meri ek naa maane manvaa hooo manvaaa karta hai manmaani meri ek naa maane manvaa karta hai manmaani bina hindole jhul rahi hai meri mast jawaani bina hindole jhul rahi hai meri mast jawaani rutt piya milan ki aayi jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai mann leta hai angdaai jeevan pe jawaani chhaayi mann leta hai angdaai
mere bachpan ke saathi mujhe bhool naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana mere bachpan ke saathi mujhe bhool naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana ghum furqat ke seh naa sakungi seh naa sakungi roungi kuchh keh naa sakungi dushman hai saara jahaan dushman hai saara jahaan jaaun kahaan haaan teri ulfat hai jeene ka bas ik bahaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana raat guzaarun gin gin taare gin gin taare kaise aaun paas tumhaare tum ho kahin main kahin tum ho kahin main kahin chain nahin haaan haaye duniyaa ne dil ka mere ghum naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana koi dil ka dard naa jaane dard naa jaane apne bhi ab hai begaane ro ro ke kehta hai dil ro ro ke kehta hai dil aa saajan mil haan bas itna hi sun le mera hai fasaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana mere bachpan ke saathi mujhe bhool naa jaana dekho dekho hanse naa zamaana hanse naa zamaana
socha tha kyaa kya ho gayaa kya ho gaya apna jise samjhe the hum afsoos woh apna naa tha aa socha tha kyaa kya ho gayaa kya ho gaya gairon ki iss mein kya khataa karte hain apno se gila kya ho gayaa kya ho gayaa socha tha kyaa kya ho gayaa kya ho gaya aye dil naa ro aye dil naa ro hairan naa ho hona tha jo woh ho gaya rone se abb kya fayada kya ho gayaa kya ho gayaa socha tha kyaa kya ho gayaa kya ho gaya jo kuchh bhi dekha khwab tha iss khwab ko ab bhool ja bhool ja kya ho gaya kya ho gayaa socha tha kyaa kya ho gayaa kya ho gaya apna jise samjhe the hum afsoos woh apna naa tha aa socha tha kyaa kya ho gayaa kya ho gaya
do hi lafzon ka tha ye afsaanaaaa jo sunaa kar khamosh ho baitha iftedaa ye ke tumko paaya tha intehaa ye ke khud ko kho baitha sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana likha hai meri kismat mein jahaan ki thokharen khaana sunaaun agar ye bhi nahin to phir junoon ki intehaa kya hai agar ye bhi nahin to phir junoon ki intehaa kya hai ke deewane bhi ab kehne lage hain mujhko deewana sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana sunaaun bhari duniyaa mein iss dil ko akela chhodne waale bhari duniyaa mein iss dil ko akela chhodne waale tumhen gulshan mubaraq ho mujhe mera ye veerana sunaaun kiss ko afsaana naa apna hai naa begaana likha hai meri kismat mein jahaan ki thokharen khaana sunaaun
tera khilona toota baalak tera khilona toota tera khilona toota baalak tera khilona toota hai kismat ne loota tujhko hai kismat ne loota tera khilona toota gagan pe baitha khel niraale khele khelan haar dekho logo katputli ka naatak hai sansaar hum tum sab hain khel khilone meethe kadve aur salone khelo bachchon le lo bachchon do kaudi mein bikta hai insaan le lo bhola saa bhagwaan le lo bhukha hindustaan le lo ye made in japan ye hain lallu ye hain gyaan ye hain kallu ye hain praan tu kyun rota chandarbhaan maane beta meri jaan naa ho ro ro ke halkaan tu hai bhaarat ki santaan le le tu ye teer kamaan mere pyaare pehlwaan bacha le apne ghar ki shaan pee le bidi khaa le paan mere khilone do do aane khelo bachchon le lo bachchon laaya hoon main kaagaz kaa gulbuta tera khilona toota tera khilona toota baalak tera khilona toota hai kismat ne loota tujhko hai kismat ne loota tera khilona toota gagan pe baitha khel niraale khele khelan haar dekho logo katputli ka naatak
udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun door door se karun ishaare aur tujhko tarsaaun chanda ki khidki se jhankun jhankun aur chhip jaaun udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun hooooo oooooo ooo oooo oo aaye aaye aur guzarti jaaye lambi unchi neechi raahen galiyaan aur baazaar haan haan haan haan galiyaan aur baazaar mera pahiyaa mera pahiyaa aise bhaage jaise motor car bhaage sab sansaar bhaage sab sansaar sooraj bhaage chanda bhaage andhiyaara ujiyaara bhaage dharti daude peechhe ko main aage bhadti jaaun tera haath pakad ke tujhko door kahin le jaaun main phir bhi haath naa aaun phir bhi haath naa aaun udan khatole pe udd jaaun tere haath naa aaun hooo ooooo oooo tere haath naa aaun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Meri Barbad Anmol Ghadi (1946) 03:26 20038
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Suraiya
Duration : 03:26   Song Number : 20038   

