Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTere Ghar Ke Samne (1963)
HomeTere Ghar Ke Samne (1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo jaan par meri bani aap ki thahri hansi haaye main jaan gayi pyaar ki fitnaagari dil jalaane ke liye thandi aahen na bharo dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi teri khushboo ne mere hosh bhi chheen liye hai khushi aaj humen tere pehlun mein gire dil ki dhadkan pe zara phool sa haath rakho hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo kya kahega ye samma inn raahon ka dhuwaan laaj aaye mujhe mujhko laaye ho kahaan hum tumhen maan gaye tum bade wo ho hatto dekho rootha na karo baat nazron ki suno hum na bolenge kabhi tum sataaya na karo dekho rootha na karo
dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu phool tum gulab ka kya jawaab aap ka jo ada hai wo bahar hai aaj dil ki bekali aa gayee zuban par baat ye hai tum se pyaar hai dil tumhin ko diya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu chahe tum mitaana par na tum girana aansoon ki tarah nigaah se pyaar ki unchaai ishq ki gehraai poochh lo humari aah se aasmaan chhoo liya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu iss hasin utaar pe hum na baithe haar ke saaya ban ke saath hum chale aaj mere sang tu goonje dil ki aarzu tujhse meri aankh jab mile jaane kya kar diya re pyaar ka raag suno re hu hu hu dil ka bhanwar kare pukaar pyaar ka raag suno pyaar ka raag suno re hu hu hu hu hu hu hu hu hu
siwaani aule aule aule aule aule aule oo aule aule aule aule aule oo haan haa haan haa haan haa haan haa dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane aa ha ha ha o ho ho ho hoo aye hey hey heyy aa ha ha haa aa ha ha haa aye hey hey hey aa ha ha haa aye hey hey heyy dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane pehlu mein yun to sabke hi dil hain dard ho jis mein dil wohi dil hai pehlu mein yun to sabke hi dil hain dard ho jis mein dil wohi dil hai pyaar jo hoga dard bhi hoga pyaar na ho to jeena mushkil hai aaj kitni jawaan hai ye mehfil pyaar jisne kiya ho wo jaane dil ki manzil kuchh aisi hai manzil pyaar jisne kiya ho wo jaane siyaan gaul ho bo yobano balaa o tado tawanodo mili paila o gali bala o mado bayila ablooo itna bada hai duniya ka phera log dilon se milte nahin hain itna bada hai duniya ka phera log dilon se milte nahin hain pyaar bina to donon jahaan
tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne ghar ka banaana koi aasaan kaam nahin duniyaan basaana koi aasaan kaam nahin dil mein wafaayein hon to tufaan kinaara hai bijli humare liye pyaar ka ishaara hai tan mann lutaaunga o o o o tere ghar ke saamne o o o duniyaan basaaunga o o tere ghar ke saamne ek ghar banaunga tere ghar ke saamne kehte hai pyaar jise dariyaan hai aag ka ya phir nasha hai koi jeevan ki raag ka dil mein jo pyaar ho to aag bhi phool hai sachchi lagan jo ho to parbat bhi dhool hai taare sajaaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne kaanton bhare hain lekin chahat ke raaste tum kya karoge dekhein ulfat ke waaste ulfat mein taaz chhute yeh bhi tumhein yaad hoga ulfat mein taaz bane yeh bhi tumhein yaad hoga main bhi kuchh banaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar
sun le tu dil ki sadaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa meri aawaaz ka teer jaayega dil ko bhi cheer meri aawaaz ka teer jaayega dil ko bhi cheer khoye nafrat laaye ulfat ye asar hai meharbaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar rastaa hai mera aisa raahi hoon tera pyaar rastaa hai mera aisa raahi hoon tera na rahoon main na rahe tu par rahegi daastaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa do dilon ki ye lagan jaane dharti aur gagan do dilon ki ye lagan jaane dharti aur gagan tu jahaan hai main wahaan hoon jism do hai ek jaan sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa pyaar se pyaar sajaa sun le tu dil ki sadaa
tu kahaannn tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana hoo tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re haaye maane na mera dil deewana oo bada natkhat hai sama bada natkhat hai sama har nazara hai jawaan chha gaya chaaron taraf meri aahon ka dhuwan dil mera meri jaan na jala tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana oooo aayi jab thandi hawa aayi jab thandi hawa maine poochha jo pata wo bhi katraa ke gayi aur bechain kiya pyaar se tu mujhe de sada tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana oo chaand taaron ne suna chaand taaron ne suna in bahaaron ne suna dard ka raaz mera rehguzaaron ne suna tu bhi sun jaane man aa bhi ja tu kahaan tu kahaan ye bata is nasheeli raat mein maane na mera dil deewana haaye re maane na mera dil deewana ooooo pyaar
aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa hoooo hooo ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen thaam lo baahen ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen thaam lo baahen jhoom jhoom gaaun pyaar se sharmaaun ek nasha sa mujhe ho chala teri meri chaahen roz badi jaayen aur na toote kabhi silsila dekh teri meri ab ek dagariya thaam lo baahen thaam lo baahen aaj bane saathi deep aur baathi jagmagaayi meri zindagi paa ke tere saaye kaun aage jaaye tu mila to mili har khushi tan mann chamke hai jaise bijuriya thaam lo baahen thaam lo baahen aaj samay aaya maine tujhe paaya main lata hoon tere pyaar ki phool naye laaun tujhko mehkaaun main kali hoon tere haar ki pyaar ki humare amar ho umariyaa thaam lo baahen thaam lo baahen ye tanhaayi haaye re haaye jaane phir aaye na aaye thaam lo baahen hmmm hmm hmmm hmmm hmm hmmm thaam lo baahen
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekho Rootha Na Karo Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:08 20327
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nutan, Dev Anand
Duration : 03:08   Song Number : 20327   

Dil Ka Bhanwar Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:40 20359
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:40   Song Number : 20359   

Dil Ki Manzil Kuchh Tere Ghar Ke Samne (1963) 05:07 14340
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:07   Song Number : 14340   

Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:30 20437
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:30   Song Number : 20437   

Sun Le Tu Dil Ki Sadaa Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:20 12515
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:20   Song Number : 12515   

Tu Kahan Ye Bata Tere Ghar Ke Samne (1963) 04:36 21327
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:36   Song Number : 21327   

Ye Tanhaayi Haaye Re Haaye Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:04 14339
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:04   Song Number : 14339