Aaja O Jaan E Wafa Shirin Farhad (1956) 03:29 37047
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohinder
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:29   Song Number : 37047   

Aaja Tujhe Mohabbat Aawaaz De Rahi Karwan (1956) 03:22 15610
 
Poster of Karwan (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 03:22   Song Number : 15610   

Aawaz De Kahaan Hai Anmol Ghadi (1946) 03:31 20079
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Noor Jahan, Surendra
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 20079   

Aye Bewafaa Ye To Bata Captain Kishore (1957) 03:35 12165
 
Poster of Captain Kishore (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:35   Song Number : 12165   

Badal Jaaye Duniya Na Badlenge Hum Captain Kishore (1957) 03:16 15564
 
Poster of Captain Kishore (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Suresh
Duration : 03:16   Song Number : 15564   

Ghum Na Kar Shahzada (1955) 02:51 40353
 
Poster of Shahzada (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 02:51   Song Number : 40353   

Guzra Hua Zamana Aata Nahin Dobara Shirin Farhad (1956) 03:26 15668
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:26   Song Number : 15668   

Jawaan Hai Muhabbat Anmol Ghadi (1946) 03:24 20651
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:24   Song Number : 20651   

Kyun Yaad Aa Rahe Anmol Ghadi (1946) 02:27 32439
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Surendra
On Screen Actors- 
Surendar
Duration : 02:27   Song Number : 32439   

Mann Leta Hai Angdaai Anmol Ghadi (1946) 02:52 12695
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Noor Jahan
Duration : 02:52   Song Number : 12695   

Mere Bachpan Ke Saathi Anmol Ghadi (1946) 03:05 12696
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:05   Song Number : 12696   

Socha Tha Kya Kya Anmol Ghadi (1946) 03:08 21247
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:08   Song Number : 21247   

Sunaaun Kiss Ko Afsaana Shirin Farhad (1956) 03:21 15669
 
Poster of Shirin Farhad (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohindar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 15669   

Tera Khilona Toota Anmol Ghadi (1946) 02:24 12697
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Suraiya, Surendra
Duration : 02:24   Song Number : 12697   

Uran Khatole Pe Anmol Ghadi (1946) 03:03 12698
 
Poster of Anmol Ghadi (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Suraiya, Surendra
Duration : 03:03   Song Number : 12698   
Karaoke Songs of Tanveer Naqwi, Sad Songs of Tanveer Naqwi, Love Songs of Tanveer Naqwi, Dance Songs of Tanveer Naqwi, Hip-hop songs of Tanveer Naqwi, Best songs of Tanveer Naqwi, Super hit songs of Tanveer Naqwi, hit songs of Tanveer Naqwi, duet songs of Tanveer Naqwi, solo songs of Tanveer Naqwi, old songs of Tanveer Naqwi, famous songs of Tanveer Naqwi, Hindi Karaoke Songs of Tanveer Naqwi, Hindi Sad Songs of Tanveer Naqwi, Hindi Love Songs of Tanveer Naqwi, Hindi Dance Songs of Tanveer Naqwi, Hindi Hip-hop songs of Tanveer Naqwi, best Hindi songs of Tanveer Naqwi, super hit Hindi songs of Tanveer Naqwi, hit Hindi songs of Tanveer Naqwi, duet Hindi songs of Tanveer Naqwi, solo Hindi songs of Tanveer Naqwi, old Hindi songs of Tanveer Naqwi, famous Hindi songs of Tanveer Naqwi, Sing Along Songs of Tanveer Naqwi, Sing Along Sad Songs of Tanveer Naqwi, Sing Along Love Songs of Tanveer Naqwi, Sing Along Dance Songs of Tanveer Naqwi, Sing Along Hip-hop songs of Tanveer Naqwi, Sing Along Best songs of Tanveer Naqwi, Sing Along Super hit songs of Tanveer Naqwi, Sing Along hit songs of Tanveer Naqwi, Sing Along duet songs of Tanveer Naqwi, Sing Along solo songs of Tanveer Naqwi, Sing Along old songs of Tanveer Naqwi, Sing Along famous songs of Tanveer Naqwi